Hum logon mein jo munafrat ayee hai uski kaas wajah ye hai ki sare maslakon ke pesh Imamamon ke bich mein misunderstanding ka hona. HUM-SAB KO BAS ITNA SOCHNA CHAHIYE KI HUM SAB UMMATE MUSLIM HEIN.
Aap jaise maulana news chainal par kyu nahi aate h aur khud ka news chainal kyu nahi banate h, media ko proper way m kyu nahi use karte h jaisa k zakir naik ne sujhaw diya .......
nabi ke wakt se jo jamat h usi maslak ke imam sare masjid me namaj padhaye .naye firke usi ke pichhe namaj padhte h namaj padhte rahege to sare masle khatam hoge.
ماشااللہ بہت اچّھا سلسلہ ہے . لیکن ریکارڈنگ اور ساؤنڈ سسٹم میں کچھ مشکلات ہیں انہیں دور کرنے کوشش کریں، اور اسکے لئے پہلے پورا پروگرام کر لیا جائے اور ہر ایک کی ریکارڈنگ مدعوین کے روم میں الگ کرکے بعد میں اسکو بنا کسی کانٹ چھانٹ کے جہاں آواز خراب ہو وہاں اپڈیٹ کردیا جائے
Mufti Yasir sahab! Aap Tino sahi plateform pe ja rahe hein. Lekin khas kar ek baat ka khayal rakhna chahiye ki, jo BRALEVI Moulana kisi Mohalle/areas mein kabhi salana Jalsa ya Taqreer wagaira karte hein to Un jalson mein apne hi Muslim bhaiyon ko Chidhate hein NAAT ya NAZAM padhne ke zariye se, Kuch is tarah: TUM KIYA JANO WAHABIYON/24 NO./DEVBANDIYON ext. Ye wo molviyon hein jo ki paise leker Jalse mein shirkat karne aate hein. Unhein ye sochna chahiye ki kaam is ALAM mein Deen ko philana hai na ki ek dusre MASLAK ki buraee karke paise kamana. Aur unhein ye bhi sochna chahiye ki, is Gairmuslim kis tarah galat faida utha lengein. Aur ek baat ki koshish ye bhi honi chahiye ki jaise barelvi taqon mein bahut sare chote-chote mazhabi Taiohaar manate hein, jaiseki Id-miladun-Nabi, shaberat, Gyarhween Shareef, Muharram, to is tarah ek maine ek mohalle ki masjid ke pesh Imam ko pucha kiya ye fastival manana zaroori hai to unhone kaha ki, fastival manao ya na manao lekin ye baat to pakki hai ki jab is tarah ke festival aate hein to bahut sare Garibon ke bacchon ko accha khane-pine ko to mil jata hai. Kiyonki is tarah ke chote Mouko pe log accha khana banate hein aur ek dusre tak pahunchate hein. Dr. Yasir sahab! Ye chote-chote festivals manana sahi hai ya nahi mujhe nahi pata lekin maine dekha hai ki inki abaadiyon mein gareebi bahut hai jinka hum-logon ne khayal nahi rakha. Koshish ye honi chahiye ki kisi tarah Baitulmaal jama ho aur inki madad ke saath-saath Deen ki taleem ko bhi badhaya jaye.
Humne jahantak dekha hai ki Muslimon ke ander Maslakbandi duniya mein kahi nahi hai sirf india/pakista/bangladesh ko chodkar. Mere khayalse har mamle mein ye india ke old Tradition ka haath hai jo ki hum muslimon ke under abhi bhi hai, kiyonki humtak Islaam to aya lekin DEEN KA ILM sahi tarahse hamare zehan mein nahi utra hai. Aap kiya sochte hein is bare mein ya India ke muslims kiya sochte hein?
Masha allah Allah ta'ala musalmano ko Ittihad o ittifak k sath rehne ki tofik de
*Bhut umdah Mohtrm Hzraat*
Bhut bhut zruri hai
Bahut Acha paryash kiya aap thanks
ماشااللہ بہت شکریہ جناب آپ کی کوشش ایک دن رنگ لائی گی
bahut khub
masa allah
Masha Allah bahut khub
Bhot bara kadam hai allah paya e takmeel tak pounchai
Bhut achhi koshish allah kambiyab kare ...Ameen
Masha Allah bahut achha tareeqa
Wa mufti sahab app bohat acche kam kar raho ho ab wakt agaya hai ke musalman sab ek hojaye app allah salamat rakkhe
ماشاء اللہ ایک چھوٹا قدم ہے مگر مثبت ہے اللہ جزائے خیردے آپ حضرات کو اور ایسی کوشش کرتے رہیں
Masha Allah
Hum logon mein jo munafrat ayee hai uski kaas wajah ye hai ki sare maslakon ke pesh Imamamon ke bich mein misunderstanding ka hona. HUM-SAB KO BAS ITNA SOCHNA CHAHIYE KI HUM SAB UMMATE MUSLIM HEIN.
Bahut achchi koshish hai
Mashallah
very good sted
Allah aap sabo ki madad aap sabo ki Naik iraday par
كثيرا ما نحن على الحق و لكن اسلوب اظهار الحق الذي يأتي بالإهانة يتسبب عدم قبول الحق.
Aap jaise maulana news chainal par kyu nahi aate h aur khud ka news chainal kyu nahi banate h, media ko proper way m kyu nahi use karte h jaisa k zakir naik ne sujhaw diya .......
Ek hi bat samaj lo sab sare maslaq se ek khas fayda islam ko hota he...islam ke bahut shobe he har masalaq me islam ke ek khas shobe ko fayda hota he
Mashaallah
Assalamu alaikum bhai.
Kya Is Tarah Ke Shows 1 Bade paymane pr nahi ho sakta ?
Maulana Sahib aapke Chehre Pe bahut Noor hai
nabi ke wakt se jo jamat h usi maslak ke imam sare masjid me namaj padhaye .naye firke usi ke pichhe namaj padhte h namaj padhte rahege to sare masle khatam hoge.
Jazakallah..nadeem sab please aap ye sound quality ka kuch karen kuch theek se sunai nahi deraha hai..plz kuch karen
Asak
Lakh baton ki ek bat
Mara maslak Mara ghar ki dhaleej ka ander jaisae mare, beve, bate aur bahu , tab is baat ka hal niklaga...!
ماشااللہ بہت اچّھا سلسلہ ہے . لیکن ریکارڈنگ اور ساؤنڈ سسٹم میں کچھ مشکلات ہیں
انہیں دور کرنے کوشش کریں، اور اسکے لئے پہلے پورا پروگرام کر لیا جائے اور ہر ایک کی ریکارڈنگ
مدعوین کے روم میں الگ کرکے بعد میں اسکو بنا کسی کانٹ چھانٹ کے جہاں آواز خراب ہو وہاں
اپڈیٹ کردیا جائے
bahot jaruri h ..
Bhai video saaf banay ki koshish karo bahot badhiya baat khi maolana nay
Asak
Very important topic essential in these days.
But Audio ,Video quality is very bad please, please improve it.
Agar ikhtilaf ho to us ko allaha warasool ki taraf lotao quran aor shi ahadis ki taraf ao
Mufti Yasir sahab! Aap Tino sahi plateform pe ja rahe hein. Lekin khas kar ek baat ka khayal rakhna chahiye ki, jo BRALEVI Moulana kisi Mohalle/areas mein kabhi salana Jalsa ya Taqreer wagaira karte hein to Un jalson mein apne hi Muslim bhaiyon ko Chidhate hein NAAT ya NAZAM padhne ke zariye se, Kuch is tarah: TUM KIYA JANO WAHABIYON/24 NO./DEVBANDIYON ext. Ye wo molviyon hein jo ki paise leker Jalse mein shirkat karne aate hein. Unhein ye sochna chahiye ki kaam is ALAM mein Deen ko philana hai na ki ek dusre MASLAK ki buraee karke paise kamana. Aur unhein ye bhi sochna chahiye ki, is Gairmuslim kis tarah galat faida utha lengein. Aur ek baat ki koshish ye bhi honi chahiye ki jaise barelvi taqon mein bahut sare chote-chote mazhabi Taiohaar manate hein, jaiseki Id-miladun-Nabi, shaberat, Gyarhween Shareef, Muharram, to is tarah ek maine ek mohalle ki masjid ke pesh Imam ko pucha kiya ye fastival manana zaroori hai to unhone kaha ki, fastival manao ya na manao lekin ye baat to pakki hai ki jab is tarah ke festival aate hein to bahut sare Garibon ke bacchon ko accha khane-pine ko to mil jata hai. Kiyonki is tarah ke chote Mouko pe log accha khana banate hein aur ek dusre tak pahunchate hein.
Dr. Yasir sahab! Ye chote-chote festivals manana sahi hai ya nahi mujhe nahi pata lekin maine dekha hai ki inki abaadiyon mein gareebi bahut hai jinka hum-logon ne khayal nahi rakha. Koshish ye honi chahiye ki kisi tarah Baitulmaal jama ho aur inki madad ke saath-saath Deen ki taleem ko bhi badhaya jaye.
Humne jahantak dekha hai ki Muslimon ke ander Maslakbandi duniya mein kahi nahi hai sirf india/pakista/bangladesh ko chodkar. Mere khayalse har mamle mein ye india ke old Tradition ka haath hai jo ki hum muslimon ke under abhi bhi hai, kiyonki humtak Islaam to aya lekin DEEN KA ILM sahi tarahse hamare zehan mein nahi utra hai. Aap kiya sochte hein is bare mein ya India ke muslims kiya sochte hein?
Faizi sb aap kuch jiyada ektelat may interest hai, Zara aap is istelafak choray aur ekh ho kar Islam par baatein karay