MashAllah Mashallah Banten hain jab zairon k paasiney se malak Kua ho ga phr khudaya paasina hussain.as. Ka wah wah Mola.as. Apko salamat rakhey mir bhai
Kafi hai ye samajhne ko rutba Hussain ka Abbas sa wazir hai maula Hussain ka Hai deene qirdigar me hissa Hussain ka Aadha Abu turab ka Aadha Hussain Maa ne padhaya itna qaseeda Hussain ka Ran me Hussain ban gaya baccha Hussain ka Bante hai zairon ke paseene se jab malak kya hoga phir khudaya paseena Hussain ka Mujhse nahi ye fitruse be par se poochlo phir tolta nahi kabhi jhoola Hussain ka Akbar ko khalk karke ye kehta tha Qibriya Aisa hi hona chahiiye beta Hussain ka Islam karraha hai shaheedo ko bhi salam Tumne diya saath hi aisa Hussain ka Hokar baland mimbare daste Hussain par Asgar abhi padhenge qaseeda Hussain ka Usko bhi nagawar hai ab matame Hussain Kha kha ke pal raha hai jo sadka Hussain ka Kyu poochte ho hai kaha ustaad aaj kal Hai khidmate Hussain me banda Hussain ka Poocha hai Ya Qahhar ka matlab to ab suno Matlab hai iska Ghaiz me aana Hussain ka Hur sath leke aaya tha bete ko isliye Aate hi usko dena tha sadka Hussain ka Islam ki hayat ko mamooli baat hai Tauheed ki hayaat hai sajda Hussain ka
Bhot Ahla
MashAllah Mashallah
Banten hain jab zairon k paasiney se malak
Kua ho ga phr khudaya paasina hussain.as. Ka wah wah Mola.as. Apko salamat rakhey mir bhai
labbaik ya hussin labbik ya hussin labbiak ya hussin
geooo
Kafi hai ye samajhne ko rutba Hussain ka
Abbas sa wazir hai maula Hussain ka
Hai deene qirdigar me hissa Hussain ka
Aadha Abu turab ka Aadha Hussain
Maa ne padhaya itna qaseeda Hussain ka
Ran me Hussain ban gaya baccha Hussain ka
Bante hai zairon ke paseene se jab malak
kya hoga phir khudaya paseena Hussain ka
Mujhse nahi ye fitruse be par se poochlo
phir tolta nahi kabhi jhoola Hussain ka
Akbar ko khalk karke ye kehta tha Qibriya
Aisa hi hona chahiiye beta Hussain ka
Islam karraha hai shaheedo ko bhi salam
Tumne diya saath hi aisa Hussain ka
Hokar baland mimbare daste Hussain par
Asgar abhi padhenge qaseeda Hussain ka
Usko bhi nagawar hai ab matame Hussain
Kha kha ke pal raha hai jo sadka Hussain ka
Kyu poochte ho hai kaha ustaad aaj kal
Hai khidmate Hussain me banda Hussain ka
Poocha hai Ya Qahhar ka matlab to ab suno
Matlab hai iska Ghaiz me aana Hussain ka
Hur sath leke aaya tha bete ko isliye
Aate hi usko dena tha sadka Hussain ka
Islam ki hayat ko mamooli baat hai
Tauheed ki hayaat hai sajda Hussain ka
Kashif Mirza mola as aap ko sehat day
Jazakallah bhai