Sir jii meri kamar 35 inch ki h mujhe lehenge me jyada ghera krne ke liye niche ka ghera pr kali kitna inch lena chahiye.. 5 meter fabric ke hisaab se ... 12 kaliyo me... Btaye plzzzz
Assalamualaikum bahiya agar plazo me kapra kam ho to usko kalya dal sakte hai please please bahiya me wait kar rahe ho ap ke bahut bahut meharbani hogi agar ap mujhe bolo gay
Sir ji aap kapde ko cutting karke bhi lycra ko pest kar sakte ho aisa karne se lycra jyada waste nhi hogi or bachi huyi lycra ko hum any products par use kar sakte hai main to aisa hi karti hu jisse lycra zaya nhi hoti
Sir jii meri kamar 35 inch ki h mujhe lehenge me jyada ghera krne ke liye niche ka ghera pr kali kitna inch lena chahiye.. 5 meter fabric ke hisaab se ... 12 kaliyo me... Btaye plzzzz
Lycra kiss fabric pe lagani chahiye
Welcome to my channel
Woolen fabric pe
Bahan ye sirf velvet pe lgti h
Velvet ke suit par
Jis marji par laga sakte ho jis me finishing na aati ho laga sakte ho
Sir apko kya lagta hai sater lagana easy hai yaa laycra laga na
Top bottom master class join karne ka charge lagta h kya sir
Sir kya lycra simple press se bhi lg jaati h kya
Sir y toolkit k accha kra aapne 🎉🎉🎉🎉
AssalamuAlaikum sir
Sir mujhe Aline kurti m chak fold karne m dikkat aati hai .koi easy trick bataye.
Aapki ye jo table hai uski size kya hai plz batayiye sir ji
Size
Assalamualaikum bahiya agar plazo me kapra kam ho to usko kalya dal sakte hai please please bahiya me wait kar rahe ho ap ke bahut bahut meharbani hogi agar ap mujhe bolo gay
Good information....thankyou......❤
Lycra lagane ke baad... lining ki need hoti hai kya??
Sahi se lagao to nahi
Aapka counter ka kya size h
Lycra lining ko Kon kon se fabric main use kr skte hai or iske sath hame cotton ki bhi lining lgani hoti hai kya ??
Welcome to my channel
First time know about lycra😮
Kia Lycra kurti fabric ma bhi use hot ha
Ha g
@ Thank you 🙂
Where do we get these lycra
Agar steem press na ho to kese lgaye
Sir ji aap kapde ko cutting karke bhi lycra ko pest kar sakte ho aisa karne se lycra jyada waste nhi hogi or bachi huyi lycra ko hum any products par use kar sakte hai main to aisa hi karti hu jisse lycra zaya nhi hoti
G bilkul
Sir kya steam press use karni chahie bahut logon ne kaha vah kharab ho jaate Hain aur kaun si stream press use karni chahie aur kyon
Sahi se use karo jyada chalegi
Super work by you 👍👍👍
Thank you! Cheers!
Sir kya lycra woolen m bhi aati h
Nahi
Shawl coller wali kurti b btaye🙏
Astar vala lenge me se ambrela pallazo catig stiching vidyo dalo bhai
Silai free m sikha rhe ho kya sir
Paid hai free TH-cam par sikha hi rahe hai
Jyada garam me to lycra jal jati hai
Hello sir ,
Sir free m dikha rhe ho kya
jo course join karega us ko free kit milegi
Muje pta nhi tha s ka
❤❤
Sahi kaha transparent kapda hu tu y kaam krega
Ha lekin color change ho to use mat karna
Sir transparent fabric ke neeche visible to nahi hota
Hota hai agar ho to mat lagana
❤❤❤