how to change Tata Nano wheel bearing (टाटा नैनो व्हील बेयरिंग कैसे बदले)

แชร์
ฝัง

ความคิดเห็น • 20

  • @piyushaggarwal6294
    @piyushaggarwal6294 2 หลายเดือนก่อน +1

    ⁠sir kya nano mei pichey k tyre ka size change karke aagey wala 135/70R12 laga sktey h permanently 4 tyres all of sizes 135/70R12 inko pichey lagane se kya ride ya handling suspension ya average ya anything else kisi cheez par fark padega agar han toh kitna pls give your knowledge reply
    Thank you

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  2 หลายเดือนก่อน

      Bhai sorry for that late aap Aisa kar sakte ho per aapko uske liye front side se bumper ya painter ko cut karna hoga Uske size ke hisab se Kyunki agar aap Bada tyre Aage Lagate Hain To vah bumper Mein jakar touch Hota Hai jisse ki बार-बार awaaz Aati Hai aur bumper bhi kharab ho jata hai to uske liye aapko bumper ko Katana Padega Uske bad aap Chala sakte ho average Mein Koi Jyada problem Nahin Aaegi Ek Ya Do ka hi average kam Hoga aapka aur suspension mein bhi Itna Koi Fark Nahin Padta

    • @piyushaggarwal6294
      @piyushaggarwal6294 2 หลายเดือนก่อน

      @@nautiyaljivlogs sir thank you but aap smjhey nai mai puch rha hu 135/70 R12 jo front mei lagtey h woh front mei toh lagey h rehne dun and then rear mei bhi wahin 135/70 R12 laga dun yaani all 4 tyres 135/70R12 lagadun toh kya hoga???

    • @piyushaggarwal6294
      @piyushaggarwal6294 2 หลายเดือนก่อน

      @@nautiyaljivlogs @nautiyaljivlogs sir thank you but aap smjhey nai mai puch rha hu 135/70 R12 jo front mei lagtey h woh front mei toh lagey h rehne dun and then rear mei bhi wahin 135/70 R12 laga dun yaani all 4 tyres 135/70R12 lagadun toh kya hoga???

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  2 หลายเดือนก่อน +1

      @@piyushaggarwal6294 gadi in balance Chalegi Kyunki Piche jo hai engine hota hai aur FIR Piche ki side mein pessenger bhi baithte hain to Jiski vajah Se Ki gadi ka jo vate hai vah tyron per aata hai aur tyre patale hone ke Karan gadi sahi se Chalegi Nahin Piche ka jo tyre ka size Hai unhen Rahane dijiye Vahi best Hai unke Liye

    • @piyushaggarwal6294
      @piyushaggarwal6294 2 หลายเดือนก่อน +1

      @@nautiyaljivlogs shukriya sirji

  • @dewangsharma326
    @dewangsharma326 10 หลายเดือนก่อน +1

    Bhai mujhe bhi bearing change krna hai , front right ka, mera question yeh hai ki front right ka shocker bhi leak hai toh shocker change krke lgau bearing ya abhi phele lga sakt mai

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  10 หลายเดือนก่อน

      Bhai shaukar aur bearing donon Hi Ek Sath change karao to theek Rahega Kyunki Inka link gadi ka alignment Se Hota Hai to donon Ek Sath Ho Jaenge to theek rahega

    • @piyushaggarwal6294
      @piyushaggarwal6294 2 หลายเดือนก่อน

      ⁠sir kya nano mei pichey k tyre ka size change karke aagey wala 135/70R12 laga sktey h permanently 4 tyres all of sizes 135/70R12 inko pichey lagane se kya ride ya handling suspension ya average ya anything else kisi cheez par fark padega agar han toh kitna pls give your knowledge reply
      Thank you

  • @gauravsifat1459
    @gauravsifat1459 10 หลายเดือนก่อน +1

    Bhai bush Bering mai kitna kharch hota total 4 tyer ke

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  10 หลายเดือนก่อน

      Bhai bush bering smjh nhi me Charon tyre alag hote hain Iske front wale Jo Hote Hain vah 4600 ke donon ke donon aur rear wale ₹5000 Tak ke donon yah MRF ke Tyre ke rate hai yah tyre maine bhi apni gadi Mein dilaen isliye main aapko Inko confirm hi bata raha hun front tyre ki maine abhi Kuchh time pahle hi video Dali hai aap vah Video dekh sakte hain aur rear tyre Ki Main दो-चार Din Mein dalne wala hun video

  • @karkiaum
    @karkiaum 5 หลายเดือนก่อน

    Can you please tell me.All model of tata nano parts are same or different?

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  5 หลายเดือนก่อน

      There are some different models according to different years.

  • @jaymeena7032
    @jaymeena7032 9 หลายเดือนก่อน +1

    Bearing dalvane me kiitna kharch huaa aapka?

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  9 หลายเดือนก่อน +1

      450 ka bearing aaye the dale khud hi the

  • @gauravsifat1459
    @gauravsifat1459 10 หลายเดือนก่อน +1

    Or bhai meri nano k liye tyer pata kr do 4 /155/65/R12 ye number chaiye 4 tyer ke second hand plzz bhai

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  10 หลายเดือนก่อน

      Bhai maine abhi apni Gadi ke rear tyre change karaen jo ki 5000 ke change karae Kyunki Iske front aur rear tyre alag size ke Hote Hain aapko second hand tyre chahie to aap kaun si city mein rahte hain aap yah bataen pahle aur han MRF ke naye tyre Jo front Ke Hain vah 2300 ke hain Ek Aur Pichhle wale 5000 ke donon

    • @gauravsifat1459
      @gauravsifat1459 10 หลายเดือนก่อน +1

      Panipat mai bhai or vo to hote hai alag but ye Jo number btaya hai na ise gadi ka balance sahi rehta hai btaya mujhe ek dost ne vo tata mai hi kaam krta hai but uska koi link nhi hai tyer ka isliye Ap ko bol ra hu puchne ko

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  10 หลายเดือนก่อน

      @@gauravsifat1459 bhai agar aap Kisi bhi tire ke Showroom per jaaoge Jahan per sirf jaise ki MRF ke CEAT ke Stri ke tyre Milte Ho Jo sirf ek hi company ka tire Rakhta hun vahan per aapko Jarur yah wale number ke tyre bhi mil jaenge aur aapko ek hi company car tyre dalvana hai jo aapko Achcha Lagta hun Main Apni gadi Mein MRF tyre dalva Hain MRF ke showroom Mein Mujhe real wale 5000 Ke Do MI aur turant wale 4600 ke

    • @piyushaggarwal6294
      @piyushaggarwal6294 2 หลายเดือนก่อน

      @@nautiyaljivlogs​​⁠sir kya nano mei pichey k tyre ka size change karke aagey wala 135/70R12 laga sktey h permanently 4 tyres all of sizes 135/70R12 inko pichey lagane se kya ride ya handling suspension ya average ya anything else kisi cheez par fark padega agar han toh kitna pls give your knowledge reply
      Thank you