निश्चित ही xhdata को पछाड़ना बहुत मुश्किल है l परंतु फिलिप्स की बादशाहत को भी नकारा नहीं जा सकता यहां l अपने ताड़ जैसे एंटीना के माध्यम से इसने अपने नाम के अनुरूप चैम्पियन जैसा competition दिया है l बहुत ही शानदार कंपैरिजन परविंदर जी
@@sushilthakur1178 ji, bahut bahut dhanyawad aapka. Ji haan, D-808 to fir hai hi D-808; lekin Champion ka FM performance ek real Champion wala raha hai. Bada speaker + 3 cell + taad sa lamba antenna = super performance.
Pravinder ji, bahut dilkhush karnewala mukabla , abhi bahut sare logoka youtube par inn donoka comparison video dekhne ko mil raha hai lekin usmai champion dhakad sabit hua wo bhi ghar kè andar. Sabhi ka apna apna method hai thik hai 2000 mai achcha radio nikala hai jo achcha pradarsan karta hai.
@@BIDHANCHANDRAMUKHOPADHYAY ji, bahut bahut dhanyawad. Ji dekhiye, apne channel se prerit ho kar kayi log channel bana rahe hain ya pahle se bane huye channel par Radio ke videos la rahe hain. Abhi to wo sab naye naye hain, kayi ne shayad Radio utna suna bhi na ho. Lekin itne Radio channels ko dekh kar koyi na koyi aise log bhi nikal kar aage aayenge jo Radio ke jabardast jankar honge aur Radio ko pura ek ek kal purja khol kar wapas jod kar rakh dein. Wo Radio ke liye badi jeet hogi. Jab apna channel budha ho jayega to isako bhi peeche fenk denge 😆😆 Rahi baat D-808 ke comparison ki, to main itna dekh nahin paya hoon kaun kya kar raha hai, maine videos ki itni badi jhadi laga di hai ki comments answer karne se hi fursat nahin mil rahi. Apne channel par wohi jagah, wohi style aur wohi methodology use hoti rahegi jo ab tak rahi hai. Aapke lagatar sahyog ke liye bahut bahut dhanyawad.
Parvinder ji ,good morning. Meri morning aur bhi good ho gayee apka video dekhkar. Dhanyawad! Parvinder ji philips mein jo chip lagi hai SI4825 A10 uske bare mein net par likha hai "it is poor cusion of SI 4734" Bcoz 4825 is aligned mechanically while 4734 is customised with computers. Even though philips is not far behind. Once again thank you deputing time to radio and radio lovers.
नमस्कार सर Xhdata D808 के रिसेप्शन का कोई जवाब नहीं इसीलिए यात्रा पर इसी को लेकर चलता हूँ और आज सोनभद्र की पहाड़ियो में शक्तिनगर आया हूँ। आपके मेहनत और जज्बे को सलाम ।
@@Arunpratapsingh0340 ji, bahut bahut dhanyawad aapka. Ji haan, Dxing ke liye bahut hi solid hai ye. Aapke Champion ka tuning thread achhe se wapas jud gaya tha ? Channel ke liye usaki pic lene ke liye dhanyawaad.
सर जी, नमस्कार,आज चेम्पियन की दिग्गज रेडियो कम्पनीयों से यादगार टक्कर हुई है। आज भले ही एक्स डेटा रेडियो जीत गया लेकिन दोनों के मूल्य में जमीन आसमान का फर्क है। यहां पर चैम्पियन अच्छा और सस्ता रेडियो साबित हुआ है।
@@vijaypaltyagi3042 ji, bahut bahut dhanyawad. Ji haan, Philips ke wo din ab gaye jab isake Radios FM stations ko pakadne ke liye tarsa karte the 😂😂😂😂 Champion Philips ka naam fir se sthapit karne ja raha hai.
@@01Std ji, bahut bahut dhanyawad aapka. Main king nahin hoon, aap sab dear viewers hain. Aapne is channel ko itna pyar diya ki isaki dekha dekhi aur channel bhi prerit huye hain.
Price k hisab se dekha Jaye to champion Jeet gya hai ❤ par champion radio ko khrid kar thoda modified krana hoga chargeable battery lgani hogi or external antenna jack lgana hoga fir ye ban jyega ek super radio
@@positivethoughts9435 ji, bilkul, price ke hisab se gazab ki performance hai. Waise ek limite ke baad ek ek station jyada pakadna mushkil hota hai aur D-808 ki apni specialities hain.
Pravinder ji Namaskar Kuchh bhi ho RL384 sabse nirala aur pasand hai. IBell, castor, fangtooth, etc Chinese make ka bhi review hojata to kya kahna!!!! Taki review sabke dil me chha Haye aur sabke paas ek ek hona chahiye. Best of luck.
Firoz ji, achha question hai. Waise to Radio ke loye koyi TRP system nahin hai, par stations koyi survey karwa sakte hain. Ya fir jo farmaish ke liye chithi aati hain unse pata chal jata hai
Ji, comparison ke bahut se ayaam hote hain, sahi baat hai. Dono analog hain aur dono dsp based hain. Apne price ke hisab se bahut achhi performance hai Champion ki.
Nice comperision pravinder ji..🙏
Dono hi redio ne apne apne price k hisab se achhi performance di hai.
Dono hi redio ko salute.
@@PankajGupta-pf7vz ji, bilkul.
Bahut bahut dhanyawad.
निश्चित ही xhdata को पछाड़ना बहुत मुश्किल है l परंतु फिलिप्स की बादशाहत को भी नकारा नहीं जा सकता यहां l अपने ताड़ जैसे एंटीना के माध्यम से इसने अपने नाम के अनुरूप चैम्पियन जैसा competition दिया है l
बहुत ही शानदार कंपैरिजन परविंदर जी
@@sushilthakur1178 ji, bahut bahut dhanyawad aapka.
Ji haan, D-808 to fir hai hi D-808; lekin Champion ka FM performance ek real Champion wala raha hai.
Bada speaker + 3 cell + taad sa lamba antenna = super performance.
Pravinder ji, bahut dilkhush karnewala mukabla , abhi bahut sare logoka youtube par inn donoka comparison video dekhne ko mil raha hai lekin usmai champion dhakad sabit hua wo bhi ghar kè andar. Sabhi ka apna apna method hai thik hai 2000 mai achcha radio nikala hai jo achcha pradarsan karta hai.
@@BIDHANCHANDRAMUKHOPADHYAY ji, bahut bahut dhanyawad.
Ji dekhiye, apne channel se prerit ho kar kayi log channel bana rahe hain ya pahle se bane huye channel par Radio ke videos la rahe hain.
Abhi to wo sab naye naye hain, kayi ne shayad Radio utna suna bhi na ho. Lekin itne Radio channels ko dekh kar koyi na koyi aise log bhi nikal kar aage aayenge jo Radio ke jabardast jankar honge aur Radio ko pura ek ek kal purja khol kar wapas jod kar rakh dein. Wo Radio ke liye badi jeet hogi.
Jab apna channel budha ho jayega to isako bhi peeche fenk denge 😆😆
Rahi baat D-808 ke comparison ki, to main itna dekh nahin paya hoon kaun kya kar raha hai, maine videos ki itni badi jhadi laga di hai ki comments answer karne se hi fursat nahin mil rahi.
Apne channel par wohi jagah, wohi style aur wohi methodology use hoti rahegi jo ab tak rahi hai.
Aapke lagatar sahyog ke liye bahut bahut dhanyawad.
Parvinder ji ,good morning. Meri morning aur bhi good ho gayee apka video dekhkar. Dhanyawad! Parvinder ji philips mein jo chip lagi hai SI4825 A10 uske bare mein net par likha hai "it is poor cusion of SI 4734" Bcoz 4825 is aligned mechanically while 4734 is customised with computers. Even though philips is not far behind. Once again thank you deputing time to radio and radio lovers.
@@RattanSharmavp ji, thanks so very much for kind appreciation. Also, thank you so much for the information.
Parvinder ji 9 k subscribe hone par congratulations 🎉
@@ramniwasdiwach8674 ji, bahut bahut dhanyawad ji. Aap sabko bhi shubhkamnayein.
नमस्कार सर
Xhdata D808 के रिसेप्शन का कोई जवाब नहीं इसीलिए यात्रा पर इसी को लेकर चलता हूँ और आज सोनभद्र की पहाड़ियो में शक्तिनगर आया हूँ। आपके मेहनत और जज्बे को सलाम ।
@@Arunpratapsingh0340 ji, bahut bahut dhanyawad aapka. Ji haan, Dxing ke liye bahut hi solid hai ye.
Aapke Champion ka tuning thread achhe se wapas jud gaya tha ?
Channel ke liye usaki pic lene ke liye dhanyawaad.
@@pravindersheoran sir वो बाये हाथ का खेल था। हा हा हा
@@Arunpratapsingh0340 ji, bahut khoob 😂😂😂
Mere to dono hathon se mil kar bhi aisa khel na ho 😂😂😂
सर जी,
नमस्कार,आज चेम्पियन की दिग्गज रेडियो कम्पनीयों से यादगार टक्कर हुई है।
आज भले ही एक्स डेटा रेडियो जीत गया लेकिन दोनों के मूल्य में जमीन आसमान का फर्क है। यहां पर चैम्पियन अच्छा और सस्ता रेडियो साबित हुआ है।
@@vijaypaltyagi3042 ji, bahut bahut dhanyawad.
Ji haan, Philips ke wo din ab gaye jab isake Radios FM stations ko pakadne ke liye tarsa karte the 😂😂😂😂
Champion Philips ka naam fir se sthapit karne ja raha hai.
Good morning sir ji jaise D808 king hai king hai FM ka vese aap king hain radio compare karne mein ji bahut bahut dhanyawad ji 🙏🙏
@@01Std ji, bahut bahut dhanyawad aapka.
Main king nahin hoon, aap sab dear viewers hain. Aapne is channel ko itna pyar diya ki isaki dekha dekhi aur channel bhi prerit huye hain.
Price k hisab se dekha Jaye to champion Jeet gya hai ❤ par champion radio ko khrid kar thoda modified krana hoga chargeable battery lgani hogi or external antenna jack lgana hoga fir ye ban jyega ek super radio
@@positivethoughts9435 ji, bilkul, price ke hisab se gazab ki performance hai.
Waise ek limite ke baad ek ek station jyada pakadna mushkil hota hai aur D-808 ki apni specialities hain.
Nice video परविंदर् जी🎉❤
@@vikasdeepsuthar ji, namaskar, bahut bahut dhanyawad, nirantar sahyog ke liye.
Good morning ji bhot achche video
@@vikramkushwaha6261 ji, bahut bahut dhanyawad.
सर, Champion और D 808 के बीच मीडियम वेव comparision वीडियो का अनुरोध रहा।
Ji, aage chal kar dekhte hain. Bahut bahut dhanyawad.
Pravinder ji Namaskar
Kuchh bhi ho RL384 sabse nirala aur pasand hai.
IBell, castor, fangtooth, etc Chinese make ka bhi review hojata to kya kahna!!!! Taki review sabke dil me chha Haye aur sabke paas ek ek hona chahiye.
Best of luck.
Shamim ji, bahut bahut dhanyawad.
Ji, budget aur time ke anusar kaushish hogi sab lene ki.
GURU YE BATAYE MERE MANN ME EK SABAL AATA HE
jaise TV ki TRP hoti he . Usse
Pata lagaya ja sakta he.
Ase hi radio ki TRP hoti he
Bataye 🙏🙏🙏🙏🙏
Firoz ji, achha question hai.
Waise to Radio ke loye koyi TRP system nahin hai, par stations koyi survey karwa sakte hain. Ya fir jo farmaish ke liye chithi aati hain unse pata chal jata hai
@@pravindersheoran theek he 🙏
sir lw band on kaise kare?? xhdata d808 pe
@@allteck8320 ji, aap ye video dekh sakte hain:-
th-cam.com/video/7fvvbTt_haw/w-d-xo.html
Kon sa jagah se ye video banye hai . morning or evening time
@@rajkumardas739 ji, video mein bataya hoga kis time bana tha. Haryana se bana hai.
Sir
दो radio का असली comparison सिर्फ short wave bands पर ही हो सकता है। अतः आपसे अनुरोध है कि सभी comparison sw पर ही करें तो ज्यादा अच्छा होगा।
@@PCDAS-yy3xt ji, baat to aapki sahi hai, par public demand ka bhi dhyan rakhna hota hai.
FM par logon ka jyada jor hai.
@@pravindersheoran 🥰🥰
💥💥💥Price affordable hone ke baad bhi 808 ko takkar di champion ne❤️👍
Ji, bilkul.
Waise hota kya hai ki ek limit ke baad ek ek jyada station pakdna mushkil ho jata hai.
पगारिया रेडियोQP7XX का कोई रिव्यू वीडियो यूट्यूब पर नहीं मिल रहा है
@@VinodKumar-qp7xx ji, mere paas nahin hai wo Radio
❤ great competition
Thanks Amit ji
Comparison sirf reception me nahi price me bhi hota hai. Aur Philips Analog hai Xhdata Digital. Philips won the competition.
Ji, comparison ke bahut se ayaam hote hain, sahi baat hai. Dono analog hain aur dono dsp based hain. Apne price ke hisab se bahut achhi performance hai Champion ki.
Nice video sir
@@surojithembrom5624 ji, thanks so very much.
Philips RL384 vs panasonic RL 562DD2
Am/Sw/Mw Comparasion, which is best?
Ji, they are similar. SW par thoda peeche hain 562, par FM par thoda aage hai.
👌
@@samadhanburungle ji, बहुत बहुत धन्यवाद।
A 😘💕👍👍
Thanks so very much
@@pravindersheoran
Love Philips 😘👍
RL 384 out of stock
Ji, bilkul, kaafi din ho chuke ab to out of stock huye