Mujhe bhi bhu mila tha bsc maths me aur DU me Venkateswara college mila maths hons. But mujhe DU ka curriculum jyada accha laga as compared to BHU. I mean agar aap bhu me hons karoge toh aapko 3 subject 2 year tak compulsory padhna padega but DU me aapko ek hons subject he padhna baki ek GE hota jisme aap apne pasand ka subject padh sakte hai . aur DU me iss year se New education policy bhi implement ho chuki hai. But but Dono jagah padhne ke kuch pros and cons hai. Pros of studying in DU 1. Teachers and seniors bahut helpful hai 2. Class ke strength maximum 60 students ke hai toh aap teachers se acche se interact kar sakte ho. 3. Kaafi saari societies hai , jo aap apne interest ke hisab se join kar sakte ho 4. Yaha aap nayi skill bhi sikh sakte ho course ke curriculum me hi included hai( jaise digital marketing, python,java, web development , app development, creative writing, graphic design etc Cons 1. Campus literally bahut chota hai as compared to bhu 2. Rahne ke kaafi problems hai kyunki college me hostel facilities bahot kam hai and bahar pg ke rent kaafi high hai 3. Yaha monthly expenses jayda hai as compared to bhu 4.
Sir, maine bhi apply kiya tha BHU mein per Mera dex board mein nahi verification hua hai nahi result aaya , why ? At last mene DU me admissions leliya in spot round. But Mera first preference BHU tha because Banaras is much better for Classical music.
Mai toh commerce with maths lekr 12th pass kiya 🤡2022 ( cbse delhi ) or abhi clgg ni mila ( mujhe bca krne hai ) ( smart but lazy wali situation hai ) ( innn loogoo ko dekh kr lgta hai mene toh kuch padhai he nhi krii😢😂 ( but still earn kr leta hu ghar baithe baithe ( 😢 ) sb. Kuch shi chal rha ( lekin kabhi kabhi lagta kash mei bhi kisi ache clg ya university mei padhai krta 😢😢😢
Sir bsc zoology k liye apply kiye h cuet k liye Lekin maine domain mai bss biology aur physics liya hai aur ek languages english matlab total 600 To koi prblm nahi na hoga plzz sir reply
@@ravisonkar4936 bhayya to ye to honors nhi hua, honors me to kisi ek subject ka specialization ho jata h yani teeno saal whi ek subject study karna rhta h...
@@reyazmazhari4986 nahi bhu math honours me apko two year tino subject padane honge aur last year only honours bala rahega other subject nahi padane honge .....
बहुत अच्छी जानकारी के साथ में वीडियो बनाया है बहुत-बहुत शुक्रिया
Bhaiya bhu msc botany ka veiw video banayei
Apna banaras🤩🤩
Mujhe bhi bhu mila tha bsc maths me aur DU me Venkateswara college mila maths hons.
But mujhe DU ka curriculum jyada accha laga as compared to BHU. I mean agar aap bhu me hons karoge toh aapko 3 subject 2 year tak compulsory padhna padega but DU me aapko ek hons subject he padhna baki ek GE hota jisme aap apne pasand ka subject padh sakte hai . aur DU me iss year se New education policy bhi implement ho chuki hai.
But but
Dono jagah padhne ke kuch pros and cons hai.
Pros of studying in DU
1. Teachers and seniors bahut helpful hai
2. Class ke strength maximum 60 students ke hai toh aap teachers se acche se interact kar sakte ho.
3. Kaafi saari societies hai , jo aap apne interest ke hisab se join kar sakte ho
4. Yaha aap nayi skill bhi sikh sakte ho course ke curriculum me hi included hai( jaise digital marketing, python,java, web development , app development, creative writing, graphic design etc
Cons
1. Campus literally bahut chota hai as compared to bhu
2. Rahne ke kaafi problems hai kyunki college me hostel facilities bahot kam hai and bahar pg ke rent kaafi high hai
3. Yaha monthly expenses jayda hai as compared to bhu
4.
Bhai PCM ka marks kitna tha aapka?
Bhu me hindi med me padhai hoti h ya eng med?
@@sakshirathod-do6pjboth languages me
Mujhe bhi BHU paid seat or hansraj alot hua h bsc zoology smjh ni aarha kaha jau
Gorgeous sir ji
Bhai please make a video on B. Sc hons. Chemistry From BHU
Others tensed about ~ bhaiya mera admission hoga, bhaiya classes kabse start hogi..etc etc
Le me~ Jaa kr konsi si class me baithna hoga 🤔 🤔
Hahaha. : Fresh mind
Neet nhi hua to bsc bio kr rhe ho ye kon bolega medam🤣🤣
Maine aapko dekha tha pr library jana tha isiliye nhi aai😂😂
Sir, maine bhi apply kiya tha BHU mein per Mera dex board mein nahi verification hua hai nahi result aaya , why ? At last mene DU me admissions leliya in spot round. But Mera first preference BHU tha because Banaras is much better for Classical music.
pls make video comparing BHU vs DU
Bilkul
330 mae addmission ho raha or mae agriculture k picche 440 la k ghar baitha hu 🥲
330/400 is very decent
Can you plz tell in which subject they have given their cuet exam for ba hons
Bhaiya ap kab aye mmv me mai nhi dekhi
🤷♂️
Kya bhaiya ap bhi tabhi ate ho jab mai nhi hoti
Apka konsa course hai
Sir plss b. Com walooo kaaa v vdooo.... Howw to prepare cuet syllabus room hostel subject kon kon sa h plsss make thee vdoo... Thnk uh 😊😇
Very good morning g
🙏
Please male video bhu bed student stategy from science stream🙏🙏🙏🙏🙏
Mai toh commerce with maths lekr 12th pass kiya 🤡2022 ( cbse delhi ) or abhi clgg ni mila ( mujhe bca krne hai ) ( smart but lazy wali situation hai ) ( innn loogoo ko dekh kr lgta hai mene toh kuch padhai he nhi krii😢😂 ( but still earn kr leta hu ghar baithe baithe ( 😢 ) sb. Kuch shi chal rha ( lekin kabhi kabhi lagta kash mei bhi kisi ache clg ya university mei padhai krta 😢😢😢
Bhi kaise earn kerte hoo
360/400
In What subject have u given your exam ?
Pls tell
LADKI DEKH KAR AAYA SOCHA ARTS SE HOGI BUT SOCIAL SCIENCE SE H AB NHI DEKHNA HAI VDO KOI V NHI LADKI ARTS ME MAIN GHAR JA RAHA HU 😭😭😭😭😭
भैया FMC के faculty of Arts में भी हमलोगों को कोई मेल नहीं आता है ना ही कोई imformation आता है। यानी कुछ भी हमको जानकारी official नहीं आता है। 😊
True
@@aanchalvishwakarma8757 KON SE COURSE ME ENROLLED HO?
@@anishkumar4932 arts fmc hoa honours
@@aanchalvishwakarma8757 मेरा भी arts faculty Hindi-A.I.H.C.&Arch.-Geogrphy
Bhai classes start ho gayi kya
Any one from bsc physics honours please reply
Bhai eco hons cut off for general category pr video chahiye pls
Sir hm daomain phy chem math liye
BA kar skte h
Bhaiya b. Com valo ka interview lijiye cuet
how boys are allowed in women college
Sir Aap ye bataiye ki mmv arts ki classes start hua ya nahi??
Start hai 1 week se mai khud attend karti hu
@@anjaligupta1849. tumhe arts mila hai?? Subject kya hai tumhare? And hostel Mila hai tumhe??
Bhaiya ba llb students se bat kariye
Sir mene aapko kal dekha tha lekin aap kuch jada hi busy the esliye mene aapse baat nhi ki 😅✨❤
Next time kr lena
Bhaiya Online fees payment ke baad bhi koi process hai Kya?
Koi...MMV ..me bsc BZC... combination Mila h ...koi btaye class chl rha ya nahi...
Yrr , mujhe mmv Mila h ...but mujhe lgrha ki Sirf girls hongi boring lgegaa 😂😂
Please koi girls btao kya aza feel hota h???
Bhaiya ims bhu pe bhi video banaiye
Sir bsc zoology k liye apply kiye h cuet k liye
Lekin maine domain mai bss biology aur physics liya hai aur ek languages english
matlab total 600
To koi prblm nahi na hoga plzz sir reply
Mujhe bhi yahi jnana hai
Pcb needed in bsc biology...
Bhu me agar hostel mil jaye to fees per month kitni hogi please please reply
Bhaiya gt general test ki taiyari kaise kare please batiye na
First year me hostel na mille to second year me bhi hostel mil skta h kya ??
Sir bhu pg ke liye bhi video bnaye🙏🙏🙏
Sir BHU bcom honours ki classes start ho gyi h kya ??? Hmara abhi tk waiting list show kr rha h kya wait krna chiye ??? Plz reply 😑
Marks and category ?
@@kashishagrawal5472 372 EWS category
Mp me kaha se ho Iam also from MP
Economic ko arts samjh kar khush mat hona economic, economic hota hai.
भैया आप बार बार du का जिक्र क्यों करते हो😥😥
Or kya kr skte hain
@@TheStudentLife आप du and bhu का compare video बना दीजिए concept clear होइ जाएगा🙏🙏
@@krantikari_insan sure🙏
@@TheStudentLife भईया एक video इसपर भी बनाइए की ba arts and social में किस ओनर्स में ज्यादा मार्क उठता है please😍🙏🙏
@@krantikari_insan semester me?
90%
Bhaiya humne abhi tak classes join nahi ki hai mmv me aur 7dec tak nahi kr payenge ... Koi dikkat to nahi aayegi??
No
@@TheStudentLife thanks for replying 💖
First year me sirf Hindi hai for language??? English ni.? :/
Bhaiya bhu me economic honors ke liye 12 th me math hona compulsory hai kiya ya achche number lane par mil jata h plz reply🙏
Sir bhu me btech agri hai kya
Aur kare to kha se kaise
Pls koi bataye ki bhu se b. Sc maths honors karne par hame only mathematics study karna hoga, ya physics chemistry bhi study karna padega? Pls reply
Pcm
@@ravisonkar4936 bhayya to ye to honors nhi hua, honors me to kisi ek subject ka specialization ho jata h yani teeno saal whi ek subject study karna rhta h...
@@reyazmazhari4986 nahi bhu math honours me apko two year tino subject padane honge aur last year only honours bala rahega other subject nahi padane honge .....
@@anandmaurya9906 thanks so much bhayya... Doubt clear ho gaya.... Waise kya aap bhi ek bhu student hain??
@@reyazmazhari4986 ha didi
Such samajh me hi nahi aa raha hai
Du du band kro yr bolna
Bhagwanpur 😂
Kya hai, kuch khas to lga nhi bhu mujhe
Jo mil gaya wo mitti hai jo na mila wo Sona hai.....