Bro,Rafiza(Shi'a) Not Believe In Mokmal Qur'an Aure toh Aure inka Yaqidah yeh hai Nawizubillah ki Hazrat Jibrail Hamare nabi ke pass galti Se Qur'an lekar chalegai unko hukum tha Hazrat Ali Ibn abi talib r.a ke Paas but galti Se hamare nabi ke pass Chalegai Nawizubillah unka yeh Aqida hai and Hazrat Ali ko Allah ka darza deta hai and Qur'an ko Mokmal nhi manta Nawizubillah wah kahte hai aaj v hamare imaamo par Qur'an nazil hota hai And Aami Ayesha par tohmat lagate hai and bolte hai ki Aami Ayesha ke nikkah ke wajah Se Nawizubillah hamare nabi ke Saramgah Jahanum me jalenge Summa Nawizubillah yeh Aqidah hai unka And Sahaba ko gali toh dete hi hai tum unko political issue Samjho hum unko Kaffir Khulam khalam kahte hai ok
@@MrRaju683 abeey fizool tareen aadmi teri taleem he kam hai ja pehle ja kr apni he kitab parh tujhe pata he nhi hai shia kya krte hai kya nhi aur rhi baat kalme ki to pagal insaan jahil shia same kalma parhte hai aur kalme k baad Hazrat Ali ko Allah ka wali batate hai
Bro Quran cannot be changed even single word of it is saved in its original form. 1300 old scripture of quran found in birmingham uk, which is same as the quran present in our homes. Incredible.❤
1:48 Abhi bhi firqo mein hai Lakin quran sab k ek hi hai Qayamat tak quran pak sahi salamat rehy ga Is mein koi bhi insan tabdeli nhi krskata Q k Quran pak ki hifazat Allah khud krta h
Quran was not reveled or given to pophet muhammad in the form of book or written scripture. It was angel gariel that memorzes the word of Allah(quran) to holy prophet and Allah save them in prophet heart❤
The world's oldest Quran was found in 2015 and the Quran was matched with today's Quran and there is no change in the Quran and today's Quran. It is true that the Quran is the same as it was revealed even today❤🥰🥰say subhanallah❤️
Aap 1400 saal ya 1000 saal pehle ka quran dekh lena aur aaj ( 6/9/2024 ) ka quran dekh lena dono same honge na koi word alag milaga na koi word badla milega na yaha tak ki ek dot bhi change nahi huyi hogi. Kyuki quran mai allah ne khud farmaya hai:- quran ko hum ne hi nazil kara hai aur hum hi iski hifazat karne wale hai
Quran is the only book on the face of earth whichbis unchanged for 1500 years and this is tge challenge of Allah in quran that it will remain same till day of judgement
Quran ke Alfaaz qayamat tak change nhi honge kyuki Allah ne quran me hi ye kaha hai ki quran ke alfaz kabhi bhi nhi change ho sakte hai allah khud quran ki hifazat karta hai or khanaye kaaba ki bhi osse bhi koi nhi gira sakta hai qayamat tak
We all Muslims worship one Allah and Muhammad (PBUH) is the last prophet of all Muslims. And we all follow the same Holy Quran and circumambulate the same Kaaba. And all this is the belief of a Muslim whether he is Shia or Sunni. The difference is only about the Companions of the Muhammad (PBUH). Praise be to Allah, there was never any disagreement among Muslims regarding the basic beliefs of the religion of Islam and there will never be any.
Agar duniya ke sare Quran khatam bhi ho jaye fir bhi Quran ka ak bhi world koyi change nehi kar payega or caror hafej scholars have memorized the Quran
Shia , Sunni and any other all believe in One Allah and Prophet Muhammad SAW as the last prophet. The differences are more political. Also Know that more than 85 % Muslims of the world are Sunni Muslims. in other word people who follow the sunnah of Prophet Muhammad SAW.
1:55 Yaha py mistake hui hai ky mulims firqo mein bat jayae gy Bailky uska matlb ya tha ky hafiz quran(Quran ko yaad kerny waly logo ko kaha jata h) agr shaheed huty rahy tu agy log Quran pak mein changes khud se kerty rahy gy Jaisy bibile mein buht changes ki h
Bro Shia and Sunni are both beleive in same prophet and same god and same Qur'an ..it is Allah who take responsibility for perseveration of Qur'an that's why even after this much sects Qur'an is one .this is the miracle of Allah and signs for u
We are just Muslims and we all are believe just one Allah and prophet Muhammad SAWN ❤ proud to be a Muslim alhamdulilah yes shia and sunni different on such events believes not all Islamic things we both believe on Quran Allah and Hazrat Muhammad SAWN.
Shia’s are not accepting any Khalifa except last(4th) one Hazrat Ali r.a who was cousin + son-in-law of Prophet Muhammed s.a… Shia believe that Ali and his descendants are part of a divine order.
Shia wo sect hay Jo baad may wajood may aaya hay.. Sunni means Jo Hazrat Mohamad sAW ki way of life ko follow krty han. Tou Sunni wo Muslims han Jo Hazrat Mohmmad saw k dor k thay.
Ap agr hazart Umar-e-farooaq our hazrat kahlid bin Walid par bhi reaction krn to inshallah ap ko bhot si knowledge Mily gi Muslims our yahudun KY bary main our in videos sy apky Islam KY golden era KY bary bhi bhot kch janny ko Mily ga
15:36 same Quran hai sare firqo ka Quran ek hi hai bas thore bhout ehktelaf hai dusri cheezo k lekar like Kuch loug qabar pe sajde karte hai Kuch sufism etc etc magar sab ka Quran ek hi hai Alhumdulilla
Shia aur Sunni dono Islam ke bais ahem firqe hain, aur in dono ka asal aqeedah Allah aur Nabi Muhammad (S.A.W) par iman hai. Dono mein ikhtilafaat zyada tar tareekhi waqiat aur religious leadership ke hawale se hain, lekin in dono ke darmiyan bohot si mushtarik cheezein bhi hain, jaise imaan, namaz, roza, zakat, aur hajj ka aqeeda.
एक ही बाप का दो बेटा ,बाप और मां का कौन कितना खिदमत कर रहा है,इस बात को लेकर झगड़ा होता है। ज़मीन को लेकर भी झगड़ा होता है। आखिर दोनों भाई, बाप का ही बेटा है। इस्लाम में फिरका का मसला भी वैसा ही है। सब अल्लाह का बन्दा है।
There is a difference between the sect in Islam than other religions the reason for shia and Sunni in Islam was a issue of who to choose as a ruler not on religion they pray 5 times same as sunni's , they have same Quran it was more of a political issue.
Quran-e-Pak par jitnay bhi muslims hai unka koi ikhtelaf nhi hai wo sub k liye aisa hi hai jaisa 1400 years pehlay tha not a single word id changed wo partition dosri wajhaho say hai.
Hamare Nabi Hazrat Muhammad Mustafa Sallallahu Alaihi Wasallam ne pahle hi bata diya tha ki muslims 73 firko me bat jayenge qayamat ane tak Or kaha tha ki mat batna allah ki rassi ko kaske pakdh kar rakhna allah ki rassi yani quran or sahi hadis Hadis me vo wakiyat ha jo hamare nabi Hazrat muhammad Mustafa Sallallahu Alaihi Wasallam ne anewale waqto me kya hone wala he wo bataya he or bohut se maslo ka hal bhi bataya hai jake padho
Shia and Sunni believes in same Allah, same Quran, same Prophets, but political ideology differ
Bro,Rafiza(Shi'a) Not Believe In Mokmal Qur'an Aure toh Aure inka Yaqidah yeh hai Nawizubillah ki Hazrat Jibrail Hamare nabi ke pass galti Se Qur'an lekar chalegai unko hukum tha Hazrat Ali Ibn abi talib r.a ke Paas but galti Se hamare nabi ke pass Chalegai Nawizubillah unka yeh Aqida hai and Hazrat Ali ko Allah ka darza deta hai and Qur'an ko Mokmal nhi manta Nawizubillah wah kahte hai aaj v hamare imaamo par Qur'an nazil hota hai And Aami Ayesha par tohmat lagate hai and bolte hai ki Aami Ayesha ke nikkah ke wajah Se Nawizubillah hamare nabi ke Saramgah Jahanum me jalenge Summa Nawizubillah yeh Aqidah hai unka And Sahaba ko gali toh dete hi hai tum unko political issue Samjho hum unko Kaffir Khulam khalam kahte hai ok
@@RehanSheikh-f5wabeey jahil insaan jaa pehle parh phir bhonk study kr pehle kuxh bhi fizool bhonk rha hai
Chal chup be shia nabi ka kalma kyo nhi padhta phle iska jawab do same same bolne se nhi hota nabi ki tarah namaz ya roza tarabeeh karte ho
@@MrRaju683 abeey fizool tareen aadmi teri taleem he kam hai ja pehle ja kr apni he kitab parh tujhe pata he nhi hai shia kya krte hai kya nhi aur rhi baat kalme ki to pagal insaan jahil shia same kalma parhte hai aur kalme k baad Hazrat Ali ko Allah ka wali batate hai
Jahil insan shia Quran pey b yaqeen rakhtay hai aur Rasool aur Allah pey b agr thori bht parhyae kar li hoti TU aj ye ni kehtay
Bro Quran cannot be changed even single word of it is saved in its original form. 1300 old scripture of quran found in birmingham uk, which is same as the quran present in our homes. Incredible.❤
th-cam.com/video/8E-O_kzgWgw/w-d-xo.htmlsi=reBGKYp7q05peVSx
No shia No sunni ever or can argue bcz of Quran Quran is SAME for all Muslims and ONE
1:48
Abhi bhi firqo mein hai
Lakin quran sab k ek hi hai
Qayamat tak quran pak sahi salamat rehy ga
Is mein koi bhi insan tabdeli nhi krskata
Q k Quran pak ki hifazat Allah khud krta h
Saad Hussain Rizvi TLP 🇵🇸 Living in our Hearts 🥰
Quran was not reveled or given to pophet muhammad in the form of book or written scripture. It was angel gariel that memorzes the word of Allah(quran) to holy prophet and Allah save them in prophet heart❤
All Muslims are unite by Quran ❤
The world's oldest Quran was found in 2015 and the Quran was matched with today's Quran and there is no change in the Quran and today's Quran. It is true that the Quran is the same as it was revealed even today❤🥰🥰say subhanallah❤️
Divided cuz of political reasons but the mean thing we all believe on 1 god 1 last prophet 1 last book holy Quran ❤
शिया और सुन्नी दो सम्प्रदाय तो बन गए है लेकिन दोनों एक ही अल्लाह एक ही रसूल और एक ही क़ुरान मे यकीन करते है
Thanks for ur reaction God bless u
Masha Allah Subhan Allah
3:47 G ya sach ha Quran pak wahid kitab h jis mein insano ny khud se khuch shamil nhi keya
Jaisa hai wasa hi rahy ga till qayamat
Mein boht dua kr rhi hn Allah sy k ap ko Muslim hoty dekh or mujy Pura yakeen h k meri ye dua qabool ho gi inshaAlla❤
Aap 1400 saal ya 1000 saal pehle ka quran dekh lena aur aaj ( 6/9/2024 ) ka quran dekh lena dono same honge na koi word alag milaga na koi word badla milega na yaha tak ki ek dot bhi change nahi huyi hogi. Kyuki quran mai allah ne khud farmaya hai:- quran ko hum ne hi nazil kara hai aur hum hi iski hifazat karne wale hai
I LOVE QURAN E PAK ❤
SUBHAN ALLAH MASHA ALLAH ALLAH HU AKBAR S.A.W ❤️
Quran is the only book on the face of earth whichbis unchanged for 1500 years and this is tge challenge of Allah in quran that it will remain same till day of judgement
We agree on the beliefs, Quran and other core beliefs is same exactly same.
Quran ke Alfaaz qayamat tak change nhi honge kyuki Allah ne quran me hi ye kaha hai
ki quran ke alfaz kabhi bhi nhi change ho sakte hai allah khud quran ki hifazat karta hai or khanaye kaaba ki bhi osse bhi koi nhi gira sakta hai qayamat tak
We all Muslims worship one Allah and Muhammad (PBUH) is the last prophet of all Muslims. And we all follow the same Holy Quran and circumambulate the same Kaaba. And all this is the belief of a Muslim whether he is Shia or Sunni. The difference is only about the Companions of the Muhammad (PBUH). Praise be to Allah, there was never any disagreement among Muslims regarding the basic beliefs of the religion of Islam and there will never be any.
Quran sunne ya padhne se pehle serah or biography of Muhammmad S A W jan na zaroori ha ...
Nice reaction guys ❤
Agar duniya ke sare Quran khatam bhi ho jaye fir bhi Quran ka ak bhi world koyi change nehi kar payega or caror hafej scholars have memorized the Quran
Shia , Sunni and any other all believe in One Allah and Prophet Muhammad SAW as the last prophet. The differences are more political. Also Know that more than 85 % Muslims of the world are Sunni Muslims. in other word people who follow the sunnah of Prophet Muhammad SAW.
Subhan Allah
Yes, Muslims me kuch believes different hain but Quran par sb agree hain
1:55
Yaha py mistake hui hai ky mulims firqo mein bat jayae gy
Bailky uska matlb ya tha ky hafiz quran(Quran ko yaad kerny waly logo ko kaha jata h) agr shaheed huty rahy tu agy log Quran pak mein changes khud se kerty rahy gy
Jaisy bibile mein buht changes ki h
Dear Firqa alag cheez hai Lakin Quran sub ka hi ak hai us ma ikhtilaaf ni kisi ma 😊
Quran is the same all over the world. There is only one version of Quran.
Allah quran Muhammed saw ke mamle sab ek hai lekin dosre badi hastiyon ke mamle me alg hai
Reaction on All wars of islam by the kohistani❤❤❤
Aur aaj Kuran mashallah hamare chhote chhote bacchon ko pura yaden mujbani
Swaggy D, Dude, you're killing it! Let's collab and make magic.
islam❤️
Bro Shia and Sunni are both beleive in same prophet and same god and same Qur'an ..it is Allah who take responsibility for perseveration of Qur'an that's why even after this much sects Qur'an is one .this is the miracle of Allah and signs for u
We are just Muslims and we all are believe just one Allah and prophet Muhammad SAWN ❤ proud to be a Muslim alhamdulilah yes shia and sunni different on such events believes not all Islamic things we both believe on Quran Allah and Hazrat Muhammad SAWN.
Prophet Mohammad the greatest man in history video reaction please 🙏🙏🙏🙏
reaction on [Towards Etermity]🥰
Subhanallah
Sunni shia is only political differences, we believe in same God same messengers and same Quran!
Shia’s are not accepting any Khalifa except last(4th) one Hazrat Ali r.a who was cousin + son-in-law of Prophet Muhammed s.a… Shia believe that Ali and his descendants are part of a divine order.
Masha Allah
There are many other things, but the Quran is supreme.❤
Sahi muslime wahi hain jo quran ur ahadis pr amal krta h
Masallah so nice video ❤❤
abhi bhi firqoun ma hain bt quran sab k liye ek hy
quran ko koi change nhi kr skta q k quran e pak ki hifazat ka zima AllAH pak ny khd liya hy
Mashallah
Aplog dhire dhire samaz rahe hai, ❤️❤️❤️❤️
Quran pak ki hifazt ka zima khud Allah pak ne lia hai is ko koi bhi change nh ker sakta koi bh taqat is ko change nh ker sakti
Good
Muhammad bolne ke bad sallal lahu alaihiosallam bolna parta hai thik hai
Muhammad ﷺ in taurat by kohistani reaction kro
I love u❤❤❤❤❤from kuruan❤❤
Not only mollanas but Historians also claim this that Quran is in a pure foam
Shia wo sect hay Jo baad may wajood may aaya hay.. Sunni means Jo Hazrat Mohamad sAW ki way of life ko follow krty han. Tou Sunni wo Muslims han Jo Hazrat Mohmmad saw k dor k thay.
❤❤❤❤❤❤
shia and sunni believes in same Allah, same Quran, same prophets, but political ideology are differets.
Ap agr hazart Umar-e-farooaq our hazrat kahlid bin Walid par bhi reaction krn to inshallah ap ko bhot si knowledge Mily gi Muslims our yahudun KY bary main our in videos sy apky Islam KY golden era KY bary bhi bhot kch janny ko Mily ga
Allhumdulilah ab ye khtam ho rhy hn ab sb muslim ho rhy hn by Enginer Muhammad Ali Mirza🥰
MASHAALLAH main mari Allah ko or Mare Rasuallah Mohammed Sallalllahu Alaihi wa Sallam ko bohat ziyada mohabbat karti hu Alhamdulillah ❤
We are waiting ur reaction videos Past few months
15:36 same Quran hai sare firqo ka Quran ek hi hai bas thore bhout ehktelaf hai dusri cheezo k lekar like Kuch loug qabar pe sajde karte hai Kuch sufism etc etc magar sab ka Quran ek hi hai Alhumdulilla
Allah hu akbar
Waiting
Yas brother thay can be together but is problem thay not following Qur'an ❤
Shia aur Sunni dono Islam ke bais ahem firqe hain, aur in dono ka asal aqeedah Allah aur Nabi Muhammad (S.A.W) par iman hai. Dono mein ikhtilafaat zyada tar tareekhi waqiat aur religious leadership ke hawale se hain, lekin in dono ke darmiyan bohot si mushtarik cheezein bhi hain, jaise imaan, namaz, roza, zakat, aur hajj ka aqeeda.
Please reaction on Muhammad sab ka liya series
Reaction on ( Prophet Muhammad-The greatest man in history | mindblowing )
Plz it's my humble request sir & mam 🙏🙏🙏🙏🙏
React on mulana taruq jameel ( husne rsool e pak SAW)
React on story ph prophet of hazrat yusuf as ... Allah stated it as the most beautiful story in quran
Brother, give more reactions to the Islamic video
Reaction on mufti Tariq massod bayan about islam
Kabhi main kabhi tum ost reaction
First comment ❤🎉
It's not a claim but a fact that Quran is unchanged, it is the same as it was 1400 years ago, ALLAHuakbar
Reaction on Quran 1st Miracle by kohistani
एक ही बाप का दो बेटा ,बाप और मां का कौन कितना खिदमत कर रहा है,इस बात को लेकर झगड़ा होता है। ज़मीन को लेकर भी झगड़ा होता है। आखिर दोनों भाई, बाप का ही बेटा है।
इस्लाम में फिरका का मसला भी वैसा ही है। सब अल्लाह का बन्दा है।
Please react on muhabbat dagh ki soorat ost and khaie ost and teaser
new subscriber
There is no suuni and shia only muslim who think anything against quran he is not Muslim
Quran para 1 Urdu translation reaction please
It is not claim...it is fact...quran same alltime
quran pr ikhtilaf nhi ha, kuch or baatan han jin pr difference han
Forth calif hazrat ALI ke hath se likh hua Quran apne India me hai ...RAZA LIBRARY RAMPUR DISTRICT RAMPUR ME HAI....
शिया हो या सुन्नी दोनों भाई एक कुरान एक अल्लाह और एक नबी को मानते हैं.
Please react on aur tu hai kahan song
❤
nice video
There is a difference between the sect in Islam than other religions the reason for shia and Sunni in Islam was a issue of who to choose as a ruler not on religion they pray 5 times same as sunni's , they have same Quran it was more of a political issue.
Divide hain musalman, but Quran sub ek sa hai ek word bhi Alag nahi, shia hai Sunni hai sub ka ek Quran hai
You guys should react to revert Muslim stories on channel (Towards Eternity) ❤
Mohammad ne farmaya qayamat k qarib musalmaan bahut se firqa me butt jayenge, likin jo mohammad k sahi raste me chala wahi jannat jayega.
Bhai . Muhammad sub ke liye part 1..pe reaction karee. Thinks
Quran-e-Pak par jitnay bhi muslims hai unka koi ikhtelaf nhi hai wo sub k liye aisa hi hai jaisa 1400 years pehlay tha not a single word id changed wo partition dosri wajhaho say hai.
Hamare Nabi Hazrat Muhammad Mustafa Sallallahu Alaihi Wasallam ne pahle hi bata diya tha ki muslims 73 firko me bat jayenge qayamat ane tak
Or kaha tha ki mat batna allah ki rassi ko kaske pakdh kar rakhna allah ki rassi yani quran or sahi hadis
Hadis me vo wakiyat ha jo hamare nabi Hazrat muhammad Mustafa Sallallahu Alaihi Wasallam ne anewale waqto me kya hone wala he wo bataya he or bohut se maslo ka hal bhi bataya hai jake padho
We are cousins bro
Muslim jews and Christian we are cousins
who said?? 🙄
AAP save keh rahe hain. Quran ki wajah say divided nahi hain. It’s the khilafa, after prophet PBUH
Quran k bare me bat jaye ye unka kehna h. Aj bhi tmam muslim ak hi Quran ko mante h us me sab ak h.
Shia are rare....in iran....but all Muslim follow quran