Slot ke lambai ke anusaar pharma aata hai aap dekh kar uske hisab se le sakte hain. Yaha se batana mushkil hai. Aage kabhi is par bhi video Bana dunga.
Sir ye 2 starting and 4 running winding Ka Kya meaning hai kyunki humne to sirf ye study kiya hai ki sirf running winding Hoti hai aur starting winding Aur ek capacitor hota hai
2 starting ye coil ki pieces hai joki 2 set ki hai yaani 4 pieces hai, aur 4 running pieces hai joki 2 set me hai yaani total 8 pieces hain.Thank you Keep Supporting 😊😊 Keep loving 🤗🤗
Mere .0.5 hp ka moter h jiska sab thik h lekin moter ko power dene par bahut hi kam speed me chalta h aur hit ho jata h Coil ka Series se test and capacitor nya lagaya h Problem and Solutions batayen
Best jankari he sir, LEKIN ye copper he ya Aluminum he, Ye nahi bola aapne? Aur,. Copper me Running me kitna gram Aur. Starting me kitna Gram lagega? Ye bhi nahi bola aapne to, Ye vdo परिपूर्ण नाही है, व्हिडिओ अधूरा है,,
Ab jitna power ka motor ya jitna bada motor uske hisaab se farak rehta hai. Lagta hai aapne sahi tarike se question nhi Kiya ye maine jo bataya hai ye chota aur use bada ke bich me jo farak hota hai wo 2cm ka hota hai. 🤗🤗🤗🤗
Aap ka idia gjab he sir
good video
Nice, Sir 1 gh motor ki winding ka ek vdo banaye.
Banaya hu video channel playlist me jaake dekh Lijie 🤗 pura part hai winding ka.
Yaar first time mere se baat karo yaar video dalti 7483727105
Kam sikhana
Instagram par aayiye I'd @electricalbeast123
Coile ke bis me gap kitna inch rkhna hai ye bataiye perfect size kya hai
Very good nice coils making process on self made forma please is farmay kay bananey ki tirkeeb per video banyan.thanks
5
0.37 kw Pani motor ke kwail 4 ka set Kat ke banaye to you problems aaye ga
Moter coil me size ka farq kitna rkhna hai 1inch,1/2inch ye bataiye sir
Vai starting ke kitne turn hei
Sir quai ka napi lete time Quail ko hlka bda hi rkhna chahiye kuch zankari de sir
Ha halka bada hee ralhiye kyuki purana coil halka sikuda rehta hai.
@@ElectricalBeast
Thanks sir
Sir coil 2 turn badjaye to kuch problem hoga kya
2 turn se koi fark nhi padta lekin jyada na barhaye nhi to speed kam ho sakta hai.
@@ElectricalBeast thanks bhai
Sir 1.5 k w ke motor mein kitne gram wire lagega
Sir staring aur running coil ka no. Kya hai
Atti uttam
Caneksn ka video bhejo
Iski coyl kitne round ka aur kitne coyl laga hai kaise pata
Sir madhani motor ki winding krne pr histatar gram hota h
Stator garam hone ka karan bush aur saft kata hua hona hai agar bearing wala hai to bearing kharab hona ya turn ki shankhya kam hona.
@@ElectricalBeast sir ruining or stating coil me trano ki Sanky 220 h
Starting me jyada turn hona chahiye. Wire guage kitna hai dono ka?? Stator ki motai batayiye??
Super video sir thanks
Welcome 🤗🤗🤗
Good video sir ji
Good video sir 👍
Thank you 🤗
Dear ser me 1hp tullu pump moter ki karne ja raha hu. Is wainding ke liye kitne number ka farma karide. Please ser batayiga. Jarur.
Slot ke lambai ke anusaar pharma aata hai aap dekh kar uske hisab se le sakte hain. Yaha se batana mushkil hai. Aage kabhi is par bhi video Bana dunga.
Thanks🌹 dear ser
कनेक्शन नहीं बताए आपने। सर जी
Sir ji is coil ki size me kitne cm. Ka farak hai
Coil ki size me 2cm Ka farak hai. Yeh alag power ke motor me alag ho Sakta hai. Thank you for supporting 🤗🤗 Keep loving 😘😘😘.
Sir 2 hp किर्लोस्कर moter me kitna kg wire lag jaiga
2 - 2.5 kg
Thanks sir ji
Sir ye 2 starting and 4 running winding Ka Kya meaning hai kyunki humne to sirf ye study kiya hai ki sirf running winding Hoti hai aur starting winding Aur ek capacitor hota hai
2 starting ye coil ki pieces hai joki 2 set ki hai yaani 4 pieces hai, aur 4 running pieces hai joki 2 set me hai yaani total 8 pieces hain.Thank you Keep Supporting 😊😊 Keep loving 🤗🤗
Sir ye farma ham kayse banaye
Nice
Turun kese gina jata he is par ek vdo banaye.
Ha is par video ban rha just wait.😊 Keep Supporting keep loving 🤗🤗
Super
Iska winding data kaise nika le is ka video bana sir
Mere .0.5 hp ka moter h jiska sab thik h lekin moter ko power dene par bahut hi kam speed me chalta h aur hit ho jata h
Coil ka Series se test and capacitor nya lagaya h
Problem and Solutions batayen
Sir mujhe v guard 1/2 hp winding data batayen
Sir mujhe v guard winding data batayen
Starting coil ka turn kitna ha
Video me pura bataya hu, video pura dekhiye 🤗🤗🤗
Good luck
Thank you 🥰🥰
Nice information
Thank you . Keep Supporting 😊😊 Keep loving 🥰🥰
Kiloskar jet pump 1,hp winding data bataye sir
Sir low rpm genarater how rewarding dynomo
Video aayegaa jald diagram ke jariye Bata denge.
Kabhi kabhi comment ka bhi jawab Diya Kijiye channel naya hai aapka
Bhai sabka reply karte Hain.My pleasure 🤗🤗🤗.
Sir 1 hp ki konsi bhi company ki motor mai ye gauge ki wire dalenge to winding success hogi kya?
Agar stator ko lambai 2.1 inch ya 50mm ki ho to same wire gauge success hai
Best jankari he sir,
LEKIN ye copper he ya
Aluminum he,
Ye nahi bola aapne?
Aur,. Copper me
Running me kitna gram
Aur. Starting me kitna
Gram lagega?
Ye bhi nahi bola aapne to,
Ye vdo परिपूर्ण नाही है,
व्हिडिओ अधूरा है,,
Wo copper wire hai, kitne gram wire lagta hai ye janne ke liye dusra video dekhiye usme bataya hu, Water Pump Motor ka.
@@ElectricalBeast
Ok sir,
Reply ke liye thanks,
Sir taar ka num kaise pata kare
Seg wire gauge aata hai maapne ke liye, video banaaya hu playlist me jaake dekh Lijie 🤗🤗
Coil keu chota bara rati he?
Kyuki coil moto ho jaata hai, Ek hee lambai rehne par. Ek ke uper ek hota jaata hai coil bahar aa jaata hai.
Kisi ne pump ka winding pahle se kholdiya hai kaise thik karen
Wire ke guage kaise map karein jo accurate ho
Aap gage kaise mapte ho?
SWG wire gauge ya screw gauge se . Mai SWG wire gauge se Mapta hu.🤗🤗
Plastick farma aachha hea bhai
Sir ji 2 cm ka farak bahut kam hota hai kaise coil betega
Ab jitna power ka motor ya jitna bada motor uske hisaab se farak rehta hai. Lagta hai aapne sahi tarike se question nhi Kiya ye maine jo bataya hai ye chota aur use bada ke bich me jo farak hota hai wo 2cm ka hota hai. 🤗🤗🤗🤗
Ravi Kumar NR nice
Dhanyawad. Keep Supporting 😊😊 Keep loving 🤗🤗
No.. Chahiye
Pahle wala bada wala cal banana chahie tha na khiska kahate chale aate
Koi bhi coil pehle Bana sakte hai uper se niche khiskaye ya niche se uper ek hee BAAT hai. Thank you for supporting 🤗🤗🤗
A ra
TMKB
TMKC
Nicely