Hello sir I am 28 year old nd according to my documents age 31 year . Kya mai mera admission bnys m ho sakta . Kya study ho ho skta h mai madhya Pradesh se hu. ..pls ans me sir
sir kya bnys ke liye after 12th join kr sakte h kya ..kya koi entrance exam dena hota h i am from bihar aur main bihar se karna chahti hun ....aur maine suna h fees 40k ya 50k hai per year private colleges me ...aur agar government college se padhai krni ho to after 12th kya kya krna hoga plzz reply
Mat karo ye course bekar hai aur time pass hai sach bol raha hu Doctor naam ke liye mat karo aur naa hi Paisa kaamane ke liye hum govt college se kar rahe hai bilkul mat karo ise aacha hai bsc nursing yaa pharmacy at last money matter karta hai yaad rakhiye
Abe frustrated aadmi koi ek kaam kar naa, kahi tu khud hi course ka details puch rha , kahi bol raha bekar hai baaki baccho ka bhi mind divert kar raha
Sir please kucch govt colleges ke name bataiye jinme bnys hota hai please sir
Assalamualaikum very nice information sir
Sir education loan kis tarah pass kartey hain Kahan se karana.hota hai Maulana Abul Kalam Azad sceme ispar bhi video banaiye.
Sir bnys mein 2024 mein kab tak admission honge lasta date kya h admission ki
Ha muje b janna hai?
Ayush se counseling hogi
Hi sir gujarat ki
morarji Desai naturopathy college ki admission process
Or eligibility kya hai
Neet se hota hai kya nahi
Uspar video banavo 🫡
Sure sir
Kya abhi admission ho sakta hai
Subharti university dehradhun ko ccryn se approved h??
Sir aap ye subharti medical college meerut ki fees bta rhe ho ya dehradun ki plz rply me clear doubt?
Meerut
Sir swaraj medical institute kaisa hoga bnys ka
342 pr government me general se bhu clg milega kya
Hello sir I am 28 year old nd according to my documents age 31 year . Kya mai mera admission bnys m ho sakta . Kya study ho ho skta h mai madhya Pradesh se hu. ..pls ans me sir
Ho jayega
Last date kb tk ha
Sir distence mode par fees Kam hoti hai na.
Non attending me kam ho jati hai , Jo universities UGC se approved hai
sir kya bnys ke liye after 12th join kr sakte h kya ..kya koi entrance exam dena hota h i am from bihar aur main bihar se karna chahti hun ....aur maine suna h fees 40k ya 50k hai per year private colleges me ...aur agar government college se padhai krni ho to after 12th kya kya krna hoga plzz reply
neet ka exam do then admission lelo aap government college mai most college kerela and tamil naidu mai hai
Sir neet exam me kitane marks required hogee category wise bataiye
@@astar-bd3wb 400 tk har category ko easily mil jayega
Govt college bahut kam hai
Sir BNYS aap bhi karwate ho na.
Ji
Bhu me bnys addmission councelling aur fees ke bare me bataiye
Kisne kha bhu m bnys h
Mat karo ye course bekar hai aur time pass hai sach bol raha hu
Doctor naam ke liye mat karo aur naa hi Paisa kaamane ke liye hum govt college se kar rahe hai bilkul mat karo ise aacha hai bsc nursing yaa pharmacy at last money matter karta hai yaad rakhiye
Kiu plz mujhe bataye aap esa kiu bol re hai coz me soch rhi thi is course ka plzz bataye
reason bro ? ansr me soon plz.
@@mohdhamid4227
Agar middle class se ho to naa karo
Nursing karlo yaa phir bams best hai
Abe frustrated aadmi koi ek kaam kar naa, kahi tu khud hi course ka details puch rha , kahi bol raha bekar hai baaki baccho ka bhi mind divert kar raha
@@riyamishra8725 kaha pucha hu alag time me samaj gya hu esliye likha hu murkh aadmi
Scholarship milte hai kya??
Sir km paise me ni hai koi University
Scholarship milti h kya
bnys me direct addmission hota h sir . ya entrance dene k bad hota h?
Direct bhi ho jata hai
Hostal jaruri hai kya
@@ritikapundir3975 tumne admission le liya qa?