Excellent VALUE Addition. Ma-Shaa-ALLAH عزوجل ! ! ! Keep on preaching ISLAM without any Sectarianism. May ALLAH عزوجل guide all of us towards his path of TRUTH. Aameen ! ! ! My Salute for all the TRUTH Lovers. Al-hamduLILLAH عزوجل ! ! !
Allah ap ko lambi Umar Atta karay or apay hifzo Iman main rakhay. or ap Kay Har kam main Allah ki rahmat or barkat nazil ho. Ameen sum Ameen. Jazakallah khare. For Eng Ali Mirza
جب یہ سورۃ نازل ہوئی تو جبرائیل علیہ السلام اس سورۃ کے ساتھ بسم اللہ الرحمن الرحیم لے کر نازل ہی نہیں ہوئے تھے یہ سورۃ بغیر بسم اللہ کے اللہ تعالی نے حضور کی طرف بھیجی
ماشاء الله تبارك الله مشاء الله تبارك الله ماشاء الله تبارك الله مجھے ایک عرصے سے بے چینی تھی جو آج اس نشست کے جواب میں سکون کے ساتھ باضابطہ دلیل کے ساتھ مل گیا الحمدالله جزاك الله خير فى احسن جزاك
Mufti Tariq masood bhi sher ho gy hain k main jo marzi keh doon ye molvi mujhy bacha lain gy Allah sy kon bachay ga molana jitna Quran pak pr aetraz kr rahy hain in ko tajdeed e emaan Ki zaroorat hy
صحابہ بسم اللہ لکھنا بھول گئے تھے سورہ توبہ میں؟ یہ قرآن صحابہ کا محتاج نہیں بلکہ اللہ ،لانے والےفرشتے اور رسول اللہ ہی کافی ہے ۔اگر اللہ نے ذمہ داری لی ہے تو صحابہ کی کوئی حیثیت نہیں ۔
There is one more reason that if the Surah Toba is without Ayat Bismillah , there is one additional Ayat of Bismillah in Surah Namal having 2 Bismillah, , which makes a total of Bismillah as 114 in whole Alquran which is divided fully by digit 19 . Bismillah full Ayat has 19 letters and There are 19 guards of the Hell as mentioned in Alquran . Total letters of Alquran are fully divided by 19 and the total of Suras of Alquran are also fully divided by digit 19. Hence no mathematical mistake exists.
Aoa Ali bhai Allah pak ap ko ajer ataa fermaey(ameen) Ap ki Quraan class sun rha hoon. Yaqern jaaniye ke Maulana Maudoodi sahib ki tehreeri tafseer pardhne ke baad ager Quraan ko samjha tau wo ap ki Quraan class se. Sora Tauba se mutaalliq Bismillah na hone ko tafseel se ap ne bayan kia he. Ye aur bohot see baaten jo ap ke bayan se samajh aaeen aur kisee se nhi. JazakAllah khair. Allah ap ko apne special mission men kamiyab fermaey(ameen)yani firqawariat ka khatima aur sirf muslim ban-na . Ma sha Allah ye kamiyabi ki taraf gaamzsn he aur ye socalled Ulamaa expose ho rhe hen. Ye ap ke liye alim ki degree demand kertey hen , inhon ne tau digrian bhi li hoi hen phir bhi Quraan men ghalatian ( naoozobillah) nikal rhe hen aur aayaton ki aisee tashreeh kertey hen ke logon men bajaey Quraan ko sahi samajhne ke shiddatpasandee aati he. Uss ki misaal ap ne un ayaat ki tashreeh kertey hoey bayaan ki jiss men " jehan kafir nazar aaey qatal ker do" ap ne isse specific btaya jo samajh aane wali bast he lekin in socalled ulamaa ne ghalat andaz men tashreeh ki jiss ka nateeja ham aaey din dekhtey hen. KhusoosannTaruq Masood sahib jo snhi pehli mushkil se nhi nikley ke ye rk aur issue chord dia. Halaanke ap bohot munasib tareeqe se un ka difaa ker rhe hen lekin inhen aqal hi nhi aati. Allah unhen hidayat dey(ameen) Ali bhai ap se milne ka mushtaq hoon In sha Allah kbhi Pakistan aata tau zaroor mulaqaat ke liye hazir hoon ga. Dua fermaiye ga. Bilal bhai aur shahid bhai ko bhi assalam o alaikum
This means Bismillah is part of every Surah just like Bismillah is part of Surah Fateh which makes it 7 verses otherwise it remains 6 verses. Carving out Ayat at "Gairul Magdoobe...." appears inappropriate. Then in every Surah you have to make Ayat at every such place. Then please tell us why Hafiz are skipping Bismillah in Taraveeh when they start next Surah in continuity. Please discuss.
As mentioned in Surah Ankaboot verse No. 48, ("And you did not recite before it any scripture, nor did you inscribe one with your right hand. Otherwise the falsifiers would have had [cause for] doubt.") Prophet SAWW was not knowing readi g and writing. He narrated the whole Quran verbally to Suhaba. Then what could he do with paper and pen as mentioned in Hadees Qirtas. What he wanted to write at that time, he could speak his last wish at that time. If he learnt reading & writing then when. Any evidence of reading and writing during this period. Kindly clarify satisfactorily.
@@UKHistoryExplorer Before will not work here. This verse will apply till last verse of Qur'an gets revealed because in principle it will remain always in force till some credible evidence is found. I really want to know it. It is not just for asking a useless question. If you know and are in knowledge of any such thing, please mention.
@@SanchKoAanchNahi It's simple. There were hundreds of huffaz who used to memorize the Quran, yet the Prophet (Peace Be Upon Him) used to have 'Katib e wahi' who would write down every verse revealed. In the same way, pen and paper were used so that no one could say, 'we forgot what was the last part,' as you see in many hadiths nowadays where people say, 'we forgot names/last part.' If you truly want to accept reality.
Bismillah, surat makkiyah, surat madaniyah, juz yeh sab allah ki janib se nahi hai. Yeh added alfaz hain. Is zikr ko hamne nazil kiya aur ham hi iski hefazat karenge. Yeh nabi saw se related verse hai. Jismein allah ne unki pareshani aur ghabrat ko door karne ke liye assurance diya hai. Yeh huk ummati ke liye nahi hai aur duniya mein chhapne wali quran ko copiyon ke liye nahi. Allah chaukidar nahi hain ke duniya presses mein ghoomte rahenge. Yeh sonch insanon ki ghalti hai. Jaise ke usne salat ko sirf nemaz samjha aur 1500 saal se usi mein apna waqt lagaye hie hain aur muft mein jannat pane ki ummeed rakhte hain. Allah behtar jante hain ke masjid qilatain ka aaqeedah rakhne walon ka anjam kiya hoga? Sar to har mazhab ke log patakte hain, but parast bhi aisa hi kar rahe hain.
Yeh banda jhoot bol raha hai k mufti tariq masood ne kaha hai k sahabi bismillah likhna bhool gaye thay. Mufti ne aesa nahi kaha. Isi video mein hi mufti ki baat sun lo
sahaba kiram likhna bhool gaye?tou kia nabi pak quraan shareef likhwa kar aap ssww ne kabhi quraan pak ki tilawat nhi ki ,jab tak aap hyat they ye tou aap ssww par ilzam hoowa ,aap ssaww ne ghalti sahi nhi karai ajeeb nafsiati shakhs hey yeh tariq masood. us ko mashwwara hey bat karne se pehle soch lia kare tumhari 3 bivion k ghar ka masle masail nhi hain ye quraan pak ki baat hey ..
Janab surah taubah mein bosmollah likhn nahi bhoole. Qsadan chhodh take log manen le Sare bismillah ko allah ne nazil kiya sir surah taubah ko chhodh kar. Momkin hai ke surah taubah ko allah ke naam se shuru karna kahkar telaway karna gunah ka kaam hoga. Ise jrhalat wali siyasat kahi jayegi. Allah ki saari suraten mobarak aur ek jaise hain. Agar bismilla na bolkar telawat kiya jaye to kiya gunah hoga ham nahi jaan paaye hain.
ہم لوگوں سے بڑا پاگل بےوقوف کوئ نہیں الله پاک کے احکامات میں حجتیں نکالتے رہتے ہیں جبکہ الله پاک کی احکامات کا مقصد ہمارا امتحان لینا ہوتا ہے اور یاد رکھیے امتحان ہمیشہ سب سے محبوب اعلی اور وافر دستیاب چیز پر پابندی یا حکم عائد کر کے لیا جاتا ہے۔ پھر اسمیں حجتیں نہیں نکالنی چاہیے ۔ اگر سورہ توبہ سے پہلے بسم الله نہیں ہے تو بیغیر کسی دلیل کے سہارے بسم الله نہیں پرھنا چاہیے یہی حکم خداوندی ہے یہی ہمارا امتحان ہے۔
Mufti (I don’t agree)Tariq Masood, has lost his mid, he just want to give chances to Non Muslim to object and raise questions on Quran. Stop Tariq now, why you run from Pakistan if you are tru
Mufti saheb allah ne kisi bhi surat se pahle bismillah nazil nahi kiya hai. Yeh khalifaon ne dalwaya hai.. Bismillah ko create karne wala khalid ibn sared hai jo bani umaiya ka ek fard tha. Ek jhooth yeh bhi hai ke bismillah ko quran ke nazool se pahle hazrat sulaiman as ne apne khat mein likha tha. Is jhooth ko aqal tasleem nahi karti hai ke hebrew prophet ko arbi zaban ka ilm kaise hua jabke us zamana mein arbi zaban thi hi nahi. See al quran (27:30) of surah an-namsl.
Bismillah chalaki se nahi likhe take bismillah ki har jagah ahmiyat ho. Log janen ke yahan par bismillah padhna zaruri hai. Mera sawal hai ke: 1. Kiya quran qiston mein nazil hua ya mokammal ek hi waqt nazil hua aur allah ne khud nabi saw ke seene par nazil kiya. Dallel kiya hai? 2. Kiya allah ne 30 paron mein nazil farmaya? Kiya suraton ke saath makkiya auradaniya bhi likha. 3. Har nabi ko mokammal kitab diya gaya aur ek hi waqt allah ne diya. Kiya sabab hai ke mohammad saw ke liye quran qiston mein aur through jaibraeel as ka shor macha hua hai? Kiya daeel hai is baat ki? Quran gar qiston mein nazil hua yeh I'm bana lein tab jitne muslman daurane nazool mare woh to mokammal hukm jakar hi nahi gye. Is jhooth ki daeel ho to bataiye. Muslman dawa karta hai ke surah baqra jo mushaf usmani ka pahla chapter hai nabi saw ke marne se kuchh pahle nazil hua. Ise sch manen tab aakhri nazool se pahle ke muslman ka hisb kis tarah hoga jabke woh mokammal quran maan kar nahi gaye?
Mufti masood spent big time of his life in madarsa memorizing Quran and learning Ahadeess. If you prove him he is wrong he will accept it. He is not like engineer spent three months with baralvee three months with dav bandees and three months with Ahal ha hadees. Then open his you channel started misguiding the public.
سورت توبہ سورت انفال کا ھی حصہ ھے ان ملاں سے پوچھو اگر توبہ میں صحابہ بسم اللہ بھول گیۓ تھے تو سورت نمل میں صحابہ کا ذھن کیا تیز ھو گیا کہ نمل میں 2 دفعہ بسم اللہ لکھ دی ایک شروع میں ایک اس سورت کے اندر
Bhool ka lafz to bola hi nahi unhone, or mufti shab ka clip cut na karo, unka moakkif aisa nahi koi jaisa aap samagh Rahe hen 0:58 or wo purani video he
Janab mufti masood saheb aapki sonch ghalat hai. Shati insan bhool nahi karta hai. Surah taubah mein intentionall nahi likha take bismillah tahreef ko musalman sach maan lein ke yeh allah ke janob se hai aur at taubah mein bismillah likhwana bhool gaye. Ahar dishonest air shati nahi hote to quran ke sahih codex aur saheefon ko jala nahi dete. Tahref ko chhipane ke liye aisa kiya gaya. Quran sazish ke tehat ghair zaruri likheaya gaya. Jhooth bolar ke yamamah ko ladhati mein 72 hoffaz mare gaye. Hamein tareekh nahi mili hai ke nabi ke zamana mein woh madarsa kaun sa tha jiske paas quran ke codex the aur log wahan hifz karte the. Aaplog aalim hain bahut door ki pheinkte hain magar un hogfazon ki asliyat chhupaye baithe hain. Kiya is beiman aur dhokha ka hisab nahi dena hai. Masjid mein sar patakne aur taubah bolne se beimani aur jhooth maaf nahi hogi. Isliye makkari ko boli se bachte rahiye, nemaz se bakhshish nahi milegi. Ise likh kar rakh lijiye.
ان دونوں کی جڑ ایک ہے۔ اور وہ لوگوں کو آپس میں لڑوانا۔ کیسے؟ دونوں مخالف بات کرتے ہیں جان بوجھ کر۔ ان کو دیکھنے والے ان کی سوچ سے سوچتے ہیں۔ ان کی اپنی سوچ ہے ہی نہیں ورنہ وہ ان یوٹیوبر مولویوں کو دیکھیں ہی نہ۔ وہ ایسے کسی معتبر آدمی کو دیکھیں جو محض یو ٹیوب پہ ہی موجود نہ۔ہو بلکہ عائلی زندگی میں بھی ان کے سامنے چلتا پھرتا عملا نمونہ ہو۔
سورہ توبہ پہلے تو حضرت ابوبکر لے کر گئے تھے بعد میں اللہ کا حکم آیا کہ سورہ توبہ رسول اللہ خود لے کر جائیں یا وہ جائے جو ان جیسا ہو تو رسول اللہ ص نے مولا علی ع سے کہا کہ آپ جاکر حضرت ابوبکر سے سورہ توبہ لے لو اور کافروں کو سناؤ قرآن کی سورہ آل عمران آیت مباہلہ کے مطابق مولا علی ع ہی نفس رسول ہیں مولا حسن ع اور مولا حسین ع فرزندان رسول ص ہیں
Actually Maslah yeh hai ki saari galti uss ‘Raat” ki hai jis raat iss Plumber Mirza & Tarique Namurad ,Zakir Naik & Wahabbi savi ke Abba unke Ammi ke paas gaye ,pata nahi kaise kiye , upar se kiye ya niche se kiye …yeh saab namune Paida hogaya.😂😂
Excellent VALUE Addition. Ma-Shaa-ALLAH عزوجل ! ! ! Keep on preaching ISLAM without any Sectarianism. May ALLAH عزوجل guide all of us towards his path of TRUTH. Aameen ! ! ! My Salute for all the TRUTH Lovers. Al-hamduLILLAH عزوجل ! ! !
Complete video dakhnay Kay bad aj nara laganay ko dill Kiya.
Hamaray Nabi jasa koi biiiiiiiii nahi...... Baby tayyyyyyy koi shay hi nahi.
Allah ap ko lambi Umar Atta karay or apay hifzo Iman main rakhay. or ap Kay Har kam main Allah ki rahmat or barkat nazil ho.
Ameen sum Ameen.
Jazakallah khare.
For Eng Ali Mirza
Ma sha Allah Quran o Hadees ki roshni mein Haq baat ki hai Ali bhai ny. zabardast Ali Bhai
Well explanation EMAM ❤🫶 LOVE FROM INDIA 🇮🇳
One Man army Ali bahi zaberdast ❤❤❤❤❤
So,Dr Zakir Naik's explanation in this regard is Authentic as well as logical.❤ Thanks Engineer Sahab
Me deobndi tha inke ye Galat akaid dekh dekh k meny Toba krli or ab ilmi kitabi hu Ali Bhai student
same❤
Yay nay mushrek hayin
Right sahih baat ki hy MASHALLAH
Excellent reply boss...❤❤❤
Subhanallah. Ali. Bhai
جب یہ سورۃ نازل ہوئی تو جبرائیل علیہ السلام اس سورۃ کے ساتھ بسم اللہ الرحمن الرحیم لے کر نازل ہی نہیں ہوئے تھے یہ سورۃ بغیر بسم اللہ کے اللہ تعالی نے حضور کی طرف بھیجی
صحابہ کرام کیا کیا بھول گے تھے آہستہ آہستہ تم سب بتاو گے پھر وہ جو کچھ نہیں بھولے ان سے پوچھ لیتے جن کے ساتھ قران ھے وہ قران کے ساتھ ھیں
EMAM KARDIYA FIRQON KA KAMM TAMAM.............
Excellent Banda he
ماشاء الله تبارك الله
مشاء الله تبارك الله
ماشاء الله تبارك الله
مجھے ایک عرصے سے بے چینی تھی جو آج اس نشست کے جواب میں سکون کے ساتھ باضابطہ دلیل کے ساتھ مل گیا الحمدالله
جزاك الله خير فى احسن جزاك
Nice shirt Bilal bhai
Lagta hai Latifaa Mufti par Europe or Amrika ka rung charh gya hai 🙄
مفتی کے پاس یو ٹیوب کا پیسہ بہت آگیا ہے
Bismillah na likna quraan say daleel
Mufti Tariq masood bhi sher ho gy hain k main jo marzi keh doon ye molvi mujhy bacha lain gy Allah sy kon bachay ga molana jitna Quran pak pr aetraz kr rahy hain in ko tajdeed e emaan Ki zaroorat hy
Sher nai asli Deoband ki aur babo ki talim sikha rahe hai
صحابہ بسم اللہ لکھنا بھول گئے تھے سورہ توبہ میں؟ یہ قرآن صحابہ کا محتاج نہیں بلکہ اللہ ،لانے والےفرشتے اور رسول اللہ ہی کافی ہے ۔اگر اللہ نے ذمہ داری لی ہے تو صحابہ کی کوئی حیثیت نہیں ۔
There is one more reason that if the Surah Toba is without Ayat Bismillah , there is one additional Ayat of Bismillah in Surah Namal having 2 Bismillah, , which makes a total of Bismillah as 114 in whole Alquran which is divided fully by digit 19 . Bismillah full Ayat has 19 letters and There are 19 guards of the Hell as mentioned in Alquran . Total letters of Alquran are fully divided by 19 and the total of Suras of Alquran are also fully divided by digit 19. Hence no mathematical mistake exists.
Mashallah😯
MashaAllah yeh aap kahan se quote kiye hain? Ya apne khud ghour kiya hai?
Aoa Ali bhai
Allah pak ap ko ajer ataa fermaey(ameen)
Ap ki Quraan class sun rha hoon. Yaqern jaaniye ke Maulana Maudoodi sahib ki tehreeri tafseer pardhne ke baad ager Quraan ko samjha tau wo ap ki Quraan class se.
Sora Tauba se mutaalliq Bismillah na hone ko tafseel se ap ne bayan kia he. Ye aur bohot see baaten jo ap ke bayan se samajh aaeen aur kisee se nhi. JazakAllah khair. Allah ap ko apne special mission men kamiyab fermaey(ameen)yani firqawariat ka khatima aur sirf muslim ban-na . Ma sha Allah ye kamiyabi ki taraf gaamzsn he aur ye socalled Ulamaa expose ho rhe hen.
Ye ap ke liye alim ki degree demand kertey hen , inhon ne tau digrian bhi li hoi hen phir bhi Quraan men ghalatian ( naoozobillah) nikal rhe hen aur aayaton ki aisee tashreeh kertey hen ke logon men bajaey Quraan ko sahi samajhne ke shiddatpasandee aati he. Uss ki misaal ap ne un ayaat ki tashreeh kertey hoey bayaan ki jiss men " jehan kafir nazar aaey qatal ker do" ap ne isse specific btaya jo samajh aane wali bast he lekin in socalled ulamaa ne ghalat andaz men tashreeh ki jiss ka nateeja ham aaey din dekhtey hen.
KhusoosannTaruq Masood sahib jo snhi pehli mushkil se nhi nikley ke ye rk aur issue chord dia. Halaanke ap bohot munasib tareeqe se un ka difaa ker rhe hen lekin inhen aqal hi nhi aati. Allah unhen hidayat dey(ameen)
Ali bhai ap se milne ka mushtaq hoon In sha Allah kbhi Pakistan aata tau zaroor mulaqaat ke liye hazir hoon ga. Dua fermaiye ga.
Bilal bhai aur shahid bhai ko bhi assalam o alaikum
Allah Pak ap K Liyaye aasaniyaan farmaye
Ameen samet ap ke
Bhi video sai ni green color ki lyt blink kar rhai tmam videos par aap ki
1-6 kalme, laelaha illallah mohammadur rasoolullah aur bismillah sabhi created aur out of quran hain.
0:01 look at rashad khalifa's reason
imam e aazam abu hanifa ❌
fitna e aazam engineer mirza ✅
6:18 در حقیقت یہ سورہ انفل کا ہی حصہ ھے اس لئے اس میں بِسمِ اللّٰہِ نہیں آئی
share original video link of mufti sahb too please
" تا قیامت" !!
Na main babi na main wahabi main hu muslim ilmi kitabi
انجینیر صاحب نے سچ کہا
Matlab Bismillah likhna Bhool gay or Hazoor k wisaal tk Kisi nay bhi note nahi kia 😂😂
ہی مفتی بنا کیسے ہے اور بنایا کس نے ہے سمجھ سے باہر ہے
@@MasHassan-x2nyeh bhi hamin tohfa Mila hay
Lagta hai multi saheb ko 5chwi shadi ker leni chahiye😅😅😅😅😅
Mufti Tariq full Pagal ho chuka h
This means Bismillah is part of every Surah just like Bismillah is part of Surah Fateh which makes it 7 verses otherwise it remains 6 verses. Carving out Ayat at "Gairul Magdoobe...." appears inappropriate. Then in every Surah you have to make Ayat at every such place. Then please tell us why Hafiz are skipping Bismillah in Taraveeh when they start next Surah in continuity. Please discuss.
دراصل مفتی طارق صاحب جو بیان فرما رہے ہیں یہ ان کے وہ عقائد ہیں جو پہلے ان مسلمانوں نے چھپا کر رکھے تھے کہ صرف صحابہ کے نام سیاسی شوربہ پکایا جائے
طارق مسعود کے لئے بتاتا ھوں سورا توبہ میں اللہ نے خبردار کیا ھے اس لئے اسے ٹائم میں آ پ سلام دعا نہیں کریں گے
کیا انجینئر کی یہ بات مانی جا سکتی ہے کہ اس سے پہلے جو عالم گذرے انھوں نے قران کا سنت کا مطالعہ نہیں کیا
جی ہاں اسلام کا سارا کل کا کل علم بشمول علم غیب انجینئر مرژا صاحب کے پاس ہی ہے
اب کیا ھوگا صحابہ رض نے جو حدیثیں بیان کی ھیں ؟
As mentioned in Surah Ankaboot verse No. 48,
("And you did not recite before it any scripture, nor did you inscribe one with your right hand. Otherwise the falsifiers would have had [cause for] doubt.")
Prophet SAWW was not knowing readi g and writing. He narrated the whole Quran verbally to Suhaba. Then what could he do with paper and pen as mentioned in Hadees Qirtas. What he wanted to write at that time, he could speak his last wish at that time. If he learnt reading & writing then when. Any evidence of reading and writing during this period. Kindly clarify satisfactorily.
“Before” read translation you pasted, again and you will get answer.
@@UKHistoryExplorer Before will not work here. This verse will apply till last verse of Qur'an gets revealed because in principle it will remain always in force till some credible evidence is found. I really want to know it. It is not just for asking a useless question. If you know and are in knowledge of any such thing, please mention.
@@SanchKoAanchNahi It's simple. There were hundreds of huffaz who used to memorize the Quran, yet the Prophet (Peace Be Upon Him) used to have 'Katib e wahi' who would write down every verse revealed.
In the same way, pen and paper were used so that no one could say, 'we forgot what was the last part,' as you see in many hadiths nowadays where people say, 'we forgot names/last part.'
If you truly want to accept reality.
Bismillah, surat makkiyah, surat madaniyah, juz yeh sab allah ki janib se nahi hai. Yeh added alfaz hain. Is zikr ko hamne nazil kiya aur ham hi iski hefazat karenge. Yeh nabi saw se related verse hai. Jismein allah ne unki pareshani aur ghabrat ko door karne ke liye assurance diya hai. Yeh huk ummati ke liye nahi hai aur duniya mein chhapne wali quran ko copiyon ke liye nahi. Allah chaukidar nahi hain ke duniya presses mein ghoomte rahenge. Yeh sonch insanon ki ghalti hai. Jaise ke usne salat ko sirf nemaz samjha aur 1500 saal se usi mein apna waqt lagaye hie hain aur muft mein jannat pane ki ummeed rakhte hain. Allah behtar jante hain ke masjid qilatain ka aaqeedah rakhne walon ka anjam kiya hoga? Sar to har mazhab ke log patakte hain, but parast bhi aisa hi kar rahe hain.
Is n phir khanian sharoo kr di itne der yad nhi aya k yh likhna h yad nhi raha is ko kia pta k yad nhi rahi
Yeh banda jhoot bol raha hai k mufti tariq masood ne kaha hai k sahabi bismillah likhna bhool gaye thay. Mufti ne aesa nahi kaha. Isi video mein hi mufti ki baat sun lo
Taqid only like travel alot and make marriages Saab IMF mean chandie ki game hai😂😂😂😂😂😂
Ye aaj ka mirza nai lag rha hay 5 . 6 saal phalay ka jasa dikh rahay hin
sahaba kiram likhna bhool gaye?tou kia nabi pak quraan shareef likhwa kar aap ssww ne kabhi quraan pak ki tilawat nhi ki ,jab tak aap hyat they ye tou aap ssww par ilzam hoowa ,aap ssaww ne ghalti sahi nhi karai ajeeb nafsiati shakhs hey yeh tariq masood. us ko mashwwara hey bat karne se pehle soch lia kare tumhari 3 bivion k ghar ka masle masail nhi hain ye quraan pak ki baat hey ..
Dr zakor naik ikhtilafi masailko mahi chhedte aur engneer sirf ikhtilafi masailko chhedta he
Janab surah taubah mein bosmollah likhn nahi bhoole. Qsadan chhodh take log manen le Sare bismillah ko allah ne nazil kiya sir surah taubah ko chhodh kar. Momkin hai ke surah taubah ko allah ke naam se shuru karna kahkar telaway karna gunah ka kaam hoga. Ise jrhalat wali siyasat kahi jayegi. Allah ki saari suraten mobarak aur ek jaise hain. Agar bismilla na bolkar telawat kiya jaye to kiya gunah hoga ham nahi jaan paaye hain.
ہم لوگوں سے بڑا پاگل بےوقوف کوئ نہیں الله پاک کے احکامات میں حجتیں نکالتے رہتے ہیں جبکہ الله پاک کی احکامات کا مقصد ہمارا امتحان لینا ہوتا ہے اور یاد رکھیے امتحان ہمیشہ سب سے محبوب اعلی اور وافر دستیاب چیز پر پابندی یا حکم عائد کر کے لیا جاتا ہے۔ پھر اسمیں حجتیں نہیں نکالنی چاہیے ۔ اگر سورہ توبہ سے پہلے بسم الله نہیں ہے تو بیغیر کسی دلیل کے سہارے بسم الله نہیں پرھنا چاہیے یہی حکم خداوندی ہے یہی ہمارا امتحان ہے۔
Mufti (I don’t agree)Tariq Masood, has lost his mid, he just want to give chances to Non Muslim to object and raise questions on Quran. Stop Tariq now, why you run from Pakistan if you are tru
Movi mufti is going to to raise moon again new .
Mufti saheb allah ne kisi bhi surat se pahle bismillah nazil nahi kiya hai. Yeh khalifaon ne dalwaya hai.. Bismillah ko create karne wala khalid ibn sared hai jo bani umaiya ka ek fard tha.
Ek jhooth yeh bhi hai ke bismillah ko quran ke nazool se pahle hazrat sulaiman as ne apne khat mein likha tha. Is jhooth ko aqal tasleem nahi karti hai ke hebrew prophet ko arbi zaban ka ilm kaise hua jabke us zamana mein arbi zaban thi hi nahi. See al quran (27:30) of surah an-namsl.
دیوبند فرقہ چھوڑنے کی وجہ بنوامیہ کا دفاع اور اہل بیت کے معاملے میں کنجوسی ، شیعوں کی نفرت میں مجھے قابل قبول نہیں تھا
mufti jhoota bol ra ha k sahabi ny kaha k main confuse ta toba toba
Kawa biryani masood
Attention chahata hain by creating drama
Bismillah chalaki se nahi likhe take bismillah ki har jagah ahmiyat ho. Log janen ke yahan par bismillah padhna zaruri hai.
Mera sawal hai ke:
1. Kiya quran qiston mein nazil hua ya mokammal ek hi waqt nazil hua aur allah ne khud nabi saw ke seene par nazil kiya. Dallel kiya hai?
2. Kiya allah ne 30 paron mein nazil farmaya? Kiya suraton ke saath makkiya auradaniya bhi likha.
3. Har nabi ko mokammal kitab diya gaya aur ek hi waqt allah ne diya. Kiya sabab hai ke mohammad saw ke liye quran qiston mein aur through jaibraeel as ka shor macha hua hai? Kiya daeel hai is baat ki?
Quran gar qiston mein nazil hua yeh I'm bana lein tab jitne muslman daurane nazool mare woh to mokammal hukm jakar hi nahi gye. Is jhooth ki daeel ho to bataiye. Muslman dawa karta hai ke surah baqra jo mushaf usmani ka pahla chapter hai nabi saw ke marne se kuchh pahle nazil hua. Ise sch manen tab aakhri nazool se pahle ke muslman ka hisb kis tarah hoga jabke woh mokammal quran maan kar nahi gaye?
Mufti jahil l msood
Mufti masood spent big time of his life in madarsa memorizing Quran and learning Ahadeess. If you prove him he is wrong he will accept it. He is not like engineer spent three months with baralvee three months with dav bandees and three months with Ahal ha hadees. Then open his you channel started misguiding the public.
سورت توبہ سورت انفال کا ھی حصہ ھے ان ملاں سے پوچھو اگر توبہ میں صحابہ بسم اللہ بھول گیۓ تھے تو سورت نمل میں صحابہ کا ذھن کیا تیز ھو گیا کہ نمل میں 2 دفعہ بسم اللہ لکھ دی ایک شروع میں ایک اس سورت کے اندر
Bewaqoo tariq maloon. Sudharne wala nhi h ise to allahpak hi szayn tyar krega
Bhool ka lafz to bola hi nahi unhone, or mufti shab ka clip cut na karo, unka moakkif aisa nahi koi jaisa aap samagh Rahe hen
0:58 or wo purani video he
Janab mufti masood saheb aapki sonch ghalat hai. Shati insan bhool nahi karta hai. Surah taubah mein intentionall nahi likha take bismillah tahreef ko musalman sach maan lein ke yeh allah ke janob se hai aur at taubah mein bismillah likhwana bhool gaye. Ahar dishonest air shati nahi hote to quran ke sahih codex aur saheefon ko jala nahi dete. Tahref ko chhipane ke liye aisa kiya gaya. Quran sazish ke tehat ghair zaruri likheaya gaya. Jhooth bolar ke yamamah ko ladhati mein 72 hoffaz mare gaye. Hamein tareekh nahi mili hai ke nabi ke zamana mein woh madarsa kaun sa tha jiske paas quran ke codex the aur log wahan hifz karte the. Aaplog aalim hain bahut door ki pheinkte hain magar un hogfazon ki asliyat chhupaye baithe hain. Kiya is beiman aur dhokha ka hisab nahi dena hai. Masjid mein sar patakne aur taubah bolne se beimani aur jhooth maaf nahi hogi. Isliye makkari ko boli se bachte rahiye, nemaz se bakhshish nahi milegi. Ise likh kar rakh lijiye.
14 century k ulma jahanmi hey. Accordingly hadees nabvi hey. Koi alam ye hadees kiyun nahee biyan krta.
Ye Mufti tareeq Masood pagal ho gya h
Katib e wahi , wahi ko likh ne ke bad , kia Nabi usko dobara Apni nazar sani nahee kia karte thay , ya Aisa hi chod dia karte thay. ❓ ..
Kis bahs main lagay ho apna kirdar being muslim sahi karo
ان دونوں کی جڑ ایک ہے۔ اور وہ لوگوں کو آپس میں لڑوانا۔ کیسے؟
دونوں مخالف بات کرتے ہیں جان بوجھ کر۔ ان کو دیکھنے والے ان کی سوچ سے سوچتے ہیں۔ ان کی اپنی سوچ ہے ہی نہیں ورنہ وہ ان یوٹیوبر مولویوں کو دیکھیں ہی نہ۔ وہ ایسے کسی معتبر آدمی کو دیکھیں جو محض یو ٹیوب پہ ہی موجود نہ۔ہو بلکہ عائلی زندگی میں بھی ان کے سامنے چلتا پھرتا عملا نمونہ ہو۔
Mufti Tariq ka dimaag thek hé kya ? Ajeeb kahan se le aatai hain…
Oh, so quran too has mistakes like so many fictional stories. Mohammad died leaving quran incomplete. Thank you Mufti.
سورہ توبہ پہلے تو حضرت ابوبکر لے کر گئے تھے بعد میں اللہ کا حکم آیا کہ سورہ توبہ رسول اللہ خود لے کر جائیں یا وہ جائے جو ان جیسا ہو تو رسول اللہ ص نے مولا علی ع سے کہا کہ آپ جاکر حضرت ابوبکر سے سورہ توبہ لے لو اور کافروں کو سناؤ قرآن کی سورہ آل عمران آیت مباہلہ کے مطابق مولا علی ع ہی نفس رسول ہیں مولا حسن ع اور مولا حسین ع فرزندان رسول ص ہیں
پندرویں صدی میں پاکستانیوں بلنڈر مارنا شروع کر دیا ہے. سب ہی غلط بیانی کر رہے ہیں
خدا کا خوف کریں
Apni taraf sai... Allah ki lanat ho jhooto par
Khuda ki Lanat ho
Reference dy dain agar ta k parh kr or ghor kr k islah ki ja sky.
Tariq Masood pagal ho gaya hai
Actually Maslah yeh hai ki saari galti uss ‘Raat” ki hai jis raat iss Plumber Mirza & Tarique Namurad ,Zakir Naik & Wahabbi savi ke Abba unke Ammi ke paas gaye ,pata nahi kaise kiye , upar se kiye ya niche se kiye …yeh saab namune Paida hogaya.😂😂
Baralvio ki ammi ki sath abdul qadir aur raza khan baralvi ni rat guzar de ho gi