Honda Activa bs6 running per band ho jata hai to check kiya to Karan chhod chhod ke a raha hai to HD coil new Laga Diya bhi Aisa ho raha hai kya check karna
Sabse pahle agar koi MIL CODE aa raha hai to check kare. Jab gaadi band ho Jaye to HT Coil ke wire me Positive and Negative check kare Chaabi chaalu karke
Hello sir, meri Activa 6g bharat series 2022 model hai, Activa start nahi hoo Raha hai by self and kick marne se bh, and ruk ruk kr ON bh hoo Rahi hai self lagane pr , key ON krne ke baad engine light thodi deer ON rehta hai phr band hoo jati hai, Agency Mai dikhaya to battery change kr diya, 3 din tak sab thik raha aur ab phr se Activa ON nahi hooo Rahi hai, fault samaj nahi aa rha, fuse bh okay hai , kindly guide.
@@vikaskandwal7361 sabse pahle koi code aa raha hai to check kare, Fuel pump filter & injector spray check karaye, petrol ki quality wiring connection sab check karaye
Hamari gadi me self bhi lagta hai magar start nahi hoti kabhi kabhi start bji ho jati hai our kabhi kabhi chalti gadi bhi bandh ho jati hai indiketar bhi bandh ho gaye hai
Bhai 18 months warranty kaise calculate hogi maine honda activa 26 july 2022 ko purchase ki thi aur abhi ek week phle usme problem ho rahi h battery ki mera ye warranty ka 18 month chal raha h ye is month ke last tak rahega ya phir 26 jan tak hi count hoga 18 months...
@@gkbikewala but dealer deny kar raha h bol raha h aapne activa goa m purchase kiya h aapka service bhi udhar hoga maine bola aise thodi hota h ye to all india applicable hoti h warranty to phir bhi mana kar raha h maine bola atleast kuch likh ke do ki kis reason ki wajah se nahi kar rahe ho wo bhi nahi de raha h aur aise tarkate tarkate mujhe lag raha ye month bhi nikal jaayega phir to warranty dega nahi.
Same problem face kar rha hu, service centre wale 8500 ka kharcha bta rhe hai local mechanic se krwaya 250 me chalu ho gyi pr 5-6km chlne k bd fr bnd ho gyi. Service centre wale kch check nhi kr rhe direct keh rhe magnet coil, HT coil, wiring loom change hogi
@@gkbikewala Bhai maree bhi same problem hai bus maree Kick se start ho jatee hai Self se start nhi hotee hai 5 bar mai se 2 bar hote hai our 3 bar nhi please help service walee kuch nhi bolte hai 😢
Hello friends gadi wash kerte same ek chis Ka dhiyan rake ki Pani kabi scooter ke magnetic coil me ya koi sencer me na Jaye kyu ki pressure wash ke chalte Pani coil ke ander jata hey or short hota hey kabi kabi coil Sahi hota hey but coil Ka sensor short ho jata hey isi liye dhayan rake scooter KO normal pressure se hi wash Kare sirf 15:hazar kilometres me coil Ka short huna bada nuksan hey
Thank you so much ghanshyam sir ❤😇💭meri gadi ko banane ke liye
Bhai aap full support hai
Good job 👌👌👍👍
Thanx bhai, keep supporting 🙏
Nice sir gi but kitna voltage hona chahiye tino wire mai
Meri activa me bhi yahi dikkat aa rhi thi aj hi magnet coil change karayi h honda se 4800 rs me
Informative video brother
thanx Aneesh bhai, keep supporting
Nice post, Sir ji ❤️
Thanx jeetu bhai
Direct change karne se pahle ek clean bhi bhi kar sakte hai
Magnet coil kharab hone ka kya reason hota hai activa me plzz explain
@@rohitchaudhuri15 wiring cut, any additional bulb, horn, modification karna,
Thank you so mnch sir
Thanx Amit Bhai,keep supporting 🙏
Resistant ok hai to acg coil kharab ho sakta hai?
Bhai 52 number code acg ke upar Jo CKP sensor laga hai uska code hai,,
Bhai ak video Activa bs 6 senser cheking.
magnet coil online mil jayegi kya
@@ashadevi-x2n no, online nahi milta, service center me hi milega
Honda Activa bs6 running per band ho jata hai to check kiya to Karan chhod chhod ke a raha hai to HD coil new Laga Diya bhi Aisa ho raha hai kya check karna
Sabse pahle agar koi MIL CODE aa raha hai to check kare.
Jab gaadi band ho Jaye to HT Coil ke wire me Positive and Negative check kare Chaabi chaalu karke
Bhai aap ne bola cuppler kaise karna
Hai i Botton ka pe a batho
th-cam.com/video/0GDNmWwF1hU/w-d-xo.html
नाइस वीडियो
Thanks Bhai keep watching
Acg coil ka link do kharine ka
Bhai honda ke koi bhi authorised spare parts me mil jayega
Coil kharab kis karan hoti he
@@yogeshf9581 bhai kyo kharab hoti hai yeto nahi malum.... Lekin 2021-2022 year me manufacture hui jydatar gaadi me ye 2-3 saal me kharab ho raha hai
Hello sir, meri Activa 6g bharat series 2022 model hai, Activa start nahi hoo Raha hai by self and kick marne se bh, and ruk ruk kr ON bh hoo Rahi hai self lagane pr , key ON krne ke baad engine light thodi deer ON rehta hai phr band hoo jati hai, Agency Mai dikhaya to battery change kr diya, 3 din tak sab thik raha aur ab phr se Activa ON nahi hooo Rahi hai, fault samaj nahi aa rha, fuse bh okay hai , kindly guide.
@@vikaskandwal7361 sabse pahle koi code aa raha hai to check kare,
Fuel pump filter & injector spray check karaye, petrol ki quality wiring connection sab check karaye
Sir bs6 sp125/activa bs6 125 pisnon ring sating🙏🙏🙏🙏
Bhai same hai pahle jaisa
भाई इसका सेंसर रिपेयर भी हो सकता है क्या या इसका ऊपर वाला पार्ट्स अलग से भी मिलता है क्या
Nahi milta bhai alagse,,, complete aata hai
Nahi milta bhai alagse,,, complete aata hai
ACG coil ka resistance aapane check kar liya fir bhi ACG mein problem kaise
Bhai resistance check Kiya wo coil ka hai,but is coil ke upar Jo sensor laga hai (CKP) wo kharab thaa
Location bhi batye
@@PRAMODKUMAR-hv9jy raipur, chhatishgarh
Raipur me kaha ho sir kuchh contact number do na@@gkbikewala
Original na lekar koi dusri company ki le to
nahi chalega jyada din, mat lena
Sir
Varroc company
Ya orado company ki chal sakti hai sayad kuki original 4800/- ki a rahi hai, plz reply kariyega sir
@@Radiojob979try karlo aap
Very nice
Sab mil ke complaint dalen police me 4 saal me gadi khrab ho rahi
@@salmankhan-1433 😁😁😁
Hamari gadi me self bhi lagta hai magar start nahi hoti kabhi kabhi start bji ho jati hai our kabhi kabhi chalti gadi bhi bandh ho jati hai indiketar bhi bandh ho gaye hai
Bhai 18 months warranty kaise calculate hogi maine honda activa 26 july 2022 ko purchase ki thi aur abhi ek week phle usme problem ho rahi h battery ki mera ye warranty ka 18 month chal raha h ye is month ke last tak rahega ya phir 26 jan tak hi count hoga 18 months...
Bhai abhi bacha hai warranty me ho jayega
@@gkbikewala but dealer deny kar raha h bol raha h aapne activa goa m purchase kiya h aapka service bhi udhar hoga maine bola aise thodi hota h ye to all india applicable hoti h warranty to phir bhi mana kar raha h maine bola atleast kuch likh ke do ki kis reason ki wajah se nahi kar rahe ho wo bhi nahi de raha h aur aise tarkate tarkate mujhe lag raha ye month bhi nikal jaayega phir to warranty dega nahi.
Same problem face kar rha hu, service centre wale 8500 ka kharcha bta rhe hai local mechanic se krwaya 250 me chalu ho gyi pr 5-6km chlne k bd fr bnd ho gyi. Service centre wale kch check nhi kr rhe direct keh rhe magnet coil, HT coil, wiring loom change hogi
Honda toll free me complaint karo aap
@@gkbikewala koi help nhi mil rhi hai wha se, honda shield warranty 3yrs ki thi wo cross ho gyi hai meri to mana kr rhe hai
@@wasimansari-dl1vi agar warranty lapse ho gaya hoga to charge to dena hi padega bhaai aapko,,,exactly kya fault hai batao bolo
@@gkbikewala Bhai maree bhi same problem hai bus maree Kick se start ho jatee hai Self se start nhi hotee hai 5 bar mai se 2 bar hote hai our 3 bar nhi please help service walee kuch nhi bolte hai 😢
@@Pushpadevi-zq9do
Bhai agar sirf self me problem hai to....sabse pahle battery,rpm check karaye...last me ECU and Magnet coil check kare
Bhai BS6 SP125 KA VALVE CLEARANCE BATAYE PLZ
inlet=0.08 exhaust= 0.24
Bhai ye kuch jyada he hai ye clearance
@@shubhambagul4305 bhai exhaust ko galat bata diya 0.20 hoga company recommend
Contact no plz
Standard valve clearance
Settings 📐 💨✨
Inlet valve:0.006
Exhaust valve:0.008
Mujhe ek. Magnet coil chahiye urgent please reply bhai
@@Heenavoice-d4w bhai.. Service center me mil jayega
@@gkbikewala nhi mil rha hai tabhi to pareshan hai
@@Heenavoice-d4w kaha se ho aap?
@@gkbikewala Gorakhpur
Mil jayegy
Bhai mere pe activa 6g hai par vo std modal hai us me mereko dlx modal vali led light lagva ni hai kya vo lag gayegi
nahi Bhai nahi lagega,kyoki wiring me bahut jyada kaat chhaat karna padega
@@gkbikewalaiska coupler nahi badlega
Bhai ho sake to ek video bana do iski plz
@@Shantanu715 thik hai bhai
Bhai youtube me iski koi video nahi hai
Hello friends gadi wash kerte same ek chis Ka dhiyan rake ki Pani kabi scooter ke magnetic coil me ya koi sencer me na Jaye kyu ki pressure wash ke chalte Pani coil ke ander jata hey or short hota hey kabi kabi coil Sahi hota hey but coil Ka sensor short ho jata hey isi liye dhayan rake scooter KO normal pressure se hi wash Kare sirf 15:hazar kilometres me coil Ka short huna bada nuksan hey
Sahi bola bhai ne
Meri activa only 6000kms chali hai aur usme yahi dikkat aa rhi h m kya karu plZ suggest
@@soumyaupadhyay9315 pls visit ur nearest honda workshop, warranty me change ho jayega agar problem hoga to
Bhai ji video kub tak aayegi
Haa bhai banaunga jald hi
@@gkbikewala hn bhai wait rahega.....
Sach baat
Bhai yr intzar karte karte 10 din ho gaye kub aayegi 😅😅
Bhai time nahi nikal paa Raha hu,,,konse video bol rahe ho,aapka number dp Mai help kar dunga kuch Janna hai to
@@gkbikewala activa ki light ki
Kya riyal video h
kya fake hai isme bhai?
mercedes benz se Activa 6g ka maintenance ka kharcha jada hai😡😡
@@pravinundirwade1838 thanks for feedback🙏
Sach h bhai...... 2 saal hua gadi ko. Har mahine koi na koi dikkat. Koi na koi part kharab hota h.
Share your date of birth time place details @@shivamshah7364
Sir ye to bhot mehnga ho gya ek self start ke liye sidha 5000 rupaye ka kharcha
Haa bhai
Hi bhaiya aapna number dijiye na mujhe gari bana h aap se
@@mohinijaiswal263 9009845848