Irfaan e Auliya Allah Ke Walion Ki Pehchan by sufi abdul qader basha adhoni Nisha islamic presents

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 25 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 236

  • @B.A.-Sabri
    @B.A.-Sabri 5 ปีที่แล้ว +2

    Wallah hzrt ki awaz kitni pyari h 😘😍😍❣️mashallah.. Aur bayan bhi

  • @Farooqali-do1rv
    @Farooqali-do1rv 5 ปีที่แล้ว +4

    Subhan Allah..
    Subhan Allah..
    Subhan Allah..
    Allah apku Salamat Rakhay Ameen......
    Allah Hum sab Ku Walion Ka Sadqa Ate Farma Ameen.....

  • @junaidmaldar7644
    @junaidmaldar7644 6 ปีที่แล้ว +3

    Allah tala Huzur Moulana ki umar Daraz kare ,Tamam Buzurgan e deen ke sadke Tufel...Aameen

  • @sarfarajahmad64
    @sarfarajahmad64 5 ปีที่แล้ว +2

    Masa allah zazak Allah hazrat bahut hi badhiya bayan hai ye bayan sunkar iman tazah hogiya allah apko umer darazgi ata kare

  • @adiirashh
    @adiirashh 10 ปีที่แล้ว +9

    JAZAK ALLAHU KHAIRA HAZRATH ALLAH AAPKI UMAR MEIN BARKAT DE ....MASHALLAH DIL AFROZ ANDAZ E BAYAN AAPKA...

  • @Zseditx
    @Zseditx 5 หลายเดือนก่อน

    Subhanallah❤, allah ab ki umar me barkatein Atha farmaye❤

  • @navedkhan9007
    @navedkhan9007 6 ปีที่แล้ว +2

    Kya baat hai ! Masha Allah...alagh hi andaz hai bayan ka.waah !!

  • @syedhunter
    @syedhunter 4 ปีที่แล้ว

    I'm urs big fan Masha Allah

  • @afzalashrafi2551
    @afzalashrafi2551 5 ปีที่แล้ว +3

    Ya Allah aiyse bujugo ki ummar daraz ho ameen

  • @mohdnoorshaikh7985
    @mohdnoorshaikh7985 6 หลายเดือนก่อน +1

    سبحان اللہ

  • @wajidhussain-cy9yv
    @wajidhussain-cy9yv 9 ปีที่แล้ว +5

    subhanallah bilkul haq hai Allah k waliyon ka na khauf hai na gham........ :)

  • @Nawab_Sharief
    @Nawab_Sharief 8 ปีที่แล้ว +21

    allah ham sabko awliya allah ke suhbat naseeb farmaye

  • @rehaankhan8982
    @rehaankhan8982 5 ปีที่แล้ว +2

    Love u faqeer sain ❤️ beshak har baat haq he duaon me yaad.

  • @shafiullah1725
    @shafiullah1725 5 ปีที่แล้ว +2

    Allah Aap ki darjat ko buland farmae ba sadka kul mursade Amin summa amin mere haq men be duaa a khaer farmaen amin

  • @gulzarkhan4990
    @gulzarkhan4990 6 ปีที่แล้ว +1

    اللہ سب جانتا ہے جو دلوں میں ہے سب سے بڑھ کر اللہ ذکر ہے

  • @sufiiftekharimehfilesama9851
    @sufiiftekharimehfilesama9851 5 ปีที่แล้ว +2

    mashallah hazrat qibla ...

  • @samkyadari8143
    @samkyadari8143 7 ปีที่แล้ว +1

    Great 👍... thanks for excellent teaching of Islam.... 😊

  • @islamictirmizimission
    @islamictirmizimission 5 ปีที่แล้ว

    بہت عمدہ بیان

  • @javedahmedkhanquadri4282
    @javedahmedkhanquadri4282 8 ปีที่แล้ว +6

    subhanALLAH haq hai beshaq...ALLAH walo ke pass hi ALLAH milega

    • @rizwanalisalam3165
      @rizwanalisalam3165 4 ปีที่แล้ว +1

      Allah milega Allah aur Allah ke Rasool ki itaat karke. Allah ke Rasool ki ittiba karne se Allah milta hai. Sufi peer log gumrah, biddati aur badaqida hain.

  • @SyedwaseemSyedwassem
    @SyedwaseemSyedwassem 2 หลายเดือนก่อน

    Mashallah ❤❤❤❤❤

  • @mohamedarifarif6127
    @mohamedarifarif6127 6 ปีที่แล้ว +4

    Ya mere murshad piya, ek nigahe marhamat deedar ki

  • @muhammadasghar8957
    @muhammadasghar8957 5 ปีที่แล้ว +1

    سبحان اللہ 💐💐💐💐💐🌸🌸🌸🌸🌼🌼🌼🌼🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌹🌹🌹🌹🌹🌹

  • @sofishamohammedabdulraheem4022
    @sofishamohammedabdulraheem4022 9 ปีที่แล้ว +14

    bahot acchi tara se apne har bat ka kholasa kiya hai nasamaj walonko samaj ne ka ishara hai mashallah mashallah aameeem

  • @ShahidKhan-hj1gu
    @ShahidKhan-hj1gu 5 ปีที่แล้ว +1

    Masha-allah, subhanallah

  • @sabirali-mv9zq
    @sabirali-mv9zq 10 ปีที่แล้ว +3

    Jza k Allah khair

  • @kaleemkhan5035
    @kaleemkhan5035 6 ปีที่แล้ว +4

    Allhumdullh

  • @SAMIMAHMED-ht6mr
    @SAMIMAHMED-ht6mr 5 ปีที่แล้ว +1

    Subhanallah, what a speech

  • @mdtanviransari9608
    @mdtanviransari9608 7 ปีที่แล้ว +4

    سبحان الله ماشاءاللہ

  • @sirajahmed3210
    @sirajahmed3210 5 ปีที่แล้ว +2

    MASHA ALLAH

  • @samaransari6316
    @samaransari6316 8 ปีที่แล้ว +6

    HIQAYAT
    *********
    Ek Martaba Huzoor Gaus-A-Aazam Rehmatullah Ta’aala Alaihi Ne Farmaya Agar Meri Zubaan Per Shari-at Ki Rok Na Ho To Tum Apne-Apne Gharon May Jo-Jo Kuch Khate Aur Jo-Jo Kuch Jama Rakhte Ho Main Un Sabki Tumeh Khaber De Doon! Tum Sab Mere Saamne Un Kaanch Ki Botalon Ki Maanind Ho Jinka Baaher Bhi Nazar Aata Hain Aur Jo Kuch Un Botalon Ke Ander Hain Wo Bhi Dikhayi Deta Hain!
    (Sacchi Hiqayat, Hissa Soam Pg-512-13)
    ********************************
    SABAK
    *******
    Huzoor Gaus-A-Aazam Rehmatullah Ta’aala Alaihi Ka Ilm Is Qadr Wasi-a Tha Ki Zaahiri Wa Baatini Ki Koi Shai Unse Chupi Nahi Rahi!
    Fir Agar Wo Shaks Jo Ek Botal Ka Zaahir Bhi Bagair Ainak (Chashme) Ke Na Dekh Sake Un ALLAH Walon Ke Ilm Per Aiteraaz Karne Lage To Kis Qadr Be-Khaber Hain!
    Yeh Bhi Malum Hua Ki Huzoor Gaus-A-Aazam Rehmatullah Ta’aala Alaihi Ka Yeh Kamaal-A-Ilm Huzoor Sarwar-A-Aalam SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ki Mohabbat Wa Pairwi Ki Badaulat Hain!
    Fir Jis Zaat Ke Gulam Ka Is Qadr Wasi-a Ilm Hain To Khud Us Zaat-A-Girami Ke Ulum Ki Wusu-at Ka Kya Aalam Hoga?

    • @muhammednadeemhabibi1233
      @muhammednadeemhabibi1233 8 ปีที่แล้ว +1

      Samar Ansari beshak MashaaALLAH Haque

    • @rizwanalisalam3165
      @rizwanalisalam3165 4 ปีที่แล้ว

      Jahilo tum logon ne Abdul qadir jilani ko hadd se zyada barha diya hai. Allah ke Rasool ko yahudi aurat ne zahar mila khana diya, Allah ke Rasool ko khane se pahle nahi maaloom hua, Allah ke Rasool ne kuchh kha liya phir wahi ke zariye pata chala ki khane mein zahar mila hai, jiske asar se kuchh arsa ke baad Allah ke Rasool ki maut ho gayee. Jahilo kya Abdul qadir jilani, ka martaba Allah ke Rasool se barhkar hai, ki unhe saari baaton ka ilm hai naozbillah. Jahilo apna aqida sahih karo. Shirk aur biddat se tauba karo. Sufio ki jhooti muhabbat mein tum log andhe ho gaye ho aur gumrah aur jahil ho gaye ho. Aisa aisa peer shaitan ka mureed hai aùr tumlogo ka iman aur aqida kharab kar raha hai. Allah saare jhoote peero se bachaye.aameen

  • @mohdnayeem1140
    @mohdnayeem1140 6 ปีที่แล้ว +3

    BOTH KUB SUBHANALLAH

  • @salmansallu9715
    @salmansallu9715 9 ปีที่แล้ว +2

    mohammad Sufi Hashmi Quadiri Chisti nashq bandi mashallah subhanallha Allah aap ko salamath rakhe hazrth kibllah ko buhath acha hai bayan mashallah subhanallha bahout zabardast hai. chandanagar Hyderabad

  • @khadri_Mazhar.
    @khadri_Mazhar. 6 ปีที่แล้ว +6

    I request to admin of this channel plz block ads ,while watching the bayan we disturbed by adult content ads this is indiscipline.

  • @zeeshanahmad1502
    @zeeshanahmad1502 9 ปีที่แล้ว +2

    subhan Allah mashallah..

  • @shaikahamed5927
    @shaikahamed5927 5 ปีที่แล้ว +1

    MASHA ALLAH HAZRETH

  • @imranmaniyar5518
    @imranmaniyar5518 7 ปีที่แล้ว +1

    SHUBHAN ALLAH.
    MASHA ALLAH.

  • @sharukhan2662
    @sharukhan2662 6 ปีที่แล้ว +3

    subanalla allha

  • @ASIFKHAN-pq2hn
    @ASIFKHAN-pq2hn 8 ปีที่แล้ว

    Fidaka Abi Wa Ummi Ya Sayyidi Ya Rasoolallah ﷺ

  • @muhammednadeemhabibi1233
    @muhammednadeemhabibi1233 8 ปีที่แล้ว +8

    MashaaALLAH SUBHAN ALLAH beshak

  • @anisjethwa4988
    @anisjethwa4988 6 ปีที่แล้ว +1

    Subhanallah... Alhumdulliha... Allah hu Akbar... Jazakallah khair

  • @kaleemkhan5405
    @kaleemkhan5405 5 ปีที่แล้ว

    Subahalh

  • @mahaboobbasha7255
    @mahaboobbasha7255 5 ปีที่แล้ว +1

    Mashaalla

  • @khankhans9150
    @khankhans9150 6 ปีที่แล้ว +2

    Subhaallah 🏵 Subhaallah 🏵 Subhaallah 🏵 Subhaallah 🏵 Subhaallah 🏵 Subhaallah 🏵 Subhaallah 🏵 Subhaallah 🏵

  • @rypatelrypatel4472
    @rypatelrypatel4472 6 ปีที่แล้ว +2

    Subahan allah

  • @kabirhussain4282
    @kabirhussain4282 5 ปีที่แล้ว +2

    Shubhan Allah

  • @khanmohsin8102
    @khanmohsin8102 9 ปีที่แล้ว +3

    Subhanallah

  • @samaransari6316
    @samaransari6316 8 ปีที่แล้ว +19

    HUZOOR SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM NE
    FARMAAYA: Sayyidina Umar ibn Al-Khattab riwayat karte hain,
    Allah ke Rasool ( ﻢﻠﺳ ﻭ ﻪﻴﻠﻋ ﻪﻠﻟﺍ ﻰﻠﺻ ) ne farmaya, “Allah Azzwajal ke kuch Bande aise honge jo Na Nabi
    honge aur Na Shohada honge; Uss Din (on the Day of
    Resurrection) Unke itne oonche Makam-o-Manzila t
    dekh kar Nabi bhi rashk karenge aur Shohda bhi
    rashk karenge. Unhone (Sahaba ne) poochha : “ Ya Rasool-Allah
    ( ﻢﻠﺳ ﻭ ﻪﻴﻠﻋ ﻪﻠﻟﺍ ﻰﻠﺻ ) Hume bata de’n, Wo kaun log honge?” Aap ( ﻢﻠﺳ ﻭ ﻪﻴﻠﻋ ﻪﻠﻟﺍ ﻰﻠﺻ ) ne farmaya, Yeh Woh log hain jo Allah ke liye ek-dusre se Mohabbat karte hai, Allah Azzawajalki kasam Unke Chehre Chaudhvi raat
    ke Chand ki tarah chamak rahe honge Aur Woh Noor
    ke Mimbaron par baithe honge. Uss din jab log
    Khaufzada honge Unhe koi Khauf na hoga aur jab
    Uss din log Ghamzada honge Unhe koi Gham na
    hoga. Tab Aap ( ﻢﻠﺳ ﻭ ﻪﻴﻠﻋ ﻪﻠﻟﺍ ﻰﻠﺻ ) ne ye Aayat Tilwat ki - “Ala inna awliyaa Allahi la khawfun AAalayhim wala
    hum yahzanoona” (Khabardar! Beshaq Awliya Allah par na koi Khauf
    hai Aur na wo Ranjida-wa-Gham geen honge) √ [Al Quran, Surah Yunus - 10:62]” »»»► [Abu Dawud: Book 3, Safa 288, Hadith No.
    3527]

  • @mdnayeemuddin6358
    @mdnayeemuddin6358 5 ปีที่แล้ว

    SubhanAllah SubhanAllah SubhanAllah SubhanAllah SubhanAllah SubhanAllah wali ki Mohabbat subhanallah subhanallah subhanallah Naseeb Karen ham sabko subhanallah subhanallah subhanallahasra jab Tak Na loge aur yah Allah ka sakht mushkil hai pata Milana Rasool Allah ka kal mein ki puri buniyad Sarkar ki Mohabbat jiske Dil mein Sarkar ki Mohabbat nahin uske Sine mein cal nahin

  • @sherfulsaikh669
    @sherfulsaikh669 4 ปีที่แล้ว

    Masalla

  • @FaizanKhan-kp8tv
    @FaizanKhan-kp8tv 5 ปีที่แล้ว +1

    😘😘😘

  • @khurramlatif8122
    @khurramlatif8122 6 ปีที่แล้ว +1

    MashAllah

  • @irfanfarooq8370
    @irfanfarooq8370 5 ปีที่แล้ว +4

    MashaAllah🌹👍🌹

  • @samaransari6316
    @samaransari6316 8 ปีที่แล้ว +12

    “Hazrat Aboo Hurairah RadiyAllahu Ta’ala Anhu Sey Riwayat Hey
    Ke Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Ta’ala Alaihi Wa Aalehi
    Wa Sallam Ney Farmaya :
    Allah Ta’ala Farmata Hey :
    Jo Merey Kisi Wali Sey Dushmani Rakhey Mey Us Sey Elaan-E-Jung
    Karta Hoo’n Aur Meyra Banda Aisee Kisi Cheez Key Zariye Meyra
    Qurb Nahin Paata Jo Mujhey Farzon Sey Zyada Mehboob Ho Aur
    Meyra Banda Nafli Ibadat Key Zariye Baraabar Meyra Qurb Haasil
    Karta Rahta Hey.
    Yaha’n Tak Ke Mein Us Sey Muhabbat Karney Lagta Hoo’n Aur Jab
    Mein Us Sey Muhabbat Karta Hoo’n To Mein Us Ka Kaan Ban Jaata
    Hoo’n Jis Sey Woh Sunta Hey Aur Us Ki Aankh Ban Jaata Hoo’n Jis
    Sey Woh Deykhta Hey Aur Us Ka Haath Ban Jaata Hoo’n Jis Sey
    Woh Pakadta Hey Aur Us Ka Paanw Ban Jaata Hoo’n Jis Sey Woh
    Chalta Hey.
    Agar Woh Mujh Sey Sawaal Karta Hey To Mein Usey Zaroor Ata
    Karta Hoo’n Aur Agar Woh Meri Panaah Maangta Hey To Mein
    Zaroor Usey Panaah Deyta Hoo’n.
    Mein Ney Jo Kaam Karna Hota Hey Us Mey Kabhi Is Tarah Mutardid
    (Fikramand) Nahin Hota Jaisey Banda-E-Momin Key Jaan Leney
    Mey Hota Hoo’n, Usey Mowt Pasand Nahi Aur Mujhey Us Ki Takleef
    Pasand Nahin.”
    ﺭﻭﺍﻩ ﺍﻟﺒﺨﺎﺭﻱ .
    -
    [Bukhari As-Shahih, 05/2384, Raqam-6137,
    Ibn Hibban As-Shahih, 02/58, Raqam-347,
    Bayhaqi As-Sunan-ul-Kubra, 10/219, Baab(60),Kitab-uz-Zuhad
    Al-Kabir, 02/269, Raqam-696,

    • @hasnainnazim2158
      @hasnainnazim2158 7 ปีที่แล้ว

      Samar Ansari 8 mm9

    • @mdali6992
      @mdali6992 7 ปีที่แล้ว

      Samar Ansari

    • @F_Zone9
      @F_Zone9 7 ปีที่แล้ว

      Allah wale .. Ya Allah ke dost sb ho skte hai , koi ek khas bnda nhi hai jo sari cheeze uske liye khass ho .
      Aur ye uncle jo hinduo wala color use krrhe hai uske liye bhi hadis hai ..
      Is color ko jla dene ka hukum hai kyoki ye color hindu pandit pahanta hai .
      Aur aaj kl ke peer fakeer .

    • @zakeerkhadri9099
      @zakeerkhadri9099 6 ปีที่แล้ว

      +Mhd FARHAN aree bewakoof pehle maloom to karle isee chistiya colour kehte

    • @F_Zone9
      @F_Zone9 6 ปีที่แล้ว

      Zakeer Khadri ...
      Hame nabi ne kaha hai ...
      Christian ki mukhalfat karo wo shav krte hai tum dardhi brdhao .
      Yahudi ki mukhalfat karo wo dardhi aur much brdhate hai tum mucho ko kato .
      Kafiro ki mukhalfat karo .. Wo balo ka ek tukrda chord dete hai tum pura baal saaf karo aur in sb ki kisi bhi trah ki mushahbat ikhtiyar na karo .

  • @AbdulLatif-ln5kx
    @AbdulLatif-ln5kx 5 ปีที่แล้ว +1

    SubhanAllah.

  • @shariqkhan4505
    @shariqkhan4505 6 ปีที่แล้ว +2

    SUBHAAN ALLAH.

  • @zakeerhussain9700
    @zakeerhussain9700 7 ปีที่แล้ว +5

    masallha

  • @mohammedanwar7284
    @mohammedanwar7284 10 ปีที่แล้ว +2

    very nice mhafil

  • @AbdulLatif-ln5kx
    @AbdulLatif-ln5kx 5 ปีที่แล้ว +2

    SubhanAllah

  • @young_Khwab
    @young_Khwab 7 ปีที่แล้ว +4

    Subhanallah.....

  • @munafbhaiji3646
    @munafbhaiji3646 5 ปีที่แล้ว +1

    Assalam o alaikum,hazrat dua ki darkwast

  • @AbdulLatif-ln5kx
    @AbdulLatif-ln5kx 5 ปีที่แล้ว +1

    Ameen.

  • @mohammadmahboobuddin2324
    @mohammadmahboobuddin2324 4 ปีที่แล้ว

    Nice

  • @sha2zadi
    @sha2zadi 7 ปีที่แล้ว +1

    SUBHAN ALLAH VABIHAMDIHI SUBHAN ALLAH HILAZEEM ASTAGFIRULLAH

  • @shaikhussain2381
    @shaikhussain2381 5 ปีที่แล้ว +1

    Thanks to TS Nisha islamic tv

  • @islamictirmizimission
    @islamictirmizimission 5 ปีที่แล้ว +1

    حق ہے

  • @jamshedalam8465
    @jamshedalam8465 6 ปีที่แล้ว +1

    Subhan Allah

  • @aleemqadri3851
    @aleemqadri3851 10 ปีที่แล้ว +2

    subhanallah

  • @mdyaseenaliyaseenali5566
    @mdyaseenaliyaseenali5566 10 ปีที่แล้ว +1

    السلام عليكم ورحمة الله وبركاته
    I'm from Bahrain gulf
    Mashallah subhanallah allah aap ko salamat rakhe

  • @kaleemkhan5405
    @kaleemkhan5405 6 หลายเดือนก่อน

    Subhalh

  • @shahinashaikh1367
    @shahinashaikh1367 4 ปีที่แล้ว

    Assalamualakum

  • @saudpasha8032
    @saudpasha8032 6 ปีที่แล้ว +1

    Beshak....

  • @shawkatali1222
    @shawkatali1222 9 ปีที่แล้ว +3

    nice

  • @AbdulLatif-ln5kx
    @AbdulLatif-ln5kx 5 ปีที่แล้ว +1

    Ya RasulAllah.

  • @mdsarwar5016
    @mdsarwar5016 7 ปีที่แล้ว +2

    Subanallah

  • @iahmed479
    @iahmed479 10 ปีที่แล้ว +2

    mashallah. looks like a wali of allah.

  • @skmalik539
    @skmalik539 5 ปีที่แล้ว

    Hunjoor upka pass kya hai upko dekhe say sukunmilta

  • @khadri_Mazhar.
    @khadri_Mazhar. 6 ปีที่แล้ว +1

    Plz ads ko block karo , ye inki bey adbi hogi ,
    Bedhange ads aara he hai Bhai

  • @mdjawadanjumahmed204
    @mdjawadanjumahmed204 6 ปีที่แล้ว

    Subhan Allah Subhan Allah

  • @AliAsghar-db6uv
    @AliAsghar-db6uv 7 ปีที่แล้ว +2

    well said (y)

  • @mdjawadanjumahmed204
    @mdjawadanjumahmed204 6 ปีที่แล้ว +3

    Duva me yad rakna

  • @eimrankhaan1548
    @eimrankhaan1548 5 ปีที่แล้ว

    Haq baat hy

  • @sha2zadi
    @sha2zadi 7 ปีที่แล้ว +4

    HAQ MERY PEER HAQ

    • @rizwanalisalam3165
      @rizwanalisalam3165 4 ปีที่แล้ว

      kisi sufi peer ke chahne se kuchh nahi hota hai, wohi hota hai jo manzoore khuda hota hai. Allah QADIR mutlaq hai baqi sab uske muhtaj hain. Isliye Allah se maango, murda buzurg se nahi. Zinda buzurg se dua karwa sakte hain. Lekin jo buzurg intiqal kar gaye unse dua nahi karwa sakte. Unse dua maangna to shirk hai.

    • @sha2zadi
      @sha2zadi 4 ปีที่แล้ว +1

      @@rizwanalisalam3165 Tum kiya jano yeh batein jis cheez ka ilam na ho wha pr apni Raiay na do ... Yeh Haqeeqat ka ilam hai beta g

    • @rizwanalisalam3165
      @rizwanalisalam3165 4 ปีที่แล้ว

      @@sha2zadi murshid e aazam, imam e aazam, rahbar e aazam Allah ke Rasool hain.unki itaat aur ittiba ki jaye, isi mein dono jahan ki kamyaabi hai. Allah ke baad sabse afzal Allah ke Rasool sallallaho alaihe wasallam hain, unki ittiba ko Chhodkar kisi sufi peer ki ittiba ki jaye ye nihayat hi badi gumrahi aur jahalat hai.
      Duniya ke saare peer milkar kisi adna sahabi ke qadmo ke barabar nahi ho sakte aur aap naadan aurat Allah ke Rasool ki itaat ko Chhodkar kisi sufi peer, faqir ki itaat karne ki baat kar rahi hain. Nihayat darje ki gumrahi aur afsos ki baat hai. Allah apko gumrahi se tauba naseeb kare.Aameen
      Quran aur sahih hadees ka ilm haasil karein, phir uske mutabiq aqida rakhein aur amal karein. Peer Faqir log fraud, biddati, mushrik aur jahil aur badaqida hain, unse parhez karein.

    • @sha2zadi
      @sha2zadi 4 ปีที่แล้ว +1

      @@rizwanalisalam3165 Tum kisi peer ki majlis main beathy ho ?? kon un ki ittbah krta hai Ibdat hamesha Allah Azwajal ki hi hoti hai aur Nabi Rasool Messenger hoty hein.. Haq .. ap ny kis peer sy suna jis ny kha ho k mere ittabha kro? Nazbillah ... Baat 2 point of view sy hoti hai 1 ager ap Haqeeqat jan na chaha ty ho 2 ager ap ny pehly hi apna mind set kiya howa hai k ap ki right ho tu main sirf ap k liy Duaa hi kr sakti hoon ... Q k yeh Haqeeqat ki batein hein is ko samjhny k liy Tazkiya e Nafs ki zaroorat hoti hai aur Murshid ap ko training dyta hai .. jaisy Radool Allah saww ki Suhbat sy Suhabba RA bun gy ... bgir ustad k deen samjh nhi atta .... Murshid ap ko Quran o Hadees hi samjtha hai liken sath ap ko feel kerwta hai k ibdat main ap ka sirf jism nhi jukky balky aap ka dil bi Allah azawajal k agghy juk jhy .... jis ko Quran main Khsooh Aur Khzooh kehty hein ap Namaz pro nhi QAYYAM KR LO .... sari zindgi jis ki ibdat krty ho us Allah ka khbi Adrak howa k woh dekh rha hai ?? Nhi na .. mujhy howa woh mujhy dekh rha hai phir mere tunhyi mere Mehfil sy zyda pakeeza ho gyi Q k koi mujhy dekhy ya na dekhy woh tu dekh rha hai na kasiy Gunnh kro gi ... Murshid is ki taleem dyta hai Training... lafz chroo meaning aur agghy Haqeeqat tak pohchoo ... ager bat samjh agyi tu Subhan Allah warna Alhamdulilah phor poch lyna ...

    • @rizwanalisalam3165
      @rizwanalisalam3165 4 ปีที่แล้ว

      Kaneez Rasool tum apna naam badal lo, turn apna naam kaneez peer ya kaneez sufi rakh lo.
      Maine Allah aur Allah ke Rasool ki baat batayei, lekin bahut afsos ki baat hai ki tumne Allah aur Allah ke Rasool ki baat ko radd kar diya aur peer ki baat ko ahmiyat diya.
      Kya Allah aur Allah ke Rasool ne saari baatein nahi batayei, jo jahil, beiman peer batayega ? Astagfirulla.
      Naam rakha hai kaneez Rasool aur itaat peer ki. Croro afsos ki baat hai.
      Allah aur Allah ke Rasool kabhi gumrah nahi kar sakte, lekin peer gumrah kar sakta hai aur karta hai.
      Ye peer Deen aur duniya dono ke daku hain. Aap ek naadan aurat hain aur ye peer log ayyash, rapist hote hain, aaye din inki ayyashio ki khabrein aati rahti hain.
      Allah aur Allah ke Rasool ne saari baatein bata dein, ab kisi sufi peer ki koi zaroorat nahi hai. Nafs ko qabu karne ka tareeqa bhi Allah aur Allah ke Rasool ne bata diya hai. Quran aur Hadees parho, tab pata chalega.
      Yahudi log sahaba karaam ka mazaak urate the, kahte the tumhare nabi peshab karke istinja karne ka tareeqa batate hain. Sahaba kiram ne Allah ke Rasool se shikayat ki to Allah ke Rasool ne farmaya unse kaho , hamare nabi ye bhi batate hain. Behen Allah aur Allah ke Rasool ne saari baatein bata dein hain aur Deen mukammal ho gaya hai. Quran aur sunnat hidayat ke liye hain. Isliye quran aur sahih hadees ki pairvi karo. Usi se dono jahan ki kamyaabi milegi. Peer ke chakkar mein duniya aur aakhirat aur apni asmat nahi barbad karo. Peer shirk, biddat aùr jahalat ke kaam karwakar duniya aur aakhirat dono barbad kar deta hai.
      Maine Deen bata diya, hidayat dena Allah ka kaam hai. Allah se dua hai ki Allah aapko aur saare gumrah logo ko hidayat ata farmaye. Aameen
      Agar Allah hidayat de de to mujhe batana. Assalamu alaikum wa Rahmatullahalah.

  • @farukhkhan9961
    @farukhkhan9961 5 ปีที่แล้ว +1

    Ye sahab kon hai in ki tarif me kuch bataye

    • @farukhkhan9961
      @farukhkhan9961 5 ปีที่แล้ว +1

      @ Accha ji ye kha rehte hai

    • @farukhkhan9961
      @farukhkhan9961 5 ปีที่แล้ว

      @ inna lillahi va inna Ieleh razeun

  • @generalinfo9999
    @generalinfo9999 7 ปีที่แล้ว

    An open invitation to all,Let us join prophet Muhammad peace and blessings of ALLAH be upon him and khalifa raseedin(RA) by saying good bye to other 72 sects.
    Our beloved prophet Muhammad peace and blessings of ALLAH be upon him ,all prophets(from Adam to Muhammad) peace and blessings of ALLAH be upon them and khalifa rasheedin(RA) were not brailvies, wahabi,shia,deobandi,hanafi, al hadis,malki,shafi etc.
    They were only muslim. We have to be a muslim. Haven is only for muslim.
    Muslim means who follows the commandments of ALLAH TALLAH as our beloved prophet Muhammad peace and blessings of ALLAH be upon him showed and acted.
    Do not just read it forward it to whom you care as i do for you.

  • @AmirKhan-nr4dd
    @AmirKhan-nr4dd 5 ปีที่แล้ว +1

    Yes

  • @zakeerhussain9700
    @zakeerhussain9700 6 ปีที่แล้ว +2

    subha nallah

  • @mohd.babaaliali253
    @mohd.babaaliali253 6 ปีที่แล้ว +1

    Mashallah

  • @banalovelysongs6334
    @banalovelysongs6334 8 ปีที่แล้ว +5

    subhan alla

  • @siddiqueyd1
    @siddiqueyd1 6 ปีที่แล้ว

    at 15:40 إنا لله وإنا إليه راجعون In hazrat ko batao, , ke Islam aya tu awliya hazarat bany, wujood me aay.

  • @akrampasha710
    @akrampasha710 8 ปีที่แล้ว +3

    masha allah

  • @SalimKhan-pj2pc
    @SalimKhan-pj2pc 8 ปีที่แล้ว

    like

  • @AbdulLatif-ln5kx
    @AbdulLatif-ln5kx 5 ปีที่แล้ว +1

    Huq AllahHuq.

  • @bagabossa9970
    @bagabossa9970 5 ปีที่แล้ว

    Sahi rasta ka pehchan???...half an hour of bayan but not 0.01% words of Allah and his nabi (saw)...only some unconfirmed stories. One ayat quran has been mentioned but has been twisted and deliberately misinterpreted...

  • @sanaullasharief5319
    @sanaullasharief5319 7 ปีที่แล้ว

    خذ : کتاب یازدہ مسائل … از: خواجہ بندہ نواز گیسو دراز، گلبرگہ والے، صفحہ127----------------شیعہ روایات
    یہ بھی روایت آئی ہے کہ ایک دن فجر کی نماز ادا کرنے کے بعد رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے صحابہ رضی اللہ عنہم سے فرمایا کہ آؤ میرا چہرہ دیکھ لو۔ سب صحابہ رضی اللہ عنہم آئے۔ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کا چہرہ دیکھا۔ علی رضی اللہ عنہ نہ آئے نہ چہرہ دیکھا۔ دوسرے روز علی رضی اللہ عنہ نے کہا کہ آؤ میرا چہرہ دیکھو۔ صحابہ رضی اللہ عنہم رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کے فرمان، آپ کی اجازت کے منتظر رہے۔ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا کہ جو کچھ علی کہہ رہے ہیں وہی سب کرو۔ دوسرے دن ابوبکر صدیق رضی اللہ عنہ نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم سے اس بارے میں دریافت کیا تو آپ نے فرمایا کہ کل رات میں بارگاہ حضرت میں تھا۔ صورت قدوسی کی مجھ پر تجلی ہوئی۔ مجھ کو بغل میں داب لے کر خوب بھینچی۔ میں نے ایسی ٹھنڈک ایسی لذت پائی کہ تحریر و تقریر میں نہیں آسکتی۔ جب میں اپنے میں آیا تو میں نے اپنی امت کے لئے درخواست کی کہ یہ بھی میرے امتیوں کے نصیب و حصہ میں آجائے تو بڑی سرفرازی ہوگی۔ فرمان ہوا کہ اتنے ہزار پیغمبر ہوئے ان سب میں سے ہم نے تمہیں یہ نصیب کیا۔ تو میں نے عرض کیا کہ میری عادت یہی ہے کہ جو کچھ مجھے دیا جاتا ہے وہ میں اپنی امت کے لئے مانگا کرتا ہوں۔ یہی چاہتا رہتا ہوں۔ اے ابوبکر تم کو لے گیا۔ جواب ملا کہ میں نے ان کے نصیب میں یہ نہیں رکھا۔ پھر میں عمر، عثمان، علی رضی اللہ عنہم کو لے گیا۔ علی کی نسبت فرمان ہوا کہ ہم ان کو ہی چاہتے تھے۔ پھر وہ صورت تجلی کی وہ اس پہلی صورت سے زیبا تر ، لطیف تر، پاکیزہ تر تھی۔ علی کو بغل میں داب لی اور خوب بھینچی۔ علی رضی اللہ عنہ اپنے آپ سے جاتے رہے۔ بے ہوش ہوکر گرپڑے پھر اس نے اپنی قدرت سے ان کو ان میں لوٹایا۔ میں اور علی یکجا ہوگئے۔ ہم نے امتیوں کے لئے درخواست کی تو جواب آیا کہ جو نعمت خاص طور سے ہم تم کو دیتے ہیں وہ تم امتیوں کے لئے چاہتے ہو۔ عام کردیتے ہو۔
    )ماخذ : کتاب یازدہ مسائل … از: خواجہ بندہ نواز گیسو دراز، گلبرگہ والے، صفحہ 127(

  • @alishaikh8982
    @alishaikh8982 7 ปีที่แล้ว

    NABI SA ke ham ummat ka ab ye hal hai ye baba on ke jal me phas kar kayi log gumrahi ki tarf bad chuke aur badrahe hain ,kiyamat ke qarib, dhajjal ,ayega, bade bade chamat karen dikhaye ga ham ummat ke kuch logon ka kya hoga ,AYE ALLAH, ham NABI PAK SA ke ummat ko NABI SA ke onke sahaba ke sunnaton par chalne ki tofik de, babaon ki nahi
    AMEEN

  • @peerrahat8113
    @peerrahat8113 7 ปีที่แล้ว

    Peer rahat

  • @qiyammohammed2838
    @qiyammohammed2838 5 ปีที่แล้ว

    Quadri silsile basic fundamental me be irada jeena ispar Amal karte to gyarvi ka zikr nai kate the

  • @sanaullasharief5319
    @sanaullasharief5319 10 ปีที่แล้ว

    WALAYAT, WALI and THEIR FINAL STATUS, in 'jannah or jahannum.?
    ONLY ALLAH KNOWS and JUDGES
    In the following hadees, the prophet has advised us not to make asumptions and certify some one being in paradise.
    Narrated Kharija Ibn Zaid bin Thabit, Um Al-’Ala an Ansari woman who had given a pledge of allegiance to Allah’s Messenger  told me, “The Muhajirin (emigrants) were
    distributed amongst us by drawing lots, and we got Uthmaan bin Mazun…We made him stay with us in our house. Then he suffered from a disease, which proved fatal. When he died and was given a bath and was shrouded in his clothes. Allah’s Messenger  came, I said, (addressing the dead body), ‘O Aba As-Sa’ib! May Allah be Merciful to you! I testify that Allah has honored you.’ Allah’s Messenger  said, ‘How do you know that Allah has honored him?’ I replied, ‘Let my father be sacrificed for you, O Allah’s Messenger! On whom else shall Allah bestow His honor?’
    Allah’s Messenger said, ‘As for him, by Allah, death has come to him. By Allah, I wish him all good (from Allah). By Allah, ‘Even though I am Allah’s Messenger, I do not know
    what Allah will do with me.’ “Um Al-’Ala added, “By Allah, I will never attest the righteousness of anybody after that.”491
    ‘Uthmaan bin Maz’un was a Sahabi (companion of Allah’s Messenger ), a Muhajir (emigrant from Mecca to Medina for the sake of Allah), a person of abundant righteous actions492 and someone who died suffering from a fatal disease493. But despite of
    all these signs of good end, Allah’s Messenger  reproached the Ansari women saying, ‘How do you know that Allah has honored him?’
    The Messengers have the greatest knowledge and realization of the Majesty of Allah and therefore fear Him and refrain from saying anything in matters that are solely in the Hands of Allah.
    Allah’s Messenger  refrained from making assumption with regards to his own self, saying, ‘Even though I am Allah’s Messenger, I do not know what Allah will do with me.’ This saying of Allah’s Messenger  is enough to realize the gravity of certifying Paradise and Hell-Fire for anyone. Saheeh al-Bukharee (Arabic Eng. Trans.) vol.9, p.109, no.131.
    WE CAN NOT CERTIFY A PIOUS PERSON AS BEING A 'WALI-ALLAH'. IT IS ALLAH'S JURISDICTION.

  • @aaja8
    @aaja8 9 ปีที่แล้ว +2

    In Moulana ky pass bada Elam hai....par in ky pass dalil ky liye koi RASUL ALLAH KI KOI HADIS qui nahi hai ?

    • @ganemanmiya
      @ganemanmiya 9 ปีที่แล้ว

      +azzu ji ------Narrated Abu Huraira: Allah's Apostle said, "Beware of suspicion, for it is the worst of false tales and don't look for the other's faults and don't spy and don't hate each other, and don't desert (cut your relations with) one another. O Allah's slaves, be brothers!" - Sahih Al Bukhari, Vol. 8 Number 717

    • @samaransari6316
      @samaransari6316 8 ปีที่แล้ว +1

      HUZOOR SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM NE
      FARMAAYA: Sayyidina Umar ibn Al-Khattab riwayat karte hain,
      Allah ke Rasool ( ﻢﻠﺳ ﻭ ﻪﻴﻠﻋ ﻪﻠﻟﺍ ﻰﻠﺻ ) ne farmaya, “Allah Azzwajal ke kuch Bande aise honge jo Na Nabi
      honge aur Na Shohada honge; Uss Din (on the Day of
      Resurrection) Unke itne oonche Makam-o-Manzila t
      dekh kar Nabi bhi rashk karenge aur Shohda bhi
      rashk karenge. Unhone (Sahaba ne) poochha : “ Ya Rasool-Allah
      ( ﻢﻠﺳ ﻭ ﻪﻴﻠﻋ ﻪﻠﻟﺍ ﻰﻠﺻ ) Hume bata de’n, Wo kaun log honge?” Aap ( ﻢﻠﺳ ﻭ ﻪﻴﻠﻋ ﻪﻠﻟﺍ ﻰﻠﺻ ) ne farmaya, Yeh Woh log hain jo Allah ke liye ek-dusre se Mohabbat karte hai, Allah Azzawajalki kasam Unke Chehre Chaudhvi raat
      ke Chand ki tarah chamak rahe honge Aur Woh Noor
      ke Mimbaron par baithe honge. Uss din jab log
      Khaufzada honge Unhe koi Khauf na hoga aur jab
      Uss din log Ghamzada honge Unhe koi Gham na
      hoga. Tab Aap ( ﻢﻠﺳ ﻭ ﻪﻴﻠﻋ ﻪﻠﻟﺍ ﻰﻠﺻ ) ne ye Aayat Tilwat ki - “Ala inna awliyaa Allahi la khawfun AAalayhim wala
      hum yahzanoona” (Khabardar! Beshaq Awliya Allah par na koi Khauf
      hai Aur na wo Ranjida-wa-Gham geen honge) √ [Al Quran, Surah Yunus - 10:62]” »»»► [Abu Dawud: Book 3, Safa 288, Hadith No.
      3527]

    • @shaikhussain2381
      @shaikhussain2381 5 ปีที่แล้ว +1

      Mashallah..hazrath ke bayan sunne ka maouqa mila..bas afssoos hai..kuch log comments hazrath ke bare mai kiye hai..unko blocked kigiye .request to Nisha TV islamic channel..
      Mohmahmmed abdul khader Ur samer ansari..jaise log..jinko..haqiqat ka andaza nahi..bas dalil chahiye..

  • @silsilaesailaniaoarmania
    @silsilaesailaniaoarmania 7 ปีที่แล้ว +5

    Beshak Auwliya la-khouf hote hai