Dear, mujhe kuch bhi nahi aaya zindagi me. Padhayi me 2nd class wo bhi 3 attempts ke baad. Zindagi jeene me 3rd class. Noukari karne me 4th class. Prem karne me 5th class. Bachpan me low confidence, jawani me low confidence, ab budhape me bhi low confidence. Me kuch bhi na kar saka. Meri zindagi dar or khauf ke saye me guzri. But itna hua ki mujhe ab nature se prem ho gaya hai. Me maze me hu meditation me ab 🤣🤣🤣🤣🙏
@@AnandDwivedi369 Aap sabhi TH-cam pe Gurujan ki knowledge, kuch books ke gyan aur Nature ki kirpa hai mujh pe 🙏🙏 Aap bhaut sunder hain. Thanks for the elite reply. I love you ❤❤
Competition ki pravriti na hona koi buri baat nahi hai,, jealousy aur competition ke pravritti ki vajah se log Kai dusare ka khoon,life aur jeevan kharab krte hai, bhrashtachar karte hai, ..usse to Kai behtar ho aap..
आनंद द्विवेदी , जी आपका जीवन उन कई बाबाओं से जीवन से लाख गुना अच्छा है जो लोगों को गुमराह कर रहे है । आप नेक है , साफ दिल के है , ईमानदार है , .... पर मेरे पास सिर्फ एक ही सवाल है आपको ले कर , और वो है । क्या आप अपने जीवन में जहां भी है , जैसे भी है , उससे खुश है ?....
I do also have similar tendency of not availing the opportunity, i don't feel enthusiastic in competition or winning the game, rather i see others like we see African wild life, animals playing or fighting.
Pranam Guru Ji Saare Dharam saman hai but Mazhab religion different hai .. Dharam Natural hai ..self imposed bhi hai ..sense batata hai jeevan ko samajhne me badane me.. Test - Kisi bhi Religion ka mool kya hai Hindu : Who am i ..that leads to Moksha Buddhism : Nirvana Jain - Nirvana Muslim - Akhriyat, Allah Ek nahi par Allah he hai baaki aur nahi Christianity : Judgement Day, One god (Mono aethism) Sikh : Moksha, Rab se milna yani apne se milna Muslim : samaj 2 parts me divided hai .. Muslim aur non muslim .. Chahe Muslim ne 100 morder kiye ho wo kaafir ya mushrik se acha he hai Hindu : Divided b/w Good or bad Muslim : Scriptures cant be changed ..not a dot Hindu : scriptures are changed through Tark vitark, specially Pramaan ..praman are of 5 types - Praman, Anuman, Anuplabhdta, Shabd (shruti smriti), anubhav There is a very good by Sanjay dixit "Not all religions are the same" ..eye openning book .. Also "understanding Mohammad" by ali sina ..available on net freely and can be downloaded
आनंद, आप शांतिनिकेतन कैसे पहुंचे? इस घटना पर कुछ विस्तार करें।। और यदि आप किसी आचार्य जैसे रजनीश ओशो, या कृष्णमूर्ति आदि से मिले हों या उनका कोई विचार आपको प्रभावित किया हो तो उस पर एक चलचित्र अवश्य बनाएं।।।
jab osho se puchha gya christen kahte hai begining me word tha tab osho bole Silence (nothing) tha.... magar osho ki aur video me unhone kha h parmatma ...samgrata h ... yha mai confused hu kya silence hi parmatma hai agr hai to samgrata kaise hai... aur kya silence hi infinite energy hai..?
Uttarakhand m kahan se hain aap? How can i meet you to learn meditation sir? I try to understand krishnamurti's teachings.aapki teachings b quite similar hain.Thank you sir❤
@@AnandDwivedi369 lekin guruji Aaj ka ye sabhya samaj gussa aaye to kahte hai ye bura,kisi se grina ho Jaye to kahte hai bura kya bhala hai kya bura hai ye swayam nahi Jaan paa Raha hu.inke condemnation ke karan ye prikriya achetan hi ho jaati hai hai gahri aadat ho gayi hai iski.dhyaan me utrne ka pryass karta hu to man ko sikod leta hu vicharo ka tak Daman karne lagta hu aise baithta hu bilkul contract ho jata hu.jis se bada bharipan bada bojh lagta hai.
Kuch likh raha hu apne dost ye bete ki tarah batana mai kuch nhi kr panrahs hu uncle ji pura din bs ese hi gujar jata h padai ka bilkul mn nhi hota or lagta h noukari lagegi ki nhi bas hamesha khyali duniya me rehta hu ki ek din m kuch kar lunga mere pas paisa hoga log mujhe janege kuch naya karne se dar lagta h mujhe lgta h merre bas kabiliyat hai kuch karne ki par mai kuch kar hi nhi pa raha hu
jo kerna chahte ho wo pata kero aur aage badho.....koi der nahin hai...Apni kabliyat per viswas kero ; thora risk lo...rasta kathin ho sakta hai leikin tumhein aage badhne se koi rok nahi sakta....
Guru Ji .. kya saare religions ko saman kehna Avidya nahi? Jab muslman roz 5 baar namaz me kehte hai Allah ek hai aur uske alawa koi nahi .. Agar Koi muslim kahe ki saare religions same hai to uski saza shariyat me maut hai ..isse Shirk kehte hai aur christianity me Blasphemy
Dear, mujhe kuch bhi nahi aaya zindagi me. Padhayi me 2nd class wo bhi 3 attempts ke baad. Zindagi jeene me 3rd class. Noukari karne me 4th class. Prem karne me 5th class. Bachpan me low confidence, jawani me low confidence, ab budhape me bhi low confidence. Me kuch bhi na kar saka. Meri zindagi dar or khauf ke saye me guzri. But itna hua ki mujhe ab nature se prem ho gaya hai. Me maze me hu meditation me ab 🤣🤣🤣🤣🙏
Ja jage tabhi swera😂
@@anjupanwar4052 🙏🙏
abhi meditation mein hain to aap tamam first class walon se kai light years aage hain....
@@AnandDwivedi369 Aap sabhi TH-cam pe Gurujan ki knowledge, kuch books ke gyan aur Nature ki kirpa hai mujh pe 🙏🙏
Aap bhaut sunder hain.
Thanks for the elite reply. I love you ❤❤
Competition ki pravriti na hona koi buri baat nahi hai,, jealousy aur competition ke pravritti ki vajah se log Kai dusare ka khoon,life aur jeevan kharab krte hai, bhrashtachar karte hai, ..usse to Kai behtar ho aap..
Arehh Apka bolne k tarika bhi mere dada ji se bhot milta 😮 uday Kumai h ai mere dadaji k naam
Aapki video dekne se kafi kuch sikhne ko milta hai ❤
Apke Charno me coty coty pranam Prabhu 🙏
,sir, you are honest man your life is very easy and simple my salute to you.
Thank you Sir for sharing your experiences and life lessons. They're very valuable.
Bahut achhi bate namaste 🙏 15:49
सर आप किसिके पकड मे नाही आये ये बात बहुत बढिया लगी.😊
आनंद द्विवेदी , जी आपका जीवन उन कई बाबाओं से जीवन से लाख गुना अच्छा है जो लोगों को गुमराह कर रहे है । आप नेक है , साफ दिल के है , ईमानदार है , .... पर मेरे पास सिर्फ एक ही सवाल है आपको ले कर , और वो है ।
क्या आप अपने जीवन में जहां भी है , जैसे भी है , उससे खुश है ?....
jee
Beautiful, Thank you for sharing ❤🙏
Baba love you soooooo much ❤️ Need blessings 🙏
all my blessings for you !
@@AnandDwivedi369 🙌🙌🙏
Dhanyavaad guruji🙏🏻🙏🏻❤
Detachment is hardest to get but you embrace it with open arms . Please bring some more life experiences and shed some more knowledge.
नमस्ते
अति उत्तम विचार 🙏🙏❤❤
Pranam guru dev😊
Aj apki baton se laga ki ap गुमनामी में रहना चाहते है❤
jee
❤🙇🙏
I do also have similar tendency of not availing the opportunity, i don't feel enthusiastic in competition or winning the game, rather i see others like we see African wild life, animals playing or fighting.
☘️
Real Sant hain aap. 🙏
Naman .pranam sir 🙏
Parnam guru ji 😊😊
It takes guts to live the way you have led your life
Pranam Guru Ji Saare Dharam saman hai but Mazhab religion different hai .. Dharam Natural hai ..self imposed bhi hai ..sense batata hai jeevan ko samajhne me badane me..
Test - Kisi bhi Religion ka mool kya hai
Hindu : Who am i ..that leads to Moksha
Buddhism : Nirvana
Jain - Nirvana
Muslim - Akhriyat, Allah Ek nahi par Allah he hai baaki aur nahi
Christianity : Judgement Day, One god (Mono aethism)
Sikh : Moksha, Rab se milna yani apne se milna
Muslim : samaj 2 parts me divided hai .. Muslim aur non muslim .. Chahe Muslim ne 100 morder kiye ho wo kaafir ya mushrik se acha he hai
Hindu : Divided b/w Good or bad
Muslim : Scriptures cant be changed ..not a dot
Hindu : scriptures are changed through Tark vitark, specially Pramaan ..praman are of 5 types - Praman, Anuman, Anuplabhdta, Shabd (shruti smriti), anubhav
There is a very good by Sanjay dixit "Not all religions are the same" ..eye openning book .. Also "understanding Mohammad" by ali sina ..available on net freely and can be downloaded
I agree...that's why i stay away from all organised religions
Jai ho, very nice talk, very beautiful !!! :)
Aapke charno mein koti koti pranam gurudev kya dhyan karne wala sadhak murti pooja ya bhagwan mai aastha nahi rakh sakta?? Kya aap pooja karte hai ❤❤
Shraddha to achhi baat hai....pooja bhi dhyan hi hai yadi poori eikagrata ho..
Pranam sir ❤
Parnam sir ji 🙏
Koti koti Naman
Much Gratitude and love to you from Dehradun..
Dobriyals
thanksalot !
आपके विचार पुस्तकों के माध्यम से भी लोगों तक पहुंचे तो अच्छा है🙏
kuchh pustakein upload kee hain.....
आनंद, आप शांतिनिकेतन कैसे पहुंचे? इस घटना पर कुछ विस्तार करें।।
और यदि आप किसी आचार्य जैसे रजनीश ओशो, या कृष्णमूर्ति आदि से मिले हों या उनका कोई विचार आपको प्रभावित किया हो तो उस पर एक चलचित्र अवश्य बनाएं।।।
is per kuch video hain mere channel per
Love from Nepal 🙏🙏🙏🇳🇵
Guruji how can I get tour book "Dance of the Bee"?
in about 10 days you'll be able to access it from internet
जात - पात के बारे में आपके विचार? उत्तराखंड में जातिगत भेदभाव आज भी बहुत होता है, क्या कहना है आपका
jaat paant pooche nahi koi Hari ko bhaje so hari ka hoi
Sir aapka spirituality experience share kijiye please.
Kia bhagawan hi satya he guruji
upna anubhav abhi ka satya hai....jitna jitna anubhav badheiga hamara satya ka dayara badheiga...
Luv u ❤❤❤
🙏🙏🌸
❤❤❤❤❤❤
Log mahapurusho ki teaching nahi lete unke naam par panth bana lete hai 🙏
Namaskar sir ji
💐 🙏 🙏 🙏 💐
जीवन के एक दो awkward moment ko bhi share karte to achcha rahata
unse madad nahi milti....jindagi ko shape kerne wale, ya aapki disha batlane wale anubhav hi kam ke hain.....
Namaskar 🙏
Namo Narayan 🙏🙏
name narayan
jab osho se puchha gya christen kahte hai begining me word tha tab osho bole Silence (nothing) tha....
magar osho ki aur video me unhone kha h parmatma ...samgrata h ... yha mai confused hu kya silence hi parmatma hai agr hai to samgrata kaise hai... aur kya silence hi infinite energy hai..?
mujhe lagta hai DEEP MEDITATION mein hum jo silence ( samadhi ) mehsoos herte hain , wahi hai source...
@@AnandDwivedi369 ji .. yani silence hi infinite energy h...
🙏🙏
♥️♥️♥️
Aapki baaton se prabhavit hu.. I m a govt employee in Delhi..i m.from uttarakhand. How can i meet u
mere channel per address hai
Uttarakhand m kahan se hain aap? How can i meet you to learn meditation sir? I try to understand krishnamurti's teachings.aapki teachings b quite similar hain.Thank you sir❤
kuchh video mere channel per hain
दिल से धन्यवाद ❤❤
Baba Where & When we can meet you ?
after july. contact MOHAN PANWAR....ph...7895695417
@@AnandDwivedi369
Same here।।।
sir constipation ke liye kuch tareeke bataye
iss wajah se mein dyan nhi kar pa raha hun
processed food nahi khana...khoob pattewali sabjiyan khao....khoob exercise kero...khush raho
Ajwain with kosa Pani, alovera, isskbol ki bussi
❤️💐🙏
Aapke aashram mein meditation camp lagne wala tha. Kya hua camp ka.
aaj subah se hai.....sathi log aa chuke hain
🙏
Guruji kripya supression ki kuch Jaankari dijiye.
emotion ko daba nahin sakte...uska elaj hai MEDITATION + forgiveness + mitta bhavana
@@AnandDwivedi369 lekin guruji Aaj ka ye sabhya samaj gussa aaye to kahte hai ye bura,kisi se grina ho Jaye to kahte hai bura kya bhala hai kya bura hai ye swayam nahi Jaan paa Raha hu.inke condemnation ke karan ye prikriya achetan hi ho jaati hai hai gahri aadat ho gayi hai iski.dhyaan me utrne ka pryass karta hu to man ko sikod leta hu vicharo ka tak Daman karne lagta hu aise baithta hu bilkul contract ho jata hu.jis se bada bharipan bada bojh lagta hai.
@laxmanlodhi1935 same 😢
गुरुजी🙏🙏 क्या आप अपनी रियल
DOB
TOB
POB बता सकते हैं प्लीज़ मैं आपकी जन्मकुंडली का अध्ययन करना चाहता हूं
Kewal date pata hai....16. march. 1955
❤
गुरु देव परनाम मुझे आप से मिलना चाहता हूं
mere channel per address hai..
Sir zindgi ko kaisa jiya jaye
one day at a time ! Jaise ki jindagi bus AAJ hai...yani her pal alert /joyous/creative...
Complete detachment isn't possible unless we attain the final destination.
right
@@AnandDwivedi369saar aap shaktipat de skte ho kya 😮
Sir mike sahi ni hai apka voice bot hi kam aati hai
Osho ke bare me baat kare🙏🙏🙏
Osho ke bare mein 12-15 minute mein nahin kaha ja sakta...best ye hai ki log directly Osho ko hi padhen ya sunein
@@AnandDwivedi369 sir ka Jo views hai osho ke bare me thoda bahut to bata skte h🙏🙏🙏
@@AnandDwivedi369 ji osho k baare me nahi kha ja skta magar aap plz apne vichar bataiye plz
গান টান জানো (gan tan Jano)
ektu ektu jani..
Kuch likh raha hu apne dost ye bete ki tarah batana mai kuch nhi kr panrahs hu uncle ji pura din bs ese hi gujar jata h padai ka bilkul mn nhi hota or lagta h noukari lagegi ki nhi bas hamesha khyali duniya me rehta hu ki ek din m kuch kar lunga mere pas paisa hoga log mujhe janege kuch naya karne se dar lagta h mujhe lgta h merre bas kabiliyat hai kuch karne ki par mai kuch kar hi nhi pa raha hu
jo kerna chahte ho wo pata kero aur aage badho.....koi der nahin hai...Apni kabliyat per viswas kero ; thora risk lo...rasta kathin ho sakta hai leikin tumhein aage badhne se koi rok nahi sakta....
Same yr. 😢😢 Kya hoga hmara
Sir apko milna chahta hu
mere channel per address hai !
Apni marriage life ke baare m batiyee please sir
kabhi mulakat hogi to bataunga
@@AnandDwivedi369 that's not fair answer
To aap by law ex wahabi😂 ho gaye signature ke acroding
jee ! leikin Bahaulla khush honge mujh se !
@@AnandDwivedi369 ji😅👍
Guru Ji .. kya saare religions ko saman kehna Avidya nahi? Jab muslman roz 5 baar namaz me kehte hai Allah ek hai aur uske alawa koi nahi ..
Agar Koi muslim kahe ki saare religions same hai to uski saza shariyat me maut hai ..isse Shirk kehte hai aur christianity me Blasphemy
ye log religions ki atma se aparichit hain.....
Rajesh khanna after death
Aap pooja karte ho?
Nhi to kya krte ho?
meditation
@@AnandDwivedi369 ji🌻
Where is this 😢
Tehri uttarakhand
Are you married? :XD
I was...for 2 years
🙏
❤