Bhai ye to aap pe depend karta hai.Agar aap taiyari karne me saksham ho to taiyari kar sakte ho. Koi bhi details ya sawal ke jawab ke liye hamare telegram ko join kar lo. Follow @ telegram:t.me/pipinggyan
Ok, Friends, Aap logo ka pyar hi hame motivate karta hai.aap log jab hame comment karte hai to hame bahut achha lagta hai.asha karta hu ki aap logo ka pyar hame isi tarah milta rahega. Hamari sehat kharab hone ke chalte kuchh dino se video nahi dal pa raha hun.Iske liye sorry bhai, koshish karunga ki ek hafte me 2 se 3 Video aap logo ke liye de sakun.aap isi tarah hamare channel ko like, share aur subscribe karke apana pyar dete rahiye. Thank You for watching Video.
Akhtar Ansari ji aapne hamse sawal kiya tha, ki plumbing ka hindi kya hota hai.to Akhtar ji sabse pahale to aapko bahut bahut dhanyavad hamse jurane ke liye. Aapp log comment karte hai to hamen aapka comment padakar video banane ke liye motivation milta hai. Ab ye raha aapke sawal ka jawab plumbing ko hindi me pipeline (पाइपलाइन) kahate hain. Aur jo log isaka kam karte hain usko plumber kahate hai.han ye bat jarur hai ki plumbing me Gas ,Refinery plant ke jaise, big bore yani bare Dia wale pipe ka kam nahi hota.isame kewal small bore jaise 1/2 inch,1 inch,1-1/2 inch jaise pipe ka kam hi hota hai. Thank you for watching Video
Sandeep kumar ji, Aapane hamse sawal kiya hai ki Hole ka measurement kaise kare. Sandeep kumar ji, Sabse pahale to aapko bahut bahut dhanyavad hamse jurane ke liye. Aap log comment karte hai to hamen aapka comment padakar video banane ke liye motivation milta hai. Ye raha aapke sawal ka jawab. Kisi bhi Hole ka measurement nikalane ke liye ham direct tape se nap nahi sakte isake liye hame Formula use karana parega aur comment ke jariye aap samajh nahi payenge. Isliye is vishay par aaj sham tak ya kal subhah tak aap ko video mil jayegi, jisase aap achhi tarah samajh payenge. Video dekhane aur comment karne ke liye dhanyawad.
Power tools me kai power tools hai. Example -- Drill machine Is tools ko pipe Fitter ke alawa Carpenter, Grill banane wale fabricator bhi use karte hai. To sare power tools pipe fitter hi use karte hain., ye kahna galat hoga.
Sir ji mera prob. Solve kijiye ,, meine fitter se I.t.I kiya hai ,,, aur abhi mei apprentice kr raha hu but yhaa ,, plumber , mentinance, pipe fitter , light ka kaam bhi mtlb all work karna pd raha h,, toh ab aap btaiiye jo ek saal ka apprentice certificate milega uske baad ka scope kya rahega? Yaa mei yaha sir se kuch baat karu?🙆♂️, ya mera work acha h please sir btaiiye mujhe kuch samjh nahi aa raha h
Bhai ap jaha kam kar rahe h vaha ap keval apne apprentice work per focus karo our jaha tak ho sake massurment,welding,our gas cutting,per jyada focus karo ek sal fetter k liye bahut kam hota h agar kar sakte ho to mechanical thyori samjho jo ek fetter ko engineer banati h
Jahaa bhi appreciate magi jaati hai wahaa sab jagah velid hai par aajkal apprentice ki bajay fresher ko apne hisab se taiyaar karnaa jyaada behatar samajhte hai
Harendra Chauhan ji aapne hamse sawal kiya hai, ki "FABRICATOR" ka Full form batayen. Harendra Chauhan ji sabse pahale to aapko bahut bahut dhanyavad hamse jurane ke liye. Aap log comment karte hai to hamen aapka comment padakar video banane ke liye motivation milta hai. Ab ye raha aapke sawal ka jawab "FABRICATOR" ko ham is tarah samajh sakte hain, FABRI + CATOR FABRI means Fabrication(kisi saman ko banana ya taiyar karna) aur CATOR means banane wala ya taiyar karne wala. Yani ise ham is tarah kah sakte hain ki Kisi bhi material ke duara ( Chahe wo Iron, Steel, Aluminium,wood etc kuchh bhi ho) ek naye saman ko banaya ya taiyar kiya jata hai, use "FABRICATION" kahte hain. Aur jo bhi aadami us naye saman ko banata ya taiyar karta hai, use "FABRICATOR" kaha jata hai.Asha karta hun ki aap Fabricator ka matalab samajh gaye honge. THANKS FOR WATHING VIDEO.
बहुत बहुत धन्यवाद सर इस विडियों के माध्यम से फिटर का जानकारी दिया । और इस तरह जानकारी देने वाला विडियों बनाने कि कृपा करे🙏🇮🇳🌹
Thanks.
Very nice my dear friend.thanks
Aisi hi good class chahiye sir 🙏🙏🌹
Very nice sir 👌👌👌👌
Fitter is
Founder of industrial technology and technical resources
Bahut achhi information di apne
very nice sir ji.
Thanks
Ph number mile ga apka?kam he kuch.
Bhut achcha jankari
Bhut Bhut tank you sir ji
Thanks ❤❤
cool sir
Good 💞💝
👌👌
Beautifull sir
Osm
Very nice 👍
Ph number mile ga apka? Kam he kuch.
Very nice video sir 🙏🙏
Thanks
Ph number mile ga apka?
Kam he kuch
❤❤❤❤
Super
Very nice sir ji
Bhai, Video dekhne , Comment karne, aur hamse judne ke liye aap ka bahut bahut Dhanywad. aap ka din shubh ho.
Nich
thanksyou sir ji
Super sar
👍👍👍👍
Ph number mile ga apka? Kam he kuch.
Very nice video sir. Aap bahut achha samjhate hai. Topic clear ho jata hai.
Good job
Good video
Very good
Very nice sir
Wah sir
Drawing
Bhai aapne comment me Drawing likha hai. Mai samajh nhi pa rha hun ki akhir aap puchhna kya chahte hai.
Thanks for watching Video.
Thanks 👍 sir knowledge ke liye
Ph number mile ga?kam he kuch.
Sir compressor par ek video banaiye please 🙏
Thanks 🙏🙏🙏🙏 jai bholenath
Thank you sir ji
Tq ❤️ sir
Bhai aapko video agar achha laga to please video ko "LIKE" jarur kijiye. Isase hame video banane ke liye motivation milta hai. Thanks
Thank you sir 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Sir aap bahut achchha samajhaa
GLt jankari
very nice brother
Thanks sir
Nice
Good
Bhai aapko video agar achha laga to please video ko "LIKE" jarur kijiye. Isase hame video banane ke liye motivation milta hai. Thanks
Tq sir
Jai hind
❤👍👍
thanks
Namaste sir
Fiteriti
❤
Hello sir
Th@nk,u,sar
Good ,,, hai
Sah
General fitter kise kahte hai sir bataiye
🙏🙏 sir
What is mill right fitter
Prince Kumar
Sar fitter ke साथ-साथ and competitive exam ki taiyari kar sakte hain
Bhai ye to aap pe depend karta hai.Agar aap taiyari karne me saksham ho to taiyari kar sakte ho. Koi bhi details ya sawal ke jawab ke liye hamare telegram ko join kar lo.
Follow @ telegram:t.me/pipinggyan
Pipe fitter ka pura video daliye sir
Ok, Friends,
Aap logo ka pyar hi hame motivate karta hai.aap log jab hame comment karte hai to hame bahut achha lagta hai.asha karta hu ki aap logo ka pyar hame isi tarah milta rahega.
Hamari sehat kharab hone ke chalte kuchh dino se video nahi dal pa raha hun.Iske liye sorry bhai, koshish karunga ki ek hafte me 2 se 3 Video aap logo ke liye de sakun.aap isi tarah hamare channel ko like, share aur subscribe karke apana pyar dete rahiye.
Thank You for watching Video.
Akhtar Ansari ji aapne hamse sawal kiya tha, ki plumbing ka hindi kya hota hai.to Akhtar ji sabse pahale to aapko bahut bahut dhanyavad hamse jurane ke liye. Aapp log comment karte hai to hamen aapka comment padakar video banane ke liye motivation milta hai. Ab ye raha aapke sawal ka jawab plumbing ko hindi me pipeline (पाइपलाइन) kahate hain. Aur jo log isaka kam karte hain usko plumber kahate hai.han ye bat jarur hai ki plumbing me Gas ,Refinery plant ke jaise, big bore yani bare Dia wale pipe ka kam nahi hota.isame kewal small bore jaise 1/2 inch,1 inch,1-1/2 inch jaise pipe ka kam hi hota hai.
Thank you for watching Video
Sir ma second year Fitter student
Sar ham fitter trade ITI kar rahe hai session 24 se 26 humko class TH-cam per live
sir cnc machine fitter trade me aata hai kay plz reply me
फेबीकेसन साफ्टवेयर फिटर का क्या काम है
Bhai Software ka kam hai to wo computer se related hi kam karega.
Structure fitter
Bhai mai piping se related video banata hun.
weldar ka ka bataye sir
Bhai sawal to thik se bataya karo. Taki usaka jawab aapko sahi se mil sake.
Fitter Kise kehte hai
Wall cantaracin ka kam ke lea kon sa fiter chaia
Bhai wall construction ka kam civil job me aata hai isiliye iske liye mistri chahiye fitter nahi.
@@pipinggyann 🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣 nice joke Shikhar Raj bhai
Fitter ko explain karnaa mushkil hai mechanical engineering ki saari trade me kaam ki thodi bahut jankari honaa jaruri hotaaa hai .
@@PriyankaVerma-ve9zy hii
A-Z Course Chahiye Sir
Isake liye aap hamare channel ko subscribe kar lijiye, aur sare video ko dekhte jaiye.
Sar fitter Mein क्या-क्या karna padta hai yah jawab Jarur dijiyega
Aap ne ye nhi bataya ki kaun sa fitter. Pipe fitter ya koi dusara
Men lain fitter kaha gaye hai sir
Sanjay sir Hole ka mejerment kaise krnge
Sandeep kumar ji,
Aapane hamse sawal kiya hai ki
Hole ka measurement kaise kare.
Sandeep kumar ji,
Sabse pahale to aapko bahut bahut dhanyavad hamse jurane ke liye. Aap log comment karte hai to hamen aapka comment padakar video banane ke liye motivation milta hai.
Ye raha aapke sawal ka jawab.
Kisi bhi Hole ka measurement nikalane ke liye ham direct tape se nap nahi sakte isake liye hame Formula use karana parega aur comment ke jariye aap samajh nahi payenge. Isliye is vishay par aaj sham tak ya kal subhah tak aap ko video mil jayegi, jisase aap achhi tarah samajh payenge.
Video dekhane aur comment karne ke liye dhanyawad.
Power tool fitter ma ma hie aata hai kya
Power tools me kai power tools hai.
Example -- Drill machine
Is tools ko pipe Fitter ke alawa
Carpenter, Grill banane wale fabricator bhi use karte hai. To sare power tools pipe fitter hi use karte hain., ye kahna galat hoga.
Iti fitter ka Pura January chaiye
Sir dummy support ka full detail video bbaye
iti ke satha M a Kar sakthe he
Bhai ye to aapke upar nirbhar karta hai.vaise aap kar pao to kar sakte ho.
Sir ji mera prob. Solve kijiye ,, meine fitter se I.t.I kiya hai ,,, aur abhi mei apprentice kr raha hu but yhaa ,, plumber , mentinance, pipe fitter , light ka kaam bhi mtlb all work karna pd raha h,, toh ab aap btaiiye jo ek saal ka apprentice certificate milega uske baad ka scope kya rahega? Yaa mei yaha sir se kuch baat karu?🙆♂️, ya mera work acha h please sir btaiiye mujhe kuch samjh nahi aa raha h
Isake bare aap jahan apprentice kar rahen hai, wo aapko behatar guide karenge.
Bhai ap jaha kam kar rahe h vaha ap keval apne apprentice work per focus karo our jaha tak ho sake massurment,welding,our gas cutting,per jyada focus karo ek sal fetter k liye bahut kam hota h agar kar sakte ho to mechanical thyori samjho jo ek fetter ko engineer banati h
Jahaa bhi appreciate magi jaati hai wahaa sab jagah velid hai par aajkal apprentice ki bajay fresher ko apne hisab se taiyaar karnaa jyaada behatar samajhte hai
Fittar ka fulfarm kay hai
Sir mera trade fitter trade hai Bahar k log puchte h fitter me KO9 SA trade h
Bhai aap ye to batao ki aap fitter me kam kya karte ho. Jisase pata chale ki aap kis chij ke fitter ho.
@@pipinggyann bhai Mai kam nhi kRTA admission h bus fitter se
Bhai Maine bhi fitter mein admission karwaya hai agle mahine se class start ho Jayega
Ab Tum hi kuchh Bata do
Kon sa fitter choose karun...??
paipbend180digri od 51 r153hai
आप ने 1 fitter का जिक्र नहीं क्या है
जो उसके बिना कोई मॉल नही तैयार होता है
Bhai maine kuchh fitter ka example diya hai.
Chabi kaisi hai
Hii
fabricator ka full form bataiye
Harendra Chauhan ji aapne hamse sawal kiya hai, ki "FABRICATOR" ka Full form batayen.
Harendra Chauhan ji sabse pahale to aapko bahut bahut dhanyavad hamse jurane ke liye. Aap log comment karte hai to hamen aapka comment padakar video banane ke liye motivation milta hai. Ab ye raha aapke sawal ka jawab "FABRICATOR" ko ham is tarah samajh sakte hain, FABRI + CATOR
FABRI means Fabrication(kisi saman ko banana ya taiyar karna) aur CATOR means banane wala ya taiyar karne wala. Yani ise ham is tarah kah sakte hain ki Kisi bhi material ke duara ( Chahe wo Iron, Steel, Aluminium,wood etc kuchh bhi ho) ek naye saman ko banaya ya taiyar kiya jata hai, use "FABRICATION" kahte hain. Aur jo bhi aadami us naye saman ko banata ya taiyar karta hai, use "FABRICATOR" kaha jata hai.Asha karta hun ki aap Fabricator ka matalab samajh gaye honge.
THANKS FOR WATHING VIDEO.
Thank you sir