Better make videos of travelling between various Delhi stations..... Delhi se dehradun jaana asaan hai but kam samay mei nizmuddin se NDLS kaise pahunche..ye mushkil hai......same like safdarjung se nizamuddin kaise pahunche as fast as possible
2nd sitting ka bhi reservation karvana padega iss train mein without reservation nhi ja sakte hai Raat ko delhi se dehradun ke liye Mussorie express chalti hai usme aap general coach mein ja sakte ho
Bahut Badiya Keep it up
Same like how to reach Anand Vihar from Nizamuddin as early as possible by metro or other way
Better make videos of travelling between various Delhi stations..... Delhi se dehradun jaana asaan hai but kam samay mei nizmuddin se NDLS kaise pahunche..ye mushkil hai......same like safdarjung se nizamuddin kaise pahunche as fast as possible
Bhai delhi se dehradun jana h bus se ...delhi m bs kaha s milega..ticket fare kam s kam ho
Dehradun ke liye bus apko ISBT kashmiri gate se milegi counter no.13 ke pass
Uttarakhand Roadways ka Fare 420 hai
UP Roadways ka fare 435 hai
@@m2solotraveller thanks
Raat ko 11 baje ke baad hotels easily mil jate hehh kya ?
@darpankumarprajapati2081 Hnji private hotel khule rehte hai
Night mein 9:10 pm pahuchkar stay kar sakte hain kya dormitory mein, next day mussoorie agar jana ho to?
2nd sitting ke liye bhi pehle se booking karni padegi ya same day counter ticket mil jaega?
2nd sitting ka bhi reservation karvana padega iss train mein without reservation nhi ja sakte hai
Raat ko delhi se dehradun ke liye Mussorie express chalti hai usme aap general coach mein ja sakte ho
New Delhi se general se ja sakte hai kay without reservation
General ke liye konsi train haii
Janshabdi mein without reservation nhi ja sakte iske
Raat ko Mussorie express hai usme aap ja sakte ho general mein
@@m2solotraveller new delhi railway station ab closed hai ya open hai
@@vegfood9575 open hai
@@m2solotraveller thanks alot 🙂
Mene ticket nahi liya hai to seet mil jati hai na
TT se baat kar lena