गुरुवार के विशेष फल के लिए करें केले और पीपल वृक्ष की पूजा।

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 14 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 856

  • @myindiamypride2250
    @myindiamypride2250 7 ปีที่แล้ว +13

    bahut dhanyawaad aapka Maa!!!! main Bihar se hu aur Mumbai me rehti hoon, yaha bahut stars etc..rehte hai jinse Milne log door door se aate Hain par Meri aisi iccha kabhi nai Hui jaisi aapse Milne ki hoti hai...bahut channels dekhti hoon TH-cam par ,but aapki baate bahut jaldi samajh aa jaati hai....Meri ek beti hai 9 saal ki aur beta hai 4 months ka..hamne handicrafts ka business shuru Kiya hai..aap plz..kuch bataae jisse mere pati ko success mile aur Mera parivaar safe Rahe..

    • @sumanvij3707
      @sumanvij3707 7 ปีที่แล้ว +1

      Ghar me Lage banana tree ka Kela hum kha sakte hai ya nahi bad me us tree ko hatana hai ya nahi

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  7 ปีที่แล้ว +2

      जी हाँ खा सकते है,और केला का एक पेड़ एक बार ही फलता है,उसके बाद उसे काट देना चाहिए,बड़े केला के नीचे छोटे-छोटे केला निकलते है,जो बड़े हो जाते है।

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  7 ปีที่แล้ว +2

      हमें ये जानकर बहोत अच्छा लगा कि हमारी बताई हुई बातें आपको अच्छी लगती हैं और आप हमसे मिलता चाहती हैं। अपने जीवन और बिज़नेस में सफलता के लिए आप इस वीडियो में दिखाए गए उपाय को आजीवन अपनाएं. हमारा आशीर्वाद और शुभकामनायें हमेशा आपके साथ है:
      th-cam.com/video/Q2NgnuPudWk/w-d-xo.html

    • @myindiamypride2250
      @myindiamypride2250 7 ปีที่แล้ว +2

      aapka bahut bahut dhanyawaad Maa !!!...aasha hai ki aajivan aapse yuhi seekhti rahoo acchi baate aur logo ko bhi bataau...

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  7 ปีที่แล้ว +2

      आपके इतने सुन्दर शब्दो के लिए बहुत बहुत धन्यवाद,आप हमारे साथ बने रहिये।

  • @iasdevendrasharma
    @iasdevendrasharma 4 ปีที่แล้ว +1

    👣👣👣👣👣👣👪👪👪👪👪👪Mere dwarkadheesh parivaarpita 👣👣👣👣👣👣👪👪👪👪👪👪

  • @priya.rsj.3
    @priya.rsj.3 ปีที่แล้ว +1

    Thanks for tips madam

  • @ShivaniKumari-ks2gl
    @ShivaniKumari-ks2gl 3 ปีที่แล้ว +1

    Hi 🙏🙏🙏

  • @Sandeep422
    @Sandeep422 4 ปีที่แล้ว +1

    Kumar ladka kela lagaye ya nahin

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 ปีที่แล้ว

      ji haa, aap laga sakate hai

  • @priya.rsj.3
    @priya.rsj.3 ปีที่แล้ว +1

    Mujhe kele ka paudha logon ke ghar me laga hua bahut accha lagta hai toh mere bhi iccha hoti hai

  • @ShivaniSharma-xy3ct
    @ShivaniSharma-xy3ct 2 ปีที่แล้ว

    Plz maim🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻

  • @priya.rsj.3
    @priya.rsj.3 ปีที่แล้ว +1

    Peepal and vat ke ped ka already mai puja karti hu

  • @Shreyachauhan709
    @Shreyachauhan709 5 ปีที่แล้ว +1

    Mem meh brahmmurat meh puja kar sakti ho

  • @swatimishrapankaj450
    @swatimishrapankaj450 4 ปีที่แล้ว +1

    Ghar ke balkani mai kele ka ped lga sakte h kya

  • @anubhav123ful
    @anubhav123ful 4 ปีที่แล้ว

    magl grh kharab hai uske liye upaye btaiye mam

  • @devanshimaurya9896
    @devanshimaurya9896 2 ปีที่แล้ว

    Mama ji ek video bna do ki guruwaar ko pipal ke ped ki puja kaise kre dhanlaabh ke liye

  • @skbloomingschool6882
    @skbloomingschool6882 4 ปีที่แล้ว +1

    Banana tree ke sath pipal pe jal chadauge guru war ko ke pepal ke tree pe sanivara ko jal duge alaag alaag din jal dena hai bataye mata ji

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 ปีที่แล้ว

      guruvar or shanivar dono din jal de skte h

  • @nishaashu5084
    @nishaashu5084 5 ปีที่แล้ว

    Ham kala ki puja subha Kara ya Sam ko

  • @Trillionaier258
    @Trillionaier258 6 ปีที่แล้ว +1

    kis disha me hoke pipal ki pooja kare

  • @rockinganshraj6642
    @rockinganshraj6642 7 หลายเดือนก่อน

    Hello mam

  • @karuneshwarmani4826
    @karuneshwarmani4826 3 ปีที่แล้ว

    Maa mera guru kamzoor h aur bahut presani chel rhi h her terf se presani ho rhi h humare guru ji bloe h vasudev ji ka poja aur pipel ke pedh ki poja kre kripa meri madet kr

  • @amritagupta3007
    @amritagupta3007 4 ปีที่แล้ว +1

    Ghar ma mom upash ha to ham kala kha sakte ha

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 ปีที่แล้ว

      jo vart h wo kela na khaye
      baki log kha skte h

  • @preetymishra2185
    @preetymishra2185 6 ปีที่แล้ว +1

    Pranaam mata ji mata ji main guruwaar ka vrat saawan mahine se suru ki hoon aur aap ke dwara btaye gye kele aur pipal ki ped ki pooja agle guru waar se karoongi mata ji main bhut dookhi aur chintit hoon main putra prapti ke liye guru waar ka vrat kr rhi hoon meri 11saal ki beti hain mata ji mujh se piche sbhi bhai aur deawar ki saadi hui sbhi mujhse chote hain aur sabhi ko putra ki prapti ho gyi lekin main ab niras ho chuki hoon fir bhi kahin na kahin lgta hain sayad koi chamatkaar ho jaaye saayad bhagwan ko mujh pr dya aa jaaye beti bhi bolti hain ki mummy sbka bhai hain mera hi nhi hain main kb apne bhai ko raakhi badungi pta nhi aur sastro mein bhi likha hain bina putra ke gati nhi hoti pr kya karoon mata ji jo nasseb mein hain wahin milega jiske putra nhi hain wo bhi to jeeta hain mar thodi jaata hain aaj bhut dookhi hokr aap ko apna dookh bta rhi hoon aap ke siwa koi nhi jo mere takleef ko samjhe agar kuch truti hui ho to chama kijiyega mata ji

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  6 ปีที่แล้ว

      subh asirvad,ap dono pati patni desi gaay ke milk me kesar dalkar ubale or ratri me khane bad bad ap dono pti ptni ek ek gilas kesar mila milk me haldi or sugar dal kar piye,or krishan pakch ki chaturhi ka vart ganesh ji ke nam se kare,

  • @arti7857
    @arti7857 3 หลายเดือนก่อน

    💐🙏Maa ...mera nivedan y h ki agr kele ka plant n ho to ki plant ki pooja kre ...🌹plz Maa bta dijiye 🙏🥀

  • @anuragjaiswal4579
    @anuragjaiswal4579 4 ปีที่แล้ว +1

    Kya Guruwar ko kele ke ped ke pas sham ko dipak laga sakte hai

  • @bhailalsoni1
    @bhailalsoni1 11 หลายเดือนก่อน

    आप का वीडियो बहुत अच्छा मस्त लगा हे जी
    आप का बहुत बहुत धन्यवाद जी

  • @puroshottamyogi1144
    @puroshottamyogi1144 4 ปีที่แล้ว +1

    नमस्ते मैम मैं सोमवार से शनिवार को जाना पीपल की पूजा करता हूं वह भी सुबह 6:00 बजे कोई समस्या तो नहीं है ना क्योंकि उस समय सूर्योदय नहीं होता है कृपया मेरी समस्या का निवारण कीजिए

  • @sureshsinghbraobadedi5548
    @sureshsinghbraobadedi5548 6 ปีที่แล้ว +1

    mere ghare pe kele ka ped he gmle me 6ota sa ky uski puja karskte he uske andr dhudh dalskte he

  • @ShivaniSharma-xy3ct
    @ShivaniSharma-xy3ct 2 ปีที่แล้ว

    Maim hm sarso k tel ka dipak jala skte h Thursdays plzz maim1🙏🙏🙏helpe

  • @kajalsingh4755
    @kajalsingh4755 5 ปีที่แล้ว +1

    Jai shree khrisna maa aap bahot achha btate ho kisi bat ko apki voice bahot achhii lgti h ap jis tarah se brat ko samjhayi bahot achha lga hme, meri v sadi hone wali h avi fix ni hui h jb v date rakhne ka time aata h rukawat ajati h kya brat rakhne se sb thik ho jaega mera name Kajal Singh h

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 ปีที่แล้ว

      video me btaya upay kare

  • @manishkumarsingh703
    @manishkumarsingh703 5 ปีที่แล้ว +1

    Pipal Ka puja kB kre kis time me please blaiy mam

  • @skbloomingschool6882
    @skbloomingschool6882 4 ปีที่แล้ว +1

    Pardhosh kaal kitani time hota hai

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 ปีที่แล้ว

      sury dubne ke 2 hour bad tk

  • @anuragjaiswal4579
    @anuragjaiswal4579 4 ปีที่แล้ว +1

    Kele ke ped ki pooja roj kar sakte hai humne gamle me chota ped lagaya hai

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 ปีที่แล้ว

      ji ha pooja roj kar sakte hai

  • @manoramamanu9168
    @manoramamanu9168 6 ปีที่แล้ว +1

    Aunty Kya suryoday k bad hi peepal ka puja Karna chahiye

  • @neelamgurung2504
    @neelamgurung2504 5 ปีที่แล้ว +1

    Subh kis time puja kare kele ke,ped ki

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 ปีที่แล้ว

      subah sury uday ke bad kabhi bhi puja kar sakati hai.

  • @urmiiirawat5821
    @urmiiirawat5821 4 ปีที่แล้ว

    Ghr me pepal ka pada laga sakte h kya

  • @santoshlohani2486
    @santoshlohani2486 4 ปีที่แล้ว +1

    Kya Ham kele ki Puja Pratidin kar sakti hain

  • @manoramamanu9168
    @manoramamanu9168 6 ปีที่แล้ว +1

    Aunty Kya suryoday k pahle hi peepal ka puja nhi kr skate Hai

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  6 ปีที่แล้ว

      suryoday k pahle hi peepal ki puja hoti hai,jo suryoday k pahle nhi kr skte wo bad me bhi kar skte hai

  • @funstudymasterdhruv8527
    @funstudymasterdhruv8527 5 ปีที่แล้ว +1

    Radhye Krishna g main Janna chahti hu guru ka cart Karti hu par kele ka tree nahi hai toh kya karu plz plz jarur batanye

    • @funstudymasterdhruv8527
      @funstudymasterdhruv8527 5 ปีที่แล้ว

      Main flat main Rehti hu ghar ke piche bhi nahi laga sakti aur pass main mandir bhi nahi hai

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 ปีที่แล้ว

      ap kalas par ek kela rakh kar puja kar skti hai

  • @mohinikushwah8126
    @mohinikushwah8126 7 ปีที่แล้ว +1

    mem merj singh rashi h aur abhi rahu ketu ka pravbh chal raha h aur adhiya shani ka bhi me kya upai karu jis se mansik tanav dur ho sake

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  7 ปีที่แล้ว

      आप शनि की चीजों का दान दे।

  • @vanitaagrawalla1965
    @vanitaagrawalla1965 3 ปีที่แล้ว

    Pranam
    2022 me kab se hum brihaspativar ka vrat start kar sakte hain

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  3 ปีที่แล้ว

      Aap 20 Jan se kar sakate hai

  • @PoonamSingh-ct9tw
    @PoonamSingh-ct9tw 4 ปีที่แล้ว +1

    Chay kaise piye dudh pina hi nahi hai

  • @nikritisoni8802
    @nikritisoni8802 6 ปีที่แล้ว +1

    Aunty mere Ghar ki chat se peepal ka ped Dikhta he Kya me chat pr se Pooja kr sakti hu Kya

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  6 ปีที่แล้ว

      pranam kar skti hai ,or jal oe dip jlane pipal ke pas jana hoga

  • @drvandanagupta77
    @drvandanagupta77 ปีที่แล้ว

    Aunty ji pipal ke puja kitne baje krni chahiye

  • @sabanam82
    @sabanam82 6 ปีที่แล้ว +1

    Mam kele ka ped nhi ho or bhagwan bhraspti ji ki photo na ho to guruvar ka vart kaise rakhe please jaldi se jaldi btaeye

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  6 ปีที่แล้ว

      kalas ke upar ek kele ka fal rakhe or ek deep jla ke puja kar skte hai

  • @kumkumverma9750
    @kumkumverma9750 5 ปีที่แล้ว +1

    Guruvaar fast me mitha bhojan kis smye kre plz btaye maa

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 ปีที่แล้ว

      ek time din ya sham ke smy mitha bhojn kare

  • @brajmohanram8466
    @brajmohanram8466 4 ปีที่แล้ว

    Var vriksh or piple vriksh ager ek saath ho to vattt Savitri puja kaise kre

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 ปีที่แล้ว

      ek sath bhi puja kar skte h

  • @sonuQureshi-or1pp
    @sonuQureshi-or1pp 5 ปีที่แล้ว +1

    Guru maa ji meri mummy ya papa daily pooja kare to kase kare

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 ปีที่แล้ว

      th-cam.com/video/l6Rn9wgIbck/w-d-xo.html

  • @tannu.....5410
    @tannu.....5410 2 ปีที่แล้ว

    Kon si kele ka pujan kre

  • @everydayisanewday9621
    @everydayisanewday9621 4 ปีที่แล้ว +1

    Gehu ki roti kha sakte hai ya nahi ???

  • @Sweetjyoti-z4w
    @Sweetjyoti-z4w 4 ปีที่แล้ว +1

    Kele ki ped ko ghar k Kisan disha me lagai jati hai

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 ปีที่แล้ว +1

      aap kela ka ped ghar ke peeche waale bhaag me lagaye

    • @Sweetjyoti-z4w
      @Sweetjyoti-z4w 4 ปีที่แล้ว

      @@AsanZindagi thank you ..

  • @aprajitaraj6463
    @aprajitaraj6463 4 ปีที่แล้ว +1

    Kya suryody se pahle bal ni saf kr skte

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 ปีที่แล้ว

      aap ek din pahale hi baal dho le

    • @aprajitaraj6463
      @aprajitaraj6463 4 ปีที่แล้ว

      16somwar me aan ek bar khna h pani ham din bhr me kv v piskte hai

  • @poojaskitchen9795
    @poojaskitchen9795 3 ปีที่แล้ว

    Gur varko pipal ko pani kabi dena chaiya

  • @everydayisanewday9621
    @everydayisanewday9621 4 ปีที่แล้ว +1

    Mam sirf Besan ka halwa kha sakte hai

  • @PoojaSharma-ze6ix
    @PoojaSharma-ze6ix 4 ปีที่แล้ว +1

    Kya pipal ka ped Chhota sa puja karne ke liye ghar me lga sakte hai gmle me....

  • @priya.rsj.3
    @priya.rsj.3 ปีที่แล้ว +1

    But madam mere ghar me brihaspatiwar ko koi death ho gaye the toh kya mai kele ka paudha lagana aur brihaspatiwar ka vrat kar sakti hu kya ?

  • @pritisingh912
    @pritisingh912 6 ปีที่แล้ว +1

    Mam aap kya meri kundli dekh kr bata sakte h ki kahi koi dosh to nahi h please bataye meri date of birth 18 nov 1992 h time 7:10 am h days Wednesday h to please mam aap mughe batayiye love u mam

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  6 ปีที่แล้ว

      kundli ke vishay me aage video denge

    • @pritisingh912
      @pritisingh912 6 ปีที่แล้ว

      Asan Zindagi okk I am waiting please new video jaldi uplod kare

  • @himanshubhatia2354
    @himanshubhatia2354 4 ปีที่แล้ว

    Guru ke wrt krne se phle kela kha skte ha

  • @soharaipaswan3213
    @soharaipaswan3213 4 ปีที่แล้ว

    Nmsteantijimykahnahaikikelakepedrojjlanachahia

  • @GovindKrishnahare
    @GovindKrishnahare ปีที่แล้ว

    Mata ji keval pipal me hi puja karde kya please reply

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  ปีที่แล้ว

      ji haa, aap kar sakati hai

  • @vidiya_012
    @vidiya_012 6 ปีที่แล้ว +1

    Thursday fast mein kele k ped me jal or diya kis wqt jalye subha k puja k wqt ya sham k ? Please reply

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  6 ปีที่แล้ว

      subh puja ke smy jlaye

  • @sandhyapanday2711
    @sandhyapanday2711 2 ปีที่แล้ว

    Mata ji pranam 🙏.....mata ji main jis kele ka Puja karte hai guruwar ko.... to usame ab kele ka fal nikal aaya hai.......to bataye ki ye kaisa hota hai.. ....aur us kele ke fal ka kya kare please bataye 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 ปีที่แล้ว

      jo puja krte hai,wo us kele ke ped a fhal na khhaye
      baki log fhal kha skte hai

  • @mannkibaat6761
    @mannkibaat6761 5 ปีที่แล้ว +1

    Agar kele ka ped mere paas bada nhi hai kyunki mai flat me rahati hun to kya kare

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 ปีที่แล้ว

      chote paude ka bhi puja kar skte hai

  • @tejalraval116
    @tejalraval116 4 ปีที่แล้ว +1

    Agar didi keleka vriksh na ho or sirf pipl ki puja karu to chalega

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 ปีที่แล้ว

      ji ha

    • @tejalraval116
      @tejalraval116 4 ปีที่แล้ว

      @@AsanZindagi .ji dhanyvad .plz aashirvad dedijiye meri sadi achhe parvar or achhe ensan se ho jaue mera burahspti kamjor hai or mai mangalik bi hu.

  • @tannu.....5410
    @tannu.....5410 2 ปีที่แล้ว

    Roj puja kar sakte ha kele ka pujan

  • @sonuQureshi-or1pp
    @sonuQureshi-or1pp 5 ปีที่แล้ว +1

    Guru Maa ji Papa ki tabiyat Thik nahi rahti hai to bhandare Mai pase deti hun to papa ke Upar se kase utar ke du plz guru Maa ji bato

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 ปีที่แล้ว

      th-cam.com/video/Q2NgnuPudWk/w-d-xo.html

  • @smitamishra9445
    @smitamishra9445 3 ปีที่แล้ว

    Ma jo 1 ka sikka hm kalash me rkte hai uska kya kre ya kele ke ped or charate hai uska kya kre????

  • @radhakumari-jv7xy
    @radhakumari-jv7xy 4 ปีที่แล้ว

    कौन सा केला के पैर का पूजा करना चाहिए

  • @ankitamishra6743
    @ankitamishra6743 2 ปีที่แล้ว

    Pranam aunty ji mene 108 Thursday vart ka sanklap liya he to batae ke mujhe 108 Thursday tak peepal ke tree me peela kalava bandana hoga kripya batae 🙏

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 ปีที่แล้ว

      ji haa, aap aisa kar sakate hai

  • @sonuQureshi-or1pp
    @sonuQureshi-or1pp 6 ปีที่แล้ว +1

    Ladki peepal ki Pooja kar sakti hai

  • @laxmanvaishy5033
    @laxmanvaishy5033 3 ปีที่แล้ว

    बहुत बढ़िया जानकारी दी आपने

  • @everydayisanewday9621
    @everydayisanewday9621 4 ปีที่แล้ว

    Mam plz pataye period Mai fast rakhe??

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 ปีที่แล้ว

      Aise me aap vrat rahe par koi pooja karya naa kare kewal bhagwaan ka dhyaan kar le

  • @archanapatel4202
    @archanapatel4202 4 ปีที่แล้ว

    Hm kele k paudhe ka Pooja krte h to ky pipil ka n kre Pooja

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 ปีที่แล้ว

      kela or pipal dono ki puja kare

  • @ritasharma4790
    @ritasharma4790 9 หลายเดือนก่อน

    Jai Guru ma ji Tulsi mata ko jal or deepak ka time pe charcha kren .kyon k bhut confusion rehta hai kab jal or deepak kren or kab na kren .Aap bhut achcha samjhate hain.Agar kanya guruvar ko poojan na kr paye to uske liye mother kr sakti hai kya ?pls margdarshan kren.

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  9 หลายเดือนก่อน

      Aap Maa Tulasi ko Subah jal aur sham ko deep deve aur guruvar ki pooja aap Kanya ke naam se Sankap lekar kar sakti hai

  • @tannu.....5410
    @tannu.....5410 2 ปีที่แล้ว

    Kele ka per kis din lagye

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 ปีที่แล้ว +1

      Aap shanivaar aur mangalaar ke alawa kisi bhi din laga sakati hai

    • @tannu.....5410
      @tannu.....5410 2 ปีที่แล้ว

      @@AsanZindagi thanks 🤗

  • @poonamsingh188
    @poonamsingh188 ปีที่แล้ว

    Pipal ke tree me guruwar ko pujan kerte hai .2sal ho gaye ab iska udapan kaise kare

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  ปีที่แล้ว

      Aap Guruvaar ke din Hawan kare, Laal gaay ko Chana Daal aur Gud khilaye aur kuch yellow cheeze bhi daan kare

  • @CutiePie-ye7lf
    @CutiePie-ye7lf 4 ปีที่แล้ว +1

    Agar peepal na mile to shami ki puja kar sakte hain kya...Please reply kijiye

  • @mannkibaat6761
    @mannkibaat6761 5 ปีที่แล้ว +1

    Kya peepal aur bargad ka ped ek me hi ho to aise peepal ka pujan Thursday ko kar sakte hai kya kyunki mere ghar k najdik aisa hi peepal ka ped hai

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 ปีที่แล้ว

      ji ha puja kar skte hai

  • @motimaurya8476
    @motimaurya8476 4 ปีที่แล้ว

    Ma ji kya aaj satbikhha lga tha esme nhi nahana chachiye yahi nha lete h to kya hota h

  • @archanakhandal4972
    @archanakhandal4972 7 ปีที่แล้ว

    kis Samay Puja Kare zariboota a********* Rahe

  • @vanshmangla1514
    @vanshmangla1514 5 ปีที่แล้ว

    Chdaye hue pase kase rakhe kela ke aur pipal ke pad parchadaye hua

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 ปีที่แล้ว

      ghar ke bachho ko deve

  • @parulverma5786
    @parulverma5786 6 ปีที่แล้ว +1

    घर में केले का पौधा लगा सकते हैं????

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  6 ปีที่แล้ว

      ghar ke piche ke bhag me lgaye

  • @AjayPrasad-ky6ce
    @AjayPrasad-ky6ce 4 ปีที่แล้ว +1

    Kal puja suru kar skte hai

  • @rockinganshraj6642
    @rockinganshraj6642 7 หลายเดือนก่อน

    Aap mera ak reply deyngi

  • @bebosaraf1778
    @bebosaraf1778 6 ปีที่แล้ว +1

    Mere ghr ka kela ped bar bar Sukh RHA hai pta nhi kyu slah de

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  6 ปีที่แล้ว

      kele ke ped me achhi mitti dale

  • @harshilsoni
    @harshilsoni 5 ปีที่แล้ว

    Mem shukravar ko pipal ki puja kar sakte hai na

  • @rachnaturan5475
    @rachnaturan5475 4 ปีที่แล้ว +1

    Kya roj kele k ped ko pani de skte h?

  • @amitamalviya7074
    @amitamalviya7074 6 ปีที่แล้ว +1

    Perid main vrat krna chahiye Ya nahi..

  • @rockinganshraj6642
    @rockinganshraj6642 7 หลายเดือนก่อน

    Mere Ghar pe ak kela ka podha lgae thi usme tin or podha khudse nikly hai .

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  7 หลายเดือนก่อน

      Kela ka swabahv hi hota hai, ye accha sanket hai.

  • @minakshi9072
    @minakshi9072 4 ปีที่แล้ว +1

    Mata g plz btaiye ki main Ghar me brhaspati bhgwan g ka pujan or katha krke phir bahar kele ka pujan kr skti hun ya mujhe kele k ped k pass hi jakr puja or katha padhna chahiye plz btaiye mata g Mera brhaspat bht khrab h jisse Meri shadi v nhi ho pa rhi h plz sahi margdrsn kre taki pura phl mile mujhe

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 ปีที่แล้ว +1

      aap kele ke pass jakar kalash rakhkar wahi pooja aur katha kar sakati hai par agar kuch pareshani ho to aap Ghar me brhaspati bhgwaan ka pujan or katha krke phir bahar kele ka pujan kar sakati hai

  • @hlofriends....5249
    @hlofriends....5249 6 ปีที่แล้ว +1

    Maa mera beta 18 mhine ka h usko mul dos aur kaal sarp yog h ...isse usko kya dikat ho skti h ...koi upay h kya maa..

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  6 ปีที่แล้ว

      mul dos ki puja kisi achhe pandit se kraye

    • @hlofriends....5249
      @hlofriends....5249 6 ปีที่แล้ว

      Okay thanku....aur kal srp dos ka kya kren

    • @hlofriends....5249
      @hlofriends....5249 6 ปีที่แล้ว

      Ap hr swal ka answer krte ho thanku so much Maa

  • @akankshayadav1277
    @akankshayadav1277 6 ปีที่แล้ว

    Ye Jo gori or Ganesha ji ko bhitate h..... unka Pooja krne k Bd kya kre

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  6 ปีที่แล้ว

      जल विसर्जन करे।

  • @pratibhabba09
    @pratibhabba09 5 ปีที่แล้ว +1

    Aunty ji namaste aapko aur apk parivaar ko navratre ki hardik shubhkaamnaye --aunty ji mujhe ye poochna tha ki ye jo haldi ka upaye aapne bataya h ye peepal k paid k neeche dabana h kya but mai jiss mandir m jaati hu vaha to peepal k paid ko chaaro taraf se cover kr rakha to m haldi ko mitti m kaise dabaau ..

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 ปีที่แล้ว

      namaste,jha par khali jgh me pipal ho vha kar skte hai..

  • @drvandanagupta77
    @drvandanagupta77 ปีที่แล้ว

    9 baje kr sakte hai kya

  • @ankitamishra6743
    @ankitamishra6743 2 ปีที่แล้ว

    Pranam aunty ji hum brahm muhurat me pooja kr te hai kya kele aur peepal ka pujan brahm muhurat me kr sakte hai

  • @kritilal6295
    @kritilal6295 4 ปีที่แล้ว +1

    mere yha sb tree h mere yha pipal v h roj pooja karti hu sunday ko chhor kr to sb bolte h sarso ke oil ka diya jalana chahiy subah sam kya ye shi h or mere yha koi v pipal 5 feet se upar nhi h or aas pas v koi pipal nhi to kya ktu mata ji ek pipal thora bada h pr ek v pata nhi h abhi sb pta gir gya h chhota vala me pta h to kiska pooja kru bina pta vala ka ki pata vala ka

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 ปีที่แล้ว

      patte wale pipal ka puja kare
      shanivar ko sarso ka tel jlaye
      guruvar ko ghee ka dip jlaye

    • @kritilal6295
      @kritilal6295 4 ปีที่แล้ว

      thankyou mata ji guruvar ko ghee ka sanivar ko sarso oil ka or baki din sarso ka hi jalay ya sirf sanivar ko sarso ka jalay

  • @nikhil-yx3pg
    @nikhil-yx3pg 3 ปีที่แล้ว

    Aap sai baba ki puja kyu nahi kar kei dikhate

  • @vapishyamlalyadav5963
    @vapishyamlalyadav5963 4 ปีที่แล้ว +1

    Mera Ladka guruwar Ko Hai vah padhta likhta Nahin Hai 2 .15pm ka Paida Hua Hai 15 March ko 2006 ka Din guruwar Padhne Mein man Nahin Lagta Hai Uske liye Kya Karen please Mein bataiye

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 ปีที่แล้ว +1

      th-cam.com/video/ezqZK4r-CqQ/w-d-xo.html

  • @kanchanaprajapati4057
    @kanchanaprajapati4057 6 ปีที่แล้ว +1

    Didi puja krne ke bad Kuch fruits Kha skte hai aur pojan me oil se nhi lddu prasad ke rup me chdha skte hai

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  6 ปีที่แล้ว

      पूजा के बाद आप फल खा सकती हैं और घी से बना लडडू ही चढ़ाएं.

  • @KumarRaj-ly9ff
    @KumarRaj-ly9ff 5 ปีที่แล้ว

    Chana dal gura Jo bhoga lagaya jata ha to ushka kaya karna chaya ishka video banaya mam jald

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 ปีที่แล้ว

      thoda sa khud khaye
      baki gaay ko khila deve

  • @pratibhabba09
    @pratibhabba09 5 ปีที่แล้ว +1

    Aunty ji namaste -- thank u aunty ji iss vedio k liye aunty ji aapne kaha ki jaise hum guruvaar ko kele k ped ki pooja krte h vaise hi uss din peepal k ped ki bh pooja kre to mujhe ye poochna tha ki guryvaar ki jo katha h vo bh padhni hogi peepal k ped k neeche ya koi dusri katha padhni hogi ----- dusari baat ye poochni h ki jo haldi ka upaye aapne bataya to ye ek hi haldi miitti m dabani h ya usse jada haldi dabani h ----- saath hi haldi ka upaye krte time kpi toka taaki bh na ho aisa nh h kuki mai mandir m jaa kr hi kr sakti hu ye upaye to vaha to koi kuch bol bh sakta h tab kya kreungi --------aur agar vrat na rakh paye to ye saare upaye aur poojan kr sakte h

    • @pratibhabba09
      @pratibhabba09 5 ปีที่แล้ว

      Kripya meri saari duvidha ko duur kre 🙏

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 ปีที่แล้ว

      guruvar ki hi katha padhe
      ap vart na kar paye to bhi puja or upay kar skte hai
      ap mandir me haldi ka upay kar skti hai,bina bole
      or video me haldi ki sankhya btayi gyi hai

    • @pratibhabba09
      @pratibhabba09 5 ปีที่แล้ว

      @@AsanZindagi thank u aunty ji

  • @ashoknain1053
    @ashoknain1053 6 ปีที่แล้ว +1

    Kya gar me ma people laga skte h

  • @divyashukla3705
    @divyashukla3705 3 ปีที่แล้ว

    Kele ke ped ki pooja bina vrat ke kar sakte hai????

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  3 ปีที่แล้ว

      Ji haa, aap kar sakate hai

    • @divyashukla3705
      @divyashukla3705 3 ปีที่แล้ว

      @@AsanZindagi Thankyou so much ❤️

  • @monimahi760
    @monimahi760 5 ปีที่แล้ว

    aunty Kya hldi guruvar ko dbaye ki snivar ko

    • @monimahi760
      @monimahi760 5 ปีที่แล้ว

      guruvar ko kela ka pujan kr liye to pipal ka bhi kre

    • @monimahi760
      @monimahi760 5 ปีที่แล้ว

      thanks aunty ap bahut acchi ho

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 ปีที่แล้ว

      guruvar ko dbaye
      guruvar ko pipal ka bhi puja kre