Sir ur female ka v aay, jati, nivas lagega kya, mere sabhi document me pti ke yha ka address aur naam h to kya dobara pita ke naam se aay jati, nivas bnava le
Sir hm stet wala marksheet certificate av ni liye h jb aaya tha to hm kuch problem k wje se ni le paye the ab kaise le skte h or admit card v ni mil rha h please kisi ko kuch pta ho iske bare me to please meri help kijiye🙏🙏🙏🙏🙏
Sir maine jo ncl upload kia tha usme digitally sign ni tha (pdf compress krte time wo remove ho gya tha) usse koi dikkt hogi mere pass sign kia hua ncl hai usi date ki
Sir mere b. A. Ki marksheet me mata ka naam galat h lekin maine use sahi hone ke lie university me bhej diya h to kya bpsc ke site par mera wrong wala hi watarmark lagkar uplod hoga ya jo change karwae h wo lod hoga
@ BPSC TeAcHeR. Plz ye bata de maine jo stet form fill Kiya tha uska mobile number aadhar se link nahi hai. But jo tre 3 ka form fill Kiya hu usme aadhar card wala mobile number hi daala hu. Plz bataye koi dikkat to nahi hogi hume
Sir I am from UP. Sir mere 10th, 12th ke marksheet me name se pahle KM lga hua hai baki aage kisi bhi document me KM nhi hai to koi dikkat hogi kya??? Or mere pass 10th 12th ka admit card bhi nhi hai wo log 10th 12th ka bhi admit card mangte hain kya ??? Kindly reply sir!!
Sir maine jo 10 or 12th ka marksheet aur certificate upload kiya tha form fillup ke time wo 13 june ko bhul gya tha to mai new board office se uspe serial number change h aur date of result new h... Sir mujhe kya krna hoga phir se Reupload krna hoga water mark ke liye
Sir agar one candidate one result ya supplimentri result de dete wo log to bahut jyada logon ki job lag jaati kyun ki na jane kitne aise honge jo paas hoke DV me nikal jaate hain 😢😢😢😢 kaash aisa hota to sabka hota
Sir mera msc ka original certificate nhi mila hai uske liye main apply bhi kar diya hun par university wale bolte hai ki abhi dikshant samaroh nhi hua hai aaplogo ka to abhi nhi milega, aur urgent hai to reason leke ayiye to abhi tak reault aya nhi hai to reason kya leke jaye sir, provisional se kaa. Nhi chalega sir please batayiyega sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Domesile certificate bihar ka bna hai Aadhar jharkhand ka hai Aur form me permanent and non-permanent dono adress bihar ka hi dala hua hai address me gadbad h Iss bar maine exam clear kr liya h kya muzhe posting milegi plz reply 😢
B.ed provisional certificate hai original 2025 ke last tak ayega uska pehle dv hone se kiya dikkat hoga?? Tre 3 ka dv to December me hoga . Mujhe itna time dega ??
Sir ji character certificate bhi lagega kya sir, aur dv hone ke bad police varification bhi hoga kya ? 1 sal se me ampe mayke m reh rhi hu,meri 2 chhoti betiyan bhi h ,agr police verification huaa to address mere sasural ka dala adhar pr ,wo to cancel hi Kara denge, please batayiye,me Up se hu 6to 8 hindi me 93 number h ,kya karu ☹️😒🙏
Sir mere saare document mei father's name mei Mohammad nhi lga hai name ke aage bss adhaar card mei lga hai toh kya krna hoga? Aur form mei adhaar card hi daala hai toh Md lga hai
DV में एफिडेविट लेके JAEYEGA, अभी CHANGES ना KARWAEYE बाकी DV के, बाद जरुर से CORRECTION करवा लीजिएगा और DV में जो DETAIL भरी जायेंगी वो 10TH के हिसाब से FILL करिएगा
Sir CTET january mein diya tha aur last date of application se pehley result aaya tha lekin NA bhara tha form mein woh baad mein problem toh nahi karega
Sir other state ki female ka bhi aay or niwaas lagega kya please sir btaye or agr lgega to kitna purana lgega 10 July 2023 ka bna hua hai kya vo lg jayega ya nyaa bnwana pdega please sir btaye
Sir meri 10th ki marksheet me mother ka naam me space h ...Rachna naam h pr marksheet me Rachn a typ h kya iski wjh se bpsc tre3 k dv me dikkat ayegi pls rply sir 🙏
Sir mera.high school se lekar ctet ke marks seet tak seema bharati hai but adharcard me keval seema hai sir koi dikkat hogi affidavit se kam chal jayega please reply me,,
Sir, main BPSC TRE 3.0 ke apply karte samay B.Ed ki web/internet marksheet upload kar diya tha kyonki us wakt mere paas web marksheet hi thi. Kya mujhe dikkat bhi hogi? Please suggest me with authentic information
Sir mera B.Ed ka certificate nahi aaya hai. Meri university abhi newly establish hui hai to abhi woh isssue bhi nahi karne wale. Agle 6 months tak koi chance nahi hai issue hone ka. Main kya kar sakti hoon.
Hello sir, mera graduation ka certificate abhi tk university se diya nhi h, lekin mere pass marksheet hai. Certificate nhi hone koi prblm hoga kya sir, lekin baaki course ka mere pass ceritificate or marksheet dno hi h.
Sir ye ctet result +certificate kya hai..mera to dg locker pr hai bs wahi hai.. Adhar me papa ka surname nhi hai to eske liye affidavit bnwa skti hu..mai dr k wajh se adhar correction nhi krwayi..😢 please reply kriye sir 🙏
🙏sir, सर कॉलेज द्वारा दी गयी बी. ए., बी. एड. की केवल मार्कसीट से वेरिफिकेशन हो जायेगा या डिग्री भी लगती है। साइड पर कॉलेज की मार्कसीट hi अपलोड किया हूँ। प्लीज रिप्लाई सर 🙏🙏
Sir mene class 10th CBSE 2017-18 SESSION ME KIYA HAI . MUJHE PASSING CERTIFICATE NHI MILA HAI AUR MARKSHEET PR CUM CERTIFICATE NHI LIKHA HAI KYA ME DV ME REJECTED HO JAUNGA PLEASE REPLY
Bahut acchi information Thank you sir please aa aise hi jaankari dete rahiye jisse hum jaise candidate's ke doubt clear ho sake..🙏🙏🙏
Thanks for your valuable comments shalini ji 🙏🙏🙏🙏
Sir itna achha information humsbko dete hai taaki humlog apna sabkuchh ready kar len,tb bhi ptta nhi kyo kuchh log negative comment karte hai
😢😢 Humko nhi samjh aata 🤔🤔
Thanks for your valuable comments Anjali ji
74prt other state female any chance@@Training_junction
Sir mujhe to samjh hi nhi aa raha hai tre 4.0 ki taiyari kru ki kya kru bihar ur female 6 to 8 Hindi 64 hi hai only😢@@Training_junction
Good information ❤
Thnks for your valuable comments
Very important video...we need it 👍🏻👍🏻
Thanks for your valuable comments irshad ji
@@Training_junction Graduation ki degree certificate Digilocker se download ki h, chal jayega?
ThnQ sir 🙏🙏🙏
most welcome sudha ji
Sir aadhar upload wrong hua hai jisme address wrong hai is kaaran aadhar mein new address update karye
To iska affidavit kaise banega
Please help sir
Sir 10 th ka mera marksheet hai migration certificate hai but provisional certificate nahi hai.koi problem toh nahi hoge plz reply sir🙏
Well done💯👍👍👍👍👍👍
Most welcome kusum ji
Sir ur female ka v aay, jati, nivas lagega kya, mere sabhi document me pti ke yha ka address aur naam h to kya dobara pita ke naam se aay jati, nivas bnava le
निवास लगेगा अगर बिहार के हैं तो
@@Training_junction up ke h sir aur sb me pti ka naam aur address h😢
@@reenajaiswal-u1uhello dear , mere me bhi aisa hai , koi chinta wali baat nhi h ,
Sir other states female kisme count hogi ye nhi smjh me aa rha
Same problem
Same
General mai hoga bhai
UR female me
Other state ka male/female sb ek m count hoga..
Sir mai up se hu to efidevit up ka lag jayega
haan
Sir adhar card m father name glt h kya kre sudhar krle😢😢😢😢
Dv verification me perant ka document lagata h kiya h sir
नहीं
Sir mera admit card kho gya h aur copy v nhi h kya kre sir plzz rply
Mera NCL june 2023 ka hai koi problem hoga kya
Sir STET me category EBC ke jagah par BC ho gya kaise sudhar hoga
Sir hm stet wala marksheet certificate av ni liye h jb aaya tha to hm kuch problem k wje se ni le paye the ab kaise le skte h or admit card v ni mil rha h please kisi ko kuch pta ho iske bare me to please meri help kijiye🙏🙏🙏🙏🙏
Sir maine jo ncl upload kia tha usme digitally sign ni tha (pdf compress krte time wo remove ho gya tha) usse koi dikkt hogi mere pass sign kia hua ncl hai usi date ki
Documents गलत download हो गया है उसे फिर से upload करना है कैसे करे
DV से पहले मौका मिलेगा
Sir mere b. A. Ki marksheet me mata ka naam galat h lekin maine use sahi hone ke lie university me bhej diya h to kya bpsc ke site par mera wrong wala hi watarmark lagkar uplod hoga ya jo change karwae h wo lod hoga
Sir bpsc tre 3 ka sticker lga hua admit card kho gaya hai kya kare ???
Document ××××
Dakument✓✓✓✓😂😂😂😂😂😂😂😂😂
Sir...graduation ke pure sal ka marksheet check hota h plz koi btayea??
हां सभी Year का लेके जाना है
Cherecter Chahiye ki nh...
Bana Hai Kya Cherecter sertificate....
OBC walo ko sirf NCL lekar jana hai ya jati aay niwas bhi le jana hai
Admit card nai mil raha kya koi alternative h
😢
Same problem
Same
Sir pls reply-Sir mere stet markseet me categari sc ho gaya h mai other state se hu stet me 115 no hai dv me koi problem to nahi hoga pls reply
Sir mai stet(tgt) ka original result nhi le paya hun Patna jakr....kya koyi dikkat hogi?
Yahi problem h,,, kya original lena pdega ya computer result hi lgega
@ BPSC TeAcHeR. Plz ye bata de maine jo stet form fill Kiya tha uska mobile number aadhar se link nahi hai. But jo tre 3 ka form fill Kiya hu usme aadhar card wala mobile number hi daala hu. Plz bataye koi dikkat to nahi hogi hume
Usse koi problem nhi hoga stet ki marksheet mil gyi uska kam khatm
Sir I am from UP.
Sir mere 10th, 12th ke marksheet me name se pahle KM lga hua hai baki aage kisi bhi document me KM nhi hai to koi dikkat hogi kya???
Or mere pass 10th 12th ka admit card bhi nhi hai wo log 10th 12th ka bhi admit card mangte hain kya ???
Kindly reply sir!!
Koi problem nhi hoga aadhar me adhar no se otp aata h agli bar hi km wala लफड़ा khatm ho gya tha
Niyogit teacher kya le k jayega..proof k liye
Sir maine jo 10 or 12th ka marksheet aur certificate upload kiya tha form fillup ke time wo 13 june ko bhul gya tha to mai new board office se uspe serial number change h aur date of result new h... Sir mujhe kya krna hoga phir se Reupload krna hoga water mark ke liye
Sir जी मेरा एप्लीकेशन फॉर्म में MA के परसेंटेज में 59.5%की जगह पर 64.5%हो गया हैं क्या करे sir Ji
Sir other state ki female jinki shadi bihar me hui h ....or unke father ke yha se ncl bnane pr arkshan milega ya nhi...plz bataiye
Sir from bharane mai hame 12th ka koi document hi nahi laga hai to o bhi check hoga sir
Form भरते समय मेरा adhar card number गलत हो गया है कैसे ठिक करे बताए सर
Sir deled ka certificate abhi tak clg me nhi aaya hai na diet par dv me kya karna hoga ???
Sir mera b.ed session 2021-23 ka hai aur mera bpsc tre 3 6-8 clear ho gya aur CTET 2022 mein clear hua hai usse koi problem nhi hoga na Dv mein???
Sir other states me10th 12th me certificate milta hi nhi h kya karen please Reply
*D El Ed ka digree me papa ka name me ek word jiyada lg gya h usse koi dikkat hogi kiya, plz sir reply😢😢*
Stet m mera dob glti h toh kya mujhe DV m roka jayega???plz reply
एफिडेविट लेके जाइएगा समस्या नहीं होगी
Sir agar one candidate one result ya supplimentri result de dete wo log to bahut jyada logon ki job lag jaati kyun ki na jane kitne aise honge jo paas hoke DV me nikal jaate hain 😢😢😢😢 kaash aisa hota to sabka hota
bilkul aap ekdm sahi kah rahe hai
Kb se watermark vala download hoga
dv jis din se hogi ushke 2 din pahle se
Watermark wala documents download kahan se hoga, TRE 3ka?
Stet certificate leke jana zaruri hai kya DV m?? 2019 ka abhi tak nikale nai the, kahan se milega Sir?
Online wala stet upload kiya tha,, original le jana jruri hoga kya
Sir mera msc ka original certificate nhi mila hai uske liye main apply bhi kar diya hun par university wale bolte hai ki abhi dikshant samaroh nhi hua hai aaplogo ka to abhi nhi milega, aur urgent hai to reason leke ayiye to abhi tak reault aya nhi hai to reason kya leke jaye sir, provisional se kaa. Nhi chalega sir please batayiyega sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir aap ek video bnaye the jisme ye btaye the ki admit kho jane pe kya kre wo video delet kr diye h kya
Sir mere ews aawasiye caste or income certificate ka date khtm ho gya h do tin month phle hi to hm kya kre whi rhne de ya nya bnwa le please btaiye 🙏🙏
Hello Sir ,
मेरा all documents me shivam likha h or graduation me shivam lodhi likha h,
Ab correction ho gya h to me kon si markseet upload krunga
New vali marksheet
Hello sir form bharne time aghar kuch galat details fill ho gya hai to isse koi problem hoga plzz bataiye 😢😢😢😢😢😢
FORM में गलती है LAST DECISION BPSC का होगा बाकी एफिडेविट बनवा के लेके जाइएगा, अगर मांगे तो दीजिएगा
Point 11- दक्षता दस्तावेज़ / प्रमाण पत्र ये क्या है सर?? @ Training_junction
Sir other states female general male ya general female kisme count hogi
Domesile certificate bihar ka bna hai Aadhar jharkhand ka hai
Aur form me permanent and non-permanent dono adress bihar ka hi dala hua hai address me gadbad h
Iss bar maine exam clear kr liya h kya muzhe posting milegi plz reply 😢
Sir kya BA aur Bed ka bhi satifiket le jana hoga aur ctet ka kaise milega
Documents सभी लेके जाना हैं original वाले
@@Training_junction thanks sir
Sir ews female का ctet me 82 ही passing marks है na
Yes only in bihar... central me 90 marks
To certificate kaise milega
@@tanyasingh983 digilocker
Deled markshit me mother name me mistek hai kaise thik kare isse dv me koi pareshani Ho Sakti hai ky
University से जाके Correction करवा लीजिए
Med ka kya fayda milega@@Training_junction
Med ka kya fayda milega sir 😮😮😮
@@Training_junction sir Ek letter jayada hai iske liye bhi Jana hoga university
@purnimakumari8556 हां
B.ed provisional certificate hai original 2025 ke last tak ayega uska pehle dv hone se kiya dikkat hoga??
Tre 3 ka dv to December me hoga .
Mujhe itna time dega ??
bhai university jake lete aao
Sir ji plz bataye ki 10 th, 12th, graduation, deled ji marksheet ke sath certificate bhi lagega ki sirf marksheet plz bataye🙏🙏🙏
Sir admit card bhi le jana hai
Sir ji character certificate bhi lagega kya sir, aur dv hone ke bad police varification bhi hoga kya ? 1 sal se me ampe mayke m reh rhi hu,meri 2 chhoti betiyan bhi h ,agr police verification huaa to address mere sasural ka dala adhar pr ,wo to cancel hi Kara denge, please batayiye,me Up se hu 6to 8 hindi me 93 number h ,kya karu ☹️😒🙏
Sir Form bharte samay ctet marksheet ki jagah ctet certificate lagaya hu koi dikkat to nhi hogi
Same
Sir Mera inter provisional certificate he to koi dikkat to nahi hoga na sir please sir reply me
Original लेते आइए School जाके
Sir mere saare document mei father's name mei Mohammad nhi lga hai name ke aage bss adhaar card mei lga hai toh kya krna hoga?
Aur form mei adhaar card hi daala hai toh Md lga hai
DV में एफिडेविट लेके JAEYEGA, अभी CHANGES ना KARWAEYE बाकी DV के, बाद जरुर से CORRECTION करवा लीजिएगा और DV में जो DETAIL भरी जायेंगी वो 10TH के हिसाब से FILL करिएगा
@@Training_junction Thank you so much sir
Sir meri ctet ki marksheet me km nhi h affidavit lgane k baad bhi kaise correction hoga bad me plz reply...@@Training_junction
@@kauser3214 ye Same problem mere sath bhi h kya Krna hoga kuchh samjh nhi aa raha h
Ctet Jan wle ko dv me koi prm to nai hogi n ? Pls reply
sushma ji hona toh nahi chahiye pareshan mat hoeye
Sir reply digiye dv me koi dikkat hoga kya ctet Jan wle ko?
Sir class 12 वी का तो अपलोड नहीं हुआ था ये भी समझाइए इस पर कैसे वाटर मार्क नहीं लगेगा
Sir CTET january mein diya tha aur last date of application se pehley result aaya tha lekin NA bhara tha form mein woh baad mein problem toh nahi karega
Same problem
Yr Mera v kya kru pass hu m@@iiamrahulll
Sir provisional certificate h bed ka certificate nhi diya h please bata digie kaam hoga
Sir other state ki female ka bhi aay or niwaas lagega kya please sir btaye or agr lgega to kitna purana lgega 10 July 2023 ka bna hua hai kya vo lg jayega ya nyaa bnwana pdega please sir btaye
Sir other state female ki female ur male me count hongi ya ur female me?
Ur male may count hogi quki 50% seat reserve hota h
Maine B.ed kiya hai but form me galti se Diploma select ho gaya 6-8 me .....Koi dikkat hoga kya DV me ... Please reply
Sir mene marksheet or certificate dono upload kia h kya isse problem ho skti h kya dv me plzz reply
Sir main other state se hu mera c- tet 86 upload kya tha, abhi mera s- tet ho gaya
Pahle hmlogo Merit list me to aane dijiye
Sir mera ews or niwas dono expire ho gya h... Toh naya banwa le ya fir jo form bharne me lga tha usi se dv ho jaega?
Sir mera up deled ka certificate abhi nhi aaya h..,...aur pta bhi nhi kb tk aayega, ab kya krna chahiye?
Sir meri 10th ki marksheet me mother ka naam me space h ...Rachna naam h pr marksheet me Rachn a typ h kya iski wjh se bpsc tre3 k dv me dikkat ayegi pls rply sir 🙏
Degree ki koi jrurt to nai h n?? Marksheet bs chahie hoga?
Degree के बिना मार्कशीट नहीं चेक होती है
@@Training_junction Thank you sir!
Sir other state 68/119 sir koi chance h mera agr ho tog please bataye.
Toh Documents ready kr le please sir reply .
Sanskrit hai kya aapka
@@PriyaSingh-yv4lg nhi prt me h hum
B.Ed ki marksheet se kaam chal jayega, ya fir uski degree/certificate vi chahiye hoga DV me?
फॉर्म भरते टाइम de.led कॉलेज के नाम मे एक लेटर छूट गया
कोई दिक़्कत होगा
Isase koi dikkat nahi hogi
Sir mera.high school se lekar ctet ke marks seet tak seema bharati hai but adharcard me keval seema hai sir koi dikkat hogi affidavit se kam chal jayega please reply me,,
Kitne marks hai
Sir, main BPSC TRE 3.0 ke apply karte samay B.Ed ki web/internet marksheet upload kar diya tha kyonki us wakt mere paas web marksheet hi thi. Kya mujhe dikkat bhi hogi?
Please suggest me with authentic information
@@ramshankarsahni1705 बिलकुल दिक्कत होगी बाबू
@@mdmahtab540 मैं ओरिजिनल मार्कशीट और सर्टिफिकेट डी. वी के लिए कॉलेज से ले आया हूं, फिर भी दिक्कत होगी क्या?
final result nahi tha aape pas?
eshke baare me jankari nahi hai ye ayog ke hanth me hai baki aap dv me jarur jaeyega
Sir mera B.Ed ka certificate nahi aaya hai. Meri university abhi newly establish hui hai to abhi woh isssue bhi nahi karne wale. Agle 6 months tak koi chance nahi hai issue hone ka. Main kya kar sakti hoon.
Mera bhi
Hello sir, mera graduation ka certificate abhi tk university se diya nhi h, lekin mere pass marksheet hai. Certificate nhi hone koi prblm hoga kya sir, lekin baaki course ka mere pass ceritificate or marksheet dno hi h.
D.el.ed ka certificate upload nhi kiye the kya ab kr sakte hai ya uske liye bhi effidebit or gezzeted officer k sign krwane padenge plzzz suggest
Sir graduation me mother's name spelling me mismatch hai
Correction करवा लीजिए
Sir mai up se huu pr form 12th+ deled fill kiya koi problem hoga kya
UP में GRADUATION+ D.EL.ED होता है?
Kiya to graduation ke baad hi hai pr form me 12th +deled select kr liya koi problem hogi kya
@@VAIRAL286 nhi hogi brdr koi dikkat
@@VAIRAL286 main bhi to 12th pr kiya Hoon private university se up se
@@VivekKumar-ir2bn selected ho kya
Sir degree or migration bhi lgega kya ?
degree lgega
@Training_junction sir pgt me kis class ki degree lgegi, msc ya b.ed??
आवासीय का वैलिडिटीक्या है सर
हर State का अलग अलग होता हैं,
Minimum 3 years Valid होता हैं, कहीं कही 5 साल का भी वैलिड माना जाता हैं
@@Training_junction Bihar
Sir Documents verification kb hoga
Sabka certificate zaurari hai kya koi batiye plz
Sir BA ki provisional degree chlegi??????? Plz reply
Agr 12th nios se h to chalega ya sirf regular hona chahiye
Sir residence kitne phle tk hona chahiye??
form ki last date se pahle ka
@@Training_junction pichle 1 yr ya 6 month
Bhai jaise ki form bhane me residence lagega ya NCL lagta hai...
Sir mera graduation ki degree me अन्किता राना ki jagah अन्किता राणा ho gya hai isse koi dikkat hogi kya???? Sir please reply me
@@ankitarana5965 bhut dikkat hoga bhn jldi se sudhar kra lo 😍😀😀
Sir ji jo students pass hote hai unhi ka watermark lagta hai ya sabhi ka
जो पास होंगे सिर्फ उनका लगेगा
Sabka lagta hai dekho inko khud knowledge nahi hai chala video bnane duniya me kaise kaise log hai
Sir ye ctet result +certificate kya hai..mera to dg locker pr hai bs wahi hai..
Adhar me papa ka surname nhi hai to eske liye affidavit bnwa skti hu..mai dr k wajh se adhar correction nhi krwayi..😢 please reply kriye sir 🙏
Sir,saare documents par digital signature hi hote hn to kya kare n ?
🙏sir, सर कॉलेज द्वारा दी गयी बी. ए., बी. एड. की केवल मार्कसीट से वेरिफिकेशन हो जायेगा या डिग्री भी लगती है। साइड पर कॉलेज की मार्कसीट hi अपलोड किया हूँ। प्लीज रिप्लाई सर 🙏🙏
Sir mene class 10th CBSE 2017-18 SESSION ME KIYA HAI . MUJHE PASSING CERTIFICATE NHI MILA HAI AUR MARKSHEET PR CUM CERTIFICATE NHI LIKHA HAI KYA ME DV ME REJECTED HO JAUNGA PLEASE REPLY
Bhai pata chala
Ki reject hota hai kya
@sickularhindu8982 nhi
@@MummySingh-l6x oo matlab koi nhi hogi na
🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Ncl me digital sign nhi tha us time abhi hai
form fill up ke time ka hi hai?
6 to 8 85 maths science koi chance general me