Best Investment Plan for Child | SBI Magnum Children's Benefit Fund Investment Plan | SBI Top Scheme

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 21 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 16

  • @muralisona5037
    @muralisona5037 23 วันที่ผ่านมา

    Superb 😊

  • @Asr129
    @Asr129 หลายเดือนก่อน +1

    Sunne mein accha laga lekin asliyat jitna jamaa karoge uspar eligible interest milega

    • @DigitalBankingGyan
      @DigitalBankingGyan  หลายเดือนก่อน

      Sir aapki is Feedback ke liye Thankyou, Ye SBI ka ek children plan hai, or is video me is plan ka Review hai, Sirf aap logo ke knowledge ke liye, Ye koi investment recommendation nhi hai, Na hi ye koi Sponsor Video hai, So please ise negative na lein, Aap chahe to isme minimum SIP ₹ 500/Monthly suru kar sakte ho, or ye scheme kuch khaas lge to kuch time baad amount increase kar sakte ho, Baki Govt, Scheme bhi hai jaise 'sukanya Samriddhi Yojana' jisme abhi fix return 8.2% yearly hai, video Channel par available hai,

  • @HatvinderSingh
    @HatvinderSingh 29 วันที่ผ่านมา

    Sir ji mera beta 6 year ka h muje uske liye policy krni h kya ye policy thik rhegi.or sir ji muje to agle 15 year tk ki policy krni h isme koi risk to nhi h. Sir ji riply krna plz

    • @DigitalBankingGyan
      @DigitalBankingGyan  29 วันที่ผ่านมา

      Welcome Sir, Agar aapko koi dikkat na ho to aap mujhe apna contact no share kar sakte ho, Is Mail ID par :- vinaylegha4@gmail.com
      Kyonki message ki aadhi - adhuri knowledge ke kaaran aap sayad galat decision le lo, Aap apna contact number is mail id par de sakte ho, aapse contact kar liya jaayega,

    • @DigitalBankingGyan
      @DigitalBankingGyan  29 วันที่ผ่านมา

      Ye ek Equity Mutual Fund hai, Risk ki sambhawna isme hai, Leki aap Long term ke liye invest kar rhe ho, long term me risk ki sambhawna bahut had tak Kam ho jaati hai, lekin aap or bhi risk Kam karna chahte ho to issi scheme ke saving plan me bhi invest kar sakte ho, Jisme aapka mostly Paisa Debt. Or Govt. Securities me invest hoga, Risk na ke brabar hai, Plan ka full name :- ( SBI Magnum Children's Benefit fund Saving plan Direct )

  • @Ansh_arora_dance
    @Ansh_arora_dance 26 วันที่ผ่านมา

    Is fund me 5 saal se kam duration ke liye nhi kar sakte kya

    • @DigitalBankingGyan
      @DigitalBankingGyan  25 วันที่ผ่านมา

      Nahi, kyonki is fund me invest karte hai to investment 5 year ke liye lock ho jaayegi, 5 year se kam ke liye invest karna chahte hai to kisi other fund me invest kar sakte ho, lekin time duration ke according hi category select kare, jisse risk Kam rahe

    • @DigitalBankingGyan
      @DigitalBankingGyan  25 วันที่ผ่านมา

      Jaise 3 Year ki liye :- th-cam.com/video/We32YDq2mCE/w-d-xo.html
      Ye video dekh sakte ho

  • @nehalgour1053
    @nehalgour1053 7 วันที่ผ่านมา

    Ye fund kha se le

    • @DigitalBankingGyan
      @DigitalBankingGyan  7 วันที่ผ่านมา

      Ye Fund Aapko SBI Mutual Fund ki website par mil jaayega, ya aap Angel One App se bhi isme invest kar sakte ho,

    • @nehalgour1053
      @nehalgour1053 7 วันที่ผ่านมา

      @DigitalBankingGyan direct bacche ke nam se lena cha rhe he hu.

    • @DigitalBankingGyan
      @DigitalBankingGyan  7 วันที่ผ่านมา

      Iske liye aapko SBI ki branch par contact karna hoga, Lekin Bank ke Through aapko Regular Plan milega Jo ki approx 1% jyada costly rahega,

  • @akshaypanwar2560
    @akshaypanwar2560 16 วันที่ผ่านมา

    Es naam se koi mutual fund nhi h grow app pr

    • @DigitalBankingGyan
      @DigitalBankingGyan  16 วันที่ผ่านมา

      Ji bilkul Groww App par ye fund available nhi hai, Aap SBI MF ki official website par Invest kar sakte hai, Ya Angel One App me ye Fund available hai, Website ka Link or Angel One App ka Link is video ki Description me diya gya hai, Aapko Jo sahi Lage uske through invest kar sakte hai, Lekin invest karne se pehle Fund ka Name carefully check kar lena, kyonki is plan me 2 Scheme hai "Investment" and " saving"
      Thankyou,