No bro video dekhne se confusion nahi balki confusion khatam hota hai सिर्फ एक विडियो मत देखना समय निकाल कर 3-4 विडियो देखना काफी कुछ नॉलेज भी हो जाता है और क्या प्रॉब्लम है क्या अच्छा है यह भी पता चल जाता है
Mere pass hai ye bike aur main chala bhi raha hoon 2 din huye purchase kiye aur sach baat ye hai mujhe koi bhi problem nahin dikha jo ye bhai saab bata rahe hain sab kuchh best hai
Bro maine bhi kal hi purchase kiya . But bumper me gadi band ho jati hai to . Fir self start nahi le rha jab tak neutral na karu . Please reply bro kya ye problem tumhare sath ho rha hai
Susilbarua Bhai net sahi bola hai.. E bike chalta chalte band ho jata ha... Or sath sath self bhi kam nahi karta hai... Jabtak speed 5 ki niche nahi ajae to... Bahat bura system hai.. Faltu system kardia😢koi jaruri kam pe jaoge bohat muskil hai
Ekdam ye bike chalte chalte job slow karna parta hai ya raste mai bumper a jate slowly chalate samay start bond ho jate hai or tab self me start bhi nahi hota hai jab tak nutol nehi hota
Ha Bhai mai apne dost ka chalaya hu 1 mahine tak Jab uska kam kar rha tha mai 1😂) Gav ke gadho ke liye mst hai chalane me bhagane me bahut maza ata hai😂❤ 2😂) Gadi kabhi kabhi gear me self start nhi hota nutal karna padta hai 3 ) Gadi ko slow karoge to kabhi kabhi band ho jata hai or band ho gya to nutal karo tabhi start hoga 4) Jyada bhagane me milage bahut drof hota hai 5) Gear fasta hai really 6) Bike seat bike bahut kamfartable hai gadho me koi feal nhi hoga 7) Bhai Bhagane me maza ata hai gav me Ab chalo Sp 125 ka batata hu😂😂😂😂😂 qki kal hi dost ka bike chala ke aya hu 1) Bike bahut comfortable hai jaise seat me baithoge ❤maza ayega mst feal bada tank kya bat wah wah 2) Sp ka suspension very hard thoda sa gadhe me feal ho jayega❤😂 3) Bap re pikup mst banata hai and one self start ❤😂 4) color Build Quality 😂 Yar 3 mahine me hi old lagega lekin glamer 125 ka aisa nhi hai 10 sal bad bhi color new jaisa chamkega 5) Mere dost se pucha to bola 75 ke aspas ka milage batata hai 😮
Haan issues h thode but seh lege thoda but wo new tha tb tk hee tha ab km hogya h suspension shi h wo u said wrong power km h thoda bus nd mainly theek h city ke hisab se seat is best mere pass same color h
4 month experience bs 6 old model don't buy .chalte chalte bhand ho jata hai aur tab self strt vi nehi hoga ,service center pe vi kuch nehi kar payega is pe
Bhai mei ne liya tha build quality bekar hey or performance bhi acha nahi hey isey accha tho shine 125 lelo . Mera pass shine ka new model bhi hey shine is better 🗿
I have galmour cw drum bs6 in blue and black colour and this bike is best ..for me 👍 no issues 💥
koi v video mat dekha karo yaar kisi ke chennel pe bhi bike ke related nei toh confusion hoga len ki naa len jo maan hai wahi kharidna chahiye.
Good👍
No bro video dekhne se confusion nahi balki confusion khatam hota hai सिर्फ एक विडियो मत देखना समय निकाल कर 3-4 विडियो देखना काफी कुछ नॉलेज भी हो जाता है और क्या प्रॉब्लम है क्या अच्छा है यह भी पता चल जाता है
To fir tu kyun dekh rha hai bhai?????
@@eagleeyeff7699 kisko bol rahe ho
Ajmohanty ko
Mere pass hai ye bike aur main chala bhi raha hoon 2 din huye purchase kiye aur sach baat ye hai mujhe koi bhi problem nahin dikha jo ye bhai saab bata rahe hain sab kuchh best hai
hero is the best and largest 2wheeler brand hai bro.
Bro maine bhi kal hi purchase kiya .
But bumper me gadi band ho jati hai to .
Fir self start nahi le rha jab tak neutral na karu .
Please reply bro kya ye problem tumhare sath ho rha hai
@@MrBattleHoodproblem solve ho gaya kiya??
Bs 4 good bike old in gold
Susilbarua Bhai net sahi bola hai.. E bike chalta chalte band ho jata ha... Or sath sath self bhi kam nahi karta hai... Jabtak speed 5 ki niche nahi ajae to... Bahat bura system hai.. Faltu system kardia😢koi jaruri kam pe jaoge bohat muskil hai
Ekdam ye bike chalte chalte job slow karna parta hai ya raste mai bumper a jate slowly chalate samay start bond ho jate hai or tab self me start bhi nahi hota hai jab tak nutol nehi hota
Same problem
Ha Bhai mai apne dost ka chalaya hu 1 mahine tak
Jab uska kam kar rha tha mai
1😂) Gav ke gadho ke liye mst hai chalane me bhagane me bahut maza ata hai😂❤
2😂) Gadi kabhi kabhi gear me self start nhi hota nutal karna padta hai
3 ) Gadi ko slow karoge to kabhi kabhi band ho jata hai or band ho gya to nutal karo tabhi start hoga
4) Jyada bhagane me milage bahut drof hota hai
5) Gear fasta hai really
6) Bike seat bike bahut kamfartable hai gadho me koi feal nhi hoga
7) Bhai Bhagane me maza ata hai gav me
Ab chalo Sp 125 ka batata hu😂😂😂😂😂 qki kal hi dost ka bike chala ke aya hu
1) Bike bahut comfortable hai jaise seat me baithoge ❤maza ayega mst feal bada tank kya bat wah wah
2) Sp ka suspension very hard thoda sa gadhe me feal ho jayega❤😂
3) Bap re pikup mst banata hai and one self start ❤😂
4) color Build Quality 😂 Yar 3 mahine me hi old lagega lekin glamer 125 ka aisa nhi hai 10 sal bad bhi color new jaisa chamkega
5) Mere dost se pucha to bola 75 ke aspas ka milage batata hai 😮
Speedometer over lighting in night time 😢
Right
Bhai galammer byke me kya bina fi ke nahi mil rahi new me
Is time par family bike ❤Platina H Gear abs best 👌 option hai
Haan issues h thode but seh lege thoda but wo new tha tb tk hee tha ab km hogya h suspension shi h wo u said wrong power km h thoda bus nd mainly theek h city ke hisab se seat is best mere pass same color h
Are you really ride the bike?😂
Speed meter koi aur colour ka hona chahiye
Sp, glamour sab kharab to le kya insan ye bhi bata de tu,,,gyan to pel dia tu kharab hone ka,,,,,,batao kon bike best
😂
Splendor plus 😂
😂😂😂😂
Koi sa bhi bike Bura nehi hai channel walon ka dhandha hai
Glamour bs 6 pe chalte cahlte bandh ho ja ra ha hai bhai @@malekali6477
Aucomstick start of problem 😢
4 month experience bs 6 old model don't buy .chalte chalte bhand ho jata hai aur tab self strt vi nehi hoga ,service center pe vi kuch nehi kar payega is pe
Problem abhi vi he Kiya??
sp125 vs glamor kaun saaa best hai
sp125
Sp125
sp 125
Gear Position Indeketar Ata Akta Negative Point..😊
Bakwas jayada information kam..... wasting time....
Bluetooth deta to price or bar jata....thik hai Bluetooth nehi diya to but Led lights dena chaiye tha
ha bhai led dena chahiye tha
Led light hoga next time
Puranawala❤glamour
❤️❤️
Bhi mat Lena koi bike cycle leleo Lekin is bikes ko mat lo bhi ma leke fas gaya hu 😢
Kya problem hai
Esang glamour ka meter brightness bohut Jada hai 😢
I love bs4 engine sound not bs7 bike
Mat lena ye new glamour bhaut band hota hai chalte chalte apne aap band ho jata hai mane liye hai
SCREEN ME TIME DE DETE 😢
No bhai not automatic off bhai
Okk thanks 😊
But engion khra hi. Pat engion better hota hi
Engine band hone ka sikayat jada hai es motorcycle mai ....
Purey Assam may abhi tak keg guard nahi aya hain
I am going to buy this
Bai apka number bhejo, I want to know review of bike.
Tera mu mat dikha bar bar
100%sach boldiya
Bs4 version was better of both bike
No I like the bs4 engine not the body look
Bhai tumare shirt 🎽 ko kharidana hai link do plse 😊
Still Sp 125 is best
Sp125 is wrost bike in the world
❤️❤️
😂
Sp 125 best hai 👍
Glamour classic is best
125 cc konsa bike le honda chor ke bol dena
Relaunch glamour bike Lelo mai to bahi lunga
@@R-Rajesh-Shorts-11 maine le li hero glamour relaunch bike
@@subham1286kesi chal rhi bro koi problem
Bhai mei ne liya tha build quality bekar hey or performance bhi acha nahi hey isey accha tho shine 125 lelo . Mera pass shine ka new model bhi hey shine is better 🗿
Hero is zero
Is model nahi lena chahiye.....honda sp hi beter hein
Mai ne bhee liya hai lekin BS,4 good BS 6Bad
Ok congratulations 🥳
Bike ki tank cap khul kar hat ma aajati hi, very bad।
😢😢
Hero glamour bike ka bohot problem hai
Ok
Nice bike
Thumara bathsahihe
Bakch-d jyada kar raha hai
Led light bekar hai.
Isi headlight ko led krna tha
Hmm
Giyar No show dikhye
Bekar engine Hai missing chalta Hai bike
Sar ap kuch kamhi bola 🎉🎉🎉
Ye gari mat lo iska engine bhaut hi ghatiy hai mai 5 din phle liya hu
Ok
Problem kya hai engine ka me to leneko chochrahahu?
Thik kaha bhai
Kya problem aa raha hai
Main glamour to 2 year se chala rha hu or aaj tk koi problem nhi aaya hai , tumne kon sa glamour le liya, tum khud banaya tha Kya😃