Didi ma January me jauga to 1.mahakaleshwar mai jake udhar se ticket leka bhasma arati dekh sakta hu na garbh griha ma allow karega kya? 2.babako jalabhisek karke puja karne me kya cost rahega ? 3. Mangalnath temple ma 5600 wala jo puja hai usme nabagraha shanti ,mangal dev puja and kalsarp dosh sab hoga na? Or isme extra kuch kharach lagta hai kya . 4. Kuch rules ya kuch pahen ne ke liye deta hai kya pandit ji agar mangal puja ho jaye to ? Ma akela jaouga isiliye thora apko disturb kiya please reply didi. ❤from West Bengal
महाकालेश्वर मंदिर में शिवलिंग पर जल चढ़ाने को लेकर केवल प्रोटोकॉल के तहत ही अनुमति मिल सकती है. यह प्रोटोकॉल वीआईपी और महामंडलेश्वर के लिए ही निर्धारित है.😊🙏
Mahakal mandir me bhakt sadaiv baba ke darshan ko aate rehte hai festive season me rush bahut adhik rehta hai but normal days me bhid bahut nahin rehta try to visit temple early morning 😊🙏
Mahakaleshwar temple ke ass pass bahut sare budget hotels,guesthouse,Dhramshala available hain isliye I don’t think aapko koi pareshani hogi…Lucky ho aap jo aapko mahakal ki sahi sawari me samil hone ka mouka mil raha hai 😊🙏
Nahi garbh grih me pravesh Abhi allowed nahi hai mandir me do patr rakhe gaye hain unhi ke through aap Kartikeya mandapam se jalabhishek kr sakte hain 😊🙏
How to book online ticket for garbh grah darshan
You can book garbh grih darshan online from mahakaleshwar temple official website but right now this facility is not available 😊🙏
Didi ma January me jauga to 1.mahakaleshwar mai jake udhar se ticket leka bhasma arati dekh sakta hu na garbh griha ma allow karega kya?
2.babako jalabhisek karke puja karne me kya cost rahega ?
3. Mangalnath temple ma 5600 wala jo puja hai usme nabagraha shanti ,mangal dev puja and kalsarp dosh sab hoga na? Or isme extra kuch kharach lagta hai kya .
4. Kuch rules ya kuch pahen ne ke liye deta hai kya pandit ji agar mangal puja ho jaye to ?
Ma akela jaouga isiliye thora apko disturb kiya please reply didi.
❤from West Bengal
Jal konse gate se enter kr k de skte h ?
महाकालेश्वर मंदिर में शिवलिंग पर जल चढ़ाने को लेकर केवल प्रोटोकॉल के तहत ही अनुमति मिल सकती है. यह प्रोटोकॉल वीआईपी और महामंडलेश्वर के लिए ही निर्धारित है.😊🙏
29 September main rush rahega kya
Mahakal mandir me bhakt sadaiv baba ke darshan ko aate rehte hai festive season me rush bahut adhik rehta hai but normal days me bhid bahut nahin rehta try to visit temple early morning 😊🙏
9 o clock ko hamari train ujjain pochege
To Sunday hai to rush rahoge kya
Plz guide me
29 September ko online to sheeghra darshan to nahi dikha Raha
Vaha rukne ke lie mil jaega room ya dharmshala kuch ? 2nd sep. Ko aane ka plan .. Damru aale ki shahi sawari me judne ke lie 🤩😍🤩😍
Mahakaleshwar temple ke ass pass bahut sare budget hotels,guesthouse,Dhramshala available hain isliye I don’t think aapko koi pareshani hogi…Lucky ho aap jo aapko mahakal ki sahi sawari me samil hone ka mouka mil raha hai 😊🙏
Online vip darshan booking nahi ho raha
Aapko sheeghra darshan pr click kr ke ticket book karni hai ….😊🙏
Is there any dress code for bhasma arti?
Ladies needs to wear saree/suit and men need to wear Dhoti/Kurta or Kurta/Pyjama. Entry not allowed if dress code is not followed.😊🙏
7 August ko subah pahuchunga mai.
Bhasam Aarti ka pass bhi hai 8 ko.
Kya waha jal abhishek kar sakte hai 8 ko bhasam Aarti ke pahle ?
श्रद्धालुओं के लिए मंदिर परिसर में जल पात्र रखे गए हैं। इन जल पात्रों के माध्यम से आप भगवान महाकाल का जलाभिषेक कर सकेंगे। 😊🙏
Sadharan Bhakt Jolavishek Kar Sakta Hay kya Garv Griho Mei Jake Please batao ??
Nahi garbh grih me pravesh Abhi allowed nahi hai mandir me do patr rakhe gaye hain unhi ke through aap Kartikeya mandapam se jalabhishek kr sakte hain 😊🙏
@@magicalmits Aapke Paas Koyi Pandit ji ka Contact hoga Mohakaleswar Temple ka ??