@@avivlogger chandigarh railway station se bus stand kitani dur padega Aur subah me koi bus nahi jati hai Bus stand ka contact number ho to aap bta do please
Ha bilkul apni car se aap pura manali ghum sakte hai aur rohang pass aap online bhi le sakte ho waha kewal four wheeler he allowed hai rohtang pass Jane se phele ye jarur pata kr le ki wo route open hai ya nahi
@@avivlogger bhai ek baat aur bta dijiye ki snofall me car drive krne me koi problem to nhi hogi ya fir vha pr jakr apni car parking me khdi kr de texi le le kya shi rhega sefti ke baare me bta dete to accha hota bhai
Kam samay me achhi jankari di hai aap ne iske liye aap ka bahut hi Dhanyawad
Aapka comment pad kar lga ki meri mhenat safal ho gyi aise he pyar aur support karte rhe dhanyawaad
Super vidio
Great work
Thank you for good information
Bs aapka pyar aur support bana rahe ha
Sbse bdia vdo teri lagi bhai❤
Thank you bhai
Bahut achhi video sir
Thank you so much
Nice video boss. Sari jankari de di aap ne but boss helicopter 🚁 se ghoomne ka charge bata dete.
Vary nice
💗💖😊
👍👍👍👍👍👍👍
What about sissi Village bro?
क्या चंडीगढ़ से बाइक किराए पर मिलती है मनाली घूमने के लिए
Ha mil jati h but manali se lo to jada acha h
Rohtang paas jne k liye kya bike mil skti hy kitna khrcha hota hy or kya licence ki jrurt pdti hy pls reply
Rohtang pass bike le Jana allowed nahi h
Chandigarh se on the spot bus mil jati hai manali jane ke liye
Ya
Online bus book karna hi padta hai
Ha bus stand se mil jayegi but Volvo me jao to jada best h evening me kafi bus chalti h
@@avivlogger chandigarh railway station se bus stand kitani dur padega
Aur subah me koi bus nahi jati hai
Bus stand ka contact number ho to aap bta do please
Hilipoter ka charger kitna h pr person
Hellicopter ride price
Rohtang Pass Ka permit hame kis website se milega
rohtangpermits.nic.in/Home/InformatoryScreen
July month mai ja sakte hai
Ha but barish mil sakti h
Total karcha lge ga
Kharcha to jada nahi hai
Phir bhi ak andaja bata do
Rohtang paas aane ke liye kisa prmit lene pdega bro kya apni car se pura mnali ghum skte hai root sb shi hai pls bhai bta do
Ha bilkul apni car se aap pura manali ghum sakte hai aur rohang pass aap online bhi le sakte ho waha kewal four wheeler he allowed hai rohtang pass Jane se phele ye jarur pata kr le ki wo route open hai ya nahi
@@avivlogger bhai ek baat aur bta dijiye ki snofall me car drive krne me koi problem to nhi hogi ya fir vha pr jakr apni car parking me khdi kr de texi le le kya shi rhega sefti ke baare me bta dete to accha hota bhai
@@balramSingh-fg7hp aap jana kab chahate hai us depand karta hai is time to rohtang pass band raheta hai
@@avivlogger kis time pr jana shi rhega ki vha pr jakr khub injoy kr sku aur sefti bhi rhe