जनाब बज़्मी साहब आपका ,बहुत बहुत शुक्रिया,आपने बहुत अच्छे अंदाज़ मैं आलमी इज्जतेमा के बारे मैं विस्तृत समझाया,जैन साहब आपका भी शुक्रिया जो आपने इज्जतेमा को लेकर काफी कुछ देश के लोगो तक पहुंचाया,,,,,,
Bazmi sahab aap ne bahut achhi baaten batai allah aap ko jazae khair de Ravinder ji itna behtreen program pesh karne ke liye aap ka shukriya allah aap ko khob tarakki de
Yeh ijtimat musalmanon ke andar jo buraiyian unko door karna maqsad hai jisse ummat ki zindagi quran aur hadees ke mutabiq guzaren. In ijtimaat ke zariye zyada se zyada jammaton ka nikalna maqsad jisse musalman ke deen par chalne ka jazba paida ho aur marne ke baad ki zindagi behtar ho kyonki qayamat ke din sabko allah ke samne pesh hona hai aur apni zindaginka hisab dena hai.
बहुत ही शानदार जानकारी दी बाज़मी साहब ने विस्तार से दी आपने बहुत ही शानदार तरीके से हर जानकारी गहराई मे जाकर पूछी आप दोनों की तारीफ के लिए शब्द नही है बहुत ही शानदार इंटरबीयून
A lesson of religion social unity following the message & teaching of Allah through The Prophet for humanity and co adjustment with other believers to make unity in diversity is the supreme motto of Ijtima.We should learn the art of living with peace in the world for saving the peace on ths mortal earth.May Almighty help us the divine teschings of Prophet Mmuhammad saw fer the welfare of Humanity.Aamin.😊
दीन का काम बहुत अच्छा हो रहा जमात से अगर थोडा दुनिया का भी काम होने चाहिए...जैसे जिस गावं में इसतेमा होता..उस गावं का बिजली (सोलार) इंतेजाम हमेशा का हो जाय..पाणी का इंतेजाम हो जाय...इसकुल शाळा.. दवाखाने कोई एक काम हमेशा हो जाय .. ये काम भी इसाले सवाब का है...
Ijtema me chahe 15 lakh ya 20 lakh log aaye,yeh 3 dino me koi faida nahi milega! Itne karodo rupaye kharch kar ke ayse ijtame karwane bawajud musalmano ke liye technical,medical colleges,universities,ladkiyo ke liye ayse idare,sarai,hostels,shadi khane,banana aaj bahut jaruri hai,aaj bade bade sahro me ayse idare yek bhi nahi to musalman kaisa aage badhega,apne psiro par kab khadega? Aaj musalman ayse chote chote kamo ke liye dusro par nirbhar hai,ayse bekar kamoke liye itna paisa barbad karke badhayiya bayan karlene se musalmano ka kuch bhi faida nahi hoga! Ijtema sirf 3 ya 5 sal ko yek bar karva ke,in paiso se musalmano ke future ke liye kharch kiye to aaj musalman itni garibi me nahi hota. Jo hua so hua, ham duniya me exam denetak din par khayam hona jaruri hai,is ke liye ilm ki jarurat hai,is ilm se khas kar aurato ko dur rakha jaraha hai,dinki dayare me sab ko lana hai, tarraqi sirf paiso se hi hoti hai,ayse khusul kharcha karke kya faida? Aaj ke namnihayat mouli is bat par dhyan nahi dete,sirf inki wah wahi ke liye ayse kaam karwate hai nake quoum ki taraqqike liye.
Faida akhirat Ka hota hai kiyon imaan k asal faide to akhirat me dekhne KO milenge. Jannat me Jana Bina imaan ke Nahi hosakta, jahannam SE nikalna bhi bina imaan k Nahi ho sakta
Alla talla ummathe muslema ko alla ke Deen ki हिदायत atha fermaye puri ummath me Aman ka shanthi ka and allha😮 ja Deen kaiiyese पहुंचा हर एक की फिकर हो जाए इस्लाम दिन आने हो जाए
Aapko Naman sir, Aap blogg me jaan daal dete hain har ilm ki maharat rakhte huye reporting hai aapki Isme speech kya di jati hai zarur batayen To kya bajah hai ki sirf Deobandi log ho aate hain Bareilvi log ek bhi nahi aata Bareilvi karodo hai bharat Bala desh pakistan turki Egypt bagairh me. Mumbai Bareilly kolkata raampur pilibhit Chhattisgarh odissa me bareilvi hain vo log kiyon nahi aate Ye ek pahlu hai Deobandi extrimist declayered hai Khud Maulana Saad ko corana kaal me 3 saal police talasti rahi Underground kiyon ho gaye the Dua me sharik hone par Saad sahab kitna Nazrana le jate hain Every Coin has two Face Show both Faces please
Puane bhopal ke kisi bhi gali mohalle ko dekhen. tute-fute sankre raston par kachra, gandgi, khule aur badbudar, plastic ke kachra bhare carry bag se jaam nali. betarteeb road side parking, paan-gutkho ki khali wrappers aur thook, betarteeb trafic, trippel seat bike riding aur driving ke waqt mobile ka istemal, galion me parking ko lekar apsi jhagde... aur bhi bahut kuch🙁 baqi mashallah saalon se istema me lakhon ki bheed byan sun hi rahi hai aur dua bhi kar hi rahi hai😨yeh sab likne ka maqsad kisi ko taklif pahuchane nahi. Bas zara apne-apne gali mohallon par gour karen, 🙏
संविधान के बारे में आप पूछ रहे थे । अगर एक आदमी 10 लोगों का कत्ल करता है तो उसे फांसी की सजा मिलता है लेकिन इस्लाम अल्लाह कहता है कि 10 लोगों को मारने वाले को 10 बार में मैं फांसी पर लटका करेगा । संविधान 10 कत्ल का सजा सिर्फ एक बार देता है लेकिन अल्लाह 10 कत्ल के लिए 10 बार सजा देगा । अब बताए संविधान बड़ा है कि कुरान बड़ा है
Jaha per mandir banaa haua tha to masjid keyo hai waha per mandir ko tornkar masjid nahi bana chhayi tha bhaichhari Lana chhayi yahi bbaichhari ka mhbat ho a chhyi jai jawan jai kisan
Bahi cahra rkana the islye babri masjid ki jaga mandir bana but hum sub sabar kiye ku ke hamari soch thi danga na ho sub mil ke rye but tum log har jaga mandir bolge tho bahi cahra tum log katm karye hai hum tho aaj bhi sabar karye ku ke hum aman cahtye hai
Ap ki sachchi or bye back jankari aam logo tak pahuchne k liye verey very thanks.
बहुत ही शानदार सही तरीके से तबलीगी इज्तिमा का प्रेजेंटेशन किया ।
शुक्रिया जैन साहब
Bhut achi janakari di Ijtama ke bare main
ماشاءاللہ ، بہت اچھی طرح سے ہر بات کو سمجھایا ہے ، اللہ تعالیٰ آپ کو سلامت رکھے۔
Bahot khub sir❤
Pravin Jain Sahab aapka bahut bahut Shukriya❤❤
Bht khoob jankari
Shukriya
Very nice analysis by Alim ji !
अलीम जी के माध्यम से बहुत ही सटीक एवं ज्ञान बर्धक जानकारी, इतना बड़ा सफल आयोजन सफलतम होता रहा है, वास्तव मैं मैनेजमेंट सिखाता एक आयोजन 🙏🙏🙏
Bahut dhannewad
Aap logon ka bht shukriya.... Gratitude
Very good information ❤🎉❤
Bhot kub sar aq sahi kabar batati hay
जनाब बज़्मी साहब आपका ,बहुत बहुत शुक्रिया,आपने बहुत अच्छे अंदाज़ मैं आलमी इज्जतेमा के बारे मैं विस्तृत समझाया,जैन साहब आपका भी शुक्रिया जो आपने इज्जतेमा को लेकर काफी कुछ देश के लोगो तक पहुंचाया,,,,,,
Jain sir, aapke guest Alim bazmi se
Acha bahut discussion sunne ko mila.
V2 good reporting
रविन्द्र जैन सा.आपको बहुत बहुत साधुवाद्
बहुत बहुत शुक्रिया
Bohot khoob
Very Good explanation
ADBHUT.. ravindra Jain Ji ❤
बहुत बहुत मुबारक साहब पूरी जानकारी देने के लिए
Nice reporting sir
Ma shaa Allah!May Allah Sbhanu T,aalaa bless us and all humanbeig for pecaful environment!
माशाअल्लाह
علیم بزمی صاحب زندہ باد ۔ بہترین ڈھنگ سے اجتماع کے نظام کو سمجھایا
बढ़िया भेंट वार्ता 👌
Bahut shandar tarike se samjaya bhaijaan ne
Masha Allah
Jazakallah khair. Bahut motivation batein batai aapne. Allah sabki ibadat aur khidmat ko kubool kare. Aamin
बज़्मी जी से बेहतर इज्तिमा की खासियत कोई बता ही नहीं सकता ❤
अलीम बज्मी और रविन्द्र जैन जी दोनों का शुक्रिया उम्दा जानकारी इबादत और खिदमत की
Masha’allah bohot hi achi knowledge di bazmi sahab ne❤ allah bazmi sahab ko jazae khair ata farmay❤️❣️
Very nice Bzami sahab ❤❤❤❤
Good translation
सटिक जानकारी अलीम भाई वरिष्ठ पत्रकार अपने बतादी
Nice information Touch wood
Alim bhai
Masa.allah
Tabligh Ke Sab Se pahle Amir Hazrat Maulana Ilyas ( Rh) farmaya karte the Is Kaam Ki Shohorat 100 saal Piche Ho Aur Kaam 100 Saal Aage ho
Hamare dharm me sabhi ko aane ki izazat hai ye Dharm sabhi ka hai ❤❤.
Mashaallah mashaallah
इतनी आसानी से इतनी खूबसूरत अंदाज में जानकारी देना बात को समझना यह सिर्फ अलीम बजनी साहब भी कर सकते हैं लाजवाब बहुत शानदार
Bazmi sahab aap ne bahut achhi baaten batai allah aap ko jazae khair de
Ravinder ji itna behtreen program pesh karne ke liye aap ka shukriya allah aap ko khob tarakki de
Masha allah bahut Achi jankari di aap ne
Bahut Khub Ravindra Jain ji for Nice video
Congrates Aleem Bazmi for nice presentation
बहुत खूब ❤
Great ! Alim bhai, brilliant presentation...
Subhanallah bhut sukriya
Bahut acche Jain Sahab
Good
Bahot acche se samjaya mashallah
Nice video sir.....RAHMNN
Mashallah
बहुत ही शानदार ❤❤❤
Bahot khoob bhi jan sadgi aur logon ko sahi islam ki taleem aur ek ek cheez dua sekhana in logon ko allah jazae khair ata kare
Yeh ijtimat musalmanon ke andar jo buraiyian unko door karna maqsad hai jisse ummat ki zindagi quran aur hadees ke mutabiq guzaren. In ijtimaat ke zariye zyada se zyada jammaton ka nikalna maqsad jisse musalman ke deen par chalne ka jazba paida ho aur marne ke baad ki zindagi behtar ho kyonki qayamat ke din sabko allah ke samne pesh hona hai aur apni zindaginka hisab dena hai.
Alhumdulillah ❤ aapne haqiqat ko bayan kiya
बहुत ही शानदार जानकारी दी बाज़मी साहब ने विस्तार से दी आपने बहुत ही शानदार तरीके से हर जानकारी गहराई मे जाकर पूछी आप दोनों की तारीफ के लिए शब्द नही है
बहुत ही शानदार इंटरबीयून
A lesson of religion social unity following the message & teaching of Allah through The Prophet for humanity and co adjustment with other believers to make unity in diversity is the supreme motto of Ijtima.We should learn the art of living with peace in the world for saving the peace on ths mortal earth.May Almighty help us the divine teschings of Prophet Mmuhammad saw fer the welfare of Humanity.Aamin.😊
بہت خوب جناب
Excellent reporting
Yah Hai Hamara Islam ismein hajaron hajaron khubiyan hai❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Apki chanel ko allah bahat jyada badhaye or tarakki de haq bat ko prasar karke lie
❤❤❤❤❤❤❤❤
Excellent performance
Veey fine reporting😅
बहुत बड़ा आयोजन ओर आजतक कभी भगदड़ या हंगामा नहीं हुआ
ALLAH Nazre budd se bachaye.....
Ameen @@zaiqa-zaban-e-sheereen3591
Allah nazre बद se bachaye
Allah nazre बद se bachaye
Allah nazre बद se bachaye
❤
Jain.aapko.selute
Jain.saahab.aap.ko.seluite.itna.accha.program.k.liye
Me.saahab.likh.na.saka.only.jain.likha.sorry
Good bite
E hai nabi aur allah ke pyare subhan allah kya pyara deen hai
दीन का काम बहुत अच्छा हो रहा जमात से अगर थोडा दुनिया का भी काम होने चाहिए...जैसे जिस गावं में इसतेमा होता..उस गावं का बिजली (सोलार) इंतेजाम हमेशा का हो जाय..पाणी का इंतेजाम हो जाय...इसकुल शाळा.. दवाखाने कोई एक काम हमेशा हो जाय .. ये काम भी इसाले सवाब का है...
Ijtema me chahe 15 lakh ya 20 lakh log aaye,yeh 3 dino me koi faida nahi milega! Itne karodo rupaye kharch kar ke ayse ijtame karwane bawajud musalmano ke liye technical,medical colleges,universities,ladkiyo ke liye ayse idare,sarai,hostels,shadi khane,banana aaj bahut jaruri hai,aaj bade bade sahro me ayse idare yek bhi nahi to musalman kaisa aage badhega,apne psiro par kab khadega? Aaj musalman ayse chote chote kamo ke liye dusro par nirbhar hai,ayse bekar kamoke liye itna paisa barbad karke badhayiya bayan karlene se musalmano ka kuch bhi faida nahi hoga! Ijtema sirf 3 ya 5 sal ko yek bar karva ke,in paiso se musalmano ke future ke liye kharch kiye to aaj musalman itni garibi me nahi hota. Jo hua so hua, ham duniya me exam denetak din par khayam hona jaruri hai,is ke liye ilm ki jarurat hai,is ilm se khas kar aurato ko dur rakha jaraha hai,dinki dayare me sab ko lana hai, tarraqi sirf paiso se hi hoti hai,ayse khusul kharcha karke kya faida? Aaj ke namnihayat mouli is bat par dhyan nahi dete,sirf inki wah wahi ke liye ayse kaam karwate hai nake quoum ki taraqqike liye.
You are a true and unbiased reporter.
Islam gives messages of peace and welfare of humanity.
ماشااللہ سوھنلا اللہ تبارک و تعالی تمام مسلمانوں کی جان و مال عزت و آبرو ایمان کی حفاظت فرمائے اامین سوماا۱میں ززاکاالہ خیر
महिला को घरों में जमा कर के दीन बताया जाता है
Mere Aziz dost ( Bablu miya) very good presentation Allah paak aapko achcha rakhe khushiya naseeb kare
Ijtema.hone.se.muslimo.ko.shi.jindgi.jine.ka.rasta.milta.pure.insan.se.mhobt.se.rhe.kr.allah.ki.ibadat.ki.mhobt..wala.ho.jata.hay.
Unfortunately, bazmi saheb appears misogynistic, neither he does know much about Qur'an, you better try to seek interview with any Alim, scholars plz.
Har 25 ghar ke durmiyan auraton ka iztema har hafte 1 din horaha he alhamdulillah
Faida akhirat Ka hota hai kiyon imaan k asal faide to akhirat me dekhne KO milenge. Jannat me Jana Bina imaan ke Nahi hosakta, jahannam SE nikalna bhi bina imaan k Nahi ho sakta
Alla talla ummathe muslema ko alla ke Deen ki हिदायत atha fermaye puri ummath me Aman ka shanthi ka and allha😮 ja Deen kaiiyese पहुंचा हर एक की फिकर हो जाए इस्लाम दिन आने हो जाए
Aapko Naman sir,
Aap blogg me jaan daal dete hain har ilm ki maharat rakhte huye reporting hai aapki
Isme speech kya di jati hai zarur batayen
To kya bajah hai ki sirf Deobandi log ho aate hain
Bareilvi log ek bhi nahi aata
Bareilvi karodo hai bharat Bala desh pakistan turki Egypt bagairh me. Mumbai Bareilly kolkata raampur pilibhit Chhattisgarh odissa me bareilvi hain vo log kiyon nahi aate
Ye ek pahlu hai
Deobandi extrimist declayered hai
Khud Maulana Saad ko corana kaal me 3 saal police talasti rahi
Underground kiyon ho gaye the
Dua me sharik hone par Saad sahab kitna Nazrana le jate hain
Every Coin has two Face
Show both Faces please
Puane bhopal ke kisi bhi gali mohalle ko dekhen. tute-fute sankre raston par kachra, gandgi, khule aur badbudar, plastic ke kachra bhare carry bag se jaam nali. betarteeb road side parking, paan-gutkho ki khali wrappers aur thook, betarteeb trafic, trippel seat bike riding aur driving ke waqt mobile ka istemal, galion me parking ko lekar apsi jhagde... aur bhi bahut kuch🙁 baqi mashallah saalon se istema me lakhon ki bheed byan sun hi rahi hai aur dua bhi kar hi rahi hai😨yeh sab likne ka maqsad kisi ko taklif pahuchane nahi. Bas zara apne-apne gali mohallon par gour karen, 🙏
Aleem Bazmi sahab , ye forward muslim jaati ke Ulema estema mai Obc muslim ko Duniyavi taleem haasil karne ke liye kyon nahi bolte il
Chack hoo jayenge aadhar part time or over time ke
संविधान के बारे में आप पूछ रहे थे । अगर एक आदमी 10 लोगों का कत्ल करता है तो उसे फांसी की सजा मिलता है लेकिन इस्लाम अल्लाह कहता है कि 10 लोगों को मारने वाले को 10 बार में मैं फांसी पर लटका करेगा । संविधान 10 कत्ल का सजा सिर्फ एक बार देता है लेकिन अल्लाह 10 कत्ल के लिए 10 बार सजा देगा । अब बताए संविधान बड़ा है कि कुरान बड़ा है
MULK KE LIYE LADNE WALE JALON ME BAND HE UNKE LIYE KOI IJTAMA KA SANDESH HE
Desh ke mauzuda halat me koee faida nahi
FUNDING KARNE WALE AGAR APNA NAME KYO BATAYENGE TO ENQUIRY HO JAYEGI KARODON KI RAKAM EK NO KI HE KAHNE KI BAAT HE KOI BHALA NAHI
Jaha per mandir banaa haua tha to masjid keyo hai waha per mandir ko tornkar masjid nahi bana chhayi tha bhaichhari Lana chhayi yahi bbaichhari ka mhbat ho a chhyi jai jawan jai kisan
Ye sab siyasat hai Bhai, Malik to sab ka EK hi hai