Bhai Slip on Flange ko Pipe ke sath fit-up karte hain to Flange ko Pipe ke sath Welding karte hain. Lekin jab do Slip on Flange lage pipe line ko aaps me jodte hain, to dono flange ko aapas me Nut-Bolt dwara jodte hain. Asha krta hun ki aap meri bat ko samajh gaye honge. Thanks for watching Video.
Bhai aapka sawal main samajh nhi paya.ki aap poochhna kya chahtehai hai. Apna sawal aap achhe se likhiye. Video dekhne , Comment karne, aur hamse judne ke liye aap ka bahut bahut Dhanywad. bhai bus aap logo ka support chahiye, aap ka din shubh ho.
Bhai aapko sikhana hai, to mai series suru kar rha hun use dekh lo. Aur piche jo video channel par padi hi. Usaka play list check kar sari video ek ek karke dekh lo. Isase aapko fitter ka kya kam hota hai, measuring tape kaise dekhen, pipe kya hota hai, pipe kitne prakar ka hot hai, Pipe fittings, flange, Pipe ka OD,ID,CF ke bare me jankari mil jayegi. Bhai Agar aapko pipe fitter banana hai to mehnt to karni padegi. Thanks for watching Videos.
Bhai sabse pahle to aapko jo unit kam karne ke liye mili hai. Usaki location kahan par hai use plan drawing me dekhkar pata karna hai. Usake bad isometric drawing lekar kam karna hai.
Ravi kumat ji aapne comment kiya, hame achha laga aap logo ka comment hi hame video banane ke liye motivate karta hai. Aapne Kuwait ke liye Pipe fitter Ke sawal ke bare me puchha hai, to Ravi Kumat ji abhi to mai Pipe ke basic ke bare me bata raha hun. Lekin aapne sawal ke bare me puchha hai to mai ek Pipe fitter ke sawal par video bana dunga, koshish karunga kal ya parso subhah tak aapko video de saku. Comment karne ke liye dhanywad. Thanks for watching Video.
Bhai, material jo sell karte hain. unke store par ye flange, mil jayega.aapka apana workshop hai kya. Bhai contract ke liye Telegram, Instagram, Facebook, Twitter ka link niche Description me diya gaya hai.wahan se join kar sakte hain.aur jo bhi sawal hai puchh sakte hain. Thanks.
Deepak ji aapne comment kiya hame achha laga aap logo ka comment hi hame video banane ke liye motivate karta hai. Aapne hamara number manga hai, to bhai ek bat aapko bata du ki mai kam me busy rahane ke karan call receive nahi kar pata.jyadatar chat hi karta hun. Aur chat se hi apane sare viewer ko jawab deta hun. Jyada viewer ki demand hoti hai, to video banakar jawab deta hun.Han ye alag bat hai ki kabhi reply dene me thori der ho jati hai, isiliye mafi chahunga. Vaise aap bilkul befikar rahiye, aap comment kar ke jo puchhna hai puchh sakte hai.Mai reply jarur dunga. Thanks for watching Video.
सरल भाषा मे सुंदर जानकारी
Bahoot achha se samjhaye 😮
Best sharing about knowledge flange 👍👍👍🙏
Nice
सरल भाषा में जटिल चीजों को समझाने के लिए आपको बहुत-बहुत धन्यवाद
Nice technical presentation, good information on pipe joining methods, thanks
Buht achi video brother
Thanks.
Perfect sir🙏🙏jordar video chhe 🎉
very informative
Wounderful sir 🙏
बहुत बढिया समजाया भाई! धन्यवाद
Good video
बहुत सुंदर भाई
Thanks
Very nice video thankyou
Nice video
One of the best video in whole TH-cam regarding Flange ang type
Jay shree ram 🙏 simple super 👌
Bahut.aaxa.jankari
Nice information ❤
Zabardast.....
Thanks.
@@pipinggyann sr QC me column, heat exchanger & vessels ke bare me koi video h to link shear kijye sr....
Good job
Brilliant
Thanks
सुपर
Allah pak خوش rkhy nayab infrmt❤❤
Very nice
Good
Verry good
Thank you sir
Thanks.
Thanks sir
Good
Thanks.sir
Nice
Nice video sir, drawing par video banaye sir
❤
Tq sir
Thank you
Aap hydrotest ke upar details me banaiye
Thanks for the video. Quite informative
Bhai aapko video agar achha laga to please video ko "LIKE" jarur kijiye. Isase hame video banane ke liye motivation milta hai. Thanks
❤
Video dekhne , Comment karne, aur hamse judne ke liye aap ka bahut bahut Dhanywad. bhai bus aap logo ka support chahiye, aap ka din shubh ho.
Sir aise hydrotest of heat exchanger ka upor ak video banaiye pls bahut help hoga
I like you video. My need 90 Alvo and 45 Alvo middle size.
Sir slip on flange me nut and bolt ka use hota hai na ki welding ka
Bhai Slip on Flange ko Pipe ke sath fit-up karte hain to Flange ko Pipe ke sath Welding karte hain.
Lekin jab do Slip on Flange lage pipe line ko aaps me jodte hain, to dono flange ko aapas me Nut-Bolt dwara jodte hain. Asha krta hun ki aap meri bat ko samajh gaye honge.
Thanks for watching Video.
Dear sir,
Please CARBON STEEL ELBOW NU IBR PRESSURE CALCULATION NO VIDEO APO
B.
Ges falngi konci hai isme 2inchi pipe me ges line me konsa falngi or ges kitt lagegaa g
Bhai aapka sawal main samajh nhi paya.ki aap poochhna kya chahtehai hai. Apna sawal aap achhe se likhiye.
Video dekhne , Comment karne, aur hamse judne ke liye aap ka bahut bahut Dhanywad. bhai bus aap logo ka support chahiye, aap ka din shubh ho.
Child water ke bare me bataye pipe ki besic jankari digiye
Main av is line me new hun aur pipe.fiter Bannatyne chahta hun Krupa kar k start se bataye Taki 2,3 month me main sikh jaun
Bhai aapko sikhana hai, to mai series suru kar rha hun use dekh lo. Aur piche jo video channel par padi hi. Usaka play list check kar sari video ek ek karke dekh lo. Isase aapko fitter ka kya kam hota hai, measuring tape kaise dekhen,
pipe kya hota hai, pipe kitne prakar ka hot hai, Pipe fittings, flange, Pipe ka OD,ID,CF ke bare me jankari mil jayegi. Bhai Agar aapko pipe fitter banana hai to mehnt to karni padegi.
Thanks for watching Videos.
Sompal singh ganGoli
Age blind ke bare me jankari chahiye sir
Play 1.5x speed.thanks me later 🎉
Bhai ye batao client puchhata hai aap ko ek unit de diya gaya hai aap kya karoge, starting kaise karoge,
Bhai sabse pahle to aapko jo unit kam karne ke liye mili hai. Usaki location kahan par hai use plan drawing me dekhkar pata karna hai. Usake bad isometric drawing lekar kam karna hai.
If any body purchase ss flanges. Reply us
pritkal,kar,k,dikhao
Kuwait ke liye questions pipe fitter wale
Ravi kumat ji aapne comment kiya, hame achha laga aap logo ka comment hi hame video banane ke liye motivate karta hai. Aapne Kuwait ke liye Pipe fitter
Ke sawal ke bare me puchha hai, to Ravi Kumat ji abhi to mai Pipe ke basic ke bare me bata raha hun. Lekin aapne sawal ke bare me puchha hai to mai ek Pipe fitter ke sawal par video bana dunga, koshish karunga kal ya parso subhah tak aapko video de saku. Comment karne ke liye dhanywad.
Thanks for watching Video.
@@pipinggyann Hello sir mechanical fitter ke bare me bataiye
Bhai ye flanges milte kahan hai
Apna contact details, telephone number share karain. Thanks
Bhai, material jo sell karte hain. unke store par ye flange, mil jayega.aapka apana workshop hai kya. Bhai contract ke liye Telegram, Instagram, Facebook, Twitter ka link niche Description me diya gaya hai.wahan se join kar sakte hain.aur jo bhi sawal hai puchh sakte hain.
Thanks.
Aapko kitni chahiye or kon si
Hello sir Aapka number kya hai
Deepak ji aapne comment kiya hame achha laga aap logo ka comment hi hame video banane ke liye motivate karta hai. Aapne hamara number manga hai, to bhai ek bat aapko bata du ki mai kam me busy rahane ke karan call receive nahi kar pata.jyadatar chat hi karta hun. Aur chat se hi apane sare viewer ko jawab deta hun. Jyada viewer ki demand hoti hai, to video banakar jawab deta hun.Han ye alag bat hai ki kabhi reply dene me thori der ho jati hai, isiliye mafi chahunga. Vaise aap bilkul befikar rahiye, aap comment kar ke jo puchhna hai puchh sakte hai.Mai reply jarur dunga.
Thanks for watching Video.
@@pipinggyann Thanks sir Koi bat nhi
A . paund kay hota he
Pound mapne ki ikai hai.
1pound = 16 औस
1pound = 0.453592 kilogram
Very nice
Good