Main Bahar ka deti hu Meri baby 9 months ki h ap jo cerelac home made bnayi h bahut hi acha h Bt mujhe 1 sawal krni h apse Bahar ka cerelac direct grm Pani me bna kr baby ko deti hu or Ap jo cerelac bnaye h usse paka kr dete h kya apka Jk cerelac bnayi h usse direct de skti hu yr paka kr du
Hello, mam , meri baby ko Alhamdulillah 11 month start hua so mai de skhti hun kya yeh homemade cerelac deskte kya,qki ab tak hum market ka hi cerelac dete hai, so please mam.. or kya sath me dry fruit powder bhi mix karna chahiye, kitna karna chahiye mam please answer...
Hii mam , nice vidio . Mam mere 3 saval he aapse , 1. Meri beti ka aj hi 6 month suru hua he to me ise kabse de sakti hu ?? 2. Isme pehle vale tarike me hi ots add kar sakte he ???? 3. Ise stor kaha karna he or kitne. Time tak use kar sakte he ??? Ple dii give me reply because i trust on u & i care my baby ple 🙏
Hi apka baby abi 6 months ka hua hai to starting me fruit puree dal ya chawal ka pani de ... Jab wo acche se ye chize khane lge tb aap use cerelac dena start kr skte ho.. Phle simple cerelac try kre aur isko airtight container me store kre .. 20-25 din tak store kr skte ho.. Fridge me
Hi, mam ap 11 month me apki baby ko kya khilate thy, kaise khelte thy, play time, activities & routine share kijiye na mam.. video banaye na,in sab par please
Friends aap apne baby ko market wala cerelac dete ho ya ghar par bana cerelac?
मै baharka देती थी अपने बताया तो मै घरमे बनाऊंगी
Thank u mam
Main Bahar ka deti hu Meri baby 9 months ki h ap jo cerelac home made bnayi h bahut hi acha h Bt mujhe 1 sawal krni h apse Bahar ka cerelac direct grm Pani me bna kr baby ko deti hu or Ap jo cerelac bnaye h usse paka kr dete h kya apka Jk cerelac bnayi h usse direct de skti hu yr paka kr du
Me to Bahar ka nhi deti Mera baby 8.15 month ka h usko dhudh roti, Dal ki khichdi, fruit suji ka halwa , aata ka halwa or roti yesab deti hu
Mam ye cerelac 6month baby ko de skte h kya
Kya multigrain cerelac 6 month baby ko de sakte hai ? Like I mean urad aur chane ki daal se baby ko problem to nhi hogi na ?
Nice serelac mam mai bhi बनाके देखती हूं
M bhi try kru gi .mere baby k ly🥰🥰
Thanks mam ,aapka hi video dekhti hu ,bat har video nhi dekh pati time hi nhi milta ,,,aap ekdam sahi batati h,
Kya isme ajwain jeera pawder Dal skte he
Ma'am isme thora mitha daal skte h kya
Thanka mam
Mera baby v 8 month ka hai aur mai use ghar ka khanahi deti hu..
Ab mai ghar pr v cerelac bna skti hu.. Thanks mam for nice vdo...
Welcome dear
Maan chawal kaun sa use krna h
Kya Ham bhujiya chawal ka safal ek bar sakte hain madam please bata dijiyega jarur Bata dijiyega
We can soak it as well after washing and then dry n use
Isko milk me boil kr skte h nd dry fruits add kr skte h Or din me kitne baar or kitni quantity mein de sakte hain
Mam hum isme otas ya poha bhi mila sakte h kya
Nice recipe mam very helpful video u r great mam.
Thank you dear please share the video if you love it
Hello, mam , meri baby ko Alhamdulillah 11 month start hua so mai de skhti hun kya yeh homemade cerelac deskte kya,qki ab tak hum market ka hi cerelac dete hai, so please mam.. or kya sath me dry fruit powder bhi mix karna chahiye, kitna karna chahiye mam please answer...
De sakte ho starting me km de aur dry fruits powder isme mix kar sakte ho
Thanks mam for reply, thanks again mam
Hii mam , nice vidio . Mam mere 3 saval he aapse ,
1. Meri beti ka aj hi 6 month suru hua he to me ise kabse de sakti hu ??
2. Isme pehle vale tarike me hi ots add kar sakte he ????
3. Ise stor kaha karna he or kitne. Time tak use kar sakte he ???
Ple dii give me reply because i trust on u & i care my baby ple 🙏
Hi apka baby abi 6 months ka hua hai to starting me fruit puree dal ya chawal ka pani de ... Jab wo acche se ye chize khane lge tb aap use cerelac dena start kr skte ho.. Phle simple cerelac try kre aur isko airtight container me store kre .. 20-25 din tak store kr skte ho.. Fridge me
My Baby Care
Thank you mam
Salt use for test ?
Kya winter me b y cerelac de skte h 6 month k baby ko
Hanji
Mem agar milk powder Mila de to shi rahega
Dhudh me bana kr de sakte h
Mem Aapki sari vedio me फॉलो krti hun ❤ meri beti 6 month comeplite hogye hai kya me aapke batye huve cerelec de skti hun ❤❤
Without sugar kaise khhilynge
Kya pani ki jagha milk dal k bana sakte hai.
Isme ghee add kr sakte hain kya?
Mam sardiyo me rice add krne se baby ko koi problem to ni hogi
Mam daliye main baby ko cheeni dal kr de sakte h
Mam ye cerelac kounse monthse deskhte hain
Kiya home made cerelac me chhilke Bali dal use kar sakte hai
Kya isme nmak nhi daalna hai
Mem kitne month tk de sakte h baby ko
Bhuot acha se aap samjate bhuo sundar
Mashur dal add kar sakti hun
Mam dono cerelac powder ko mix kar skte hai 7month k baby ko de skte h
Ni starting me ek h de
@@MyBabyCare okay mam
Ye cerelac roj de sakte hai kya or din me kabhi bhi de sakte hai kya ya raat ko sote time
Yeh konsa oats hai ??
Mam Cerelac Mein milk powder Upar Se milakar ke de sakte hain
Kitne mhine ke baby ke liye he
Salt y sugar kuchh ad nhi krna h kya mam
Bohot sundar hai Ye video. Me bhi ghar Par hi banaungi. Meri beti 6month ki hai
Thank you dear
Apne try kiya kaise raha apki baby k liye
Mera baby 6month ki h kiya m uska serelc m dry fruits ots makhana sab dal ke bana k de sakti hu
Mam mera 6 month ka baby hai use de sakte hai
Mam how to store cerelac for longer time?
6 month baby ko dry fruits ka powder ni de sakte h kya
Ragi ka crelac btyen plz
Chawal kon sa dena h mam
Suger and solt ka use nhi krna h maim
Yek bar bnaya huaa 2 ya 3 bar khila sakte h mam please Ripley dijiy
Agar roast karna bhul jaye to koi dikkat hai ?
very useful.. can i start 6 months baby?
Yes dear you can
Mam ise khilane k bad erlergy hoga to kaise pata chalega
Hello mam mera baby abhi .6 manth ki hai to kya mai use serelac khila sakti hu
Ham es ko doodh me khila sakte hai 6month ke baby ko
Freez me rkh skte he kya
Mam mera baby 11 month ka h khila sakte h
Change ki daal bachho ko gas nhi krega kya
Mam 3/4 means
Mam 6m start baby ko de skte k
6 month ke baby ko de sakte he
Chana aur toor daal se gas to nhi hogi naa
Mam please reply dijiye Carelec me daliya mila sakte hai
daliya ache se bhunkar ..fir peskar mila sakte ho
Oats konse lane hai
Mung dal nd toor dal chawel ka cerelc bna skte h
Yes pr starting me km bnaye aur dekhe baby ko suit ho rha hai ya nhi
Keyna month s k baby k wasa ha ya
Taste change krne k liye kya kre kuch sweet ya namkeen kaise bnay
Mera baby 6 month me chal rahi hai kya mai usko serilex de sakti hu plz reply mam
hii..mem ye celerlac hum jab travelling mai bahar jate hai to use nai kr sakte
Kar sakte ho dear
@@MyBabyCare kaise kr sakte hai bcz aapne to gas pr use pani k sath garam kiya tha na ? to hum bahar travelling mai kaise garm kar sakte hai?
Suger add nhhi ki mam apne
@@kirnawala7464 1 year tk baby ko sugar aur salt nhi dena h
1 year tk sugar aur salt nhi dena h baby ko
Mem 9 month baby ke liye homemade cerelac btaiye konsa de
Nice information ma'am👌👌👌
Thanks dear
5 mahine ke bache ko bhi de sakte h kya yah plz btaiye
2nd wala easy v hai aur atcha v hai❤. Mam din mai kitni bar dena hai please reply
Can I give this cerelacs to 6 months baby?
Yes you can
Kiya 7 mahine ke baby ko chhilke bali dal ka serelak de sakte h
Meetha krne ke liye Kya use kre please reply
Meetha karna ku hai?
Thanks mam for the wonderful recipe... main apny bacho ko cerelac nhi deti market k but ab bana dungi thanks again
Mam isme sugar dalna h ya solt
dear baccha ek sal se bada hai to aap sugar ya salt sal sakte ho jaise aapke baby ko acha lage
Start time 3:12
Thank you
Kya milk me de sakte h 8 month beby ko Ripley please
Formula milk me de sakte ho ..
Madam serlec dena jaruri h kya?
Helo mam meri beti 6 month ki hai kya use ceralec de sakte hai
Is cerelacs me ragi add kar sakte hai Mam? Nd sugar ya salt ?
Maim sabudana ka kese banayenge plz batay
Dear jald bana rahi hu uspe bhi video
@@MyBabyCare 😊😊
Mam ye cerelac summer ke liye h ya winter k liye plzz reply
Aotss kya hota h
1 mhine ka shath m bna skte h
Yes dear aap bana kar store karke rakh sakte ho
Hi baby ko 3 br solid dene k bad doodh kitni br dena chahie mere baby ka 9 month start hogya he .
Man mera sade 5mhine ka baccha h kya m use ye khila Sakti hu
6 mahine ke hone par
Hi, mam ap 11 month me apki baby ko kya khilate thy, kaise khelte thy, play time, activities & routine share kijiye na mam.. video banaye na,in sab par please
Ok
Thanks mam
Mam isme sugar ya salt nhi dalna
Dear 1 saal se chota baby hai to mat daliye warna dal sakte ho aap
Mam Desi ghi m bana kr de skte h kya
Yes
Ma'am 5 month old baby ko de sakte h Kya dry fruits powder.
Nahi dear 5 months baby ke liye dry fruit powder digest karna aasan nahi hoga aap use 8 mahine ke hone par dena shru karein
Thank you so much maam
Ek sal ki bachi ko serelac me namak de sakte hai
Mera baby 6month ki h kiya m uske serelc m dry fruits ots makhana sab dal ke bana sakti hu
No..8 months se dry fruits dijiye
Nmka dal skte kya
Aise h khilaiye
Mam mujhi bataya hum namak aur Cheney k badly Mai kya dal sakhtay hai
Dekhiye agr baacha bilkul ni khata to thda daal skte h but 1 saal ke baad se dale to accha h
Isme sugar nhi dalega kya
Sugar n salt noot good for babies before 1 year
Agar cerelac is quantity badha ke banani ho kya ratio rakhe?
Thanks for liking but could you please reply on my query
Ma'am,, 6 month ke baby ke liye isme salt milana chahiye ki nhi?
Kaise pata chalega baby ko kaun se dal se allergy hai sab dal toh mix hai
5mhine ke baby ko khila sakte he
Baby jab 6 mahine ka ho jae tab se