@@SellerStudy thanks sir mujhe apna seller account Flipkart par kholna hai mujhe pta nahi chal raha ki merey area main Flipkart ki product ship service hai ya nhi sir Maine sant nagar burari Delhi-110084 mein belong karta hu please Help 🙏
Bhai me filipcart pr sell krti thi tab only shipping label invoice hi a4 sheet par print krbake lgati thi mere pass printer nhi tha me shop se adjust kar leti thi abhi mera kam band he me phir se start krna cahati hu me Theremal ka printer abhi nhi le sakti bahut costly he kya normal printer se a4 sheet par print krke shipping label lga skte he?
bhai flipkart ki packing me dena necessary hai kya? I mean mere pass plain packaging hai jis pr kiss brand ka naam ni hai or me Meesho ke liye wahi use karta hu
@@sanjaysoni-ko1bc hello Bhai aap Kay seller ho Flipkart ka me bhi karna chata hu tho Kay mujhe thermal printer our pakiji g ka saman me paise inwest karna chahiye .. bhai auger aap seller ho tho aap se baat ho jaati tho acha raheta ❤
@@SellerStudysir kya invoice Dena jaruri he aur nahi diya to kuch ho skta he kya plz reply sir mere pass sab chiz ready he bus shuru kr rha hu problem naa ho is liye puch rha hu plz answer 😢
bro mere pass kuch nahi hai mujhe kuch nahi pata mai flipkart pe sale karna chahta hoo to kya kya lagega beginners kaise start karega online selling.kaise qr scanner banayega or packaging meterial kaise milega.a to z information chahiye bro video banake batao
Saal ka kharch nhi hota monthly filling hoti hai jitne ki bhi sale Hui ho, jitna maal kharida hota hai or jitna becha hota hai us hisab se monthly filling hoti hai or gst lagta hai
Bhai jin product Ka L- w - H jayeda hai yani 26 inches / 26 inches h 5 inches sab calculate CM m karne k baad... flipkart access nai karta hai itne bade product ki.... Agar odder aane k baad hum kase dispatch karege kon trike se Unki Delevery kase hogi
भाई तुम जिस तरह कंप्यूटर पर दिखा रहे हो tume sochna chahiye की इस स्मॉल word में किसको दिखेगा ये सब,,,, तुम जो क्लिक कर रहे हो कुछ भी नही दिख रहा हे,,, ये तुम ही समझ रहे हो क्लिक करके बस ,,,
Aapka tharmal printer ka model ky hai
Pending handover ma delevry boy ka Number Minta Hai Kya? polly bag cheya
Bro ...lebal to samaj mai aaya but invoice kon se printer se niklega...invoice b to hme material k sath send krte hai ?
Yes aap kar sakte ho
Very good video sir 👍 thanks 🙏
Most welcome
flipkart k lable ko crop karnai k liye koi softwere batao sir please
Sir ye gst bill apne ape bra ga gst site pe (matalb sir hume dubara gst berna ki jarurat nhi ha )
Nahi
Sir tharmal roll kya Flipkart ke authorised vendor se lena jaruri hai or barcode toh apne btaya he nhi jo primary package per lagta hai
Aap Flipkart ke authorised seller se bhi le sakte hai aur normal market se bhi but label waterproof 💦 hona chiyhe
@@SellerStudy thanks sir mujhe apna seller account Flipkart par kholna hai mujhe pta nahi chal raha ki merey area main Flipkart ki product ship service hai ya nhi sir Maine sant nagar burari Delhi-110084 mein belong karta hu please Help 🙏
Bhaiya mene apka Chennal subscribe Kiya he
Thank you 🙏😊
Customer ko invoice print karke packet me dena mandatory hai kya? Agar ha to thermal se kare ya normal se?
Pls reply
Hanji mandatory hai invoice aap dono printer se nikal sakte ho
Bhai meesho or flipkart pr monthly sell or return kese check please 1 video bnao
Okay banata hu
Sir ek seller account se sabhi tarah ke categories products ko sell kar sakte hai kya
Ji kar sakte ho
bhai thermal label pr nikalna jaruri hai kya? ya fir normal A4 paper bhai use kr sakte hai?
Mandatory hai
Bhiyya me shopsy pe new seller hu mera packing pe thumbal printer or shipping label k liye budget nhi me is situation me kya kru aap suggest kijiye
Aap mujhe instgram par dm karo
To normal printer me chipkane wali 4 lebal shit lga kr nikal lo
Sir ek seller account se sabhi tarah ke categories product ko sell kr sakte hai .... Jaise ki electric 💡 light aur... Clothing 2:15 ???
Kar sakte ho but gst me add karna hota hai
thank you for this but i want to ask that........
print out k liye yellow paper use kar sakte hain pls fast reply sir ??
No only tharmal printer with Tharmal roll
Jo he thermal printer se naa karke ham normal printer se order label print kar skte hai 😊
Abhi kar sakte ho baad me aapko tharmal printer lena hoga
@@SellerStudy bro agar me thermal wala roll leke normal printer me mere hisab se adjust karke kar skta hu
Bhai me filipcart pr sell krti thi tab only shipping label invoice hi a4 sheet par print krbake lgati thi mere pass printer nhi tha me shop se adjust kar leti thi abhi mera kam band he me phir se start krna cahati hu me Theremal ka printer abhi nhi le sakti bahut costly he kya normal printer se a4 sheet par print krke shipping label lga skte he?
Hanji mam but aage aapko lena padega
Philip card se I'd kaise le
bhai flipkart ki packing me dena necessary hai kya? I mean mere pass plain packaging hai jis pr kiss brand ka naam ni hai or me Meesho ke liye wahi use karta hu
Kar sakte ho but jada din ke liye nahi
Sir abhi mein start kar raha hoon, Kya Direct Thermal printer use kar shakte hai ya transparent tharmal printer lena hoga??
Kuch Mt lo bhai abhi just start Kiya hai to normal printer use karo
@@sanjaysoni-ko1bc hello Bhai aap Kay seller ho Flipkart ka me bhi karna chata hu tho Kay mujhe thermal printer our pakiji g ka saman me paise inwest karna chahiye
.. bhai auger aap seller ho tho aap se baat ho jaati tho acha raheta ❤
Yes brother ❤
Aap normal printer lijiye aapka kaam ho jayega, usi me steaker Wale paper me print out lekar aap abhi start kar skte hai
@@sanjaysoni-ko1bc thank you so much ❤️
Sir aap to invoice nhi deya packet ke under?
Aap invoice dal sakte ho wase customer ko mail aur Flipkart app par mil jata hai okay 👍
@@SellerStudysir kya invoice Dena jaruri he aur nahi diya to kuch ho skta he kya plz reply sir mere pass sab chiz ready he bus shuru kr rha hu problem naa ho is liye puch rha hu plz answer 😢
Sir up mujhe personal thora sikha shakte hai mutlab me sikna chata hu ar mere pass koi seller account nahi hai
RTD kar diya tha kal... Lekin Abhi tak Nahi le kar gaya... Handover me hi pada hai product... Kya karu??
Product leliya kya
@@bangalorecocks3716 nhi
Sir Flipkart per khud se Flipkart courier tak pahucha sakte hai kya
Bhai ye kese pata kre ki mere pincode pr flipkart order rcve krne ki facility h ki nhi seller k liye k
Bhai main filikart par kuch sell karna chahta hu iske liye main seller account to bana liya hai iske baad ke karna padega
Aap instgram par follow karo and dm karo
bro mere pass kuch nahi hai mujhe kuch nahi pata mai flipkart pe sale karna chahta hoo to kya kya lagega beginners kaise start karega online selling.kaise qr scanner banayega or packaging meterial kaise milega.a to z information chahiye bro video banake batao
Mujhe pata hai saba kuch
Shopsy order ke liye barcode packaging material kaha se purchase kare
Selar account ki link Sher kar sakte he ya nahi
Kar sakte ho aap
Flipkart ke shipping label kha se le skte hai??
Bhai ye jo "pending service" naam ka ek box hai uska kya matlab hota hai?
Bhai picklist ke sath lable kese nikalege??
Bina Invoice ke bhi order Dispatch kar sakte hain kya??
flipkart ke polly online lu , new saller hu , keya Delivery boy packaging provide kardenge
Nhi khud lena pdega delhi se ho to sadar bazar se lelo wrna online lelo
Thermal printer kitne ka mil jaega sar
Mene video banai Hui hai aap jake dekh lo
Apka office kaha hai
Sir mera order large item & small item hai packing ka packet & box kaha se milega? Flipkart dega / mujhe kharidna hoga ?
Aapko kharidna hoga
Thank for information
Welcome 😊 and keep watching
Printer ka price kya hai brother
Bhai gst number ka kya kharch hai ek sal ka
Saal ka kharch nhi hota monthly filling hoti hai jitne ki bhi sale Hui ho, jitna maal kharida hota hai or jitna becha hota hai us hisab se monthly filling hoti hai or gst lagta hai
Packing material kaha milta hai??
Very good video sir thanks
Most welcome 🤗
aap kya sell kar rahe hai
I'm new on Flipkart. Sell bhi bhut km hai.
Ab 10k ka printer bhi lu?
Kya mandatory hai??
Yes mam bilkul mandatory hai but aap abhi thoda Rukh kar le
Bhai 299 ka bechha 6 mahine mai 3 order aaye 1 wapsi commission kat sirf 105 de rahe hum kya bachaye kya rakhe
Kya sach me
@@arjunrajput1646 hmm
Thanks ❤
Sie ek Flipkart agent ne mujhse business improvement related query ki ticket bnwaya and fir 4719/- ka payment krwaya.
Ye kya hota hai pls btaye.
Aap mujhe instgram par follow karo and dm karo
Sab Kuchh batao tumhare pass printer kaun sa hai computer laptop scanner kaun sa hai Koi Bhi Koi chij Ho Jo istemal karte ho Sabhi Ke Naam price
Bhaiya mujhe apne yaha job rakhoge kya mujhe ❤❤
Flipkart pe sel kaise kare
Aap mere channel pe new video dekh lo
Please sir reply Dena
Bhai jin product Ka L- w - H jayeda hai yani 26 inches / 26 inches h 5 inches sab calculate CM m karne k baad... flipkart access nai karta hai itne bade product ki.... Agar odder aane k baad hum kase dispatch karege kon trike se
Unki Delevery kase hogi
भाई तुम जिस तरह कंप्यूटर पर दिखा रहे हो tume sochna chahiye की इस स्मॉल word में किसको दिखेगा ये सब,,,, तुम जो क्लिक कर रहे हो कुछ भी नही दिख रहा हे,,, ये तुम ही समझ रहे हो क्लिक करके बस ,,,