कृषक मित्र अनुदान टांसफार्मर योजना विधानसभा चुनाव के पहले मामा शिवराज द्वारा चालू की गई है अभी तक बंद क्यों है जिन उपभोकताओ ने विधानसभा चुनाव के पहले फार्म भरकर विदयुत विभाग मे जमा किया हैं उनका अभी तक परमानेंट कनेक्शन क्यों नही किया गया विदयुत विभाग द्वारा पचास प्रतिशत अनुदान की राशि किसानो से जमा क्यों नही करवाई गई क्या चुनाव जीतने के लिए कृषक मित्र अनुदान योजना चलाई गई हैं
Commercial connection aapko AP (agriculture) line se nahi milega uske liye domestic line aayegi. And charges Sales circular D-12/2020 ke according honge.
Bhai jii maine 2019 main 10 bhp ke liye apply kia tha uhbvn main or ab solar de rahe hain dobara apply karna hai 15 bhp load ke liye kon kon se documents lagenge ye bata dijiye request hai bhai jii or application fees bhi bata dijiye 15 bhp ke liye dhanyavaad jii
Bhai 2019-21 ki file hai estimate ke paise bhar deya hai .cc bol raha hai ki election ke baad file aage denge.abhi workorder Jari nahi hue hai.pataudi circle ka mamla hai
bhai jo hmare tender huye h sirsa ke uska time 6mnth ka bta rhe h aapne 3 mnth btaya tha jE aur ek adhikari aur se poocha tha unhone bhi bola h 6mnth ka time h bhai
Shima office me 500 rs file deposit ke liye le rahe hai or koi bi recipe nahi de rahe hai. Means direct bebrry. Kya karna hoga. Ya fir wo log theek h to receipt kyu nahi dete. Kindly clear it.
ye apne bilkul shi bataya h etna hi aya tha
Bahut vadiya
Bhut badiya report ha
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Good Information
Good👍
कृषक मित्र अनुदान टांसफार्मर योजना विधानसभा चुनाव के पहले मामा शिवराज द्वारा चालू की गई है अभी तक बंद क्यों है जिन उपभोकताओ ने विधानसभा चुनाव के पहले फार्म भरकर विदयुत विभाग मे जमा किया हैं उनका अभी तक परमानेंट कनेक्शन क्यों नही किया गया विदयुत विभाग द्वारा पचास प्रतिशत अनुदान की राशि किसानो से जमा क्यों नही करवाई गई क्या चुनाव जीतने के लिए कृषक मित्र अनुदान योजना चलाई गई हैं
Bai 11 kv line thoda sa dori par hai one 11 meter pole lagega centere me or ik h pole 16 ka transformer ktna estimate banega plz reply
@@akashchattha658 155000 to 160000 ke lagbhag
❤
Transformer mere khet ke pass kille me hai. Usne 20 saal pahle apna lagwaya tha. Kya mera LT connection us transformer se ho jayega.
@@manoj151980 ho jayega
Kya transformer ke old owner se no objection likhwana padega ya uska objection ho to bhi ho jayega@@Dhbvnupdates
ऑफिस मैं जाओ तो सब हराम खोर भरे पड़े हैं, देख लिया 😅😂
87 meter line 1 pol or + h poll ka kaya karca hoga 173 aaya ha bhai ji 30 pale bar rakhe ha
April me estimate ke rs bhar diye pr abhi tak nahi hua hai
3 fase agriculture canection lena hai parasnal 10 poll lagega to total kitna kharcha aayega Rajasthan me Barmer distic
भाई जी कमर्शिल कनेक्शन चाहिए शिंगल फेस का क्या चार्ज लगेगा मेरे खेत से 5 किले पिछे है लाईट
Commercial connection aapko AP (agriculture) line se nahi milega uske liye domestic line aayegi. And charges Sales circular D-12/2020 ke according honge.
Bhai mere 1180 ka payment khua hai bass ab 6915 ka payment aarha hai Portal par or kitan payment karna ho ga
Sir 2021 ne apply kiya tha 7.5 ka safidon se connection milega kya
@@Raviyadav_09 10 Bhp tak solar
2 pole +H pole ki estimated cost kitni aayegi bhai ji
E fase electric canection lena hai 10poll lagege kitna kharcha ayega
Dhighawa ke work order kab tak hoge
Bhai jii maine 2019 main 10 bhp ke liye apply kia tha uhbvn main or ab solar de rahe hain dobara apply karna hai 15 bhp load ke liye kon kon se documents lagenge ye bata dijiye request hai bhai jii or application fees bhi bata dijiye 15 bhp ke liye dhanyavaad jii
Aapka aadhar card 1 photo land ownership proof(registry)
@@Dhbvnupdates bhai jii 15 bhp load ki fees kitni lagegi
Deepak ji work order ki second list kab tak realese ho sakti hai 19to 21ki reaply please
Pata karte h
LT ke baare mein bataye
Sir 650 meter with 25 kva kya cost padega
10 kv ka ट्रांसफार्म हो तो कितना hoja estimet
4 पोल की दूरी पर कितना खर्चा आये गा 15 hp कनकेशं पर
Appx 150000 lagbhag. Not exect
Bhai 20 kva ka transformer kb tk provide hoga tohana store me
10 pol or 15 ka load ka kitna kharch aayega please reply
Bhai 2019-21 ki file hai estimate ke paise bhar deya hai .cc bol raha hai ki election ke baad file aage denge.abhi workorder Jari nahi hue hai.pataudi circle ka mamla hai
@@yogeshrajput1844 aachar sanhita me work orders nahi honge
40 मीटर की लाइन में केवल कनेक्शन कितना खर्चा आएगा
Line with tf 165000 k lumsum
Bhai 2023 Wale tender kab hoge
Wait
2018 bale kab milenge
Sir 16 kv ka transformer ka kya rate ha
1 acre lt ka estimate without transformer
Transformer kisi ek owner ka hai ya bahut connection hain usse?
सिहमा सबडिवीजन के कनेक्शन कब होगे 2019 . 21 के बीच के मोटर का बिल भी जमा करवा दिए तीन महिना होगा सब कुछ कर दिया
bahut tang kr rhe h bhai
@@pradeepyadav1720 abhi sbhi ke work order nahi hue h.
कब तक होगे@@Dhbvnupdates
bhai jo hmare tender huye h
sirsa ke uska time 6mnth ka bta rhe h
aapne 3 mnth btaya tha
jE aur ek adhikari aur se poocha tha
unhone bhi bola h 6mnth ka time h bhai
aur pehle 3mnth ka bol rhe the
@@GurpreetSingh-hk7bm time duration work order me mention hota h. Hamare yahan 90 days ka tha . Aap wha ke work order me check kar sakte ho
kaha se milega work order bhai@@Dhbvnupdates
agar aapke vaha 90 days ka h toh yaha 6 mnth ka kaise ho skta h baat smj se baahr h bhai
Very very costly. Unhappy with this cost should be 50% less through subsidy.
Bhai G lagaega kab connection...2019 se 21 wala ye bta do bs
moorkh bna rhe h bhai bijli vibhaag wale
@@solankiboynaresh6034 agar aapka work order ho chuka h to election ke bad connection release ho jayega
Pushuwada me nds/ds connection legega
Pushuwada kya, jagah ka nam h ya kuch aur
Bhai 142000 me se 30000 consent money km hogi kya
Bilkul less hogi
12.5 hp connection k liye kitne ka transformer milega
@@unknowntraveler93 16kva
@@Dhbvnupdates suna hai poll ka rate 35 hjaar ho gya???
Bhai G abi connection kab tak milega...sara kam ho gya documents, payment sab khuch
Ab March mai hi milega ya abi koi chance h
tender huya kya
@@solankiboynaresh6034 agar work order hi gaya h to jaldi hi mil jayega
Shima office me 500 rs file deposit ke liye le rahe hai or koi bi recipe nahi de rahe hai. Means direct bebrry. Kya karna hoga. Ya fir wo log theek h to receipt kyu nahi dete. Kindly clear it.
@@ShyamPremi2025 without receipt ye payment bribe h. You may take up this matter in front of higher authorities.
@@Dhbvnupdates kindly provide contact number
Kab tak banga astemat new kanksan ka
Sir ये PDF मिल सकती हैं क्या?
@@RAKESH_SHARMA_BHARGAVA on our what's app channel
@@Dhbvnupdates चैनल लिंक
@@RAKESH_SHARMA_BHARGAVA description me sabse uper
सर मैं आपके व्हाट्सएप ग्रुप से जुड़ना चाहता हूं क्या करना पड़ेगा
whatsapp.com/channel/0029Va6jcMEGehEK6HCNrs1U
Link in description also
2024 ka notice nahin mila hai bhai ji
Visit sub division and ask to SDO or CC
Lt के लिए एक पोल का कितना खर्चा लगता है
1 lakh
25 ke bad kitne ka trasfarmer hota hai.
40kva or 63kva ka hota h
40 ka bnd h 63ka he dete h sidha
@@vickysidhu5881 in uhbvn and dhbvn 63 kva ka
10 hp वाले किसानों को बिजली कनेक्शन कब देगी सरकार भाई या नहीं देगी अब
@@VikasSaini-hs4zr abhi tak to nahi
LT to band h
@@bajrangbajrangbajrangbajra4575 nahi