Dada ji thank you so much jo batain hum apne parents se ya kisi s bol nhi pate aap relate krte or mughe apni gltiya pta chal jati or main khud ko sudaarne main lg jati hu thank you so much
इस दोहरी चेतना की सबसे बुरी विशेषता यह है कि हम जो दो जीवन जीते हैं, समझ और आत्मा के, वे वास्तव में एक दूसरे से बहुत कम संबंध दिखाते हैं; कभी एक दूसरे से मिलते नहीं और एक दूसरे को मापते नहीं: एक अब प्रबल है, सब शोर और शोर; और दूसरा तब प्रबल है, सब अनंत और स्वर्ग; और, जीवन की प्रगति के साथ, दोनों को खुद को समेटने के लिए कोई बेहतर स्वभाव नहीं मिलता। - राल्फ वाल्डो इमर्सन, Nature: An Essay ; And, Lectures on the Times (ed. 1844)
Excellent topic. Thank you Guru Ji. Mai filhaal, apni job (naukri) se attached hoon jiske Kaaran mai life ko khul ke explore nahi karr paa raha hoon. Bas yehi sochta rehta hoon kee koi simple kaam mill jaaye ya kuch apna start karr loon, jiss se poora time kaam mai na nikal jaye.
Nameste guruji 🙏 mera ek question h ki log bolte h apni planning strategy kisi ko nahi btani chahiye ya apni khushiyon ko jada dhikhana nahi chaiye Verna logo ki nazar lag jati h , tok lag jati h phir vo kaam ho nahi pata ya hotey hotey ruk jata h apke kya vichar h es pr kyuki Mera ye personal experience raha h ki log apni cheeze chupate h jab tak unka vo kaam pora na ho jaye ...kya ye Nazar ,tok jaisi cheezein ko ap maante ho please margdarshan kare🙏
sabke thoughts ka hum per asar padta hai , jab tak hum weak hote hain....... jab hum strong ho jate hain to koi najar nahin lag sakti...... strong hone ka rasta hai : MEDITATION , SEWA , GRATITUDE or HUMILITY
Nameste guruji 🙏 mera questions ye h ki hme apne parents ko khone ka dar kyu pareshan krta h ki enke jane k baad kaise hm khud ko sambhal paige hmara jewan kaisa hoga
guruji, mujhse bilkul focus nhi ho pata, mujhe science boht pasand hai par jb padhta hu toh bilkul focus nhi hota, maine sab kuch try kr lia, boht kitab bhi padhi, osho, j krishnamurthi, acharya prashant, pichle 3-4 mahino se yahi pta krra h kyu nhi ho rha focus, aur ab frustation bhi boht hoti hai, mujhe exam ki chinta nhi hai, usme mai pass ho jaeunga , par mujhse padhai nhi ho pa rhi, mai khud kr kr ke thak gya , ab aap hi kuch samadhan btae, maine dhyan bhi kra hai, ashtavakra gita bhi padhi, par kuch labh nhi ho rha , boht pareshan hogya hu ab,aur mujhe science sach me pasand hai
@@AnandDwivedi369 han, parantu ab mere exam bhi karib hai, aur maine science ko itna jana hai, famous physicist , mathematician ke barer padha aur unse boht inspiration milti thi, par ab yeh sab kaise chodd skta hu? meri toh zindagi ka saar hi physcist banna tha :(
@@AnandDwivedi369 ji , mujhe pta chal gya ki samasya kya hai, maine apne samaksh ek ideal self khada kra hua hai , jo mai banna chahta hu , mai sochta hu ki mai wo hu, jaise sara din padhne wala aur asani se interest ke sath problem solve krne wala vyakti, parantu mera yatharth satya wo abhi nhi hai wo bs sambhavna matr hai , aur jab usse comparison krta hu toh dukh aur frustation aate hai.
Sir me apki vedio attachment wali meri smj nhi i aaj kyuki me kisi se pyaar krta hu nirswarth bhaav se or hm ek dusre se shaadi krna chahte hai bs problem yeh lg rhi hai parents maane ja na pta nhi kyuki unki agya phela hai hmare liye or aapki baate sunke dr lgta hai future hme nhi pta pr hm khush rhege shyd esa lgta hai Aap kush btayin
Sir koi new skills ya art sikhta hu to kuch din/weeks to bhut curiosity rhety hai. Lekin dhere dhere interest fade ho jata hai. Fir kuch new chiz pakadne ka man hota hai, kabhi kabhi andar se awaj ati hai "ki q tu isme apna Samay wyarth kr rha hai". Iska kuch bataye sir.
Sir mai 2020 se lagatar neet (ug) ka taiyari kar raha hun kisi government college me selection nhi ho pa raha hai halanki mujhe ayurvedic aur dental college mil raha hai, ab haal ye hai ki padhne se jyada rona ata rahta hai 2-3 saalon se raton ko nind nhi aati. Aur ab mai iss se nikal nhi paunga agar nikla bhi to jindagi bhar ke liye lagta rahega ki mujh me kami hai.
yahan mushkil hai to disha badlo......roti/kapda/makan ki vyavastha honi chahiye....bus.....to koi bhi kaam ker lo..........asli uddeshya hai..AADHYATM mein aage badhna.....
Ek bada sa kapda lo, Mata ji ki Chunni lelo. Usme phone ko dal do or 9-10 ganth mar do. Silent pe Daal do mobile. Aalsi man, 9-10 ganth kholne ka man nhi hoga.
Sir kya apke bacche hai. Parents force krtey hai shadi or bacho k liye. Andar se bilkul man nhi hai, boltey hai Jevan k udeshya hai genetics agye phuchana. Kya Kate sir. Kisi ko dukhi nhi krna chahta lekin, dusro ki sunge to khud hamesha dukh me rhe jayege.
Voice me purity and sukoon h 🎉
Aapko sunkar refresh ho jati hu 🙏🙏🙏
@@sarlarani6908 aapki video dekhkar man mukt ho jata hai Aisa pratit hota Hai ki is duniya mein Koi nahin Hai aapke alava
Dada ji thank you so much jo batain hum apne parents se ya kisi s bol nhi pate aap relate krte or mughe apni gltiya pta chal jati or main khud ko sudaarne main lg jati hu thank you so much
Gurudev aapki kripa Se hamari Puri kripa ho chuki hai aapse Milana Hai Gurudev🎉
सादर प्रणाम गुरूवर🙏🏼🙏🏼🙏🏼
सुप्रभात गुरुदेव आपका वीडियो जैसे ही सुबह-सुबह आता है सुनता हूं पूरे दिन मन प्रसन्न रहता है
Ye bhi attachment h
attachment se hum weak padte jate hain.......
Evolution se hum strong hote jate hain....
@@AnandDwivedi369 आभार, इस ज्ञान के लिए सर 💐
इस दोहरी चेतना की सबसे बुरी विशेषता यह है कि हम जो दो जीवन जीते हैं, समझ और आत्मा के, वे वास्तव में एक दूसरे से बहुत कम संबंध दिखाते हैं; कभी एक दूसरे से मिलते नहीं और एक दूसरे को मापते नहीं: एक अब प्रबल है, सब शोर और शोर; और दूसरा तब प्रबल है, सब अनंत और स्वर्ग; और, जीवन की प्रगति के साथ, दोनों को खुद को समेटने के लिए कोई बेहतर स्वभाव नहीं मिलता।
- राल्फ वाल्डो इमर्सन, Nature: An Essay ; And, Lectures on the Times (ed. 1844)
🙏🙏🙏
🙏💐
6:58 Maharaj movie me Yesa hi story ha 🎉
Konsi maharaj ?
Excellent topic. Thank you Guru Ji. Mai filhaal, apni job (naukri) se attached hoon jiske Kaaran mai life ko khul ke explore nahi karr paa raha hoon. Bas yehi sochta rehta hoon kee koi simple kaam mill jaaye ya kuch apna start karr loon, jiss se poora time kaam mai na nikal jaye.
jin dhoonda tin paiyan..........rasta milega....
❤️
Sir apko sun k ek alag si lehar uth ti hai, man me. Negativity dur ho jati hai...
Nameste guruji 🙏 mera ek question h ki log bolte h apni planning strategy kisi ko nahi btani chahiye ya apni khushiyon ko jada dhikhana nahi chaiye Verna logo ki nazar lag jati h , tok lag jati h
phir vo kaam ho nahi pata ya hotey hotey ruk jata h apke kya vichar h es pr kyuki Mera ye personal experience raha h ki log apni cheeze chupate h jab tak unka vo kaam pora na ho jaye ...kya ye Nazar ,tok jaisi cheezein ko ap maante ho please margdarshan kare🙏
sabke thoughts ka hum per asar padta hai , jab tak hum weak hote hain.......
jab hum strong ho jate hain to koi najar nahin lag sakti......
strong hone ka rasta hai : MEDITATION , SEWA , GRATITUDE or HUMILITY
@AnandDwivedi369 ji guruji 🙏
Nameste guruji 🙏 mera questions ye h ki hme apne parents ko khone ka dar kyu pareshan krta h ki enke jane k baad kaise hm khud ko sambhal paige hmara jewan kaisa hoga
meditation se ye dur khatm ho jayega......
दादू देव दयाल की, गुरू दिखाई बाट।
ताला कूँची लाइ करि, खोले सबै कपाट॥
guruji, mujhse bilkul focus nhi ho pata, mujhe science boht pasand hai par jb padhta hu toh bilkul focus nhi hota, maine sab kuch try kr lia, boht kitab bhi padhi, osho, j krishnamurthi, acharya prashant, pichle 3-4 mahino se yahi pta krra h kyu nhi ho rha focus, aur ab frustation bhi boht hoti hai, mujhe exam ki chinta nhi hai, usme mai pass ho jaeunga , par mujhse padhai nhi ho pa rhi, mai khud kr kr ke thak gya , ab aap hi kuch samadhan btae, maine dhyan bhi kra hai, ashtavakra gita bhi padhi, par kuch labh nhi ho rha , boht pareshan hogya hu ab,aur mujhe science sach me pasand hai
ho sakta hai aapki disha koi or ho.......
@@AnandDwivedi369 han, parantu ab mere exam bhi karib hai, aur maine science ko itna jana hai, famous physicist , mathematician ke barer padha aur unse boht inspiration milti thi, par ab yeh sab kaise chodd skta hu? meri toh zindagi ka saar hi physcist banna tha :(
bina exam ke bhi physicist bun sakte hain......
@@AnandDwivedi369 ji , mujhe pta chal gya ki samasya kya hai, maine apne samaksh ek ideal self khada kra hua hai , jo mai banna chahta hu , mai sochta hu ki mai wo hu, jaise sara din padhne wala aur asani se interest ke sath problem solve krne wala vyakti, parantu mera yatharth satya wo abhi nhi hai wo bs sambhavna matr hai , aur jab usse comparison krta hu toh dukh aur frustation aate hai.
Sorry guruji mai mal apki video nhi dekh payi thi 😢😢
koi baat nahin......
Sir me apki vedio attachment wali meri smj nhi i aaj kyuki me kisi se pyaar krta hu nirswarth bhaav se or hm ek dusre se shaadi krna chahte hai bs problem yeh lg rhi hai parents maane ja na pta nhi kyuki unki agya phela hai hmare liye or aapki baate sunke dr lgta hai future hme nhi pta pr hm khush rhege shyd esa lgta hai
Aap kush btayin
dero nahin.......shadi ker lo.....sab achha hoga....
Thankyou so much sir ❤❤ hmari or se poori koshis rhegi baaki jo bhagwan chahe ser mathe
Sir koi new skills ya art sikhta hu to kuch din/weeks to bhut curiosity rhety hai. Lekin dhere dhere interest fade ho jata hai. Fir kuch new chiz pakadne ka man hota hai, kabhi kabhi andar se awaj ati hai "ki q tu isme apna Samay wyarth kr rha hai". Iska kuch bataye sir.
kisi ek ko chuno or phir usei poora samaya do.....
@@AnandDwivedi369 thx sir
Sir mai 2020 se lagatar neet (ug) ka taiyari kar raha hun kisi government college me selection nhi ho pa raha hai halanki mujhe ayurvedic aur dental college mil raha hai, ab haal ye hai ki padhne se jyada rona ata rahta hai 2-3 saalon se raton ko nind nhi aati.
Aur ab mai iss se nikal nhi paunga agar nikla bhi to jindagi bhar ke liye lagta rahega ki mujh me kami hai.
yahan mushkil hai to disha badlo......roti/kapda/makan ki vyavastha honi chahiye....bus.....to koi bhi kaam ker lo..........asli uddeshya hai..AADHYATM mein aage badhna.....
@AnandDwivedi369 Thankyou sir ji 🙏
Aadhyatm aur music me meri suru se hi ruchi rahi hai, mai tabla thik thak baja pata hun.
to isi disha mein aage badho......
@@AnandDwivedi369 ❤️🙏
Guruji apka number mil sakta hai kya🙏
phone nahin use karta...email hai : ananddwivedi0369@gmail.com
Guruji, mobile ka bohot addiction ho chuka hai, please madad kijiye.
kuchh dinon ke liye mobile ka sim nikalker chupa do
@AnandDwivedi369 wifi kaise hataya jaye
Ek bada sa kapda lo, Mata ji ki Chunni lelo. Usme phone ko dal do or 9-10 ganth mar do. Silent pe Daal do mobile. Aalsi man, 9-10 ganth kholne ka man nhi hoga.
Sir kya apke bacche hai.
Parents force krtey hai shadi or bacho k liye. Andar se bilkul man nhi hai, boltey hai Jevan k udeshya hai genetics agye phuchana. Kya Kate sir. Kisi ko dukhi nhi krna chahta lekin, dusro ki sunge to khud hamesha dukh me rhe jayege.
No more children
❤🎉
Marriage kre yaa NAA kre ...
Koi BAAT NHI
Parents samaj... Sab ..prampra rudhiwadi hai ...
kisi ki mut suno......wahi kero jo tumhari atma kahati hai
@@AnandDwivedi369 thx sir
Guruji donation gpay se nhi rha hai pls way bataiye
achha.......main pata karoonga......