Bhai Jan miene chicks ko bulb mein rakha mein das minute baad band kar deta tha bulb aaj mere 2 chicks mar gaye pls mujhe batayiye mein Kya Karo baki bhi vaise hi sust hai mujhe pls batayien
Or ander ek Htc 1 Meter b rakhen jo apko Sahi temperature batata rahey ga. Or ager Ap sirf bulb ko Direct laga daen gay thermometer ka use nahi karen gay to Temperature Asman tak chalay jay ga Jaala day ga sub.
Tum log incomplete video banate ho, kuch bhi nahi batate sahi. Mene ese hi video dekhkar 100 watt ka bulb laga diya jo ghar ki supply se chalta hai, bacche mar gaye mere, zyada garmi ho gayi.
Bhai bhoot achi video hay keep it up
Jtne pyare amdaz se apne smjhaya utna ksi ne b nahi smjhaya ❤❤
زبردست
Bahut bhadiya
Mashallah bahi bhoat khub dill khush kardya from Abbottabad
Informative
bhai temperature itna ho jata hai iss bulb se?
Bhai air kay liye jaga chorni hai.
Os ka ap nay nai bataya.
Ya uper say full cover kar dena hai
Aoa kia hm is ko parrots k chicks k kiye use jr sakte hn,,ir tamprature kitna set jrna ho ga,,,air ventilation k liye fan laga sakte hn ya nhi??
Andy sa jasy he bacha nikly tho food dai ya nhi
brooder ka temperature kitna hona cheae.
ventilation ki jaga kaha say chorni ha?
Bhai Glue Gun say Nichay wala hisay ko Ap kesay kha rahey haen Cover karney ko ??? K pani wagera say Gatta kharab na ho ?
Masha Allah bohat achi vedio banyi hay is temp kitna set krna hay plz btaen thanx
Brother abhi tu garmiya A gae hai abhi bulb 💡 ki zaroorat nahi
Bhaiya video bhoot achi lagee.par istara lite ko milta nahi.konsa lite kaha miltahe.plz rply.
electriction ki shop se mily ga bulb 60 watt
Awesome
Nice
Bhai ap sale bhi kartay hain kia?
Yes
Bhai men 100 watt Wala bulb lagana chahta hun lekin nahi jal raha. Kya Waja hay ?
Good
bhai y temperature check karny wala kahan sy mily ga
Baha'i agar hamare pass temperature controller na Ho toh kitna time bulb jagana hai
Bulb k sath regulater lga lo
@@techgeneralknowledge2486 bro nahi hai 25 w ka bulb hai chicks bhi bade hai kya karu
Time batado
Bhai Jan miene chicks ko bulb mein rakha mein das minute baad band kar deta tha bulb aaj mere 2 chicks mar gaye pls mujhe batayiye mein Kya Karo baki bhi vaise hi sust hai mujhe pls batayien
Haha bile ko chozy nh ly jain
Good job
Bhai men ney 100 watt ka bulb lagana hay is men lag Jae ga ??
Charger kn sa use kr rahy hai
Charger 1.5 A hay
Good job
Nice video 👍
Bhai ye ap na ketny ampair ka charger use kiya hai?
Bhai 12 amp ka charger use hota hai
bhai is bulb ky heat hoty ha ya kon sa ha
Bhai eski temperature setting detail m btayn
Bhai Ap k chozay to phelay he Full charge haen MashaALLAH . Videos to Sub bantey haen Mager Apney Contact Num b dea apna JazakALLAH
Bhsi
Nami ho jati zyada
Music name please
Bhai abhi to garmian hein agar bulb na lagaen to koi masla to nahi
Nahi
Kitne watt ka blub use lia he? Led blub use kar sakte he?
Yeh bulb heat ke lyr use hota aur yeh 12 volt ka hota
Bhai yeh temperature controller na lagao to chalega only bulb lagadu to?
Yes chaly ga bulb 15w lgana
Nahi boss mera tajurba hai Ap Thermostat Meter ko bulb say attach kar k lagaen
Or ander ek Htc 1 Meter b rakhen jo apko Sahi temperature batata rahey ga. Or ager Ap sirf bulb ko Direct laga daen gay thermometer ka use nahi karen gay to Temperature Asman tak chalay jay ga Jaala day ga sub.
Bhai ye Jo controller lagaya hy is ki detail to btai nahi aap ne
Ye kahan se mily ga
Kitny ka mily ga?
Muj se mil jy ga
Location bahawalpur
Tcs ho jy ga 03027515620
Price
Ye jo kit hai is ka name kya hai or daraz se mangwaney ka link bej den plzz
Brother muj se mil jy ge whats app no 03027515620
W1209 hai name
Food kia dala inko
Or ap ki location kia hai?
Bahawalpur
Whatsapp 03027515620
Ye kit kdr sy mily gi
Whatsapp 03027515620
Muj se mil jy ga
@@techgeneralknowledge2486 ap watsup py reply ni krty ..
i use led lights
Apna no send kary bhai
Whatsapp only 03027515620
Bhai ap ka name kya h kis name sy ap ka contact nbr save kro
What's app number 0305 5092486
Adnan
ghatiya video koi bat dhang se nahi batai kia kisi ki mayat me jana tha?
Tum log incomplete video banate ho, kuch bhi nahi batate sahi. Mene ese hi video dekhkar 100 watt ka bulb laga diya jo ghar ki supply se chalta hai, bacche mar gaye mere, zyada garmi ho gayi.