Mene cife se fish ka course kiya hu pehle thermocol rakho tank ke niche .fish ko aclmetise kijiye or is mein koi or shark mat rakho yeah 18*9*12/ k size ka tank hai is mein tetra fish dalo minimum 8pcs undergravle filter bhi dalo or sponge filter power filter nikal do or beach k stones pebbles nikalndo water ko hard bana dega
@apurva_rahul aquarium rakne se pehle uski jankari bhot zaroori hai .water quality kesi hai konsa pani apne use kiya jese nal ka pani yeah hard water .uske baad pani ka ph kitna tha .alum yani phitkari to nahi tha pani mein .fish pehle se bimar hogi ya fishtank ko bina dhohe apni use kar liya jada namak rock salt se hi sirf dhona tank or stones ko .filter ko fishtank k pani se dhona nal k ya sabun k pani se nahi .q k filter mein good bacteria hote hai nitrosomans or nitrobacter mera bhi youtube channle hai pets& paint k naam se waha mene fish k related batya hu 2006 se mene fish pala hu or becha hu breed kar ke .ap abhi hard fish palo jese blue gouramy ki variety jo bina oxygen pump k bhi reh sakti hai ap sponge filter laga do power filter nikal do
@apurva_rahul aap kaha rehti ho agar mumbai mein kurla east main jao waha wholesale hai fishes ka waha sasti or achi milegi rehan bhai kn shop se lena gourami fish drawf variety mat lena wo thodi delecate hoti hai or ek aquarium heater bhi lagado 27°c pe abhi thandi aegi to bimari aegi white spot yeah fungus ki
Mam 1 week tak water cycle karna chahiye aur itne chote tank me sponch filter use kare...power filter ka flow jyada hota hai usse fish disterb hoti hai... Aur fish direct pani me nahi dalna hai pahle pani ka tempreture main tain kare badme fish dale...fish shop ka pani nahi dalna hai
Nice video
tenk me pani uper tak rkho
Mene cife se fish ka course kiya hu pehle thermocol rakho tank ke niche .fish ko aclmetise kijiye or is mein koi or shark mat rakho yeah 18*9*12/ k size ka tank hai is mein tetra fish dalo minimum 8pcs undergravle filter bhi dalo or sponge filter power filter nikal do or beach k stones pebbles nikalndo water ko hard bana dega
@@maxniz1219 sure .. but mere fish mar gaye pata nahi kyu
@apurva_rahul aquarium rakne se pehle uski jankari bhot zaroori hai .water quality kesi hai konsa pani apne use kiya jese nal ka pani yeah hard water .uske baad pani ka ph kitna tha .alum yani phitkari to nahi tha pani mein .fish pehle se bimar hogi ya fishtank ko bina dhohe apni use kar liya jada namak rock salt se hi sirf dhona tank or stones ko .filter ko fishtank k pani se dhona nal k ya sabun k pani se nahi .q k filter mein good bacteria hote hai nitrosomans or nitrobacter mera bhi youtube channle hai pets& paint k naam se waha mene fish k related batya hu 2006 se mene fish pala hu or becha hu breed kar ke .ap abhi hard fish palo jese blue gouramy ki variety jo bina oxygen pump k bhi reh sakti hai ap sponge filter laga do power filter nikal do
@apurva_rahul aap kaha rehti ho agar mumbai mein kurla east main jao waha wholesale hai fishes ka waha sasti or achi milegi rehan bhai kn shop se lena gourami fish drawf variety mat lena wo thodi delecate hoti hai or ek aquarium heater bhi lagado 27°c pe abhi thandi aegi to bimari aegi white spot yeah fungus ki
Thank you for your information
Mam 1 week tak water cycle karna chahiye aur itne chote tank me sponch filter use kare...power filter ka flow jyada hota hai usse fish disterb hoti hai... Aur fish direct pani me nahi dalna hai pahle pani ka tempreture main tain kare badme fish dale...fish shop ka pani nahi dalna hai
This is not aquariumris mistak
You should not mix the water with the store bought water, it's bad for fishes, change water immediately