Je may bolty hon lekin kabhi jaldi jaldi may sirf Rasulalah kah dia jab k may bhe apny Nabi sy bohat Mohhabet kerti hon phir bhe next time bohat khayal rakho ge
Mera bhe pehla experience tha jis may kuch mujh sy bhe or bohat sy Logo sy bhe mistak hoe per ap Logo sy koe galate na ho is liay tafsel sy her cheez share ke hy jab ap jaay to mujhy apne duao may zaroor yad rakhna
@@as-sayed9224 per wahan unlogo nay agay ki teen safoon mein namaz parhnay nahi di ju riyazul jannah hay peechay ki safoon ko riyazul jannah bol kar namaz parhva di .agay janay bhi nahi diya .permit lainay ka kya faiyda hova 😔
Ager ap grup k sath ja rahe hy phir to jo incharg hy wo btay ga k ap ka beta ledies may rahy ga ya gents k sath per Namaz k liay Masjid ul Harram ho ya Masjide Nabwe ledies alag Namaz perty hy or gents alag bacho ko bhe gents section may bhej dety hy ap nay apny bety ko hotel ka card zaroor dena hy ya phir koe ek gate No bta dy k yaha per mera intizar kary Namaz k bad
34 35 c in Makkah and 30 31 c in Madina yaha Madine may mosam bohat acha hy or Nov may to dono traf kafe maze ka mosam ho jay ga ap ny jab Jana to mujhy apne duao may zaror yad rekhna or Allah ap ka safer asan fermay or sare Ebadat Bargaheillahe may qabol o manzor ho Ameen
جزاک اللہ خیر
Thanks
Assalam o Alaikum. It is advised when you call the name " Rasoollullah" please also say the darood sharif on our Holy Prophet.
Je may bolty hon lekin kabhi jaldi jaldi may sirf Rasulalah kah dia jab k may bhe apny Nabi sy bohat Mohhabet kerti hon phir bhe next time bohat khayal rakho ge
Ap ne boht tafseel se information di jazakallah
Mera bhe pehla experience tha jis may kuch mujh sy bhe or bohat sy Logo sy bhe mistak hoe per ap Logo sy koe galate na ho is liay tafsel sy her cheez share ke hy jab ap jaay to mujhy apne duao may zaroor yad rakhna
Inshallah zaroor ap bhi hmary liye Dua kren Allah jaldi ye Sadat ata frmay
Jazakallah khair sister
Thanks dear sister
Nice Explanation....Abid Shaikh Al Madinah
Thanks
jazak allah allah aap ko khush rakhe
Ameen bohat shukria
Masjid quba k rastem daaudya market (pehle Bangali market) sasti khaur
Je kafe frak hy dosre jaga ke nisbat sasti cheze hy
Jazakallah.
Ap kab ja rahe ho Allahtala ap k safer may asani fermaay or ap ke her Ibadat Allahtala ke bargah may qabool o manzor ho Ameen
@@ZahidaAHMAD-hr9hu Ameen.
Good informiern
MashaAllah 🎉🎉
Thanks dear
Nice sharing sister
Thanks bro jazakallah k ap mery video dekhty hy jab ap Umray per jaay to mujhy apne duao may zaroor yad rakhna
Nice informieren
🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Thanks for waching
After entering riyazul jannah, which gate to come out from?
Sach may bilkul nahe dekha khush itne the k kis gate sy bahi ae bas itna yad hy k pori Masjid ghom k apny gate 320 per wapis ae the
@@ZahidaAHMAD-hr9hu I was asking because I can tell my son where to wait outside for us
Gate no 2 .mein abhi hokar ae hoon .
@@as-sayed9224 per wahan unlogo nay agay ki teen safoon mein namaz parhnay nahi di ju riyazul jannah hay peechay ki safoon ko riyazul jannah bol kar namaz parhva di .agay janay bhi nahi diya .permit lainay ka kya faiyda hova 😔
Gate no 2
NOVEMBER KY END MI AUR DECEMBER KY START MI MAKKAH PAK AUR MADINA PAK KA WEATHER KASA HOTA H
Salam
Mra 10 sal ka beta hy to wo mry sath sath hi ladies section mai rahyga ya gents section mai jayega
Ager ap grup k sath ja rahe hy phir to jo incharg hy wo btay ga k ap ka beta ledies may rahy ga ya gents k sath per Namaz k liay Masjid ul Harram ho ya Masjide Nabwe ledies alag Namaz perty hy or gents alag bacho ko bhe gents section may bhej dety hy ap nay apny bety ko hotel ka card zaroor dena hy ya phir koe ek gate No bta dy k yaha per mera intizar kary Namaz k bad
@ZahidaAHMAD-hr9hu jazzak Allah ho khair
Nanaaz k liye to aapka beta gents section main hi rahega . Bilkul bhi entry nhi hogi 10 saal ke bete ki ladies section mai.
نومبر میں عمرے کے لیے جارہا ہو اب موسم کیسا ہے۔
موسم کافی بہتر ہو جاتا ہے خاص کر مدینہ منورہ میں رات کو ائیر کنڈیشنڈ بند کرنا پڑتا ہے
34 35 c in Makkah and 30 31 c in Madina yaha Madine may mosam bohat acha hy or Nov may to dono traf kafe maze ka mosam ho jay ga ap ny jab Jana to mujhy apne duao may zaror yad rekhna or Allah ap ka safer asan fermay or sare Ebadat Bargaheillahe may qabol o manzor ho Ameen
ابھی گرم کپڑے استعمال ہوں گے یا لان چلے گی مکہ مدینہ میں@@ZahidaAHMAD-hr9hu
Asalam o alaikum hum 2 December ko umray pay ja rhay hain makkah or madina ka mosam kesa hai