Mam jaise appne kaha ki jo iss granth me likha h whi likhna h to jo defination puccha jaega exam me ussme likha hoga ki sangeet ratnakar ke adhar par llikhiye ?
Definition agr direct puchi jaye to ap koi b likh skte hai... definition seedhi hi aati hai jaise वर्ण किसे कहते है? Lekin ap संगीत रत्नाकर granth likh rhe ho tb apko yhi definition likhni pdegi jo sangeet ratnakr me h
Amazing lecture mam thank you mam🤗👌🙏
Welcome
Superb lecture mam👌👌
thank you
Nice vedio
thk
Nice Lecture.. helpful in exam☺️
Ye dislike krne wala kon h🤔🤔.....
Thanks di ❤❤❤ for uploading this video... 🥰🥰
Shruti ke 5 prakr deepta, aatta, karuna, mridu, madhya ke vishay me parijat me bataya gaya hai ya ratnakar me, batayen 🙏
Ratnakar
Legends watching this video today for tomorrow’s board exam😂
Right
Yes.. I'm afraid.. 😔
Mam ye bhi bta do ki rupk taal m to 2 taali hoti hh ya fir 3 kuki mam book m likha HH ki 2 v 3 taali es es matra pr hh
Haa mam mujhe bhi puchna hh
@@KhushbooYadav-bn5fs rupak taal me do taali aur ek khali hai
@@KhushbooYadav-bn5fs aur ye seven matra ki taal h.... Jishme phle matra pr khali hai
@@KhushbooYadav-bn5fs doubts clr ho gya sis?? ☺☺
Thanks mam 🌹💖🌹
Please provide the notes ......of sangeet ratnakar
Vaadi aur smvadi k beech 9-13sruti ka antar hota hai mam
Yes
8-12 sharangdev k anusar hai,to 9-13 ka antar kisne mana
Mam jaise appne kaha ki jo iss granth me likha h whi likhna h to jo defination puccha jaega exam me ussme likha hoga ki sangeet ratnakar ke adhar par llikhiye ?
Definition agr direct puchi jaye to ap koi b likh skte hai... definition seedhi hi aati hai jaise वर्ण किसे कहते है? Lekin ap संगीत रत्नाकर granth likh rhe ho tb apko yhi definition likhni pdegi jo sangeet ratnakr me h
Thank u so much mam
Mam kitne alankar hote hh...mam please reply kr Dena
Alankaro ki sankhaya count ni kr skte alankar 4 parkar k h
Mam pandit saarngdev k anusar
63
@@nehanarang3940 mam 56 nhi hote kya
@@KhushbooYadav-bn5fs nhi sis
Mam raja millan nhi HH billbh hh
क्या अलग अलग बोर्ड के पाठ्यक्रम अलग अलग होते है? ????
Hng
Sangeet ratana mei kitne raag hote h
264
Good evening mam 🙏
Please provide the notes ......of sangeet ratnakar
Correct :: 120 desi taale hoti h aur 5 margi taale.💯💯
Par apne oposite bta rakha h.
Its my mistake and 75 prbndh h ise b correct kre sorry
Maam sangeet ratnakar me kitne shlok h???
400
Madam , mere khayal se MARGI KI JAGAH DESHI hona chahiye kyuki deshi me taal ki samkhya 120 hai na ?
आप ऑनलाइन क्लास लेते हो क्या
Amar raag koun sa mana jaata hai
Thank you so much, ma'am....
Really, you cleared each and every thing so nicely... 🌸🙏
Ma’am sharangdev ne kitne alankar mane hai?
63
Mam please sare notes ki pdf bna krr upload krr do🙏🏻
Sangeet ratnakar ko saptadhayi kisne kha..
मैडम क्या ये पाठ्यक्रम यु पी बोर्ड के पाठ्यक्रम पर आधारित है? ? ? ? ? ?
jo topic hote h wo sb board ke liye ak hi hote hai agr up board me ye topic hai syllabus me toh study material yhi rhega
फिर किसके
क्या मुझे आपका वाट्सएप नम्बर मिलेगा?????? प्लीज प्लीज प्लीज प्लीज प्लीज प्लीज प्लीज प्लीज
Bhillabh hai mam, Millam nahi..
Mam iske notes ka pdf description me dal do
Mam iski pdf Please
Maam PLZZ provide pdf
Mam ek ye doubt hh ki sangeet ratnakar 12vi ya 13vi konsi staabdi m likha gya hh ....mam please reply krna exam HH
13
13vi. 1210
13 vi
क्या मुझे आपका वाट्सएप नम्बर मिलेगा? ? ? ? ? ? ? ? ? ? प्लीज प्लीज प्लीज प्लीज प्लीज प्लीज प्लीज प्लीज प्लीज 🙏🙏🙏🙏👍👍👍😐😐😐😐