गुरुवार व्रत - पूजा की चौकी कब और कैसे उठाएं।चढ़ाए हुए पूजा के सामान का क्या करें

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 16 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 17

  • @pramilagupta988
    @pramilagupta988 7 หลายเดือนก่อน +1

    ॐ लक्ष्मी नारायण: नमः 🙏

  • @ramakantdewangan
    @ramakantdewangan 3 หลายเดือนก่อน

    Jai shree shyam 🙏🙏🌹

  • @Deepakvlog-gtm
    @Deepakvlog-gtm 7 หลายเดือนก่อน +1

    Didi hum vrindavan se bihari ji ki tasveer ghar me leke aaye hai kuch din baad video me dekha mandir ke pujari bol rahe hai ki tasveer ghar me rakh nhi sakte bihari ji ki ab kya kare

  • @AbhishekSingh-bp3bj
    @AbhishekSingh-bp3bj 7 หลายเดือนก่อน

    Didi nahne ke puja karne ka time na to chhota bacha hai khali surya dev ke jal de sakte hai bina puja room saff kiye

  • @shallysharma6012
    @shallysharma6012 2 หลายเดือนก่อน +1

    Namaste Diii!!!! Didi ji mujhe ek doubt hai. Maine ganesh chaturthi par pital ki ganesh ji ki murti ki pooja ki thali m. Tab mene jese bola wese hi ganesh ji ko aane ko bola phir pooja ke bd bola aap ab apne dham ko chale jao. Phir mene murti uthake mandir m rakhdi. Tab mujhe yeh nahi pta tha ki sirf mitti ki ya haldi ke ganesh ji ko bolte hai. Ab mujhe kya karna chahiye??? Phir se unko bolna chahiye meri murti m raho hamesha mene galti se jane ko bol diya tha?? M confuse hu Diii kya karu??

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  2 หลายเดือนก่อน

      Aahwahan kar lijiyega fir se bas

    • @shallysharma6012
      @shallysharma6012 2 หลายเดือนก่อน

      ​@@spiritualwoman79.
      Thankyou so much Didi Ji for your precious time🙏🙏🙏

  • @kajal4876
    @kajal4876 7 หลายเดือนก่อน

    Makke k roti kha skte h kya dii

  • @Upsc__lifestyle-e8l
    @Upsc__lifestyle-e8l 7 หลายเดือนก่อน

    Gori ganesh hamesa supari ke hi banaye pital ke ya mitti ke gori ganesh nui rkh sakte kya

  • @nishagupta6581
    @nishagupta6581 7 หลายเดือนก่อน +2

    Di humne is vrat ka udapan Kiya tha jo Diya jata daan me jo lgta hi wo sab laye the sab ek jgah pack krke rakh Diya Diya tha jaldi me pooja Kiya utha ke sab saman mandir me pandit ko de aaye bus ek galti ho gayi unsab cheeso ko bhagwan ko sparsh nhi krapaye tabse chinta thi

    • @pinkivishwakarma6512
      @pinkivishwakarma6512 7 หลายเดือนก่อน

      Didi apse vrat k bare me kuch puchna tha

    • @pinkivishwakarma6512
      @pinkivishwakarma6512 7 หลายเดือนก่อน

      Pyaj lausun vrat pura hone tak nhi khate hai ki sirf vrat k din

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  7 หลายเดือนก่อน

      Pandit ji me bhi bhagwan ka hi ansh h..jab kan kan me bhagwan h to kya pandit ji me nahi?
      Aaspas har ak jeev jantu me bhagwan ka ansh h
      Dusri baat bhagwan bhavna dekhte Hain.. sparsh nhi..
      Aapka uddyapan safal hua chinta ki baat nahi

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  7 หลายเดือนก่อน +1

      Pyaj lehsun kewal budhwar ki raat aur guruvar ko na khayen baki kha sakte hain

    • @SnehaMondal-y8m
      @SnehaMondal-y8m 3 หลายเดือนก่อน

      @@spiritualwoman79 di bhud bar suve peyaj or rasun kha sakte he rat ko nehi khana srif

  • @kajal4876
    @kajal4876 7 หลายเดือนก่อน

    Sabut Dane ki khir kha skte h ye BHI btye plz

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  7 หลายเดือนก่อน

      Pila khane ki koshish karen... khane me dikkat nhi h par pila khane se vrat adhik prabhavi hota h
      Sath hi anaj khakar vrat kholna bhi jaruri hai