Asr-e-Hazir Mai Khilafat Ka Nizam Khalid Mehmood Abbasi

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 8 พ.ย. 2024

ความคิดเห็น • 6

  • @Usman-ys9tw
    @Usman-ys9tw 2 หลายเดือนก่อน +1

    Aik jaga aapne deen ka matlab itny sahi tareeqay se bataya aur doosri jaga usko har banday ka zaati maamla bana diya. Ye aapki apni understanding hai. Ummat mein se jab tak khalifah nai banega tab tak ziada tar loag (especially musalman) taghoot ky pairokaar hongy, aur aapne dekh liya hoga shayad kuch chund hazaar loag hai jin ko taghoot pata tha, jab tak nizaam nai hoga, barri aksariat jahanami hoti rahy gi.

  • @asimasabir900
    @asimasabir900 2 ปีที่แล้ว +1

    Allah talah hamin hadyat kamla pr istaqamat atta kre or neak amal krne ki tofiq de ameen ya Rab ul alameen

  • @akhtarshad3903
    @akhtarshad3903 3 ปีที่แล้ว +1

    Ap Sahi Dana hean Awami Haqmiyet k teht Zindgi guzarne wale qoom pe Khalafat qaiem karne ka socha ja Raha hea. Rasool Allah jin Halat saay guzrey jab to wohi sab tumhean pesh na Aie Bahar ka emqan nahen ur yehi Bhashan detey umr Beet gaie ur Marhala Rukhsati ka Aia pohncha tu pachtawa hi hu ga kya samjhey????

  • @Usman-ys9tw
    @Usman-ys9tw 2 หลายเดือนก่อน +1

    Kya baat kardi aapne ? Israr ahmed aur maududi mein clear ikhtilaaf tha. Israr ahmed voting ky through leader chune jaane ky khilaaf thy jo ky sahi bhi hai aur maududi democracy ko accept kar lia tha voting system jo ky galat hai. Aap baatil ky nizaam ky andar jaa kar usko theek nai kar sakty, aap ko hamesha nizaam ky khilaaf chalna padhta hai tou hi haqeeqi tabdeeli aati hai

  • @MuslimRevival
    @MuslimRevival 3 หลายเดือนก่อน +1

    Actually these guys didn't want to see the Khilafat thats why everytime he is promoting democracy

  • @shahkhan110
    @shahkhan110 ปีที่แล้ว

    he is talking about elections/democracy and calling it khilafat......lolzz