Stone Crusher me kaise stock maintain karenge Bolder se Gitti Banti hai Gitti 4-5 Prakar se nikalti hai please bata dijiye ya iska vedio hi bana dijiye
Sir agar man lijiye jo kacha maal h wo pcs me aya h aur hame banana bhi usko pcs me hi tha but hamne galti se tally me kache maal ka bill tally me enrty nahi kara but hamne glti se manufacturing ki entry kgs me kar di h to ab ham usko kese shi kar sakte h ? Becs raw materials pcs me h aur hame manufacturing bhi pcs me hona chahiye but glti se kgs me kar diya h aur sabse main us manufacturing ki entry ko delete nahi karna h jo chada diya h
Sir pakka mal banane ke liye kacche mal ki matra jayda hoto kya krege mtlb ek chiz ko puri banne ke liye ek hi chiz ki matra 4 lagti he kbhi 6 lagti to ye time pr kese entry kre tally me pls reply kr ke batana jarur badi umeed se comment kiya hai
@@KPWITHTRENDS2508 but show nahi ho rahai mene bahut alag alag way se try kiya exp group me bhi direct , indirect both select karke try kiya P&l me koi effect nahi aaraha hai, stock jounral kar rahe hai waha Profit me change aaraha hai jab hum F7 se dekhte hai tab can u help with anydesk or any other way
Hello sir main ek Accountant hu mujhe ek dikkat hai new company me job lagne wala hai to vaha pe keise kya kaam hoga kya karna hoga please batayenge sir 😢 kaha se maal aaya kaha gaye kitna kisne diye ek baar bata do sir please 🙏🥺
@KPWITHTRENDS2508 are nahi sir vo sab bol rahe hai koei batane wala nahi hai please 🙏 help me isliye na aapse puch rahe hai vaha koei nahi batayega sir vaha ke bole hai
Sir hmare raw material 1 h or uske finished goods 2 h uss ki kis tarah se entry kre Hmara sarso oil mill h usme Hume sarso ( mustard seeds) se oil or khal ( De oil cake) milta h Please help sir 🙏🙏
Hello sir.... Mining activity mein black granite earth se extract kar rahe ho jisme raw material use nahi ho raha.... For example agar production: 300tons ho and sales 250tons ka per ton 1000rs ke hisaab se ho pura financial year toh closing stock 50tons kaise dikhaye year end mein please iska solution di jiye sir......
Manufacturing ki entry karo isme raw material khali chhod do and additional expense add kar do or entry kar do us se stock me 300 ton aa jayega and 250 ton sale ke bad closing stock me 50 ton dikhyega
sir need Textile fabric manufacturing video. yarn purchase hanks making of yarn dyeing of fabric fabric bitloom charges Warping of yarn fabric loom labour charges fabric washing charges fabric shrinkage fabric packing charges
Hii sir Packaging item ko kese stock se kam krna hota hai Jese kisi itam ko humne manufacture kiya hai uske bad sale ke time pr usko polithin or box yeh sb me pack kiya jata hai usko stock se kese kam kre Please sir btaiye
Nhi sir uss time pr includ nhi hoga kyuki meri company me ek Quantity me maal bnate hai but uske bd jese jese order aata hai future me usko waise hi packing me pack krte hai like 100ml bhi or 1 ltr me bhi Isi type se hota hai sir
hum jo additional cost(Like Electricity) daalte hai, uske liye hum payment bhi karte hai. uski payment ki entry kaise karenge. kyunki additional cost me single entry system hota hai
Sir manufacturing company mai raw materials ke alawa finish goods banane ke liye bhaki ka kharch kota hai for example powder coating, lasers cutting unke gst ke bill aate hai to ush ki entry kis voucher mai aur kaise karni chahiye please help me sir
Best video and easy to understand
Very good explanation thanks 🙏
details nad nice video sir
good explained thank you sir👍
Good one 👍
this was very usefull, thank you sm sir!
Thank you
thanks sir good video💯💯💯
Good 👍
Best video sir
Thanks Sir 🙏🏽
Nicely explained...
❤️
Thank you
Very good boss❤❤
Good video ❤
Very helpful
Thank you
Gud bro👍
Thanks ❤
Pls. Upload a video import data from excel to tally prime
Video 😮❤
Stone Crusher me kaise stock maintain karenge
Bolder se Gitti Banti hai Gitti 4-5 Prakar se nikalti hai please bata dijiye ya iska vedio hi bana dijiye
Thanks
Welcome
8:39 sir mera automatically rate nahi aa rha yha
Stock item creation me option yes karke bom fill kiya kya
@KPWITHTRENDS2508 sir ho gya ab thankyou
❤❤🎉🎉🎉🎉
Sir marble block ko sq.ft. me kese convert kare
sir oil ka karke dikhao kyu ki uska sale alg alg hota hain
Sir agar man lijiye jo kacha maal h wo pcs me aya h aur hame banana bhi usko pcs me hi tha but hamne galti se tally me kache maal ka bill tally me enrty nahi kara but hamne glti se manufacturing ki entry kgs me kar di h to ab ham usko kese shi kar sakte h ? Becs raw materials pcs me h aur hame manufacturing bhi pcs me hona chahiye but glti se kgs me kar diya h aur sabse main us manufacturing ki entry ko delete nahi karna h jo chada diya h
Delete hi karni padegi entry warna unit change nhi honge
@ ohk thanks sir ❤️
Best video
Does additional cost also get posted to it's respective ledger . How can I enable that
Expenses ke ledger banega or wahi manufacturing entey me add hoga
Textile market ka bhi bta do sir
Sir pakka mal banane ke liye kacche mal ki matra jayda hoto kya krege mtlb ek chiz ko puri banne ke liye ek hi chiz ki matra 4 lagti he kbhi 6 lagti to ye time pr kese entry kre tally me pls reply kr ke batana jarur badi umeed se comment kiya hai
Finish item alg alg ban jaynge unme us hisab se set karna padega kya banane ke liye kitna mal lagega
addistional cost me jo cost hum add karte hai wo p&L me kese show kare and profit loss me count me kese add kare.
Un ledgers ka group expense chose hoga jis se wo automatically P&L me show honge
@@KPWITHTRENDS2508 but show nahi ho rahai mene bahut alag alag way se try kiya exp group me bhi direct , indirect both select karke try kiya P&l me koi effect nahi aaraha hai, stock jounral kar rahe hai waha Profit me change aaraha hai jab hum F7 se dekhte hai tab
can u help with anydesk or any other way
Hello sir main ek Accountant hu mujhe ek dikkat hai new company me job lagne wala hai to vaha pe keise kya kaam hoga kya karna hoga please batayenge sir 😢 kaha se maal aaya kaha gaye kitna kisne diye ek baar bata do sir please 🙏🥺
Koi company me jao ek bar wo sab batayenge khud ka sab kuch aap tension mt lo aapko saara waha ka jo bhi tarika hoga wo sikhaya jayegaa
@KPWITHTRENDS2508 are nahi sir vo sab bol rahe hai koei batane wala nahi hai please 🙏 help me isliye na aapse puch rahe hai vaha koei nahi batayega sir vaha ke bole hai
Are koi to hoga hi warna unka accounts kon dekhta h anhi
Esa smjhte kya
Hello sir
bhai agar manufacturing k doran koi maaal damage ho jaye to uski entry kese kare ge ????
Scrap me jayega aise hi entry hogi
Agar dubara cpu he bnana hai to kaise bnayenge
Bas enter karni h phir manufacturing ki
Bhai aap Rajasthan se ho na ❤
Aapki language se pta chal Raha hai. ❤
Ha
Saree ki manufacturing ka btavo
Sir hmare raw material 1 h or uske finished goods 2 h uss ki kis tarah se entry kre
Hmara sarso oil mill h usme Hume sarso ( mustard seeds) se oil or khal ( De oil cake) milta h
Please help sir 🙏🙏
Double entry hogi ek zero transaction ki hogi or ek me raw material me price rekhna ek me zero rekhna
Other charges ki figure Profit loss me entry pass karni padegi
Isi entry me sab ho jayega
@@KPWITHTRENDS2508 nahi aa rahi hai addistional cost ki entery P&L me gross profit hi aa raha hai purchase - sell rate ka diffrent ka hi
Hello sir.... Mining activity mein black granite earth se extract kar rahe ho jisme raw material use nahi ho raha.... For example agar production: 300tons ho and sales 250tons ka per ton 1000rs ke hisaab se ho pura financial year toh closing stock 50tons kaise dikhaye year end mein please iska solution di jiye sir......
Manufacturing ki entry karo isme raw material khali chhod do and additional expense add kar do or entry kar do us se stock me 300 ton aa jayega and 250 ton sale ke bad closing stock me 50 ton dikhyega
Sir selsa me sara fil karke bta dijiye
sir need Textile fabric manufacturing video.
yarn purchase
hanks making of yarn
dyeing of fabric
fabric bitloom charges
Warping of yarn
fabric loom labour charges
fabric washing charges
fabric shrinkage
fabric packing charges
other charges in manufacturing journal are not showing in pl account
F12 se option yes karna padega
Sir konsa option enable karna padega....... The amount is not getting reflected in it's ledger
Dairy products mfg pr video... please 🙏
Thodi detail batao aapko kis type ke products ke baare me jan na hai
Hii sir
Packaging item ko kese stock se kam krna hota hai
Jese kisi itam ko humne manufacture kiya hai uske bad sale ke time pr usko polithin or box yeh sb me pack kiya jata hai usko stock se kese kam kre
Please sir btaiye
Ye saari chize manufacturing ke time sab include rahti hai isi entry me sab add ho jayegi
Nhi sir uss time pr includ nhi hoga kyuki meri company me ek Quantity me maal bnate hai but uske bd jese jese order aata hai future me usko waise hi packing me pack krte hai like 100ml bhi or 1 ltr me bhi
Isi type se hota hai sir
hum jo additional cost(Like Electricity) daalte hai, uske liye hum payment bhi karte hai. uski payment ki entry kaise karenge. kyunki additional cost me single entry system hota hai
Nice, batch no kaise maintain karu
??
Other expenses kaha show karega
Orther expenses isi me add hoga
Current liabilities m
Manufacturing me or kya kya hota hai hamko va batao bhai
Entry hoti hai alg alg types ki company ke hisab se
@@KPWITHTRENDS2508 acha bhai
Kachhe Amle ka batao
Bom vala option hi nahi aa raha hain
Stock item creation me jake f12 press karo usme option nhi dikhai de rha h to show more options me dekho usko yes karo phir aayega
Sir
Sir yahi video tally ERP 9 mein banaiye
th-cam.com/video/gXkJz0LOOV4/w-d-xo.html
th-cam.com/video/gXkJz0LOOV4/w-d-xo.html
Sir manufacturing company mai raw materials ke alawa finish goods banane ke liye bhaki ka kharch kota hai for example powder coating, lasers cutting unke gst ke bill aate hai to ush ki entry kis voucher mai aur kaise karni chahiye please help me sir
Itne jaldhi jaldhi smjhte kya
TH-cam option aata h video slow chalne ka waha se slow karke dekh lo
Thankyou sir ji ❤