Murgi jb anda dena start krti h tb uska taj red hota h or jb vo kafi ande de deti h to dhire dhire uska face or taj white hone lgta h, or taj bhi age ke sath jhuk jata h to vo koi tnsn vali bat nhi hoti
@@SHUBHAM-29 , apne to bola ki ando se bche nhi nikle?? Or bche nikl kr mrr rhe h to unko phle din 5-6 hour gurh ka pani do or murgi ke sath cage me bnd kr rkho taki unko hva na lge, or 2 din tk unko lixen powder do or fir 2 din multivitamin di
Ghr ke khane se murgi jldi ando pr nhi aati h, thoda time leti h, ek month or weight kro, abhi grmi ka time h to murgi anda dene me late krti h, srdi me jldi anda deti h, usko lhsun or pyaj khilana start kro, heat pr aane ke liye
फ्री रेंज मे खाणे का खर्च 60% कम होता हैं 😁😁 एक अंडे बाणाने खर्च सिर्फ 3 से चार रू आता हैं , अंडा कम से कम 12 रू मे जाता हैं, अगर अंडे से महिना 10 हजार रू आता हैं खर्च 3 से साडे तीन हजार रु हैं
Bohut din ke baad koi ek bonda mila hai jo TH-cam channel mey 50 murgi ka korcha/somoy/laab/los/or medicine...etc. soch baat batane k liye tumhara channel subscribe korta hu.lekin tumhara video quality or ziada improvement korna porega. Kip it up
sar aap rate kuchh jyada hi bol rahe hain ₹25 per anda ek vish nahin jaega bahut mahanga Bata rahe hain aap agar jaega bhi to ₹10 se lekar ke ₹12 ₹15 bol sakte hain lekin ₹25 per anda ek kis nahin ja sakta hai
@Khurotia Vlogs bhai Desi murgi ki 20+ breed payi jati h, or un sbke alg alg naam hote h, but hmare yha local me unke naam kisi ko pta nhi hote h, Punjab brown, vanraja, kadaknath, aseel, ye sb Desi murgi ki breed me hi aate h
Bhai mara 1 chick Ka growth nehi ho raha he thoda susth he per Khana Pani leta he, 30 day 44 gm Ka he kya Karu, mene koi v antibiotics and vitamins tonic etc nehi dia he
Usko liver tonic dena pdega or dewarming krni pdegi uske liye usko, Livertonic do koi bhi 3-5 dino tk fir 7 din bad (albomar) dewarming ke liye do 2-3 dino ke liye
@@Sanjaypetworld ager kisi ke paas pehle sey he desi murgiya ho toh Kya INCUBATOR Lena faidemannd hai aur Kya problem as to hai usssey? Kya INCUBATOR kamyaab hota hai ?
@@Sanjaypetworld ager kisi ke paas pehle sey he desi murgiya ho toh Kya INCUBATOR Lena faidemannd hai aur Kya problem as to hai usssey? Kya INCUBATOR kamyaab hota hai ?
Bhai ab ham log bhi Haryana mein anda hamare yahan 10 rupees jyada koi nahin agar Paanch Rupaiya kiraya nikal denge tab bhi 10 rupya profit aur agar yah form wale bhai lenge tumko ham 15 mein hi de denge
Aap ne sahi jankari di hai jo koi nahi deta
👍
Achchi janakaari..
Thnx bro
❤🎉🎉🎉🎉
Thank you bhai Jankari dene ke liye
Nic video brother tnku somacha
Very nice job
Nice information
Ha
Bhai starting se 1 kg hone tak kitna feed khati he aur 1 kg kitne din me hoti he 🙏🙏
4-5 month me hoti h or feed ka pta nhi,
Nice one rate bhi achcha hai hariyana me achchi kamai ho jati hai
Sir kaveri andonko desi murgi ke niche ande bhithake chuje nikalne ka ak video banao uspe kaya benifit hoga ye batavo
Same aisa hmne v bada bnaya h
Herat h
500/- ki murgi aur
Egg.25/- ka
Bhaiya kahan rehto ho
Hamare yahan to egg Rs 10 -12/-
Aur Murgi 300/-
Yha pr pure desi ko bat ho rhi h, cross desi breed ki nhi
New subscriber
👍👍
Bhai me aap ke sare video dekhta hun
Achi jankari diye Dhanybad
Thik h
Best video hai sir
Bilkul sahi information hai bhai ak v jhut baat nhi btaya apne
Superb bro
छत पर मुर्ग पालन करना है पुरा शेट बताना है
फार्महाऊसवर लावलेल्या सोलर प्लानट चं वापर आणि प्रात्यक्षिक करून विडीआे करा प्लीज.
Ok
Incubator ke Jo batche hote hai Kya woh sahi hai Matlab woh v Desi jesa hota hai ki nehi.
Vo to jiske ande rkhoge uske jese hi honge, desi ke rkhoge to desi honge
Nice information i m manjit singh from panjab
Super video
Amazing bhai
Bhai ap bta skte hain meri murgi ka taj or kes red se white hota jara hai or jhuk b gya hai.
Murgi jb anda dena start krti h tb uska taj red hota h or jb vo kafi ande de deti h to dhire dhire uska face or taj white hone lgta h, or taj bhi age ke sath jhuk jata h to vo koi tnsn vali bat nhi hoti
Murgi ko lahsun or pyaj khilaye vo phle jesi ho jayegi
Its nice idea thanks
3 kg Binola khal ko bigo kr .shadow mai rkh do jaha makhi ati ho 7 day tk fir usme live food bn jyga. Weight gain fast hoga chickens ka
Ha bhai pta h muje
Dua karte hu..ekdin yahi badh kar 1000 murge ho jaye..dua hai apke liye...
Nice
Bhai meri murgi do bar ando par kuduk hokar bethi lekin bache nahi nikale kya karu...
Murgi ko murge ne cross kiya tha kya? Puri detail btao bhai
Cross kiya hai bhai bacha growth ho ke mar ja raha hai.... dono bar
@@SHUBHAM-29 , apne to bola ki ando se bche nhi nikle??
Or bche nikl kr mrr rhe h to unko phle din 5-6 hour gurh ka pani do or murgi ke sath cage me bnd kr rkho taki unko hva na lge, or 2 din tk unko lixen powder do or fir 2 din multivitamin di
@@Sanjaypetworld bhai ande mai hi mar ja rahe hai
@@SHUBHAM-29 Te re. Bus ki nahi. Murgi. Palan. Tu. Beta. Bater. Palan he ker sakta hey. 🤪😜🇮🇳👍🏿
👍👍👍👌👌👌
Hii
Bhai main up se hun prayagraj se mujhe ande bechne desi koi number please thank you
My village desi egg 🥚 rs 50
Bhai mere pas 2 kadaknath h ek murga ek murgi aj 6month ho gye h egg nahe mil rahe h hm feed me ghar ka khana aur pre stater bhi de rahe h.
Ghr ke khane se murgi jldi ando pr nhi aati h, thoda time leti h, ek month or weight kro, abhi grmi ka time h to murgi anda dene me late krti h, srdi me jldi anda deti h, usko lhsun or pyaj khilana start kro, heat pr aane ke liye
Bhaie Meri toh 7. Month MAA aayi ha
Bhai murgi ko khana kitni bar or kitna dalna chaye 10 murgiya ko
Din subh dana do Or fir din me vegetables do Or fir rat se phle dana do, per murgi 100g dana
Bro muje b chahye aseel k bache please btana kb milen gy ap se contact kase ho ga from jammu
Facebook se
Www.fb.com/sanjaybidhwan
Mera ghar ki murgi ke bache ne ajj pehlibar egg 🥚 diya hai (born :- 18-10-2020 ) only 4 month 16 day ki Hui hai....🙏🙏
Ha, vo acha khana dene se esa hua h, achi feed do to 4 month ke bad eggs dene lgte h,
bhai breed konsi thi aur feed kya diya
Congratulations
Yarr op bhai
15 day's k chickes ka patta chall jata hai k woh murga hai ja murgi
Ha pta chl jata h
Bhai mujhe patta hai Mai video wale Bhai ko batta raha hun
फ्री रेंज मे खाणे का खर्च 60% कम होता हैं 😁😁 एक अंडे बाणाने खर्च सिर्फ 3 से चार रू आता हैं , अंडा कम से कम 12 रू मे जाता हैं, अगर अंडे से महिना 10 हजार रू आता हैं खर्च 3 से साडे तीन हजार रु हैं
Khaha
My village Desi egg 8
Nice bhai
Comments ka reply dete ho aap.
Aur achhe achhe vidios banate rahiye.
Nic
Good but give .information from chicks to adult witth care and medicine given
Video ki series chl rhi h chicks pr aap dekh skte h mere channel pr
Thank
Are bhai kahn pe kis district village mein 25 rupiya anda hai bhai mujhe Jara bataen ham
Haryana me pure Desi eggs ka yhi rate h bhai
Humse 10 rupiye anda Bihar se Lelo bhai
@@bihar5984 Hyderabad me 15₹ hai pure desi
Bohut din ke baad koi ek bonda mila hai jo TH-cam channel mey 50 murgi ka korcha/somoy/laab/los/or medicine...etc. soch baat batane k liye tumhara channel subscribe korta hu.lekin tumhara video quality or ziada improvement korna porega. Kip it up
Aap kha se ho
Bai,,,, mera 40 murgi hay ,,,, egg milta hay roj 5 ,,,,,,,kiya karo balo bai ,,,, mera paisa kam hay
Vimral + ostovet ka mixer do, per murgi 1 ml, daily 10 days ke liye
@@Sanjaypetworld vimrel + ostovet diya 5ml 1 liter water 7 day....,,,,,, ( May sirf rich detaho khana )
@@sarminakter4009 , 40ml do 2 L water me dal pr, 1 hour me pura finish kr de etne water me dal kr do, 40ml
@@Sanjaypetworld Thanks bai
Leyer feed do
Good one
Bhai yha 10 rupes ka milta h HP m
sar aap rate kuchh jyada hi bol rahe hain ₹25 per anda ek vish nahin jaega bahut mahanga Bata rahe hain aap agar jaega bhi to ₹10 se lekar ke ₹12 ₹15 bol sakte hain lekin ₹25 per anda ek kis nahin ja sakta hai
Tanqu bhai
Ye farm kitne gunthe me hai ?
🔥
Pyor deshi murgi ke birid ka naam kiya hai
Haryana ki local breed h uska abhi tk koi naam nhi rkha gya h
@Khurotia Vlogs bhai Desi murgi ki 20+ breed payi jati h, or un sbke alg alg naam hote h, but hmare yha local me unke naam kisi ko pta nhi hote h, Punjab brown, vanraja, kadaknath, aseel, ye sb Desi murgi ki breed me hi aate h
👌👌👍👍
15 ₹. मे हम से अंडा खरीदोगे क्या ?
Srdi aane do, tb khrid lunga, kyuki abhi grmi me sell km h
Sir Garmi me ande sell hoti h ya nhi
Nhi, grmi me bhut km ande sell hote h, or grmi me murgiya ande km deti h or dana bhi km khati h
Bhai mara 1 chick Ka growth nehi ho raha he thoda susth he per Khana Pani leta he, 30 day 44 gm Ka he kya Karu, mene koi v antibiotics and vitamins tonic etc nehi dia he
Usko liver tonic dena pdega or dewarming krni pdegi uske liye usko,
Livertonic do koi bhi 3-5 dino tk fir 7 din bad (albomar) dewarming ke liye do 2-3 dino ke liye
@@Sanjaypetworld bhai mere pass broton liver tonic he doses Kitna aur kab dena chahia bataia.
@@manojsai845 bhai uske upr likha h, sbhi doses, but vo 10 dino ka h aap 3-5 din hi do.
50 Desi murgi se kitne egg milenge roz
Video me sb btaya h mne, bro
33 to 35
Bhai rir and ffg ko Kodak kaise kare
Rir Or ffg kudak nhi hoti h
Plz bhai up me bata do kaha milega ffg
Karnal me pta kro, online search kro
Sir pure fharm ka video banaiye
Mahsahlla subanalla g
1 year ki murgi main gumboro vaccine kitne kitne din main dena chaiye.
4 month bad bad
OK sir
Incubater se ya naturally
Ye sb naturally h
@@Sanjaypetworld ager kisi ke paas pehle sey he desi murgiya ho toh Kya INCUBATOR Lena faidemannd hai aur Kya problem as to hai usssey?
Kya INCUBATOR kamyaab hota hai ?
@@Sanjaypetworld ager kisi ke paas pehle sey he desi murgiya ho toh Kya INCUBATOR Lena faidemannd hai aur Kya problem as to hai usssey?
Kya INCUBATOR kamyaab hota hai ?
Bhai feed hoti kya ek feed ke upar alag se video banao main to Bajra aur Hari sabji khilata hu
Agar murga ya murgi ya murgi ke bache chipkali khale to koi nuksan to nhi
Nhi
Pure desi breed he ?
Ha, pure Haryana Desi chicken breed
@@Sanjaypetworld 1kg hone me kitne days lagte he bhai
Mere paas v he bri R I R AND FF G AND KADAK NATH
Fade dkao
Good
एक जगह पर एक से ज्यादा देशी मुर्गे रखने पर आपस में लड़ते नहीं क्या
Ldte h, uske liye bhut kuch krna pdta h
@@Sanjaypetworld मैं परेशान हू क्योंकि मेरे पास चार असील मुर्गे हैं, कोई इलाज बताओ भाई मुझे भी,आपस में बहुत लड़ते है
Unhe lassi deya kro
@@Tonymo-x4e भाई लस्सी से क्या होगा
Lassi se unki tasir thandi rhegi aur larege nhi
Bhai app ke pure farm me kitna kharch ayya hai
60000 rs lga h, room ka chod kr
Rajthan sikar anda 40 ya 50 murge 800
Bhai 20 me kitne chahiye aapko andee
Kirdoli me 25 ka
Sir chicks khea sA liya
Ye sb mne ghr pr tyar kiye h
Apne mere topic wali vidio kab bnayoge
Jld hi bnaunga
Murgi anda kha jati hai
In murgio ka mal kaise saaf karte hai bhai
Jhadu nikal kr
Vanraja ka chiks kaise taiyar karte h,,
Vanraja ki crossing krva kr
25 ₹ ka anda,deshi murgi ka anda 8 ₹ me bikta he..p
I m interested murgi
Bhai ab ham log bhi Haryana mein anda hamare yahan 10 rupees jyada koi nahin agar Paanch Rupaiya kiraya nikal denge tab bhi 10 rupya profit aur agar yah form wale bhai lenge tumko ham 15 mein hi de denge
मुर्गी कब अंडा खाने लगी
Anda kha jati hai
No
Jhut mat bolo.25 repay anda India mein kahin nahi hai
Mere yha pr to bhai yhi rate h
300₹ kg hi hai
Bhai kaha se bool rahe ho mojko bacche chaeye
Bro, m abhi sell nhi kr rha hu
Fam chalu kese kare
Phle thodi bhut murgi le aao, farm chalu krne ke liye, 20 murgi Or 3 murga le aao. Fir unse chicks niklva kr bde kr lo
Petrol bharke chalu kar do
हमारे यहां 50 में बिकता है देशी अंडा
कहा बिकते है
Contact number send kijye mai aap ko 20 mai dunga
हमारे एक अंडे के 100
App ko youtoup sa ketne inkam melte hi
Kuch nhi milta bhai, 7000 per year
Bihar me 1ka 800 se 1000 egg 25rupay
Bhai 1 kg murghe ka kitana rupees?
M abhi sell nhi kr rha hu bhai,
@@Sanjaypetworld ha bro lekin 1 kg ka kitana rupees?
@@naturaleditas3120 , bhai quality pr depend krta h, agr pure desi chahiye h to 700-800 ka pdega, or mix cross breed 300-400 ka aa jata h
@@Sanjaypetworld only 1 kg desi murghe ka 700 rupees kya? 😯😯😯
@@naturaleditas3120 , desi murga kg me nhi aata bhai, per piece me aata h, mne apko btaya ki quality ke hi rate hote h