Assalamu alaikum Bhai mere kuch swal hy ap se Men confuse hogya hoon meri islah farma dijiay Q; Tahiyatul masjid zruri hy ya namaz ki sunnaten? Q; Tahiyatul masjid Har namaz se pehlay zruri hy? Q; Tahiyatul masjid Farz hy sunnat hy wajid hy ya nafal hy? Q; Jab har Namaz k sirf or moakkada sunnaten zruri hen to phir hr Namaz ki izafi Raakaat q hen? Q; Namazo ki rakaten kis ne kitni or kab muntakhib ki? Last Q; wo Ahadees jo Drust nahi hen khowa sanad ki bunyad se khowa Mattan ki taraf bunyad wo likhi q gai hen jab wo drust nahi Hadith Sahe tabb maani jaati hy jab uski sanad theek ho matan Quran se na takrata ho. To phir Asaan krnay k liya sirf sahi ahadees he q ni likhi gai ?
وعليكم السلام ورحمة الله وبركاته Tahaytul masjid parhen to sawab hai.... na parhen to gunah nahi... Jab bi masjid men dakhil hon to tahayatul asjid parhty hain.... baqi raqaton ki tafseel par mene tafseel se vidro banai hoi hai channel par chak karlen video mil jaygi.......
Assalam o alaikum . Agar shohar biwi KO ik sath teen talaq dydy . Or dubara nikah kr k sath rehna chahy toh Kia koi hal Nikal skta ha k ab BSS . Abhi orat iddat mh hi ho or unki sula hojye or dubara nikah kr k dubara reh skty Hain sath nikah iddat k BD Hoga k iddat k Duran b hoskta ha . Unho NY yh Bola tha . Talaq talaq talaq Di tmko . WO khty ha talaq nhi hui . Mh TMhy talaq dyta hon teen br bholny sy Hoti ha .
Assalamu alaikum
Bhai mere kuch swal hy ap se Men confuse hogya hoon meri islah farma dijiay
Q; Tahiyatul masjid zruri hy ya namaz ki sunnaten?
Q; Tahiyatul masjid Har namaz se pehlay zruri hy?
Q; Tahiyatul masjid Farz hy sunnat hy wajid hy ya nafal hy?
Q; Jab har Namaz k sirf or moakkada sunnaten zruri hen to phir hr Namaz ki izafi Raakaat q hen?
Q; Namazo ki rakaten kis ne kitni or kab muntakhib ki?
Last Q; wo Ahadees jo Drust nahi hen khowa sanad ki bunyad se khowa Mattan ki taraf bunyad wo likhi q gai hen jab wo drust nahi
Hadith Sahe tabb maani jaati hy jab uski sanad theek ho matan Quran se na takrata ho. To phir Asaan krnay k liya sirf sahi ahadees he q ni likhi gai ?
وعليكم السلام ورحمة الله وبركاته
Tahaytul masjid parhen to sawab hai.... na parhen to gunah nahi...
Jab bi masjid men dakhil hon to tahayatul asjid parhty hain....
baqi raqaton ki tafseel par mene tafseel se vidro banai hoi hai channel par chak karlen video mil jaygi.......
Kya mere nasl mai qayamat tak jitne bhi log paida honge unme kisi se bhi mera nikah jayez nahi hoga
Jub nazil hi nhi huwa to hum kasa pad sakta ha
Assalam o alaikum . Agar shohar biwi KO ik sath teen talaq dydy .
Or dubara nikah kr k sath rehna chahy toh Kia koi hal Nikal skta ha k ab BSS .
Abhi orat iddat mh hi ho or unki sula hojye or dubara nikah kr k dubara reh skty Hain sath nikah iddat k BD Hoga k iddat k Duran b hoskta ha .
Unho NY yh Bola tha . Talaq talaq talaq Di tmko .
WO khty ha talaq nhi hui .
Mh TMhy talaq dyta hon teen br bholny sy Hoti ha .
Kia halala KY Bina dubara nikah hoskta ha .