Ek aur feature hai jo btata nahi but video me dikh gaya, Fan ko jab 4 no. Pe press kia remote se then FOUR TIMES LIGHT BLINK kia...that mean Four number pe chalega ab
Aap customer care ko call karke Apne problem ke bare mein bataiye vah ghar mein aakar theek karke jaega. Mere Ko jitna had tak lag raha hai remote ka problem hai.
Yeh sab non reputed brand hai, chinese cheap component use karte hai price kam rakhne ke chakkar pe. Use reputed brand like crompton, polycab, usha, atomberg, havelles etc
Abhi same price tag (₹2449) par Crompton hyperget energion mil jayega, wohi lena hi better hai, build quality isse kafi achha hai, 350 rpm and 225 cmm air delivery. Sirf led light nahi hai.
Activa energia bahut ghatiya company hai kharab hogaya 2 mahine me or kharab hojane pe courier karne ke liye bol raha hai sab delhi ke alwa or koi service center nahi hai
sir mere pass bhi yehi fan hai pata nahi kon sa button press ho gaya hai jab mai speed 6 ka button press karta hu fan light on hoti hai or beep ke baad off ho jata hai iska kaya reason hai please tell me?
@@shubhadas2142 nahi bro, ab sab thik chal raha hai, reverse fan rotation ke karna maine liya tha, but it's just a hype, itna kam ka nahi hai... I suggest you go with Atomberg fans...
@@ripon7203 garmi me aapko reverse fan ka subidha tabhi milega agar aapke gharme zyada ventilation ho, nhi toh thand me hi sayeed thoda faida milega. Mere wale unit me thoda noise ho raha hain. Atomberg ka efficio hain mere paas ceiling+pedestal, 3 saal ho gaya. Dono hi around 3k me liya tha. Avi 3.5k niche achha model hain hi nhi. Thoda Kam ke taraf gaya toh yeh Activa mila jo ek fraud company hain 5 saal bol k 1 saal ka warranty de raha hain.
ये fan लेने लायक नहीं है. कस्टमर को फंसना तय है मेरे तरह. 10 दिन में ख़राब होने lag रहा है. किसी भी कंपनी का लो जो ऑफलाइन भी मिलता हो. इसका तो कोई ठिकाना नहीं है और इसके किसी भी बात पर भरोसा करने लायक नहीं है जैसे 28 watts.....
भाई साहब आपका मैंने वीडियो देखकर यही फन परचेस कर लिया है पंख लगाने के 10 दिन बाद ही किट में प्रॉब्लम आ गया जिसे कंपनी को क्लेम करने पर ना तो फोन उठाता है नहीं कोई सही जवाब मिल पाता है मैं बार बार फोन कर रहा हूं हर तरह से मैसेज करके कंप्लेंट कर रहा हूं लेकिन मेरा वारंटी को क्लेम नहीं किया जा रहा है कोई जवाब नहीं मिल रहा है कृपया मुझे सही मार्गदर्शन करें इसका किट मार्केट में ओपनली नहीं मिलता है जिससे मैं अपने पैसे से भी परचेस कर सकूं मैं करूं तो क्या करूं मेरा फैन बंद हो रखा है इस गर्मी में
मेरे यहां पर ऑफलाइन मार्केट में Havells कंपनी का फन किट मिल जाता है। आपका किसी नजदीकी इलेक्ट्रिक शॉप में जाकर पता करना। उनको बोलना कि नॉर्मल फैन को रिमोट कंट्रोल बनाने के लिए कंट्रोलर विद रिमोट किट। मिल जाएगा। मेरे को अगर ऑनलाइन दिखता है तो मैं उसका परचेसिंग लिंक आपको शेयर कर दूंगा।
Ek aur feature hai jo btata nahi but video me dikh gaya, Fan ko jab 4 no. Pe press kia remote se then FOUR TIMES LIGHT BLINK kia...that mean Four number pe chalega ab
Fan functions really well
Nice ❤❤
Boost and 6 speed kam nehi karrahahe.. Beep awaj deneka baad speed kam hojarahe.. Why? Plz reply
Aap customer care ko call karke Apne problem ke bare mein bataiye vah ghar mein aakar theek karke jaega.
Mere Ko jitna had tak lag raha hai remote ka problem hai.
Yeh sab non reputed brand hai, chinese cheap component use karte hai price kam rakhne ke chakkar pe. Use reputed brand like crompton, polycab, usha, atomberg, havelles etc
Abhi same price tag (₹2449) par Crompton hyperget energion mil jayega, wohi lena hi better hai, build quality isse kafi achha hai, 350 rpm and 225 cmm air delivery. Sirf led light nahi hai.
Mukhe v lena hai link share Karo
Is it hi speed
maine purchase kiya tha Hyperjet but usme 3 din me hi "kit kit kit" awaj aane laga...
Activa energia bahut ghatiya company hai kharab hogaya 2 mahine me or kharab hojane pe courier karne ke liye bol raha hai sab delhi ke alwa or koi service center nahi hai
Accha hai ki nahi lena chahiye ya nahi @@alisheikh3834
sir mere pass bhi yehi fan hai pata nahi kon sa button press ho gaya hai jab mai speed 6 ka button press karta hu fan light on hoti hai or beep ke baad off ho jata hai iska kaya reason hai please tell me?
Kaisa chal rha hai kuch log kah rahe hai service sahi nhi eski agar kharab ho gya to delhi bhejna padega
Just received it today, and it's working perfectly fine...
Regulator ko bypass karo
@@shubhadas2142 thanks fix ho gaya
@@ripon7203 fan ghum te samai koi noise ho raha hain? "Tik tik" yah "kich kich" karke?
@@shubhadas2142 nahi bro, ab sab thik chal raha hai, reverse fan rotation ke karna maine liya tha, but it's just a hype, itna kam ka nahi hai...
I suggest you go with Atomberg fans...
@@ripon7203 garmi me aapko reverse fan ka subidha tabhi milega agar aapke gharme zyada ventilation ho, nhi toh thand me hi sayeed thoda faida milega. Mere wale unit me thoda noise ho raha hain. Atomberg ka efficio hain mere paas ceiling+pedestal, 3 saal ho gaya. Dono hi around 3k me liya tha. Avi 3.5k niche achha model hain hi nhi. Thoda Kam ke taraf gaya toh yeh Activa mila jo ek fraud company hain 5 saal bol k 1 saal ka warranty de raha hain.
Most of the video there is no sound - bhai reupload karo
Nice
sound thik karo
Iski minimum voltage range kya hai
120v to 240v
Same fan kharab ho gaya hai. Usko kaise thik hoga
Same.
ये fan लेने लायक नहीं है. कस्टमर को फंसना तय है मेरे तरह. 10 दिन में ख़राब होने lag रहा है. किसी भी कंपनी का लो जो ऑफलाइन भी मिलता हो. इसका तो कोई ठिकाना नहीं है और इसके किसी भी बात पर भरोसा करने लायक नहीं है जैसे 28 watts.....
❤❤❤❤
mobile mein kaise set Karen
भाई साहब आपका मैंने वीडियो देखकर यही फन परचेस कर लिया है
पंख लगाने के 10 दिन बाद ही किट में प्रॉब्लम आ गया जिसे कंपनी को क्लेम करने पर ना तो फोन उठाता है नहीं कोई सही जवाब मिल पाता है मैं बार बार फोन कर रहा हूं हर तरह से मैसेज करके कंप्लेंट कर रहा हूं लेकिन मेरा वारंटी को क्लेम नहीं किया जा रहा है कोई जवाब नहीं मिल रहा है कृपया मुझे सही मार्गदर्शन करें इसका किट मार्केट में ओपनली नहीं मिलता है जिससे मैं अपने पैसे से भी परचेस कर सकूं मैं करूं तो क्या करूं मेरा फैन बंद हो रखा है इस गर्मी में
मेरे यहां पर ऑफलाइन मार्केट में Havells कंपनी का फन किट मिल जाता है। आपका किसी नजदीकी इलेक्ट्रिक शॉप में जाकर पता करना।
उनको बोलना कि नॉर्मल फैन को रिमोट कंट्रोल बनाने के लिए कंट्रोलर विद रिमोट किट। मिल जाएगा।
मेरे को अगर ऑनलाइन दिखता है तो मैं उसका परचेसिंग लिंक आपको शेयर कर दूंगा।
Bina sir pair ka reply, wo Warranty claim krne me help manga hai to ye new kit purchase krne ki salah de raha hai 🙄
Kaisa chal raha hai bhai
My fan is still running fine with no problems
Yeah bas iske neeche hawa deti hai..... Agar thoda sa bhi door gya na uski beech mey se phir hawa bilkul nhi aata hi
Yeh kone mey hawa nhi aata hi
Bahut bekar fan hai iska koi service centre jaldi nahin hai milta aur na hi customer care wale koi response lete Hain
Aawaaz kahaan gai bhai
Mere pass Activa ka fan hai
Vo 1 bar chala 10 minutes ke fir band ho Gaya
Ye kese chalu hoga
Sabse ghtiya fan customer service zero
Price Kya h
₹2399
Nice ❤❤
Mobile mein kaise setting Karen
Yaha mobile ka sath connect ka feature nahin hai only remote se control hoga.
Mobile mein kaise setting Karen
Ya bldc fan mobile ka sath connect ka function nahi hai