Sir fees toh bahut jyada hai me toh soch rha tha ki Kam hi hogi 37310+7200= 44510 पर ईयर हॉस्टल में रहने के और 4565 per semester fees 4565+4565 = 9130 44510+9130= 53640 टोटल फीस 😮
Bhai course fees aur hostel rent fee ke liye scholarship aati hain Aur mess fee ka har saal hisab hota hain jitne din chutti rehti hain jaise ek saal ke andar jitne bhi holidays summer vacation winter vacation sabka Paisa wapas milta hain Aur bhai ye sab to milega hi lekin phir bhi hostel aur course fee jayada nahi hain bahar room leke raho phir pata lag jayega rehne ko to 3000 me reh loge lekin phir wahi dal bhat choka khaoge aur har 20 din pe Ghar jaoge yaha hostel me har facility hum logo ko milti Hain mess me 3 time khana 2 time chai saaf safai ke liye karmchari Jo har Roz room bhi aake saaf krte hain 24 hours electricity room me pankha laga hua hain playground common hall aur faculty se kuch kadmo ki duri aur hostel me chote bade bhaiyo ka sath Jo tumhe kabhi kamjor nhi padne dete University me hostel sabko nhi milta...
Sir ji ..
B.ed walon ke liye hostel ka form kab tak aayega????
Sir girls hostal ka bhi vedio provide kriye plss...
Yes sir
Sir ji ...
B.ed walon ko hostel kab tak milega....
Sir msw Lucknow ka best hai ya Mgkvp ma please bataiye na😢😢😢
Bhaoya je batai kee hm log apna kharcha kaose nikale bs minthly ka 10000 tk hota rahe kaose bhee karke 2 se 3 hours ka
Raebareli vle bhaiya padosi h
Ragging hoti hai kya
Sirf ballb hai...ya bballb bcom llb...or exam kb hoti hai
Hostel me khud se khana bna sakte hai ..??
Kaun sa course hai
@@Rahul-sw9uq B.ed
Sir Ba valo. Ko bhi hostal. Milta ha
bhaiya BALLB walo ko OBC me kitna rank pe milta h & kaun sa hostel milta h ?
Aap bi ballb ke liye prepration krre ho kiya
190
@@Nandinikilife 👍
@@NandinikilifeMai bhi😊
@@Nandinikilifehaa
Btech 1yr me physical reporting ke baad 😊
Ac hote h hostels me?
😂😂😂
Amir log in the chat
LLb ki class regular chalti hai please btaye
Yes regular chalti hai
Sir girls hostel ka bhi Jankari dijiye
Mill jayega
Same structure ka girls hostel bhi hai
@@MOIN836 Haa separate hai
aaisa kuch nahi hota hai
@@MOIN836arre yarr Tum ye sab kahe sochte ho tumhe padhne se mtlb hai to padho
Sir fees toh bahut jyada hai me toh soch rha tha ki Kam hi hogi
37310+7200= 44510 पर ईयर हॉस्टल में रहने के
और 4565 per semester fees
4565+4565 = 9130
44510+9130= 53640 टोटल फीस 😮
Bhai course fees aur hostel rent fee ke liye scholarship aati hain
Aur mess fee ka har saal hisab hota hain jitne din chutti rehti hain jaise ek saal ke andar jitne bhi holidays summer vacation winter vacation sabka Paisa wapas milta hain
Aur bhai ye sab to milega hi lekin phir bhi hostel aur course fee jayada nahi hain bahar room leke raho phir pata lag jayega rehne ko to 3000 me reh loge lekin phir wahi dal bhat choka khaoge aur har 20 din pe Ghar jaoge yaha hostel me har facility hum logo ko milti Hain mess me 3 time khana 2 time chai saaf safai ke liye karmchari Jo har Roz room bhi aake saaf krte hain 24 hours electricity room me pankha laga hua hain playground common hall aur faculty se kuch kadmo ki duri aur hostel me chote bade bhaiyo ka sath Jo tumhe kabhi kamjor nhi padne dete University me hostel sabko nhi milta...
Bhai attendance ka locha to nhi hota?
@@Rahulverma-lr6pw nhi
@@RishuJaiswal-qm7zy regular Jana hoga? Aur kitni attendance mangte hai? Job ke sath kr skta hu llb 3 yrs?
@@Rahulverma-lr6pw haa kr skte bus assignment pure hone chahiye aur thodi bahut shuru me class karna
Sir girls hostel ke related videos banaye
Sir girls hostel ke related videos banaye