Hnji jija bahut bdya book's suggestt kri , suru suru main Psychology me koi bhi bhai banan First Rank Wali Try kr skte hai..!😊 Or jija ne bhi vlog me ache se batya hai, apki samj ke upr hai hard language ho toh ap dusri try kr skte hai..! Thank you so much ❤
Maths - R.S Agarwal
Hindi - Rbse + Naveen Hindi Avn Vayakran { sohan dan charan }
Psychology - Dheer singh + Sikhwal
Evs - Rbse/Ncert { Mukesh Pancholi }
Teaching Methods - First Rank Publication
Mem aapne reet pass kar diya kya ??
Hnji jija bahut bdya book's suggestt kri , suru suru main Psychology me koi bhi bhai banan First Rank Wali Try kr skte hai..!😊
Or jija ne bhi vlog me ache se batya hai, apki samj ke upr hai hard language ho toh ap dusri try kr skte hai..!
Thank you so much ❤
😊💛🌻
Hello didi Mera question h ki m deled first year m hu 2024 m hi admission liya h to kya m exam de sakti hu plz mujhe reply kre
Vandna mam book me jyada material nahi deti coching me acha padhati h so unke notes jyada ache h
पर्यावरण अध्ययन ke liye koi online class btao plzz 𝒋ï𝒋á
@@mamtakanwarvlog kalaam acdmay Sikar
@@AartiSharma-zs3ngaapne kalam academy ka course paechase kiya h kya?
EVS ke liye Mukesh Pancholi ji sir se sb pichhe hai
Khi jao antim me yhi aana hoga
@@Dreamygirlwu4cm youtube pe sari classes h reet ki
@@reet_aspirants_07 metter kam h bhai last revision k time le sakte h vo book
English medium level 2 sst k liye please koi book suggest krde...mujhe sab material hindi m mil ha h english m kahi bhi available nhi h
Didi pdai m regularity kese laye me 2 hours bhi nhi pd pati phone pr dhyan jata h plz kuch btao
Notification off rakho
Ok iss topic pe bhi kisi vlog me krenge charcha😊
@@Studious_sunflower ok
Didi aap reet pre ki preparation kar rahe hain yaa mains ki
Sister reet Pre ki kis hisab se tiyari kare ki pre nikal jaye aapke raye me
Vandana jadon ke notes bhi pdh skte h kya di
Yes
Di aapke pas really kafi achchhii books hai
😊😊
Good morning
Psychology reet ke liye श्रेष्ठा book या शिखवाल कैसी रहेगी
Shikhwal best h
@@AartiSharma-zs3ng okay
Me to Dheer singh sir ki layi hi
2023 session bstc 1st year से hu m to
@@gourgovind_05 m bhi first' year se hu .. shikhwal ki language easy h ...dheer singh ki language tough hai
Didi aapka reet pre clear h kya
first lang. eng or sec lang hindi lai lo kya mains ka syllabus same rehga fir
L-1 and L-2 ka syllabus or level thoda alag alag rhta hai....aap google pe check kr skte hai syllabus ya E-mitra se printout bhi niklwa skte hai 👍
Mere pas sb same book h😊
Are you an aspirant of BSTC 1st Yr.?
Yes I'm reet L-1 aspirant
Mee too isi year bstc me 486 and abhi reet L1 ki preparation kr rha hu nice too meet you 😊@@Studious_sunflower
Mere pas bhi yhi Book hai
First comment 😁
First' time jo bhi psychology padh rhe hai Dheer singh mt padho phle sikhwal vandana joshi le aao
Jod ghataav gunaa bhi padh rhi ho kya aap 😂😂
@@Growhit01 maths ko 0 se pdhna hi shuru krna chahiye esme hsne ki kya baat h🤔
@@Dhurvika89 sorry sorry my mistake😔 wo nind ke nashe me comment kr diya tha mera reply bhi ni diya 💀
@@Growhit01 ha to ese comment ka kon reply krega btao
@@Dhurvika89 aap 😎
@@Growhit01 kb ni diya reply