@@PhenixBayLegal compromise decree execution m Kya hoga temple land ko lekar or raste ko lekar decree hua h, compromise decree m 8 vadigan m se 1 vadi hi execution case file kr skta h kya, or isme prtivadigan ko notice bhi jayega Kya bcz, hmara vadi or prtivadi dono mil chuke h, or compromise decree ka palan nhi kr rhe h,
Sir g mene jamin ka agrim t kiya tha registry dusre aadme se milkar use kara thi, ab kourt mebechne wala appear nahi huwa , mere hak me dicree with cost with two month me mere pax me tfr deed kare, celler ne uper cort me appil kardi parntu stay nahi Mela ,order same aaya , 2016,2022,2023 me high court me appil dismiss and SC me 2024 me dismiss kardi mene 2023 may month me execution dala ,ab celler bolta hai ki decree holder ne with in two month cost jama nahi kiya ab mene kaya karna pls tell me
Madam civil case ki court file ka casewise testimonials ka video bhi taki new advocates samaj sake ki court mai case kaise chalta hai practically aur kis kis tarah ke applications file hote hai.
Case purana hone ke wajah se first trial court ka file nhi hai mere pass,magr uska xerox hai, or High court tak hare hue party ne apeal kr diya or waha bhi trial court ko hi confirm kiya hai, kya main execution of decree file kr skta hu?
Madam, 2bhai ne zameen kharida(2separate deeds,saab ekta documents hai)ek bhai us paar reh rha hai aur 2sra bhai dusri jaga pe(out of district )reh rha tha(till death) bt aana jna tha uss Jamin Paar unka mummy(brothers ki mummy)ek brother k saath rehti thi 2014 mei expire hua(brothers ka mummy)...uske baad ek bhai 2017 mei expire ho gya...phir Jo us zameen mei reh rha tha usne adverse possession ka case kr dia...kya wo bhai adverse possession ka Sahara leker Jeet sakte hai?
Ye kya super non sense ..order ke bad bhi ye sab process...matlab accused ko kitna support apna kanoon ...wese bhi order aane tak na jane kitne sal lag jate he ....kannon process ko quick and smart banana chahiye so justice jaldi mile and accused log darey kannon se ..abhi bhi court me sab manual kam ..date pe date ka silsila ...
Case me decree ho gai lekin vakil sahab is Kam ko karene me Ruchi nahi dekha rahe hai 8sal ho gaya kya kare mam samajh me nahi aa raha rasta bataye mam
Very good knowledge
Thanks

Mam, mera case Land distribution ka hai, Final decree mil gyi hai SDM Court se.....uska execution bhi same way me SDM Court se karwa sakte hai?
Jai Hind 🎉🎉🎉
Madam civil case ki court file ka casewise testimonials ka video bhi taki new advocates samaj sake ki court mai case kaise chalta hai practically aur kis kis tarah ke applications file hote hai.
Thanks🙏🙏
Case purana hone ke wajah se first trial court ka file nhi hai mere pass,magr uska xerox hai, or High court tak hare hue party ne apeal kr diya or waha bhi trial court ko hi confirm kiya hai, kya main execution of decree file kr skta hu?
Good morning Madam. Civil Execution pending for 5 years in Junior Division Dehradun. Can I approach High Court Nainital directly ? Regards
Madam, 2bhai ne zameen kharida(2separate deeds,saab ekta documents hai)ek bhai us paar reh rha hai aur 2sra bhai dusri jaga pe(out of district )reh rha tha(till death) bt aana jna tha uss Jamin Paar unka mummy(brothers ki mummy)ek brother k saath rehti thi 2014 mei expire hua(brothers ka mummy)...uske baad ek bhai 2017 mei expire ho gya...phir Jo us zameen mei reh rha tha usne adverse possession ka case kr dia...kya wo bhai adverse possession ka Sahara leker Jeet sakte hai?
Awadhi land ya government land civil execution hota hai ki nahi
hota hai sir
12 yrs hone k bad kya hota hai decree invalid ?
Nice
Thanks
As per latest judgement of Supreme court, sending notice to the parties is not mandatory, lower court can proceed without notice step.
Thanks for update could you pls share the citation so that I can also have a look on that.
@@PhenixBayLegal civil appeal no- 6375 of 2023 , Pradeep vs Harijivan.
Sir g kaya aap muje guid line dege aap mujse on line bat kar sakte hai kaya
2010 mein degree mila tha parantu abhi tak koi sunvaee nahin hua sut file bhi Kiya hua hai parantu sunvaee nahin hua
sir aap apne vakkeel se pata karen
Mis, ji vakil se puchhne par kahte hai ki 3month oar lgega . Tab bota hai ki jaj sahb nahi aye to Kay kare .mis ji
.
Mam 12sal se jyada hogaya hai to court me execution petition file nahi kar sakte hai kya pls reply 🙏
Kr skte hai pr wajah batani padegi ki late q hua
Degree holder. Aur degree donetor limitation. Kaya dono par laagu hai with sidation de pLz
Yes sir.
u/s 9 dceree mila hm mujhe time period khatam ho chuka hm patni fir vi nhi ayi ese me kya kar sakta hun ?
sir sec 9 ko enforce nahi kiya jaa satha par aap is ground pe maintaince mana ho saktha hai
केस हारने में कितने दिन में अपील कर सकते हैं जानकारीबताया जाए
Ye kya super non sense ..order ke bad bhi ye sab process...matlab accused ko kitna support apna kanoon ...wese bhi order aane tak na jane kitne sal lag jate he ....kannon process ko quick and smart banana chahiye so justice jaldi mile and accused log darey kannon se ..abhi bhi court me sab manual kam ..date pe date ka silsila ...
Mam tabhi Ghar dusare ko बक्षिसपत्र दिया तो कैसे property attachment kase hoga
sir third party application file hoga
Mujhe 2003 me decree mili thi mgr execution nhi kiya tha ab kya process hoga.
Sir Limitation hota hai decree execution karwane ka
@@PhenixBayLegal Limitation period kitni hoti hai? Meri limitation expired ho gyi hai kya.?
12 yrs as per CpC
Dikree nispaadan mein etana samay kyon lagata hai
सिविल निष्पादन में पार्टी किस किसको बनाना पड़ेगा । विरोधी पार्टी के अतिरिक्त क्या प्रशासन (तहसीलदार, sdm या dm ) को भी पार्टी बनाना पड़ेगा ?
No sir original parties only
के सामने में कितने दिन में अपील होती हैजानकारी
90 days
सर जी अगर जिस के खिलाप डिक्री हुई है अब उसकी मृत्यु हो गई है तो क्या कार्यवाही करनी होगी जबकि प्रतिवादी एक था
Sir see recent video. Legal heir add karna hoga.
Good knowledge Mam our case in same position can i have your mail id to talk to you about our case
Phenixbaypb@gmail.com