Superb bro....very well explained......5star rating for u r video....very detailed analysis u had given and u have cleared all my doubts....hatssoff bro..
Kya main old baleno car me 35AH ke badle 45Ah ki battery dal sakta hoon kyun ki usme sub woofer amp hain aur main month me ek ya do baar hi car use kartha hoon
Indica me company se 55ah ki battery ati thi apne already badha ke dala hua hai . Ap ek bar check karyea agar 65ah aya tha to 75 ah dal sakte hain lekin pehle 100% sure ho jayega.
Altroz xz has default 60D23R battery. This is not available in after market. Amaron shops are selling 85D23R for alteoz and Nexon.. is it ok? Will it impact alternator? Shall we go for this purchase?
Hi sir 60d23r model ka capacity 60ah hai to same model nahi bhi milta hai to ap DIN model me 65ah ya 70ah dal sakte otherwise 85d23r model ka capacity Jayda ho jayega alternator pe long time pe problem create ho sakta hai . Yes d23r model japanese designa hai to koi Jayda difference nahi hai Din or D23r model me Ap price or warranty ke according dal sakte hai
35ah bettry sentro gadi me kitna bakup degi ac par jab khar khadi khadi ac chalaye... Or kya full descharge par hamko bettry kholke lejani padegi charging ke liye
@@crackover bhai meri gadi me ecu dashboard ke andar hai bahot dikkat hoti hai kholne me tu mujhe maloom karna tha ki kon konsi model ki gadiyo me ecu battery ke piche lagahova hai
In fact, the best solution is to remain in Ampere Hour (AH) range to the battery which came with the car. For example - put 35 AH battery in place of 32 AH battery, put 50 AH battery instead of 45 AH battery. Never exceed by more then 5AH to avoid alternater charging issues in future.
Bhaiya meri hyundai eon car hai jisme amron ki battery lagi hui shyd shyd 32 ah company recomended shyd 35 ah meri car mai amplifier laga hua hai toh mujhe battery capacity badhana hai toh kitna ah tak safe upgrade karsakta hu mai aur meri battery ek dum achi chal rahi hai toh mujhe iski exchange value kitni milegi plzz reply karna....im eagerly waiting for ur reply!!!
I have Enjoy car, due to some reasons I had not used my car for four months, I have charged my car battery at home for4 hours , it is showing 10: 30 volts in multimeter. How to get my battery level from 10:30 to 11 or 12 volts. Please advise
Bhai kia sonet m 35Ah, battery company se dal kar aai thi gaadi ko teen saal ho rahe ab start m problem horahi h kitne AH ki battery dalwana sahi rahega plz help
Swift dzire petrol ke liye best battery bataiye please. March 2014 me New Car me 32ah ki fit ho kar aai thi jo September 2019 tak chali. Fir maine Amaron 35ah ki lagva li jo ab dikkat kar rahi hai. Matlab ye maane ki sep 2019 se December 2023 tak chali. Kya 40ah lagani chaahiye, agar haan to model number bataiye please Agar 35ah lagaani chaahiye to uska bhi best model number bataaiye please
But main jabb se bike ka 2 amper bdaya huin tabb se starting problem hai sir.4 amp se 6 amp ka lagaya huin Aur gaadi dhaka marne ke baadh, start hone ke baadh 2 minute ke badh proper self start hothat hai Note: RR circuit ekdum ok hai battery bhi ok hai . .. aur jabb battery externally charge karke lagathe hai tabb self 2din takk achhe se kaam kartha hai tho problem khaan hai sir.
Battery ka life kam hoga warranty waise maine battery me water add karne ka video dala hua hai usko karyea agar water level kam hota hai to Is se battery Jayda chal jayegi Lekin next time se kam ah nahi dalna hai
@@crackover actually my car is brezza diesel ussi mein Exide din50 lagatha but Exide din44 laga liya...kya car ke electronics or electricals par effect hoga
Better not to install leass power battery than company recommendation much go equal or more tha company Battery Ah Already explained in the video it will reduce life
Battery company se lg k aya ha whi lgyae jada Ah lagane se uska design change hoga to ho skta ha wo proper na lge... ab cars bhut hi tech ha 10 Ah bhut jada ha...
Indigo Indigo wale mousi k Indigo indica wale mousi k bete bhai hote he jha apne jaisi gaadi khdi mil jaaye problem m apne aap uska help krne ka dil krta he
Ji bhaiya depend karta hai ki fan kitna watt ka hai agar 85 watt ka fan hai to laghag 5 hour Tak chalega Math- 12*35=420 watt So time =420/85 equal to 4.9hour
Aapki ek guidance kisi ka bhla kr sakti he aap aise insaan he jo gaadi ko pura khol k ek ek nut dubara jod de iska kamai k saath saath apne fans ki bhlai pr bhi dhyan de
@@crackover@crackover bhai Innova me muje 80ah ka extra battery lagwana hai for camping existing battery se connection liya to alternator ko koi issue nahi ayega na
Mere paas two wheeler bike hai, Glamour FI, pehke usme 3AH battery the? Ab maine 4AH ke dalwa diye ?? Kya isse koi dikkat hogi ?? Kahi bike khraab toh nhi ho jayegi ??
Indica Indigo Aaj k time m aisi gaadi he k agar saath dene pr aaye to bmw Volvo Mercedes fail he or agar rulane pe aaye to .... Indigo rakhne k liye Indigo k Malik m bhi dum chahiye jigar or paisa dono or mistri ko bhi iss gaadi m haath daalne k liye dum chahiye
are bhai sahab space bhi matter krti hai agar space hi na ho to kaise lagaoge, mai khud 35ah se upgrade krna chahta tha but meri car me space hi nai tha😂
Abe gadhe atleast 5 se 10 ah jitni space har gadi me di jati hai chahe koi bhi gadi ho kyuki company ko bhi pata hai ham aftermarket kit install karva ke hi rahenge
Like comment subscription ko chhodkar dharti pr aaye apne fans se prem bnaye aapko knowledge he isme koi Shaq nhi but road pr khde kisi indica Indigo bhai k kaam aaye
Thank after watching your vedio my doubts is clear
Glad I could help 👍🙂❤️
Superb bro....very well explained......5star rating for u r video....very detailed analysis u had given and u have cleared all my doubts....hatssoff bro..
Wah bhai wah ! Badhiya information
Thanks 😊👍
Mery pass alto lx 2007 model hai. Mai kitny mah ki bettery dalwo.
35
बहुत सुंदर। धन्यवादजी
Kya main old baleno car me 35AH ke badle 45Ah ki battery dal sakta hoon kyun ki usme sub woofer amp hain aur main month me ek ya do baar hi car use kartha hoon
Nahi dal sakte. Nahi dalna chaiye cheze bigde nai islie jo company ne dia he vohi rakho
sir aap vedio mobile se banate ya camra se, agar mobile se banate to front camra se ya back plz repy
Indoor videos mainly camera
But mobile se bhi kabhi record karta hu.
Mobile i generally prefer back 📸
@@crackover camera kounsa hai
Indica turbo mein 90ah ka alternator hey usme 65 ah ki hey
75 ah ki laga sakte hey kya?
Indica me company se 55ah ki battery ati thi apne already badha ke dala hua hai .
Ap ek bar check karyea agar 65ah aya tha to 75 ah dal sakte hain lekin pehle 100% sure ho jayega.
@@crackover
65 ah ki hey turbo engine hey jo apki indigo mein hey engine vo hi same hey mere pass
Bhai 80 ki battery thoki he yaar ne mza aagya gaadi ki starting or all electrical items m lights stereo dashboard mza aa gya
Altroz xz has default 60D23R battery. This is not available in after market. Amaron shops are selling 85D23R for alteoz and Nexon.. is it ok? Will it impact alternator? Shall we go for this purchase?
Hi sir
60d23r model ka capacity 60ah hai to same model nahi bhi milta hai to ap DIN model me 65ah ya 70ah dal sakte otherwise 85d23r model ka capacity Jayda ho jayega alternator pe long time pe problem create ho sakta hai .
Yes d23r model japanese designa hai to koi Jayda difference nahi hai Din or D23r model me
Ap price or warranty ke according dal sakte hai
The 85D23R and 100D23R has actual amperage of 65 A only.
Boss Swift Vxi 2020 model me kitne Ah ki battery lagaye aur kaun si lagaye
Hi bhaishab, 45 ah Exide milage or amaron flo is best
Tata nano lx k liye konsi battery dal ni chaiye kitni ah ki plz reply
Zen Lx 2003 Modal h
konsi Betri Lagwaye
Ji bhaiya 35 to 40ah Exide ka best rahega
Sir swift , p 2020 model h kitne AH ki battery lagvana h please bataye ?
35 to 45 ah best rahega
@@crackover Thankyou sir ❣️✨
Bolero pickup 1.5T bs4 model mai amaron 70 ah (amaron black) ki battery lagayi hai maine.. sahi hai na ??
Sir Ford Figo diesel din44l se din50 set hoga kya
Ji ha bilkul dal sakte hai acha rahega
भाई जी मेने अपनी कार में 32 सै 35 कार दी हैं धन्यवाद 🥰🙏
35ah bettry sentro gadi me kitna bakup degi ac par jab khar khadi khadi ac chalaye... Or kya full descharge par hamko bettry kholke lejani padegi charging ke liye
मेरी Toyoto Eitios Liva VX (Petrol version) के लिए कितने AH की battery लगवाना चाहिये। मुझे Battery बदलनी है। मेरी कार में Halogen Bulbs लगे हुए हैं।
Hi sir you can use Exide milage 45ah
Sumu garhi ka betary venue me laga chaktau huno kya bhi
Kitna ah ka battery hai
Bhai indigo TDI bs3 me kitni AH ki battery lagani hai
55
Company fited 55Ah ka ata hai
Ap 65Ah ka dal sakte hai
@@crackover bhai meri gadi me ecu dashboard ke andar hai bahot dikkat hoti hai kholne me tu mujhe maloom karna tha ki kon konsi model ki gadiyo me ecu battery ke piche lagahova hai
Alto K10 LXI Car 2013 model ke liye konsa AH battery daldhum Sir, Kindly bathaayiye..
35ah ki daliyea price brand or warranty pe hai
Bhai dizire zxi cng hai 32ah ki battery hai 45ah dalwa sakte kya
Ji ha bilkul dalwa sakte hai Jayda acha rahega
Eon car me 40 ah ki battery dal sakte hai set ho jaigi kya sir
Ji hai bilkul dal sakte hai waise eon me company se 35ah ata tha .
Maruti suzuki zen diesel ma kitna AH ki battery lagya 2004 model
Company se 35 se 45 ah tak dal sakte hai
Very good Bhai Sahi Batya Tum Ne,,,,👍👍👍
❤️😁🙏
Company fitted 47ah amron but i change with 44ah exide, koi poblem hoga kya?
Better not to put lower AH battery as it may damage faster but with 3ah I don't think it will cause any problems
But from next time go for 50 or 55AH
In fact, the best solution is to remain in Ampere Hour (AH) range to the battery which came with the car. For example - put 35 AH battery in place of 32 AH battery, put 50 AH battery instead of 45 AH battery. Never exceed by more then 5AH to avoid alternater charging issues in future.
+10 you can go no issues
Excellent Excellent details 👌
Thanks ajit
Thanks Bhai 😄👍
TQ for watching this video ❤
Bhaiya meri hyundai eon car hai jisme amron ki battery lagi hui shyd shyd 32 ah company recomended shyd 35 ah meri car mai amplifier laga hua hai toh mujhe battery capacity badhana hai toh kitna ah tak safe upgrade karsakta hu mai aur meri battery ek dum achi chal rahi hai toh mujhe iski exchange value kitni milegi plzz reply karna....im eagerly waiting for ur reply!!!
Thank you 👍... very good information
Glad it was helpful! ♥️😄
I have Enjoy car, due to some reasons I had not used my car for four months, I have charged my car battery at home for4 hours , it is showing 10: 30 volts in multimeter. How to get my battery level from 10:30 to 11 or 12 volts. Please advise
How you charged your battery in home?
Always charge your battery 24 to 36 hrs In low Ah... fill proper Distil Water check it in 6 to 8 Months
Bhai mere alto company recommend 38b20l 28ah/5hr
Ta kitna AH ka battery dalu.
35ah ki battery dal sakte hai
@@crackover thank you Bhai Amron Go 35ah dal Diya.
Sir, tiago me 47 ah ki battery lgi hai , kya 50 ah pe shift kr skte h?
Bhai ..I too have same question...did you shift to 50 ah ?and any issue after that?
@@hareeshkupati2526 yes . u can use 50 ah battery . I am already using.
@@hareeshkupati2526 bhai konsi lagai tiago me better 47 or 50 muje lagva ni hai ajj..??
Bhai mahendra kuv 100 car me 65 ah ki jagah 70 ah dalwa li h koi problem to nhi hogi
Ji nahi koi problem nahi battery Jayda cahega
Indica Cs me Konsi ah ki battery dalna padti hai
Kam se kam 45 ah best 50 ya 55ah rehta hai
Ford ecosport diesel 55ah to 66ah laga sakta hu na? Koi issue nahi hoga na
Go for 65ah
Mere Tiago my 39 ah ki battery hy
Kay me 45 ah ki battery laga sakta hu koi problem toh nahi hai..
Ji ha bilkul dal sakte hai koi problem nahi hoga
Excellent information mujhe nahi pata tha
Meri gadi me 55 ah laga hua hai kay usme 65ah dalna chahiye
Ji bilkul 👍
But Chand shaatir mistriyoun se bach k rehna padta he jo workshop m khdi gaadi ka saaman chori kr lete he
Bhai kia sonet m 35Ah, battery company se dal kar aai thi gaadi ko teen saal ho rahe ab start m problem horahi h kitne AH ki battery dalwana sahi rahega plz help
45ah dal dijyea
New dezire desiel mein 65 AH ka laga sakenge na...kuch problem hoga kya please batayea na
Nahi Jayda hai max 55 tak ka dalyea
Sir can I use 75Ah instead of 60Ah in my Creta Diesel SX Vehicle?
God job bro 🙏
Thanks Bhai 😄👍
Eon me R type battery k badle L type battery laga sakte hai kya?
Dekhyea normal gadi ke liye lead acid battery acha hai
Swift dzire petrol ke liye best battery bataiye please. March 2014 me New Car me 32ah ki fit ho kar aai thi jo September 2019 tak chali. Fir maine Amaron 35ah ki lagva li jo ab dikkat kar rahi hai. Matlab ye maane ki sep 2019 se December 2023 tak chali.
Kya 40ah lagani chaahiye, agar haan to model number bataiye please
Agar 35ah lagaani chaahiye to uska bhi best model number bataaiye please
Same problem.. Mere sath bhi h.
Thankyou aapka 🙏🏽
😊🙏❤️
Shukriya Sirji
Thank you 👍🙏
Good information
Appreciate it 🙏❤️👍
Iske parts kabadiye se ezze mil jaate he
Thankq bhai good information
So nice of you🙂👍❤️
Very good 👍
सर क्या में मेरी ev स्कूटी में 24की जगह 28ah की बैटरी लगा सकता हु
Ji ha
Thanks brother
Welcome 😊😁❤️
But main jabb se bike ka 2 amper bdaya huin tabb se starting problem hai sir.4 amp se 6 amp ka lagaya huin Aur gaadi dhaka marne ke baadh, start hone ke baadh 2 minute ke badh proper self start hothat hai
Note: RR circuit ekdum ok hai battery bhi ok hai . .. aur jabb battery externally charge karke lagathe hai tabb self 2din takk achhe se kaam kartha hai tho problem khaan hai sir.
Superb knowledge
Kya ghr ke inverter 160 ah battery se wagonr ko jump strt kr sakte hai?
Ji ha kar sakte hai lekin battery kharab hone ka problem ho sakta hai
Emergency me kar sakte hai
Sir car battery ka Ah kaise pta kar skte hai ? Kyuki kyi bar dukandar 68 ah ki battery bolke 65 ah chipka dete hai for example.
Battery me likha hota hai uske alawa battery ka load test se pata kar sakte hai machine ki help se
Thank u, very informative
Galti se mein ne 50ah ke badle 44ah battery laga Lai hai...sirf 6ah ka hi fark hai ...will there be any issue
Battery ka life kam hoga warranty waise maine battery me water add karne ka video dala hua hai usko karyea agar water level kam hota hai to
Is se battery Jayda chal jayegi
Lekin next time se kam ah nahi dalna hai
@@crackover actually my car is brezza diesel ussi mein Exide din50 lagatha but Exide din44 laga liya...kya car ke electronics or electricals par effect hoga
Mere pulsar 220 me 8 Ah ka battery aaya tha to 9 Ah ka battery dalna safe hoga..?
Bhai kya mei 35 ki jagah 50 ah ki daal sakta hun baleno mei?
Ji nahi bilkul nahi max 45
company provides 46ah battery but machine installed new 44ah battery any problem
Better not to install leass power battery than company recommendation much go equal or more tha company Battery Ah
Already explained in the video it will reduce life
I10 me kitni Ah ki battery dale
35 se 45 ah ka battery sahi rehta hai
Can I use 50 ah battery instead of 45 ah in Creta SX Petrol ?
Yes go for it
thanks
Gurudev battery 55ah ki Tata Indigo m company bolti he pr 80ah ki lgyi he abhi tak koi dikkat nhi he
Ok
Kya 15Ah tak badhaa sakte hai
thnx bro
🙏♥️ welcome
Vento meh generally 45ah aata hai, mere gari meh 60ah laga tha jab liya and aaj shop wala 66ah laga diya!
66 ah kafi Jayda hai
Got an update, vento 1.6 pterol meh 61 ah ka battery use hota hai so 66ah is fine, got it confirmed by the service center!
Thanks for replying 😄
Gaadi ka saara kaam liqui moly m Kiya he bhut paisa invest Kiya he
😢😢mene alto 21 model me 40 ah dali h dikkat toh nhi hoga kuch
35 ah kafi tha 40 me bhi koi problem nahi hoga
Battery company se lg k aya ha whi lgyae jada Ah lagane se uska design change hoga to ho skta ha wo proper na lge... ab cars bhut hi tech ha 10 Ah bhut jada ha...
Agar battery jaldi damage ho to hi badhiya
Bhai meri car maih 68 ah ha kya maih 80 ah daal skta hu?
Ji ha dal sakte hai koi problem nahi hoga👍
Xuv 300 battery konsi lgwau
Baleno m prtrol m 40 ampire ki dalva de
Ha
Indigo Indigo wale mousi k Indigo indica wale mousi k bete bhai hote he jha apne jaisi gaadi khdi mil jaaye problem m apne aap uska help krne ka dil krta he
😄
Meri tiago me 47ah ki battery thi ab 45ah ki laga sakta hu kya
No better go for 47ah or 50ah.
Agar ah badhayege to alternator ki capacity badhani chahiye?
Ji kuch limit tak badha sakte hai
Kese badhate h limit alternator ki
Good 👍
Thanks Bhai 😄👍
55ah scross diesal main 75ah amaron ki 2 years phle abhi tak koi dikkat nhi aayi
35 ah ki battery se 12v ka fan kitna ghanta chalega
Ji bhaiya depend karta hai ki fan kitna watt ka hai agar 85 watt ka fan hai to laghag 5 hour Tak chalega
Math- 12*35=420 watt
So time =420/85 equal to 4.9hour
@crackover sir 12v ka fan he or car charger me soket lagta he to kitna chale ga 35ah ki battery me
lithium battery kya eingne k pass safe rahegi
engine to safe rahega par pura gadi nhi kab aag lag jayega koi guarantee nhi 😂😂😂😂
What will happen to machine if i use 105 ah battery instead of 140 AH, will poses dangerous to machine?
No issues to machine just battery will die faster
❤❤❤❤❤
Thank you 👍♥️🙏
Par sir har battery ah ki nusar size different hota he
Ji ha size thoda bada different hota hai lekin apko upgrade karna hai to different bands me same size bhi mil jata hai so no problem
Aapki ek guidance kisi ka bhla kr sakti he aap aise insaan he jo gaadi ko pura khol k ek ek nut dubara jod de iska kamai k saath saath apne fans ki bhlai pr bhi dhyan de
Sir agar car Alto VXI 3 months Tak nahi chala car to kya kare
Ji battery ki terminal nikal ke rakh dijyea
My ah is 60 and in emergency when I went to mechanic he gave me 55ah so is it ok I can use
No problem life will be less it will damage little faster 10% reduction on life you do not maintain it properly
Sir new wagon r me 32 amp ki jagah 35 amp Dali he koi nukasan to nahi hoga na
😮 same AH की लगवानी थी
Tata indigo like indigo airlines
Feel like pilot.....
Isliye aapko guru bnaya aapse bhut kuch seekha or seekh rhe he but aapka phone na uthana bhut akhrta he
Bhai apne kafi comment kar diya hai 😄 but main abhi aplogo ke liye hi laga hu ki ap sabhi ko achi video du
After March some thing new
🎉5.vtrj
vv
@@crackover@crackover bhai Innova me muje 80ah ka extra battery lagwana hai for camping existing battery se connection liya to alternator ko koi issue nahi ayega na
Mere paas two wheeler bike hai, Glamour FI, pehke usme 3AH battery the? Ab maine 4AH ke dalwa diye ??
Kya isse koi dikkat hogi ?? Kahi bike khraab toh nhi ho jayegi ??
Kuch bhi nahi hoga bro
Me khud dal Chuka hu😂
❤
👍
👍
Thanks 👍👍
All are safe
Indica Indigo Aaj k time m aisi gaadi he k agar saath dene pr aaye to bmw Volvo Mercedes fail he or agar rulane pe aaye to ....
Indigo rakhne k liye Indigo k Malik m bhi dum chahiye jigar or paisa dono or mistri ko bhi iss gaadi m haath daalne k liye dum chahiye
40000se50000to kabadiya de deta he
are bhai sahab space bhi matter krti hai agar space hi na ho to kaise lagaoge, mai khud 35ah se upgrade krna chahta tha but meri car me space hi nai tha😂
Abe gadhe atleast 5 se 10 ah jitni space har gadi me di jati hai chahe koi bhi gadi ho kyuki company ko bhi pata hai ham aftermarket kit install karva ke hi rahenge
Like comment subscription ko chhodkar dharti pr aaye apne fans se prem bnaye aapko knowledge he isme koi Shaq nhi but road pr khde kisi indica Indigo bhai k kaam aaye
Ji Bhai bilkul
I will try my best ❤️👍