Noha lyrics شاعر :۔ جناب ابراہیم خلیلؔ جلالپوری تمہید اکبرؑ کی لاش ہے کہیں قاسمؑ کی لاش ہے بچی ہے ایک جسکو پدر کی تلاش ہے سہمی ہوئ فضائوں میں بھی ارتعاش ہے نالوں سے کربلا کا جگر پاش پاش ہے جلتے ہوئے خیام کا منظر عجیب ہے لگتا ہے جیسے صبح قیامت قریب ہے عباسؑ ہائے عباسؑ مطلع پیغام لئے آئ یہ ساحل پہ ہوا ہے اک نیزے میں الجھی ہوئ زینبؐ کی ردا ہے ۱ لیلیٰ کی نظر کھا گئ اکبرؑ کی جدائی میٹ پہ وہ بیٹے کی یہ کہتی ہوئی آئی عباسؑ ہائے عباسؑ در خیمے کا مجھکو بڑی مشکل سے ملا ہے اک نیزے میں الجھی ہوئ زینبؐ کی ردا ہے ۲جب شمر (لع) لعیں بیٹھ گیا سینے پہ آکر اور کند چھری رکھ چکا مولا کے گلے پر عباسؑ ہائے عباسؑ تب آپکو آقا نے بہت یاد کیا ہے اک نیزے میں الجھی ہوئ زینبؐ کی ردا ہے ۳چھ ماہ کے بچے پہ ہوا ظلم یہ کیسا پہلے علی اصغرؑ کا بدن قبر سے کھینچا عباسؑ ہائے عباسؑ سر کانٹ کے پھر گھوڑوں سے پامال کیا ہے اک نیزے میں الجھی ہوئ زینبؐ کی ردا ہے ۴کیسے میں بتائوں کہ ہے کس حال میں لاغر درروں کے کئی زخم ہیں عابدؑ کے بدن پر عباسؑ ہائے عباسؑ اور پاس غریبوں کے نہ مرہم نہ دوا ہے اک نیزے میں الجھی ہوئ زینبؐ کی ردا ہے ۵تھا شمر لعیں گھوڑے پہ پیدل تھی سکینہؐ نام آپکا لیتی تھی وہ رورو کے یتیمہ عباسؑ ہائے عباسؑ ظالم نے سکینہؐ پہ عجب ظلم کیا ہے اک نیزے میں الجھی ہوئ زینبؐ کی ردا ہے ۶کہتا تھا کہ بابا تھے تجھے جان سے پیارے یہ کہکے طمانچے کئی رخساروں پہ مارے عباسؑ ہائے عباسؑ جب بالیاں کھینچی تو بہت خون بہا ہے اک نیزے میں الجھی ہوئ زینبؐ کی ردا ہے ۷چھنتی ہوئی زینبؐ کی ردا کون بچائے آخر وہ مدد کے لئے اب کسکو بلائے عباسؑ ہائے عباسؑ مردوں میں فقط آپکا بیمار بچا ہے اک نیزے میں الجھی ہوئ زینبؐ کی ردا ہے بے ساختہ گرتے ہیں خلیلؔ آنکھوں سے آنسو جب کہتی ہے بیبی کوئی تھامے ہوئے پہلو عباسؑ ہائے عباسؑ اے شمر بتا کیا مرے بیٹے کی خطا ہے اک نیزے میں الجھی ہوئ زینبؐ کی ردا ہے
Akbar ki lash hai kahin Kasim ki Lash hai Bacchi hai ek jisko padar ki talash hai Sahmi Hui fizaon mein bhi artaas hai Nalo se karbla ka Jigar pash pash hai Jalte hue kayam ka Manzar Ajeeb hai Lagta hai Jaise subah kayamat Kareeb hai Abbas haye Abbas Paigam liye aai ye Sahil pe hawa hai Ek naze mein uljhi Hui Zainab ki rida hai 1 Laila ki najar kha gai Akbar ki judaai Maiyat pe wah bete ki yah kahati Hui aai Abbas haye Abbas Dar kheme ka mujhko badi mushkil se Mila hai Ek naze mein uljhi Hui Zainab ki rida h 2 Jab Shimre layin baith Gaya sine per Aakar Aur kund churi rakh chuka maula ke gale par Abbas haye Abbas Tab aapko aaka ne bahut yad Kiya hai Ek neze mein uljhi Hui Zainab ki rida hai 3 6 mah ke bacche pe hua julm yah kaisa Pahle Ali Asgar ka badan kabr se khincha Abbas haye Abbas Sar kat ke fir ghodon se Pamal Kiya hai Ek neze mein uljhi Hui Zainab ki rida hai 4 Kaise main bataun ki hai kis HAL mein lagar Duron ki Kai jakhm hai aabid ke badan per Abbas haye Abbas Aur pass garibon ke na marham na dava hai Ek neze mein uljhi Hui Zainab ki Rida hai 5 tha Shimre layin ghode pe paidal thi sakina Naam aapka leti thi vah ro ro ke yatima Abbas haye Abbas Zalim ne sakina pe ajab julm Kiya hai Ek neze mein uljhi Hui Zainab ki Rida hai 6 Kahta tha ke Baba the tujhe Jaan se pyare Yah kahkar tamache Kai Rukhsaro pe mare Abbas haye Abbas Jab baliya khinchi to bahut khoon Baha hai Ek neze mein uljhi Hui Zainab ki Rida hai 7 chinti Hui Zainab ki Rida Kaun bachaye Aakhir vah madad ke liye ab kisko bulaye Abbas haye Abbas Mardon mein fakat aapka bimar bacha hai Ek neze mein uljhi Hui Zainab ki Rida hai 9 Beshakhta girte Hain Khalil ankhon se aansu Jab kahati hai bibi koi thame hue pahlu Abbas Haye Abbas Ae Shimr bata kya mere bete ki katha hai Ek neze mein uljhi Hui Zainab ki Rida hai

Vah Maula Salamat Rakhe Maula Har Dilip Khwahish Puri Karen aamin Ilahi Ameen
Mashallh kya voice hy apki, Hmesha khush rho ap,,,,,,,,, Masuma
Slamat rho azadaron
Mashallah salamat raho azabaro
Masha allah ..
Jazak allah !
ماشاءالله سلامت رهو
Mashallah molaع salamat rakhe Aapko 🤲
Mashallah maula slamat rahke
Mashallah salamat raho
ماشاءاللہ
Masha Allah 😭😭
Mashallah mola slamat rakhe
Maula salamat rakhe
Mahaallah
Haq ali
1st view
Noha lyrics
شاعر :۔ جناب ابراہیم خلیلؔ جلالپوری
تمہید
اکبرؑ کی لاش ہے کہیں قاسمؑ کی لاش ہے
بچی ہے ایک جسکو پدر کی تلاش ہے
سہمی ہوئ فضائوں میں بھی ارتعاش ہے
نالوں سے کربلا کا جگر پاش پاش ہے
جلتے ہوئے خیام کا منظر عجیب ہے
لگتا ہے جیسے صبح قیامت قریب ہے
عباسؑ ہائے عباسؑ
مطلع
پیغام لئے آئ یہ ساحل پہ ہوا ہے
اک نیزے میں الجھی ہوئ زینبؐ کی ردا ہے
۱ لیلیٰ کی نظر کھا گئ اکبرؑ کی جدائی
میٹ پہ وہ بیٹے کی یہ کہتی ہوئی آئی
عباسؑ ہائے عباسؑ
در خیمے کا مجھکو بڑی مشکل سے ملا ہے
اک نیزے میں الجھی ہوئ زینبؐ کی ردا ہے
۲جب شمر (لع) لعیں بیٹھ گیا سینے پہ آکر
اور کند چھری رکھ چکا مولا کے گلے پر
عباسؑ ہائے عباسؑ
تب آپکو آقا نے بہت یاد کیا ہے
اک نیزے میں الجھی ہوئ زینبؐ کی ردا ہے
۳چھ ماہ کے بچے پہ ہوا ظلم یہ کیسا
پہلے علی اصغرؑ کا بدن قبر سے کھینچا
عباسؑ ہائے عباسؑ
سر کانٹ کے پھر گھوڑوں سے پامال کیا ہے
اک نیزے میں الجھی ہوئ زینبؐ کی ردا ہے
۴کیسے میں بتائوں کہ ہے کس حال میں لاغر
درروں کے کئی زخم ہیں عابدؑ کے بدن پر
عباسؑ ہائے عباسؑ
اور پاس غریبوں کے نہ مرہم نہ دوا ہے
اک نیزے میں الجھی ہوئ زینبؐ کی ردا ہے
۵تھا شمر لعیں گھوڑے پہ پیدل تھی سکینہؐ
نام آپکا لیتی تھی وہ رورو کے یتیمہ
عباسؑ ہائے عباسؑ
ظالم نے سکینہؐ پہ عجب ظلم کیا ہے
اک نیزے میں الجھی ہوئ زینبؐ کی ردا ہے
۶کہتا تھا کہ بابا تھے تجھے جان سے پیارے
یہ کہکے طمانچے کئی رخساروں پہ مارے
عباسؑ ہائے عباسؑ
جب بالیاں کھینچی تو بہت خون بہا ہے
اک نیزے میں الجھی ہوئ زینبؐ کی ردا ہے
۷چھنتی ہوئی زینبؐ کی ردا کون بچائے
آخر وہ مدد کے لئے اب کسکو بلائے
عباسؑ ہائے عباسؑ
مردوں میں فقط آپکا بیمار بچا ہے
اک نیزے میں الجھی ہوئ زینبؐ کی ردا ہے
بے ساختہ گرتے ہیں خلیلؔ آنکھوں سے آنسو
جب کہتی ہے بیبی کوئی تھامے ہوئے پہلو
عباسؑ ہائے عباسؑ
اے شمر بتا کیا مرے بیٹے کی خطا ہے
اک نیزے میں الجھی ہوئ زینبؐ کی ردا ہے
jazakallah bhai maula salamat rakhe
Bht shukriya bhai apkaaa mashallah ❤
Akbar ki lash hai kahin Kasim ki Lash hai
Bacchi hai ek jisko padar ki talash hai
Sahmi Hui fizaon mein bhi artaas hai
Nalo se karbla ka Jigar pash pash hai
Jalte hue kayam ka Manzar Ajeeb hai
Lagta hai Jaise subah kayamat Kareeb hai
Abbas haye Abbas
Paigam liye aai ye Sahil pe hawa hai
Ek naze mein uljhi Hui Zainab ki rida hai
1
Laila ki najar kha gai Akbar ki judaai
Maiyat pe wah bete ki yah kahati Hui aai
Abbas haye Abbas
Dar kheme ka mujhko badi mushkil se Mila hai
Ek naze mein uljhi Hui Zainab ki rida h
2
Jab Shimre layin baith Gaya sine per Aakar
Aur kund churi rakh chuka maula ke gale par
Abbas haye Abbas
Tab aapko aaka ne bahut yad Kiya hai
Ek neze mein uljhi Hui Zainab ki rida hai
3
6 mah ke bacche pe hua julm yah kaisa
Pahle Ali Asgar ka badan kabr se khincha
Abbas haye Abbas
Sar kat ke fir ghodon se Pamal Kiya hai
Ek neze mein uljhi Hui Zainab ki rida hai
4
Kaise main bataun ki hai kis HAL mein lagar
Duron ki Kai jakhm hai aabid ke badan per
Abbas haye Abbas
Aur pass garibon ke na marham na dava hai
Ek neze mein uljhi Hui Zainab ki Rida hai
5
tha Shimre layin ghode pe paidal thi sakina
Naam aapka leti thi vah ro ro ke yatima
Abbas haye Abbas
Zalim ne sakina pe ajab julm Kiya hai
Ek neze mein uljhi Hui Zainab ki Rida hai
6
Kahta tha ke Baba the tujhe Jaan se pyare
Yah kahkar tamache Kai Rukhsaro pe mare
Abbas haye Abbas
Jab baliya khinchi to bahut khoon Baha hai
Ek neze mein uljhi Hui Zainab ki Rida hai
7
chinti Hui Zainab ki Rida Kaun bachaye
Aakhir vah madad ke liye ab kisko bulaye
Abbas haye Abbas
Mardon mein fakat aapka bimar bacha hai
Ek neze mein uljhi Hui Zainab ki Rida hai
9
Beshakhta girte Hain Khalil ankhon se aansu
Jab kahati hai bibi koi thame hue pahlu
Abbas Haye Abbas
Ae Shimr bata kya mere bete ki katha hai

Bhai discription noha dal diya kare
Naugawa sadaat Ali shabber Noha copy but good
Bhai mujhe panjatani jalapur ka number mil jaaiga
Slamat rho azadaro
Mashallah mola salamat rakhe