No doubt mashallah subhanallah Sath hi aapke explanation ka andaj so sweet I like it but dear sister aap ki gravy thodi thik honi chahie thi ham jis jagah rahte hain na vahan y thick banai jaati hai......Anjum Qureshi
Very nice video sister ji God bless you with family amen hallelujah hallelujah hallelujah hallelujah hallelujah hallelujah hallelujah hallelujah hallelujah
Tamatar k saath bhi nihari banti he wo bhi mere channel pe upload he aur is tarah se bhi banti he, aap is tarah se bhi try Karen Insha Allah ye bhi aap ko bahaut pasand aayegi ,thank you 😊
Recipe bohat asan h. App nay to nihari banana bilkul asan Kar dia h. ye pepli kya h is Ka English name bata dgeye Pakistan main pta nhe ye kis name say melti h

Thank you so much for your wonderful feedback 😊 gravy ko thore waqt k liye aur paka lijiye ga to thick ho jayegi
❤ mashallah bahut hi acchi gravy dikh rhi he
Mashalla 🌹 zabrdast looking so yummy 😋😋😅
Thank you
Mashallah bht acha laga
Shukriya
Behad lajawab aur Shandar
Bahaut shukriya 😊
masaallah Delicious recipe 🎉🎉
Thank you
Mashallah yummy yummy
Looking very delicious tasty
Thanks
Delicious recipe
Thank you
Looks very nice👍👍👍👍
Thank you 👍
Mashallah👌👌
Thank you
VERY NICE SHAISTA
Thank you 😊
Very nice video sister ji God bless you with family amen hallelujah hallelujah hallelujah hallelujah hallelujah hallelujah hallelujah hallelujah hallelujah
Thank you so much
Mashallah bohot achche
aap ne isme tamater ya dahi ka istemaal nahi kya iski kiya wajeh hai
Tamatar k saath bhi nihari banti he wo bhi mere channel pe upload he aur is tarah se bhi banti he, aap is tarah se bhi try Karen Insha Allah ye bhi aap ko bahaut pasand aayegi ,thank you 😊
Sattu ka aata use kr sakte hn kya
Gehu ka aata use kijiye
Recipe bohat asan h. App nay to nihari banana bilkul asan Kar dia h. ye pepli kya h is Ka English name bata dgeye Pakistan main pta nhe ye kis name say melti h
English me long pepper ke naam se jana jata hai.
English me long pepper kehte hein, try zarur kariyega Inshallah apko pasand aayegi, shukriya
@@MuhammadImran-nq2cc
Aap kahan se ho? Hamare bambai me aasani se milti hai.
@@dilshadhussein4716 I belong to Pakistan (Punjab)
zbrdast
dosti roti bhi sikha dein
Thank you
Desi ghee nah hotu phir?
Desi Ghee optional he pr desi se taste bahut accha ata he Nahari me
जो दो काली स्टिक जैसी डालीं हैं, उसका नाम समझ में नहीं आया
Isko peepal kehte hyn
Pepli..
Puncari k yha milegi
पीपली कहते है और इंग्लिश में लॉन्ग पेपर
Grevi bhut patli h vese thik bani h
Hamare yahan aese hi pasand ki jati he 😊 aap gravy thore waqt k liye aur pakayen to thick ho jayegi
Tomato or dahi inme se kuch nh dala..
Tamatar wali nihari bhi mere channel pe upload he ye alag tareeka he is tarah se bhi banayi jati he aap try kijiye 😊 insha allah pasand aayegi aap ko
@@shaistacooksfood1M ok mam
Matan bhuna bhi nhi msala dal diya.......