*👇 Pata Hai Mohabbat Kya Hai.? 💛* *1400 Saal Pehle Prophet* *Muhammad ﷺ Ka Har Raat Tahjud* *Main Rote Howe Dua Karna* *"Ya Allah Meri Ummat Ko Bakhsh De " 😟💕*
Beshak Alhamdulillah zakaat nikalne se Allah paak maal me barkat ata karte hai..maal aur badhta hai mujhe to khushi hoti hai k yeh gareebon ka haq hai Jo un tk pahuchna chahiye.. Alhamdulillah
Jazakllahu khaira bhaijaan shukriya Mera jawab dene k liye Allah zuljalal Aapko Dono jahan ki khair o aafiyat se nawaze or hasidi k hasd Se mahfooz Rakhein Aameen Summa Aameen ya Rabbul izzat Kareem
Maine bahut sare videos dekhe h zakat pr sahi masla abi tak nhi smjh aaya aap hi h jo zakat ka masla sahi se smjha skte h bahut preshan hu sahi smjh aay to mai zakat nikalu.
Assalamualaikum mufti sahab. Hmare paas ghr nhi h hm ghr bnane k liye paisa jod rhe hain to jo paisa hmare paas ghr bnane k liye uski zkaat nikalni wajib h ya nhi
Assalamualaikum ...Mufti sahb aapne bht hi achhe tareqe se smjhaya..shukriya...bs ek baat or bta dijiye kya mobile bhi sona chandi mai joda jayga ...i mean sona chandi ke paise jodte waqat kya mobile ke paise bhi jodne honge ....?
Assalamualaikum!mera ek sawal hai agar zakat ki tarikh wale din sahabe nisab na ho to kya phir se sahib e nisab hone ki tarikh tay karni hogi ya dusre saal usi tarikh ko zakat ka hisab karna hoga?
Assalamualaikum warahmatullahi wabarkatahu plz mere liye duwa kardijye Sadi ke bad jindagi ekdam buri chal Rahi sasural ke mahol aisi hai bas aap duwa kardijye mere liye v aur abtak olad v nahi huye sir meri shadi ke 8 mahine huye kya mere jebar ka zakaat Dena hoga
Aslamu alykum mufti sahab aap baat sari samjh aati hai par sawal hai mera aaj ka jo time cal rha h kon aaesa banda hai jis ke paas itna peasa na ho jis pe qawat farz na ho to kis ko de zaqat ke pese hum ko kya malum woh zaqat ka haqdar ha ya nahi Matlab mere sawal ye ke zaqat hum ko kese bata ke kon hakdar h ya nahi
Moulana sahab aap Se meri ek request hai plz wo sunlijiye mein bahut pareshan hu mujhe apne face ko accha rakhna Hai plz eisa koi amal batade jisse wo sahi hojaye mein Allah se khoob dua kar raha hu Allah sab jaldi se mere face ko accha karde is ramzan Allah jaroor sunega plz aap kuch batade
Assalamualaikum wa rahmatullahi wa barkatuhu. Umeed krta hu aap khairiyat se honge... Mera naam mujahid aur Mera sawal hai : humare Ghar me total 7 log hai mummy papa ko Mila kr k, Ghar me sirf do log kamate hai main aur papa. mera sabhi income mere ghr k liye hai yani main apne papa ko deta hu, aur mere pass lagbhag 1 lakhs k jaisa savings v hai, please thoda yeh bata dijiye humare ghr me khali papa ko hi jakat dena hai ya frr mujhe v Dena hai aur humare ghr me Sona aur chandi kuchh v nhi hai bas sabhi paise hai woh v dusro ki jamein lize( bandak ) pe liye huye ab yeh bata dijiye humare ghr PR jakat farz hai kya agar hai to kitno k upar.... Sukriya.
Asslamu alaykum mufti sahab mera apse ek sawal hai plz jawab dijiyega mere balid sahab ka inteqal ho chuka hai or mere bhai bhi ni hai hum do bahne hain to hum logo ki shadi ke liye kuch zebar rakkha hai or hum logo pas kuch bhi ni hai rishredaro ki madad lekar hum logo ka kharch chalta hai to kya hum logo ko zakat dena chaiye
Assalamu alaikum Mufti sahab मेरा सवाल यह है कि मेरे घर में मेरी लड़की ,बीबी,बहु का सोने का जेबर साढ़े सात तोले से ज्यादा है मगर उसको गिरमी रखा है और हर साल उस पर ब्याज देता हूं तो जकात है क्या
Mufti sahaab mera ye swal h ke hmare pass jo chandi hoti hai ghr me market me uska rate nayi chandi ka adha hota hai .hame konse rate se jkaat nikalni chahiye
Assalam alaikum mere pas mslan 3 lakh rupye he or mera wahi srmaya he na usme se kam huye na ziyada bacho ke liy Sev kr rkhe he bs or mera koi ghar me esa bhi nhi jo kharcha uthata ho kud kam krti or bache palti hun ap mujhe bataye kya mere uppar bhi zakat wajib he plz zarur bataye
जनाब मुझे पिछले 5 लाख रुपये का फायदा हुआ और मैने पिछले साल ही जकात निकल दी है और 5लाख मेने अपने पास घर पर ही रख रखे है और इस साल मुझे 2 लाख की बचत हुई है तो मुझे 2 लाख की ही जकात निकालनी है या जो पिछले साल जो 5 लाख की जकात जो मेने पिछले साल निकाल दी थी किया इस साल भी देनी होगी
Asslamo Alaikum kiya hal hy kaji sharab Aap thik ho mera ek masala tha my mere pas khich bhi nhi hy sona chandi paudha khub bhi nhi hy Sir upar se karja hy to kiya my jakat phtra deskta ho
Assalam walaikum Hazrat hamari kamwali baaji ke paas apna ghar hai wo bolti hai ki aor kuchh nahi hai Mai jo kaam gharo me karti hoon usi se kharch chalta hai To kya unko zakat di ja sakti hai
Assalamualaikum warahmatullah wa barkatuhu Bhai jan mera Aap se sawal hai k kya zakat k paise se mamu k bete ki roze khushi Kara sakte hai Aap se guzarish hai Aap jaldi jawab diye ga mere mamu ka intekal hogya hai meri mami or un k 2 bache hai hum sab se Jo hota hai wo karte hai
Assalamualaikum Mera zakat se related ye sawal mera kuch jewellery muthoot mai hai to kya uska zakat dena hoga Aur kuch ghar mai Zakat kitne gram se start hota.starting gram example 3gram ya 4 ,5 ,7 .
*👇 Pata Hai Mohabbat Kya Hai.? 💛* *1400 Saal Pehle Prophet* *Muhammad ﷺ Ka Har Raat Tahjud* *Main Rote Howe Dua Karna* *"Ya Allah Meri Ummat Ko Bakhsh De " 😟💕*
Mashalla
Mi
Masha Allah nice jankari
Beshak Alhamdulillah zakaat nikalne se Allah paak maal me barkat ata karte hai..maal aur badhta hai mujhe to khushi hoti hai k yeh gareebon ka haq hai Jo un tk pahuchna chahiye.. Alhamdulillah
Mashaallah nice information
हमें यह आपका वीडियो बहुत अच्छा लगा पसंद आया आपने अच्छा किया जो सबको बताया दुनिया गुमराह है उनको मालूम ही नहीं है यह सब
Mashaallah
Masha Allah
Masha allha ketne ache se samjh te hai allha aap ko isi tarh samjhne ki tofiq ata farmay Amin 🤲🤲
Jazak Allah Mufti Qasmi sahab 😊
Rashida baigham ne jo puchha hai usko me bhi puchhna chah rhi but ab Maloom ho gya MashaAllah
Jazakllahu khaira bahan..
Beshaq ❤️
Shukriya
Wow
Waalaikumus salam warahmatullahi wabarakatuh ustad ji jazakallahu khair duvame yad InshaAllah jarur
JAZAKALLAH.
truck pe zakat hoti hai kya
Masaallah
Masha Allah mufti Sahab aap ne Bahut achhi Tarah se samjhaya he
Mashallah smj aaya bahut acche se smjhaya aapne
Me makan me ek lakh Diya hai is ka bhe zakat neeklega
Mashaallah
Masha Allah Suban Allah
Mashallah
Sukriya bhai jaan
Jazak allah
Mashallah Mufti Sahab
Masha Allah aap ne zakaat ke baare mein bahut acche se samjhaya. Jazakallah !
mashaallah. molana sahab
Tx bhaijaan.... Clear all dought
Walikum assalam
अगर किसी के पास कर्जा हो और उसपर इतना सोना या चांदी हो या उसपर जाकात फ़र्ज है 🙏
Jazakllahu khaira bhaijaan shukriya
Mera jawab dene k liye
Allah zuljalal Aapko Dono jahan ki khair o aafiyat se nawaze or hasidi k hasd Se mahfooz Rakhein
Aameen Summa Aameen ya Rabbul izzat Kareem
Thnx❤
Shukriya
Jazakallah hu khaira
Allah rabbul Izzat Kahne sunne se zyada Amal karne ki Taufiq ata Farmaye Ameen 🤲😢😊🤗
Ameen
Llllllllpllllpllllllpllpllplllllllllllllp0llllllpppppppp0ppppppppppppppppppppppppppppppppppppppp
Pppppppp
Zajakallah khair mufti sahab 👍👍
MASHA ALLAH
👌👌👌
Jazaak Allah
Maine bahut sare videos dekhe h zakat pr sahi masla abi tak nhi smjh aaya
aap hi h jo zakat ka masla sahi se smjha skte h bahut preshan hu sahi smjh aay to mai zakat nikalu.
Same problem
Sukhriya
Thaks
ماشاء اللہ
Masha Allah bhai Allah apko khero afiyat se rkhe or aap salamt rhe
Assalamualaikum mufti sahab. Hmare paas ghr nhi h hm ghr bnane k liye paisa jod rhe hain to jo paisa hmare paas ghr bnane k liye uski zkaat nikalni wajib h ya nhi
Pls❤
Mufti sahab
Jakaat ka paisa jo nikalta hai dene ke baad bach jaye to usko kinare dalde kisi gareeb ki shadi ke liye to ye kar sakte please bataye....
Masha allah
Allah paak aap logon ko hifazat farmaye aameen ya rabbal aalameen
Assalamualaikum ...Mufti sahb aapne bht hi achhe tareqe se smjhaya..shukriya...bs ek baat or bta dijiye kya mobile bhi sona chandi mai joda jayga ...i mean sona chandi ke paise jodte waqat kya mobile ke paise bhi jodne honge ....?
Nhi bilkul nhi zakaat sirf 4 chizo par 1. Sona 2. Chandi 3. Savings 4. Maal e tizarat
@@shah713 shukriya...ab sare doubt clear ho gye
Assalamaulaikum mufti sahab kya zakat unko bi de skte h jo ki pareshan ko waqtitor pr lkn zameen uski hu toh kya de skte h
Aslamalekum Bhai jaan ramzan mubark ho allah aap ko achha rakhe
Assalamualaikum!mera ek sawal hai agar zakat ki tarikh wale din sahabe nisab na ho to kya phir se sahib e nisab hone ki tarikh tay karni hogi ya dusre saal usi tarikh ko zakat ka hisab karna hoga?
Masha Allah 💗💗💗
Subhan Allah 💞💞💞
मरवाले के नाम से जकात कैसा देते हैं
Koi Ladki Hai Uske Ammi Abbu usko Paisa Dete Hain vah apna paisa jodhpur kar paisa ekatha kare 50se60 hajar kar lati hai ky uspar jakat farj hai
Jazakallahu Khairah ustad ji
Assalamualaikum warahmatullahi wabarkatahu plz mere liye duwa kardijye Sadi ke bad jindagi ekdam buri chal Rahi sasural ke mahol aisi hai bas aap duwa kardijye mere liye v aur abtak olad v nahi huye sir meri shadi ke 8 mahine huye kya mere jebar ka zakaat Dena hoga
Aslamu alykum mufti sahab aap baat sari samjh aati hai par sawal hai mera aaj ka jo time cal rha h kon aaesa banda hai jis ke paas itna peasa na ho jis pe qawat farz na ho to kis ko de zaqat ke pese hum ko kya malum woh zaqat ka haqdar ha ya nahi Matlab mere sawal ye ke zaqat hum ko kese bata ke kon hakdar h ya nahi
Moulana sahab aap Se meri ek request hai plz wo sunlijiye mein bahut pareshan hu mujhe apne face ko accha rakhna Hai plz eisa koi amal batade jisse wo sahi hojaye mein Allah se khoob dua kar raha hu Allah sab jaldi se mere face ko accha karde is ramzan Allah jaroor sunega plz aap kuch batade
LIC में रु. 1,61,000 मेरे पीएफ से रोक कर पेंशन फंड के रूप में जमा है। रु 2756 क्वार्टरली मेरे अकाउंट में आता है।
जकात कितना होगा?
Assalamualaikum mufti sahab
Assalam waalaikum ji alhamdulilh
Assalamualaikum wa rahmatullahi wa barkatuhu.
Umeed krta hu aap khairiyat se honge...
Mera naam mujahid aur Mera sawal hai : humare Ghar me total 7 log hai mummy papa ko Mila kr k, Ghar me sirf do log kamate hai main aur papa. mera sabhi income mere ghr k liye hai yani main apne papa ko deta hu, aur mere pass lagbhag 1 lakhs k jaisa savings v hai, please thoda yeh bata dijiye humare ghr me khali papa ko hi jakat dena hai ya frr mujhe v Dena hai aur humare ghr me Sona aur chandi kuchh v nhi hai bas sabhi paise hai woh v dusro ki jamein lize( bandak ) pe liye huye ab yeh bata dijiye humare ghr PR jakat farz hai kya agar hai to kitno k upar....
Sukriya.
Aslama alakam mufti SAB thik ho aap
Assalamualaikum Mufti shahab jakat ka mal agar ham roj ya mahine ka kamai me se kaise kare
Assalaamo alaikum
Mere sohr ne bahut sare loan aur krje liye h aur mere pass 70-80 hjar ka jewelry hoga to kya jakat dena hoga
Asslamu alaykum mufti sahab mera apse ek sawal hai plz jawab dijiyega mere balid sahab ka inteqal ho chuka hai or mere bhai bhi ni hai hum do bahne hain to hum logo ki shadi ke liye kuch zebar rakkha hai or hum logo pas kuch bhi ni hai rishredaro ki madad lekar hum logo ka kharch chalta hai to kya hum logo ko zakat dena chaiye
Assalamu alaikum Mufti sahab
मेरा सवाल यह है कि मेरे घर में मेरी लड़की ,बीबी,बहु का सोने का जेबर साढ़े सात तोले से ज्यादा है मगर उसको गिरमी रखा है और हर साल उस पर ब्याज देता हूं तो जकात है क्या
Asslamwalekum
Bike Ya gadi par Mufti sahab
Ek sawal mera ye h Kya zakat ki jo rakam h o ek hi baar me nikalen ya us rakam ko Kai part me nikal sakte h
Assalam walekum bhai sawhar kep pass mal hain we nahin nikalte kiya bibi nikal sakte hainusi pass ese kament me bayan kre ❤❤❤❤❤
अस्सलाम वालेकुम मुफ्ती साहब मेरे पास जमीन है और नगद पैसे नहीं है उसका जकात कैसे निकाला जाएगा इसका जवाब जरूर दें
Muftee sahab mai india se hu aur mera sawal hai agar sirf 5 tola sona hia cash kuch bhi nhi hai to bataiye dena lazmi hai ya nhi ??
Mufti sahaab mera ye swal h ke hmare pass jo chandi hoti hai ghr me market me uska rate nayi chandi ka adha hota hai .hame konse rate se jkaat nikalni chahiye
Jejkhalla kahir..
Aslam walekum bhai shadi ke pahle sal ramzan me jewar ke zakat dena hota h ya nhi pizzz bataye......
app plz sahibe nisab ka matalab thoda or achhe se samghye
or ye bataye ki zakat kitni amount pr lagna shuru ho jata he
Assalamualekum. Mufti sahab. Zakat k lye aas pas koi na dikhe ..to kya kre.kisko pesa de zakat ka. Plz jwab de.mufti sahab
Hmko.de.de.bhai
Aap ki niyat kharab hai
@@RashidKhan-hy2tm kya hua bhai. Esa kyu bol rhe ho
@@rhasidhkhan1537😊😅
@@RashidKhan-hy2tmbbye boo
Islamikbayan until bbye😢❤❤😂🎉😢😮😅😊
Assalam alaikum mere pas mslan 3 lakh rupye he or mera wahi srmaya he na usme se kam huye na ziyada bacho ke liy Sev kr rkhe he bs or mera koi ghar me esa bhi nhi jo kharcha uthata ho kud kam krti or bache palti hun ap mujhe bataye kya mere uppar bhi zakat wajib he plz zarur bataye
जनाब मुझे पिछले 5 लाख रुपये का फायदा हुआ और मैने पिछले साल ही जकात निकल दी है और 5लाख मेने अपने पास घर पर ही रख रखे है और इस साल मुझे 2 लाख की बचत हुई है तो मुझे 2 लाख की ही जकात निकालनी है या जो पिछले साल जो 5 लाख की जकात जो मेने पिछले साल निकाल दी थी किया इस साल भी देनी होगी
Asslamo Alaikum kiya hal hy kaji sharab Aap thik ho mera ek masala tha my mere pas khich bhi nhi hy sona chandi paudha khub bhi nhi hy Sir upar se karja hy to kiya my jakat phtra deskta ho
Assalamu alaikum mufti sahab kya ramzan me koi marta hai to janat me jata kya
Molana shab mere pass sirf ek ghar hai wo bhi 43gz ka to kya mere upar jqat wajib hai
Assalam walaikum
Hazrat hamari kamwali baaji ke paas apna ghar hai wo bolti hai ki aor kuchh nahi hai
Mai jo kaam gharo me karti hoon usi se kharch chalta hai
To kya unko zakat di ja sakti hai
Zakat ke hawale se
Bhaijaan Maine masjid ki zameen ki kharid ke liye kuch rupeey
A/c me rakhe hue h kya mujhe un rupayon pe zakat wajib h ya nhi ..
Assalamualaikum warahmatullah wa barkatuhu
Bhai jan mera Aap se sawal hai k kya zakat k paise se mamu k bete ki roze khushi Kara sakte hai Aap se guzarish hai Aap jaldi jawab diye ga mere mamu ka intekal hogya hai meri mami or un k 2 bache hai hum sab se Jo hota hai wo karte hai
Reply please
Selry se jo income tex kt jata he kya wo bhi zakat me gina jayega please btaye.
एक माह पहले पैसा आया है उस पर जकात है
Mollana sahab plz mujhe bhi bataye
As
Mufti saheb ham panipuri ka stol.chalte he me or meri ammi mere abbu nhi he to kya ham zakat farz he
Jaqat ke sirf paise daina hai ya hum un jaqat ke paiso ka rasan b garib ko de sakte hai kya
Assalamualaikum kya hum 2 ya 3 saal ki zakat jod kar kisi mustahiq ko makan dilwa sakte hai
Assalam alaikum bhai hame madad kare thodi si zakat dekar
Aj kl to ghar ke hr fard ke pas mobile hai to kya us pr bhi zaqat hogi meharbani krke bta dijye taki hmse koi kotahi na ho jaye
Zakaat kon log le sakte hai agar kisi ka sohar intkaal kr jaaye aur uske paas saadhe 52 tola chandi ho to kya wo jakat le sakti hai plz ans me
Asslam walikum mufti sahab.agar sona gerbi rkha hai to aus ka bhi jakat dena huga kya ya nhi.
Assalam o alikum mufti sahab plz ap sabaq bakaedgi se lazmi dejeye shukrya
Assalamualaikum
Mera zakat se related ye sawal mera kuch jewellery muthoot mai hai to kya uska zakat dena hoga
Aur kuch ghar mai
Zakat kitne gram se start hota.starting gram example 3gram ya 4 ,5 ,7 .
Saheb e nisab as of 3rd April 2024
1 Gram Silver (chandi) = 77 rupees in India
So 52.5 gram Silver (chandi) = 40,043
Ab sab apna muhasiba karein
Assalam walekum maloom hai ki aap khairiyat se Hain
Ma bap ki property bechne par hisse me mile peso par jakat deni hogi ya nahi
Whar is sahibe nisab
Asslamoaliakum mufti sahab kya zakat ke paise kai logo ko diye ja sakte hai
Kya apne bhai ko zakat de skti hu