mam maine ugc net ka exam qualify kiya hua hain usme only net hua th but jrf nahi lekin iss baar karna hain or aapke channel ko visit kiya toh paheli bar mein main aashchary chakit ho gya kyu ki itna deeply or aapki shaili se natak ka ek ek point smj aagya
bahut bahut sukriya mam apki wjh se maine apni bahut si kahaniya complete ki jitna ache se apne smjhaya or vachan kiya h usse mujhe sari kahaniya yad ho gyi h... pls mam jssc cgl k k6 part ap complete kra dijye lekhak parichay or thode se part... apka bahut abhar rhega
Priya, nahin sabhi sambhav nahin ho sakega. Kuchh kavitayen post kii hui hain. Jaise Asadhy Veena , Deep akela, saroj smriti etc. Thanks for appreciating my efforts. :) Good luck!
@@AlpanaVerma mam koi aapka apna WhatsApp ya teligram group h , jis pr aapse madad mil sake. Mai bhut poor hu , class perches nhi kr sakti , kisi trah help kr sakti h to kr dijiye. Mai aapki abhari rahungi
Priya, Mere koi telegram channel nahi hai. Yahan youtube par bahut se channels ne poora syllabus post kiya hua hai, yaa classes le rahe hain, aap thoda search kar len, mil jaayega. Masters Hindi mei ki hogi tab mushkil nahin honi chahiye ,kyonki syllabus sara wahi to hai!
I Love you ma'am 💕💕 ❤❤❤❤❤
इस नाटक को हमारे सामने इतनी सफाई से प्रस्तुत करने के लिए आपको कोटि कोटि नमन।
Thankyou ma'am 🙏🏻 thankyou so much.
mam maine ugc net ka exam qualify kiya hua hain usme only net hua th but jrf nahi lekin iss baar karna hain or aapke channel ko visit kiya toh paheli bar mein main aashchary chakit ho gya kyu ki itna deeply or aapki shaili se natak ka ek ek point smj aagya
अति सुन्दर
धन्यवाद!
👌🙏
Mam apke padhane ki shaili se sare mcq solve ho jate hai
Thanku mam
पाठ पढ़ाने का उद्देश्य सफल हुआ। धन्यवाद!
Dhanywad 🙏
Mam इसी तरह आप ध्रुवस्वामिनी नाटक को भी पढ़ा दीजिए ना मेरा झारखण्ड CGL का एग्जाम है उसमें पूछता है
bahut bahut sukriya mam apki wjh se maine apni bahut si kahaniya complete ki jitna ache se apne smjhaya or vachan kiya h usse mujhe sari kahaniya yad ho gyi h... pls mam jssc cgl k k6 part ap complete kra dijye lekhak parichay or thode se part... apka bahut abhar rhega
Thank you so much ma'am aapki video bahut helpful rhi
Thanks mam🌹🌷🙏🙏☺️
Firstly,a lot of thanks ma'am. Ma'am pdf mil jaye to achha rahta 😊
Thanks mam
आगामी किस प्रकार का विशेषण है
A संख्यावाचक
B सार्वनामिक
C गुणवाचक
D परिमाण वाचक
'आगामी' शब्द गुणवाचक विशेषण है। यह 'काल' अर्थात समय को बता रहा है। आगामी का अर्थ है 'आने वाला /next /forthcoming
@@AlpanaVerma धन्यवाद
But ache se sapste kiya haa mam haa
Mam PDF download kaise kren
Thankyou mam, aapki video helpful thi 🙏😊
Mam kya ye Bharat दुर्दशा का कंप्लीट प्लेलिस्ट है
भारत दुर्दशा अर्थ सहित पूरा नाटक -प्लेलिस्ट लिंक -
youtube.co/playlist?list=PLIYadHwZA8a3mYkH2iu7FEsFLC6PHHjVH
Mam pdf kaha milega purre natak ka
Sahriday Dhanyawaad Ma'am
शुभाशीष!
Mam plz aapki bolne ki saili itni achhi hai ki, mai svi kahaniya aapse hi sun kr ki hu, please mam kavita ka unit kra dijiye net ke liye
Priya, nahin sabhi sambhav nahin ho sakega. Kuchh kavitayen post kii hui hain. Jaise Asadhy Veena , Deep akela, saroj smriti etc. Thanks for appreciating my efforts. :) Good luck!
@@AlpanaVerma mam koi aapka apna WhatsApp ya teligram group h , jis pr aapse madad mil sake.
Mai bhut poor hu , class perches nhi kr sakti , kisi trah help kr sakti h to kr dijiye.
Mai aapki abhari rahungi
Priya, Mere koi telegram channel nahi hai. Yahan youtube par bahut se channels ne poora syllabus post kiya hua hai, yaa classes le rahe hain, aap thoda search kar len, mil jaayega. Masters Hindi mei ki hogi tab mushkil nahin honi chahiye ,kyonki syllabus sara wahi to hai!
Dekho ,is playlist mei kuchh content hai
th-cam.com/video/1QmmdRRF8rI/w-d-xo.html
Pdf kaha milega mam
दिल से आपका बहुत आभार ma'am☺☺ you have described so beautifully👌❤
Ek request ma'am plz pdf de दें jisse revision krne me easy hoga☺
Iska pdf kaha milega mam