Bahar se auto mil jayega 20 se 50 rupe me chod dega prayagraj Junction ya aap naini junction bhi ja skte hai baha ss train se prayagraj Junction pahuch sakte hai @@RailJourneyWithRahul
चकिया के पास रेलवे स्टेशन · KERकीड़िहरापुर रेलवे स्टेशन · BLTRबेलथरा रोड रेलवे स्टेशन · TTIतुरती पार रेलवे स्टेशन · BHJबरहज बाज़ार रेलवे स्टेशन · SRUसलेमपुर जंक्शन · POKLपिवकोल रेलवे स्टेशन · SKQसिकंदरपुर रेलवे स्टेशन ...
@@RailJourneyWithRahul sir is place pr phuchne ke liye kaha jana hoga kya prayagaraj rambag se koi sadhan nahi milega plz reply kijiye plzzzzzz help me 🙏🙏🙏🙏
Good job
Useful.
Useful information
Achhi jankari di hai
Nice bhai
Pcoi
Prayagraj chheoki
Vai prayag kumbh mela ke tribeni sangam konsi station ke pas me hey?? Prayag raj rambag se tribeni sangam ja sakte hey??
Prayagraj junction se 7-8 Km.ki distance par hai Triveni Sangam
@@RailJourneyWithRahul Mera train ka ticket Prayag rag ram bag tak hey..waha sey kaise sangam tak jaye??
Nawabjang se nazdik konsa station hai...pls reply
Pahle ye btao aap kahan se ho
Chioki se sanghat kayse jayege 3 fervery ko
❤❤❤ up
Bhai indore ka liya train kon sa junction sa niklti ha plz btao 😢
Prayagraj junction se
prayagraj cheoki se prayagraj junction ke liye konsi train hai?, train number agr pta ho to btao bhai
Direct train nhi hai
Bahar se auto mil jayega 20 se 50 rupe me chod dega prayagraj Junction ya aap naini junction bhi ja skte hai baha ss train se prayagraj Junction pahuch sakte hai @@RailJourneyWithRahul
Triveni ke liye kaun sa stn kareeb hai
Prayag ghat agar train milti hai to ya to Cheoki junction best hai
Ganga gomti kaha se chalati h civil line wale station se???
14215 Prayagraj Sangam (PYGS) se chalti hai LKO Lucknow ke liye
@@RailJourneyWithRahul prayagraj sangam civil line ke pass wala station h?
Nhi, Prayagraj Junction station civil line ke kafi close me hai
Aur baki ke station door hain
Do station aur hai Naini Junction aur daraganj
Pargraj junction se pargyraj station ki doori kitni he🙏
Station ka code btao kaun sa station
Prayag junction ya prayagraj sangam
@@RailJourneyWithRahul sangam
Around 12 km.
प्रयाग जंकशन से लखनऊ की train milte hai
Yes
Prayagraj me chakiya allahabad kaha prta hai yha koi railway station hai kya plzzzzzz bataye plzzzzzz 🙏🙏🙏🙏🙏
चकिया के पास रेलवे स्टेशन · KERकीड़िहरापुर रेलवे स्टेशन · BLTRबेलथरा रोड रेलवे स्टेशन · TTIतुरती पार रेलवे स्टेशन · BHJबरहज बाज़ार रेलवे स्टेशन · SRUसलेमपुर जंक्शन · POKLपिवकोल रेलवे स्टेशन · SKQसिकंदरपुर रेलवे स्टेशन ...
@@RailJourneyWithRahul sir is place pr phuchne ke liye kaha jana hoga kya prayagaraj rambag se koi sadhan nahi milega plz reply kijiye plzzzzzz help me 🙏🙏🙏🙏
Bhai itna local nhi pta hai
Koi taxi kr lo itna local jana hai to
@@RailJourneyWithRahul okk thanks you 🙏
Subedarganj रेलवे स्टेशन है पास में
भाई को ये तो बता दो कि प्रयागराज किस जिले में है
Prayagraj khud ek District hai
Prayagraj khud ek Jila hai
प्रयाग जंकशन कितनी दूर हैं प्रयागराज जंकशन से
Approximately 7 Km.
Prayag junction se prayagraj junction ki duri kitni h ?
Prayagraj sangam se prayagraj junction ki duri kitni hai ?
7 km.
@@RailJourneyWithRahul prayagraj sangam se prayagraj junction ki duri bhi bta do plz ?
10.8 km.