What happens if we are slight late in the service from the scheduled date like 10-15 days ? Will that considered as a miss or they will charge some late fees ?
congrats shanu Bhai. shanu Bhai aapne meri bohot help Kari hai. Ek last help kar do aap. mari R3 Mai powertronic lagane k baad iska fuel pump mai fault aa gaya hai. ye 40- 50 kms chalne k baad fuel Dena band kar deta hai aur fir 20 mins khadi karne k baad dubara chal deta hai. ye problem powertronic k baad shuru Hui hai. Ab Mai Naya fuel pump laga loonga Jo ki shayad 12000/- k aas paas lagega. but I am scared ki kahi ye fir powertronic ki wajah se dubara naa ud jaye. aapke friend ne blue r3 Li Hui hai powertronic k saath. kya unke saath bhi Aisa hi Raha hai? mai hamesha long touring pe jaata hoon. ab Darr lag raha hai aur koi solution nhi nahi mil Raha hai. please guide Karo mujhe. 🙏🏼🙏🏼🙏🏼 bike mai original Akrapovic full system exhaust hai and bmc air filter. iridium plugs bhi daala hua hai. bike ka run 14000 kms hai total. Maine fuel pump and filter saaf kar k dekh liya hai. sab clean kar liya hai tab bhi ye heat le Raha hai aur heat hone k baad cut off. bike ki heating normal hai.odometer pe heating bilkul normal hai. but fuel pump heat ho Raha hai as per mechanic. please help 🙏🏼🙏🏼🙏🏼 agar kahi se full flow fuel pump milta hai to bata Dena aap. mai le loonga.
What happens if we are slight late in the service from the scheduled date like 10-15 days ? Will that considered as a miss or they will charge some late fees ?
Late fees charge only
Shanu bhai main aunga bike chalane 😂🤣 but congratulations 🥰🥰
Farzana baji ka beta hu best of luck
Just came home from my bike's first service and the cost was 2567 due to also the abs wire being cut
too expensive Service .. R3 ki isse kam me ho jati hai ..
Yeh toh bohut mehenga hai😮...RE lene ka soch raha tha lekin plan cancel karna padega
congrats shanu Bhai.
shanu Bhai aapne meri bohot help Kari hai. Ek last help kar do aap.
mari R3 Mai powertronic lagane k baad iska fuel pump mai fault aa gaya hai. ye 40- 50 kms chalne k baad fuel Dena band kar deta hai aur fir 20 mins khadi karne k baad dubara chal deta hai. ye problem powertronic k baad shuru Hui hai. Ab Mai Naya fuel pump laga loonga Jo ki shayad 12000/- k aas paas lagega. but I am scared ki kahi ye fir powertronic ki wajah se dubara naa ud jaye. aapke friend ne blue r3 Li Hui hai powertronic k saath. kya unke saath bhi Aisa hi Raha hai? mai hamesha long touring pe jaata hoon. ab Darr lag raha hai aur koi solution nhi nahi mil Raha hai. please guide Karo mujhe. 🙏🏼🙏🏼🙏🏼 bike mai original Akrapovic full system exhaust hai and bmc air filter. iridium plugs bhi daala hua hai. bike ka run 14000 kms hai total.
Maine fuel pump and filter saaf kar k dekh liya hai. sab clean kar liya hai tab bhi ye heat le Raha hai aur heat hone k baad cut off. bike ki heating normal hai.odometer pe heating bilkul normal hai. but fuel pump heat ho Raha hai as per mechanic.
please help 🙏🏼🙏🏼🙏🏼 agar kahi se full flow fuel pump milta hai to bata Dena aap. mai le loonga.
Bhai Filter oem lagaao BMc hataa do and Powertronic hataa do Engine khtm kr dega wo . Mere frnd ne bhi shayd htaa diyaa hai
@@knotsRider 40000/- gaye! 😬
Service kit ki price kam karni chaiye Royal Enfield waloo ko
मेरी बाईक की 950 me hui thi mere Pas Scram 411 hai
Sar r3 sell hogaya
Mt03 ka wait h Bro
😮😢
Sab lutne ka tarika hai.....