Bahut hi sundar apne video main smjhaya... Apka smjhane ka trika bahut achha hai qki ap ek ek chiz jo ki jaruri hai apne usko bataya apka tahle dil se dhanyavaad.... 🙏🙏🙏🙏
@@Vishal_furniture hum apne ghr ka kam krwa rhe hai or jo kam krne wale hai unhone 2,2 door ki fiting me alag alag kr dia hai wardrobe.. jo ki bahut kharb lg rha hai dikhne me... Es liye aap se hlp mngi humne
I am from Kolkata bro ur video seen krti hoon very helpful new carpenter ke liye ♥️ helpful and samjhane ka tarika bhi mast Hain. Work bhi finishing Good .
Vishal bhaiya aap samjhate bich se apka video achchha lagta lakin app video sortcut samjhate jisse thoda samajh aata aap thoda video ko start samjhaye koi bhi video ho request hai sikhna hai
3 door ke wardrobes me channel 3 lagana ya 2 lagane?? Or sliding channel dikhte hai uska kya kare (jo door 3rd wale pe hota uska 2 channel dikhta hai or mitti bhi jati?
Okay side se jo mitti jata hai vahan per plywood Laga dijiye group kam ho jaega aur do channel wala Laga sakte hain aur jo channel dikhta Hai samne se Patti lekar niche kar sakte hain taki Guru bhi cover ho jaaye aur Patti bhi Na dikhe
@@Vishal_furniture bro pehle to thanx ..bhai aap kitchen ke box ki mesurment se lekar door ke mesurment karna aur L bihari kabza kaise lagaba hai..door ko kitna shota rakhana hai ..aur side wale door se center wale door kitne shote rakhne hai..poore doors ka mesurment karna btaaye bhai..pls🙏🙏
Bahut hi sundar apne video main smjhaya... Apka smjhane ka trika bahut achha hai qki ap ek ek chiz jo ki jaruri hai apne usko bataya apka tahle dil se dhanyavaad.... 🙏🙏🙏🙏
Thankyou Bhai ❤️
th-cam.com/video/XvRQmRtBBV0/w-d-xo.html
@@Vishal_furniture \\\
Good jobs bhai
सुपर सुपर नं 1 मेस्त्रीजी नमस्कार
आपने बहुत ही अच्छी तरीके से समजाया धन्यवाद
Video apki bahut acchi hai aur sikhane ka tarika koi apse sikhe mast hai bhai
Bahut acche se samjhaya Aapne or isi Tarah se Kuch kaam Karne ki jaankari milti hai dhanyvad dosto
Okay Bhai thanks for your support ❤️ 🙏
Thanku sir sliding wardrobe ki dono video dekhi menei 😊
Nice information 👍
Nice post
Thankyou
Super #ksfurnitureideas🙏
Bahut acchi traha samjhe ho bhai ap very nice video
Thankyou Bhai
Locking system kaisa hai isme???
Very nice bro bahut achha laga ye video
Thankyou
Kal muje b lagana h dekhta hu kitna sahi btaya apne❤
Vishal bhai aapka samjhana mujhe bahut achcha Laga har video mujhe share karna
Thankyou
Bahut achha video banaye hai aap ne Bhai
Thankyou
Perfect mere Bhai👍👍👍
Thankyou
@@Vishal_furniture Bhai aap k smjhane k trika bhut Bdia h🙏🙏👍
बहुत बहुत अच्छा, आप बहुत अच्छे तरीके से समझाते हैं, भगवान आपको आशीर्वाद दें कि आप बहुत बड़े बिजनेस मैन बनें
Thankyou 🙏🙏🙏
Good information for new carpenter ❤️❤️
Thanks ❤️❤️❤️
Nice video sir ❤❤❤
Thankyou Ji
Finely explains
Good work
Thanks bhai
फनिॉचर काम सिखने के लिये किस तरह से सुरूवात करनी चाहिए टिप्स दे आप किस तरह से सिखे कारपेॅटर काम ऊसपर विडिओ बनाये धन्यवाद
Thanks bhai bilkul bahot जल्दी ही इस टॉपिक पर वीडियो आएगा
@@Vishal_furniture कमेंट्स का जवाब देने के लिये धन्यवाद
Good question🙋 mere bhai mera bhai yehi question tha
Bahut badhiya Kam karte ho Bhai
Thankyou Bhai
Sandar Vishal bhai
Thankyou
Me bhi yahi kam karta hu lekin thoda kam aata he
Aap ki video dekh dekh kar kar leta hu 👍
Good work mitra
Thanks ji
Bhai vedio deekh kr to koi bhi karigar ban sakta ha thanks bro very help full vedio❤❤
SUPER
Super bahut accha
Thankyou
Bhai bahut use full video hai thanks 👍
Thankyou so much
Good 👍😊
Very good
Super Bhai bahut ache se samghye
Good work 👍
Bhai tumara video se bilkul bahut jaldi smaj aata h 😊
very nice impresive kitna kharcha aayaa isme muje bhi lagwana hai aap laga lenge kya batana aap kaha se ho bhai
Okay sir
Bhut..achha.trika.hai
Bahut Achha
Thankyou Bhai
Very nice pic 👌
Nice ji. Aapne bahut achi tarike se samjhaya
Very nice very nice Bhai
👍No 1work
Super 👌
Thanks
Good infarmettasn
Thank you vishal bhai samjhane. Ke liye
Welcome Bhai
sliding 3door lock fitting video thalu paiyaaa
Okay Bhai thanks
Bahut badhiya Bhai bahut aage badho khub tarkki karo
Thankyou
Super sir ji 👌😘😍
Thankyou Bhai
Bhai g bord chenar se 4 sut kam kia h kea
Nice bhaiii😍😍
Thanks bhai ❤️
Super se upar bhai
Channel mai screw 1 feet pr lagao to or smooth door work krega... Very good work..
Okay
Thanks for watching
Bhute nice video ver
verry nice
Very nice 👌👌👌👌
Thankyou
Very nice sir
fan ho gya bhai
Thankyou Bhai
very good 👍🏼 bro
Thanks bro ❤️
Very good sir jee
Good 👌👌👌
Thankyou Bhai
Explain nicely
Very very talented carpanter bro
Thankyou bro ❤️🙏
Acchha hai bro🔥🔥
Very nice
Thoda diwar ki Almirah tadhi hai toh sliding door ban jaye ga plz replay
Thik bilkul
Excellent 👍🙏
Thanks
Nice 🙂👍
Love bhaiya intna batane ke liye
V very nice 👌
Thankyou
Good
Thankyou Bhai
Kya 4 door wardrobe fitting slider bta skte hai aap?.
Ji bilkul
@@Vishal_furniture hum apne ghr ka kam krwa rhe hai or jo kam krne wale hai unhone 2,2 door ki fiting me alag alag kr dia hai wardrobe.. jo ki bahut kharb lg rha hai dikhne me... Es liye aap se hlp mngi humne
I am from Kolkata bro ur video seen krti hoon very helpful new carpenter ke liye ♥️ helpful and samjhane ka tarika bhi mast Hain. Work bhi finishing Good .
Thankyou
Very nice👍
Thanks
Great job
Super ji
Vishal bhaiya aap samjhate bich se apka video achchha lagta lakin app video sortcut samjhate jisse thoda samajh aata aap thoda video ko start samjhaye koi bhi video ho request hai sikhna hai
Okay Bhai bilkul
@@Vishal_furniture thanks bhaiya
Nice work sir
Nice video 💕 from Pakistan
Thanks
Sir aap ka ye video me join karne kya matlab jab aap itne achchha se video me hi samjha dete he
Sir aap kila video join karne ka faida likh kar comment kijiye
Very nice Good idea
Super
शानदार वीडियो भाई good joob भाई ये फसने क्यों लगते है बाद में में बहुत परेशान हूं जबकि मेरा नया काम हुआ है
Haa milte ho ready e ok
Bhaiya carpenter tools kese chalaye aesa video banavo please
Okay Bhai bilkul
3 door lock wala video banavo or door soft closing setting wala video banavo
Okay Bhai bilkul
bhai sahab aap ne bahuti acha se samghya aap ek baat our batay esme yadi full merar lagana ho to lock kase lagya gaygy
Nice❤
Aluminum ki only outer panel and sliding wheel ka kharcha kitna aa sakta h 8×6.5 feet ki almari me...plz guide
Very nice.
Thanks for new tips video kelia bhae.
Thanks bhai ❤️❤️❤️
3 door ke wardrobes me channel 3 lagana ya 2 lagane?? Or sliding channel dikhte hai uska kya kare (jo door 3rd wale pe hota uska 2 channel dikhta hai or mitti bhi jati?
Okay side se jo mitti jata hai vahan per plywood Laga dijiye group kam ho jaega aur do channel wala Laga sakte hain aur jo channel dikhta Hai samne se Patti lekar niche kar sakte hain taki Guru bhi cover ho jaaye aur Patti bhi Na dikhe
M sabbir Khan carpintor
Md hashim bhot ❤❤❤
Sir mesure chanel key dermyan sey lena huga darwazu ka
Sir kitna mm ka door lagaya
25mm
Thanku
Welcome Bhai
Thanks for this vedio
Thanks bhai ❤️
Thanks
Nice sir ji
Slidding door kitna mm hai
19mm ka hai aur 25.mm ka bhi laga sakte hai
Sir wooden ki window sliding glass & net dono fouble door ke liye kaun si fitting hoti hai
hlo brother agar aapne mere cmnt dekha to mere cmnt ka rply karna ..maine kush jaankaari leni hai aapse 🙏🙏😊
Okay
@@Vishal_furniture bro pehle to thanx ..bhai aap kitchen ke box ki mesurment se lekar door ke mesurment karna aur L bihari kabza kaise lagaba hai..door ko kitna shota rakhana hai ..aur side wale door se center wale door kitne shote rakhne hai..poore doors ka mesurment karna btaaye bhai..pls🙏🙏
@@lovlypanesar7141 sab video channel par hai
@@Vishal_furniture arre brother koi b video nahi mili jis me Lbihari kabza lagane ke baare me btaya gaya ho ..😊
Thanks bro nice video
Thanks for watching ❤️❤️❤️ bhai
Kya isme 2 palle bhi laga sakte hai