Always knew Pakistan is an extremely poor country but, their serials and movies show ultra lavish lifestyle. Thinking what the poor go through after watching such episodes. The groom is very sensible though 👍
Lock down mein tou marriage halls bilkul hi band thay shops closed aur open air mein dinner waghaira hota tha aur take away ka order tha aur jo bewaqoof lock down per amal nahin kertay thay un ko corona ho jata tha
Esi lalchi ladki se shadi krne se behter he ki shadi se manaa hi krdiya jaae kyuki.jb dikh hi rhahe ki shadi se pehle vo itni ziddi khudgarz lalchi he to shadi ke baad to zindagi jahannum bnadegi.
Ishq andha hota hai, larkay bhe aesi Larkiyon per he martay hein jo adaein dekhati hein. Haan agar kisi larkay mein thori bohat ghairat baqi ho to jab wohi larki khud ke bewi aur ghar ke izzat ban jati hai, to phir oos ke wohi adaien aur bepardagi oon larkon ko zehar lagti hai, jin per Mar ker oohon ne aesi Larki se shadi ke the.
A good and virtuously wise woman never becomes more ambitious than one should be. She never spends money wastefully. Vainly glorious women are found to be prone to inviting untold sorrows and agonies to her ideally honest and responsibly diligent husband's life and it guts the spirit of conjugal love and reverence of the married couple eventually. Plain living and high thinking can ensure peace and prosperity to a well-husbanded family. A good woman can be a much better helpmate to the life of her faithful husband. Om Shaanti Allahu Akbar Kabeera.
Bilkul thek fesla Lea larky ne is tarhan ki Maon ki se is tarhan ki galat tabeat wali betean kia Kisi ka Ghar basaengi blke Jahan jaengi unke Ghar ka sakoon bhi khatam kardengi Allah her man ko ye hidaeyat de k wo apni beteon ki asi tabeat Karen k wo jis Ghar me jaen apny husband k sat compromise Hun or larky ki faimaly k sat bhi
Sb ladkiyan ek jaisi nhi hoti hum gareeb ghar se hai hum khush the lockdown mai hi shadi hojaye. Magar gold bht mehanga pada kuch faida nhi huaa uper se hum do sisters ki shadi thi Allah mere walidain ko salamat aur khush rakhen aameen.😊
Mujhe to afsos lagta hai apne aap ko islamic country bolte hai aur ye halet hai....shame...sudhar jao jitna sadgi se shaadi hote hai utna accha lagta hai
End bahut hi lajwab hai..jeewan bacha liya.warna ladke ka ghar abad ki jagah barbad kar deti.
Darunnnnnn, last scene is very natural truth.
Very good drama ❤
Nothing will change .people those want to showoff will do it.
Ammi is very young and charming
بھترین کوشش معاشرے کی اصلاح کے لئے
Nice movie very nice mashallah ❤
Very nice..wastage of money should be stopped
Sahi dekh laya hai ye serial mein
Good job Groom to be!! Lessons have to be taught!😊
Kyla izzat reh jaayegi .... marriage is life be all end all
Pakistan ni drama very nice
Kabhi na kabhi janaja utna hi hai
Aise ladkiya duniya me bahuth hai
Always knew Pakistan is an extremely poor country but, their serials and movies show ultra lavish lifestyle. Thinking what the poor go through after watching such episodes. The groom is very sensible though 👍
Sapno me raho to dukh bhul jate hain
Pakistan Not Pakistani people's they are very rich you can't even imagine 😊
And we Indians too show lavish lifestyle
😂😂😂😂😂
@@Pallavi-du7wy😂😂😂😂
Gud decision
🎉 very good 🎉 subject 🎉
Wow aya acha short film ka planning kis ki ti matlab idea 💡 kis ka ta
Interesting story
Lock down mein tou marriage halls bilkul hi band thay shops closed aur open air mein dinner waghaira hota tha aur take away ka order tha aur jo bewaqoof lock down per amal nahin kertay thay un ko corona ho jata tha
Good Story
Jo b hai pakistani dramas best
Bilkul thik kiya
Aata mazi satakli re!! 😢
عقل سے پیدل ماں بیٹی
اچھا ہوا ان کے ساتھ
Sksi😅😅
Acchii hi
Esi lalchi ladki se shadi krne se behter he ki shadi se manaa hi krdiya jaae kyuki.jb dikh hi rhahe ki shadi se pehle vo itni ziddi khudgarz lalchi he to shadi ke baad to zindagi jahannum bnadegi.
Ishq andha hota hai, larkay bhe aesi Larkiyon per he martay hein jo adaein dekhati hein. Haan agar kisi larkay mein thori bohat ghairat baqi ho to jab wohi larki khud ke bewi aur ghar ke izzat ban jati hai, to phir oos ke wohi adaien aur bepardagi oon larkon ko zehar lagti hai, jin per Mar ker oohon ne aesi Larki se shadi ke the.
Super 💯
All Pakistani dramas have same themes:shopping, drinking tea, cousins marriage.
Yes,i agree
😂
Bilkul sahi kaha.
Yes...right almost same story...but watch them only because of their acting.....😊
& Ultra Luxurious Lifestyle
Aisy k sath aisa hi hota h jo zyada udta h wo jldy neeche aata h bhut groor tha na
Good 👍
👏👏👏👏👏👏
Shadi bhe dhoom dhaam se tootni chahiyay the. Videos banti, Photos 📸 letay. 😅
Who is after chaal watch this drama.
A good and virtuously wise woman never becomes more ambitious than one should be. She never spends money wastefully. Vainly glorious women are found to be prone to inviting untold sorrows and agonies to her ideally honest and responsibly diligent husband's life and it guts the spirit of conjugal love and reverence of the married couple eventually. Plain living and high thinking can ensure peace and prosperity to a well-husbanded family. A good woman can be a much better helpmate to the life of her faithful husband. Om Shaanti Allahu Akbar Kabeera.
Excellent review. Very objective and rational thinking
Riyakari dikhawa Allah ki narazgi ka sabab hai, humsabko is drama se ibrat Leni chahiye
Finally!! I was waiting
Har drame mein show sha... Same types..
Good
Op😅
Abhi kaun kaun dekh raha hai vah vah comment karo please
Tou tum kra do intezaam 😂
Bilkul thek fesla Lea larky ne is tarhan ki Maon ki se is tarhan ki galat tabeat wali betean kia Kisi ka Ghar basaengi blke Jahan jaengi unke Ghar ka sakoon bhi khatam kardengi Allah her man ko ye hidaeyat de k wo apni beteon ki asi tabeat Karen k wo jis Ghar me jaen apny husband k sat compromise Hun or larky ki faimaly k sat bhi
Chaye ka ek hi cup har film me😂
Shopping, branded kapde, jealousy jahez(2 truck bharke) , Europe trip, isko chhod ke bhi kuchh dikhao yaar!
Itni ziddi larki ho to oose nikal dena chahiye.
Sughad, sulzi hui farmabadar bahu chahiye hoti hai.😅
Yeh reality mai nahi hota. Aisi chamak dhamak walon ke hi aish hote hain... Simple living ko koi appreciate nahi karta
🤐🙏😫
Nhi ye galat hai jo sacchi mohabbat karta hai wo aise kabhi nhi karta hai mere husbend aise nhi hai
Aesy derame dekha kar gareebun k ahsas majru key ja rahe hin koe deendari jo hmare islami muashre m karna chahey
One more theme divorce
Kirti senan type dikhti hai
Mujhe to aaj hi pta chla h k Pakistan m bh lockdown hua th..
G itna skht lga tha
Total lockdown hai to kya larka Europe ka lockdown khatm karega?
Larkiyon ko dikhawa bhut padand hota hai
Sb ladkiya aek jaisi nhi hoti hai
Sb ladkiyan ek jaisi nhi hoti hum gareeb ghar se hai hum khush the lockdown mai hi shadi hojaye. Magar gold bht mehanga pada kuch faida nhi huaa uper se hum do sisters ki shadi thi Allah mere walidain ko salamat aur khush rakhen aameen.😊
Jis larki ka shaadi se pehle ye haal hai wo baad mein kya karegi?
Itni lalach wase krta kon
Ladki ki ma kitni paagal hai😅vaisi beti hai😅
Sabak sikhane vale dramas hote hain ye lekin kabhi kabhi itrate itna hain ki over hojata he.tucchi tucchi baatein krne lgti hai
Pakistani drama dekhker ladkiya sudharne ki bajay aur bigad jati he. 😢
Moonch to nahi rakhna chahiye musalman hai to
Shadi ek dusre k lie krna h ya lpgo ko dikhane k lie... Hadd h dikhawat ki b
Ek to aurat aur ladkiya ke nakhoon aitne lambe hote hai... mein tajub karta hu ye log namaj padte hai ke nahi
اتنے پڑھے لکھے ہونے کے باوجود یہ جہالت پہلی بار دیکھنے کو ملا 😂
Beshak nazish jahangir acting hi krrhihe but uski acting bohot over he.
Ladki k maa ki voice same bollywood actor Helen jaisa hai
Mujhe to afsos lagta hai apne aap ko islamic country bolte hai aur ye halet hai....shame...sudhar jao jitna sadgi se shaadi hote hai utna accha lagta hai
Jai sh I dev
Larki ka dimag kuchh satka sa hai.
Larki ki amma use shey de rahi hai.
Mishal ki facial expressions bhut acchi hain.
Good. Disezan
Good Decision,
Barat ko janaza bol rhi hai foolish girl.