Summarize of the story :- ki ey field me koi life nehi hain , apna family , socail life sab bhul jao aur gadhe ki tarah 24/7 kam karo . Uske bad bhi koi job security nehi hain . Company 10/12 saal ke experience bande ko bhi nikal rahe hain . Baat ihape update ki nehi hain . Ai le wajah se pehle jahape 20 log lagte the avi 2 log chahiye . Matlab compitition asman par hain . Aur aisa bhi nehi ap apne apko update kar liye toh apki job bach jayegi . Kal ai aur advance hoga tab wo 2 log bhi nehi chahiye hoga . Moral of the story iss industry almost dead hain . Aur anewale 1/1.5 saal me puri tarah dead ho jayegi . So as a hobby sikh sakte ho vfx but i suggest go for real job .
muje ek bat btao kya tum abhi job kre ho ? or agr kar rhe ho to kyu kar rhae ho passion k lie ya hobby k lie ya peso k lie? or agr nahi kar rhe ho to aage job openings aaegi to tb tum apply kroge ya ni kroge?
@@glorious_spell main job kar raha huun paiso ke liye . Kyunki Paisa nehi hoga toh khaoge kya? Passion , hobby follow karne ke liye khana toh khana padega na . Main job isliye kar raha huun ki main dusre kisi cheez ki padhai kar raha huun . Maybe 2/2.5 saal me main ey industry chod dunga .
check out the complete podcast series in the podcast section #vfx #ai #animation #raazanimationvfxke
3:40 sasti labour hai india mai isliye
true
#lunatictalks
Abhi admission lena sahi.rhega kya bro
Dm me on Instagram....will connect on a call and i will answer you
Strike kab khatham hoga bhai 😭😢
Strike end ho gya h pr India m kch company game kri h
@@glorious_spell hiring kab hoga bhai 4 months hogaya pagal hora he gur pe 😭😭
Summarize of the story :-
ki ey field me koi life nehi hain , apna family , socail life sab bhul jao aur gadhe ki tarah 24/7 kam karo . Uske bad bhi koi job security nehi hain .
Company 10/12 saal ke experience bande ko bhi nikal rahe hain .
Baat ihape update ki nehi hain . Ai le wajah se pehle jahape 20 log lagte the avi 2 log chahiye . Matlab compitition asman par hain .
Aur aisa bhi nehi ap apne apko update kar liye toh apki job bach jayegi . Kal ai aur advance hoga tab wo 2 log bhi nehi chahiye hoga .
Moral of the story iss industry almost dead hain . Aur anewale 1/1.5 saal me puri tarah dead ho jayegi .
So as a hobby sikh sakte ho vfx but i suggest go for real job .
muje ek bat btao kya tum abhi job kre ho ? or agr kar rhe ho to kyu kar rhae ho passion k lie ya hobby k lie ya peso k lie? or agr nahi kar rhe ho to aage job openings aaegi to tb tum apply kroge ya ni kroge?
@@glorious_spell main job kar raha huun paiso ke liye . Kyunki Paisa nehi hoga toh khaoge kya?
Passion , hobby follow karne ke liye khana toh khana padega na .
Main job isliye kar raha huun ki main dusre kisi cheez ki padhai kar raha huun .
Maybe 2/2.5 saal me main ey industry chod dunga .